कूलर मोटर अधिक गर्म होने के 4 कारण | cooler motor over hiting problem | cooler motor repair

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 жов 2024
  • Topic covered--
    1. कूलर मोटर अधिक गर्म होने के 4 कारण
    2. Cooler motor over hiting problem
    3. Cooler motor repair
    4. Cooler motor over hiting hone par kya kare
    Hello friends
    My name is Amar and you are watching our UA-cam channel mechanical search
    Doston agar aapke cooler ka motor adhik garm ho raha hai to ab aapko pareshan hone ki jarurat nahi hai kyoki is video me mai aap logon ko cooler motor over hiting hone ke 4 karan aur solution batane wala hun to doston agar aapko yah video achha lage to like jarur kijiyega aur agar aap electrical avam electronics se jude har tarah ke Repairing video ke sath sath dainik jiwan me upyog kiye jane wale har chhoti se chhoti chijon ke repair ke bare me ek unik idea ke sath sikhna chahte hai to aap hamare channel ko jarur subscribe kijiyega
    Thank you so much
  • Наука та технологія

КОМЕНТАРІ • 305

  • @manilkumarjha4572
    @manilkumarjha4572 4 роки тому +15

    गर्म होने का कारण कंडेनसर खराब भी हो सकता है

  • @invisible_kishan
    @invisible_kishan 4 роки тому +8

    Hello mera coller k motor bohot bohot jyada heat ho rha h aur smell krne lg rha h kya problem h kabhi kabhi jam ho ja rha h

  • @sharifahmad8107
    @sharifahmad8107 4 роки тому +1

    Chal jhuthe hai

  • @surendrasahu3963
    @surendrasahu3963 4 роки тому +1

    Bhot bakwas karte hoo yr Kam ki baat Kam aur bakwas bharpur Kam bola kro video achi banegi

  • @santoshSingh-ms9qc
    @santoshSingh-ms9qc 4 місяці тому +2

    Very useful video

  • @jitokumarsharma3364
    @jitokumarsharma3364 4 роки тому +2

    कूलर मोटर चलते चलते रुक जाता है और हिट हो जाता है पूरा मोटर कैसे ठीक करेंगे वीडियो बनाकर भेजो भाई

  • @amitkumarjmstbk6922
    @amitkumarjmstbk6922 4 роки тому +3

    30 नंबर 32 नंबर 1 बंडल क्वायल लेंगे तो कितना रुपया लगेगा बाजार में बताइएगा गुरु जी रिप्लाई

  • @invisible_kishan
    @invisible_kishan 4 роки тому +3

    Hello mera coller k motor bohot bohot jyada heat ho rha h aur smell krne lg rha h kya problem h kabhi kabhi jam ho ja rha h

    • @gaurav5
      @gaurav5 2 роки тому +1

      Bhai yhi problem mere coller me h

  • @SAIshorts_video1222
    @SAIshorts_video1222 4 роки тому +3

    Sir mera cooler hit hone ke karna jam ho jata hai or phir hath se gumao to chalu ho jata hai

  • @Balram53815
    @Balram53815 5 місяців тому +1

    Mera coller new tha 1 sal hi gya tha
    Ek din voltage ⚡️
    340v kebas ps tha
    To chla diya 30 minute to achank motor ka speed bahut kam
    Ho gai hain
    Isme kya problem hain
    Capacitor ka ya coil jal gya hain
    Reply 🎉

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  5 місяців тому

      Bahut achha sawal hai bhai bhai isme motor ki coil ka problem hai jo high voltage ke karan short ho gaya hai jise aapko coil ke tar connection ko khol kar repair karna hoga

    • @Balram53815
      @Balram53815 5 місяців тому

      @@mechanicalsearch ok
      To coil repair krna hoga
      Fir bhi agar coil change krwa degen to
      Phle jaisa speed nHi rhta
      Dukan wale bahut mistak krta hai

  • @pankajkumarhdvideokumar2965
    @pankajkumarhdvideokumar2965 4 роки тому

    Bilkul bakwas video

  • @rickyasy8884
    @rickyasy8884 2 роки тому +2

    Sir, Maine kal cooler ka motor badal diya tha. Abhi sahi chal raha hai lekin 5/6 minutes chalne ke baad burning ka smell aata hai. Pliz problem batadena

  • @gauravrathorgauravrathor8349
    @gauravrathorgauravrathor8349 4 роки тому +2

    Motar garm hokar jam hota he

  • @krishnagoswami1756
    @krishnagoswami1756 4 роки тому +2

    Sar me ek color motar waindig kiya tha jiski tan 160 30 swg renig 34 nmbr swg satig aemuyam

  • @rajkumarkori7217
    @rajkumarkori7217 4 роки тому +2

    Starting call me round kam hai motor Ka Kya Ho Gaya Ek Koyal mein

  • @Uttarakhandi.Ghaprol
    @Uttarakhandi.Ghaprol 4 роки тому +1

    Sir motor gram bhi ho rahi hai or Sir motor Garam bhi ho rahi hai aur badbu bhi bhut a rahi hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai motor garam ho raha hai to aap yah check kare ki rotor stetor ke sath ghis to nahi raha hai agar motor ko hath se ghumane par khat khat ki aawaj aa rahi hai to aapko bush change kar dena chahiye

    • @BalbirSingh-xk3ys
      @BalbirSingh-xk3ys 4 роки тому

      bush bhi change KR diya hai aaj fir bhi vo problem a rahi hai
      Garma ho rahi hai or badbu bhi a rahi hai

  • @htthresher7185
    @htthresher7185 4 роки тому +2

    Bhai Mene pankhe ko thoda jyada mod diya h is karan to motor garam nahi ho rha

  • @amitkumarjmstbk6922
    @amitkumarjmstbk6922 4 роки тому +1

    Bolate ho comment mein puche comment mein poochha Tu Kaha bataya ho

  • @AnilSharma-nf5yb
    @AnilSharma-nf5yb 2 роки тому +3

    कूलर मोटर बहुत गर्म हो रहा है कौन सा तेल यूज़ करें और क्या करें

  • @saifsheikhazmi1757
    @saifsheikhazmi1757 4 роки тому +1

    Bhai saab ungli hilane ki kala koi aapse sikhe

  • @sharifahmad8107
    @sharifahmad8107 4 роки тому +1

    Kaam ki baat kara karo jedha faltu nahi ok sir

  • @invisible_kishan
    @invisible_kishan 4 роки тому +6

    Hello mera coller k motor bohot bohot jyada heat ho rha h aur smell krne lg rha h kya problem h kabhi kabhi jam ho ja rha h mai bss iska use 3-4 hour krta hu

  • @amitkumarjmstbk6922
    @amitkumarjmstbk6922 4 роки тому +2

    कितना नंबर कुयाल लगे गा पांच पंखुड़ी बला tophan fen RPM 1400/2800 slot 24 stator 1 inch reply dena Guruji

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      भाई अगर आप तार की बात कर रहे हैं तो आप 30-32 नंबर की तार से मोटर winding kar sakte hai

  • @RaghvendraSingh-yk2sk
    @RaghvendraSingh-yk2sk 4 роки тому +1

    Mera cooler moter fain hath se ghumane k bad chal rha hi aur garam bhi ho rha hi kyao

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai aap pahle capacitor change karke dekhe agar problem solve nahi hota hai to aapka motor jaldi se overhit ho raha hoga jisse motor garam hota hai aur speed kam ho jata hai to aap motor ki bush ko check karke dekhe kharab yane ki ghis to nahi gaya hai aur yah bhi chek kare ki kahi motor ka rotor stetor ke sath touch to nahi ho raha hai

  • @kaushikdeepak900
    @kaushikdeepak900 4 роки тому +2

    Phela tu sikh le basad mh dusravte btaitye

  • @boneyverma9137
    @boneyverma9137 4 роки тому +4

    Sir mera cooler moter suply dene par jam ho rha kya kya karn ho skta hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai aisa tab hota hai jab rotor stetor ke sath gisne lagta hai aur jab ham hath se ghumate hai to free ghumta hai par jaise hi ham switch on karte hain jam ho jata hai aur rotor ka stetor ke sath gisne ka karan bush ka kharab hona ya loose fiting

  • @SahilKhan-wb9lb
    @SahilKhan-wb9lb 4 роки тому +2

    Sir mere coller ki jaise hi water pump on karo to paani coller ki jaali ke sath sath moter par aur pankho par bahut aata hai. aur coller ki hawa samane ke bajay coller ki jaliyo se nikalne lagti hai . agar pump na chalao to sahi hawa deta hai please sir batao kya problems ho sakti hai please batao sir

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhaijaan aap apne cooler ka pad change kardo ya pad se jo ghas andar ki taraf nikla huwa hoga un sabhi ghas ko kaichi se kat kar clean kardo to pani motor me nahi jayega aur rahi bat hawa nahi aane ki to aap yah dekhe ki motor ka (blade) pankha kahi jyada muda huwa to nahi hai

    • @alokverma03
      @alokverma03 4 роки тому

      @@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??

  • @ashishkewat1967
    @ashishkewat1967 4 роки тому +1

    Sar mera colar bahot garm hota hay fir Band Karna padta hay pils jankari de

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai kya motor jyada garm hone se pahle aapne motor ko repair karne ke liye khola tha?

    • @ashishkewat1967
      @ashishkewat1967 4 роки тому

      Pahle bahot accha chalta tha fir AK bar jal gaya to banbaya uske Bad garm hona laga

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 роки тому

      Bhai agar Jalne ke bad repair kiya gaya hai aur uske bad se garm ho raha hai to iska yah ho sakta hai ki coil heat hokar pak jata hai jis karan se motor ka resistance kam ho jata hai yane ki jyada megnate Nahi bana pata jis karan se motor over hit hone lagta hai to bhai achha hoga aap motor ko wanding Kara Le

  • @laxmanprajapat8827
    @laxmanprajapat8827 4 роки тому

    लहसुन

  • @balveersinghsekhawat7530
    @balveersinghsekhawat7530 4 роки тому +2

    Coil sort hona par garm ho sakta ha kya or coil sort hona par cooler cha sakta hai kya

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Ha bhai agar coil shot ho jata hai to motor ka resistance kam ho jata hai jisse aapka motor over hit ho sakta hai aur speed bhi kam ho sakta hai aur agar joint se ho motor shot ho jata hai to motor nahi chalega

    • @balveersinghsekhawat7530
      @balveersinghsekhawat7530 4 роки тому

      @@mechanicalsearch par bahi lamp sirij sa chak kra na par to shi bata raha ha

    • @balveersinghsekhawat7530
      @balveersinghsekhawat7530 4 роки тому

      Sapat ma. Band ho to kya ya problam ho sakti hai kya

    • @alokverma03
      @alokverma03 4 роки тому

      @@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??

  • @MrLakraYt
    @MrLakraYt 4 роки тому +4

    Sir cooler ke moter me hum 5 ka capacitor laga sakte hai ya nhi

  • @chenuverma1866
    @chenuverma1866 4 роки тому +2

    Adik speed ke liye bayar b tarn kitna le Stetar 1inch

  • @made_in_memes_0124
    @made_in_memes_0124 4 роки тому +1

    Kya Karan hoga

  • @OmPrakash-nb9kb
    @OmPrakash-nb9kb 4 роки тому +1

    Guru G mera cooler motar 15 ,20min chal kr slow hote hote ruk ja rha h or garam v bahut jyada ho ja rha h Ander se jalne ki gandh v aa rhe hai abhi Kuch din pahle uska banding karwaye hai coopar banding hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai aaoka motor over hit hone lagta hai aur adhik garam hone par coil ka tar aapas me short hone lagta hai aur rasistens bhi kam ho jata hai jis karan se motor band ho jata hai ya speed kam ho jata hai
      To इस topic par hamara agla video aane wala hai
      So wait and watch

  • @merajali7577
    @merajali7577 4 роки тому +2

    Sar hamara farata fan hit hora h

  • @giteshpanda2189
    @giteshpanda2189 3 роки тому +5

    behtarin jankari diye bhaiya aap, itna detail se koi nahi btata h🙏❤️

  • @SunilKumar-ij7ss
    @SunilKumar-ij7ss 4 роки тому +1

    Bhai mama motor ko badhvaya tha to vo gram ho rha h

  • @WOLVES_GAMERS
    @WOLVES_GAMERS 4 роки тому +2

    Bhai app kha ke h

  • @AshishVerma-ud6ri
    @AshishVerma-ud6ri 4 роки тому +1

    कूलर चलते चलते बंद हो जाता है फिर थोड़ी देर बाद चलाओ तो चल जाता है क्या करूँ

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai aapke cooler thodi der chalne ke bad over hitting ho raha hoga uske bad motor apne aap band ho jata hoga hai na?
      To bhai yaha par motor over hit hone ke kai karan hote hai jinme se men karan hota hai bush ka kharab hona to aise me aapko bush change karke dekhna chahiye aur dusra karan aapke motor ka coil dhire dhire garm hokar uska coil ka rasistens kam ho gaya hoga ya coil ka tar andar se sort ho gaya hoga

  • @kundansingh-hj3gm
    @kundansingh-hj3gm 4 роки тому +1

    Coolar motor aawaj kr rha tha to maine motor ke piche ki nut thoda tait kr diya aawaj to ab nhi kr rha lekin chalne ke baad band kr ke kuchh der bad chalu krne pe jaam ho jata hai fir kafi der ghumane ke baad chalta hai to kya kre

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai aapne jo motor ki nut ko tite kiye hai use thoda dhila kare aur oil dalkar cooler ke fan ko hath se ghuma ghumakar free kare to aaoka problem solve ho jayega
      Agar nahi hota to aap hame dobara bataye ok bhai

  • @cobracommander2153
    @cobracommander2153 4 роки тому +1

    single speed motor garam kyon hoti hai...? new wind kiya hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai nut ko thoda dhila karke motor ko achhe se set kijiye aur is bat ka dhyan rakhe ki rotor motor ke stetor ke sath thoda sa bhi touch na ho raha ho

  • @rajeshvarma2279
    @rajeshvarma2279 4 роки тому +2

    Motor heat ho Kar band ho jarha

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai pahle aapko motor ki hiting problem ko thik karna hoga jaisa ki video me bataya gaya hai uske bad aapka motor band nahi hoga

  • @ankit.dagur01
    @ankit.dagur01 4 роки тому +1

    1) motor chalane par kafi garam ho rahi hai
    2 ) motor Mai tester se current dikha Raha hai ( shayad short hai)
    3) fan freely ghum Raha hai ...
    Kya problem ho sakti hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai agar motor fit karne ke garm ho raha hai to use achhe se fit kare aur agar apne aap adhik garm ho raha hai to bush change karde
      Aur agar motor me current aa raha hai to multimeter se check kare agar current motor se hi aa raha hai to andar wire body pe shot ho chuka hai to uske liye aapko motor ko kholkar repair karna hoga

    • @ankit.dagur01
      @ankit.dagur01 4 роки тому

      Thank you 😊

  • @seriyltv3547
    @seriyltv3547 4 роки тому +1

    Bhaiya mere kular cal nhi rha h dabal fes kiya tha to use jalne ki badbu a rhi h or use calo karte h to pure ghar ki pawar cla jata h please btaye kya motar fuk gyi h

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai agar cooler on karte ghar ki bijli of ho jata hai to iska matlab aapka cooler short ho chuka hai to pahle sare wire cooler ki switch board se lekar motor ki wire tak check kare kahi par fes aur nutral aapas me touch ho raha hoga agar wire kar bhi short nahi hai to aap multimiter se cooler motor ki wire ko check kare agar short rahega to bip ki aawaj aayega
      Fir bataye

    • @seriyltv3547
      @seriyltv3547 4 роки тому

      To vo fuki to nhi h na ye bta do bas hme tensan ho gyi h bhut usse jalne ki ghand a rhi h

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai jala hai ya nahi use aap jab motor kholenge to pata chalega to aap motor ki wire ko multimiter se continuty check kare agar motor thik hoga to number batayega to check karke bataye

  • @yashgupta2653
    @yashgupta2653 4 роки тому +1

    Mere cooler ki motor vo nyi motor h ek dum vo motor kafi garam ho jati h kya reason ho skta h 10 min kke bad h gram hojati h

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai aap video me Jo Karan bataya Gaya hai use follow Karke dekhe
      Aur motor garam hone Ka jyadatar Karan motor Ka Jo rotor hota hai uska stator ke sath touch hona to aap rotor rod ko halke hatho se ghumakar dekhe ghisne ki aawaj to Nahi aa Raha hai

    • @yashgupta2653
      @yashgupta2653 4 роки тому

      @@mechanicalsearch nhi arhi h awaj krke dekh liya vaise bhi nyi motor h cooler h 9inch ka aur capicitor motor h

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai waise to motor normal rup se garam hota hi hai agar akdam se jyada garam ho Raha hai to aage dikkat ho Sakta hai to aap aise kijiye cooler ko aadhe ghante chalaye aur Uske bad cooler ko band Karke motor ko hath se chhukar dekhe ki Kitna garam ho Raha hai aur Ghar me dusra cooler hoga to use bhi aadhe ghante chalaye aur dono me tulna kare ki garam kisme jyada ho Raha hai ya dono barabar hai

  • @pkmotorwinding
    @pkmotorwinding 4 роки тому +2

    Nice

  • @er.akshaybadgujar7742
    @er.akshaybadgujar7742 4 роки тому +2

    Sir ji Maine mere cooler motor ko open Kiya tha uska bearing change Kiya.. assemble karne k bad heat Ho rahi hai bahot...or coil jalne ki gandh aati hai aisa q...what problem sir ji...

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai aap pahle yah shyor kare ki bearing sahi jagah par fix huwa hai ki nahi agar bearing sahi tarah se nahi fit hoga to motor ki roter stetor ke sath gisne lagta hai jisse motor adhik garm hone lagta hai aur lagarar heat hote rahne se coil jalne ke chance bad jata hai

    • @er.akshaybadgujar7742
      @er.akshaybadgujar7742 4 роки тому

      @@mechanicalsearch ok sir ji Mai fir se check karta Hu ... capacitor ko leke Kuch problem ho sakta hai kya q ki Mera motor k capacitor kharab hua hai..thoda..

  • @abhinavraje3614
    @abhinavraje3614 4 роки тому +1

    Sir mera japnix company ka toofan fan start karta hu to. 15 minutes ke liye to fast chalta h par dheere dheere speed bilkul kam ho jati h or jyada garam ho jata h or phir bilkul band ho jata h capacitor bhi change kr diya h koi fark nhi hua please.. give solution

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Ok bro
      Bro jab fan thodi der chalta hai uske bad dhire dhire garm hokar speed kam ho jata hai to bhai jab motor garm hota hai tab motor ka rasistens kam ho jata hai jisse speed kam ho jata hai aur aisa motor ke over hitting ke karan hota hai
      Aur over hitting hone ke chance tab hota hai jab motor ka fitting thik se na ho pane se rotor stetor ke sath gisne lagta hai jisse motor adhik garm hone lagta hai aur iske alawa aur bhi kai karan hai motor garm hone ke

    • @abhinavraje3614
      @abhinavraje3614 4 роки тому

      Problem solve kaise hogi

  • @paramanandchandawarkar2046
    @paramanandchandawarkar2046 10 місяців тому

    भाई साहब 🙏
    मेरे फेनका लोखंडका कोर सेरिज लेंप टेस्ट मे हि गरम होता है वाईंडींग मल्टीमीटर पे सही दिखा रही है ! सेरीज लेंप भी ठीक दिखा रहा है ,फिर लोखंडका कोर जिसमे वाईंडींग फिट कियी जाती है वो गरम क्योंहो रहा है ? सब वाईंडींग टेस्ट करते करते आयर्न कोर गरम होता है !
    जरा ईसका उपाय बताईये ,क्या करें?
    आपके जवाबका ईंतजार करता हुं !🙏 0:18

  • @BalbirSingh-xk3ys
    @BalbirSingh-xk3ys 4 роки тому +1

    Bush bhi change KR diya aaj fir bhi sir motor Garam ho rahi hai aur badbu a rahi hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      To bhai motor ka setup (fitting) thik hai ki nahi check kare rotor ko hath se ghuma ghumakar dekhe ki kahi rotor stetor ke sath ghis to nahi raha hai
      Aur dusra problem yah ho sakta hai ki aapka motor ka resistance kam ho gaya hoga aur aisa tab hota hai jab coil purana ho jata hai ya hit hokar pak jata hai tab

  • @devkaransharwa175
    @devkaransharwa175 4 роки тому +1

    Sir moter ka only rotar over heat ho Raha hai wo Puri tarah se ghis Chuka hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai rotor ghis raha hai to aap bush change kare ya motor ko achhe se set kare क्योंकि rotor jab stetor ke sath touch hota hai to motor overhit hone lagta hai

    • @devkaransharwa175
      @devkaransharwa175 4 роки тому

      @@mechanicalsearch OK Bhai thank you

  • @ogbuddha7835
    @ogbuddha7835 3 роки тому +1

    Maine cooler motor खोला उसमे greasing किया लेकिन galti se rotor mein v greasing kr diya kyunki wo ghum nahi rha tha ab motor heat hone lagta h 10 min aur jalde ki badbu aane lagti h

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 роки тому

      Bhai rotor me na oil dale na hi grees dale
      Aap use kerosene oil ya petrol se saf kar sakte hai
      Aur bhai aksar dekhna gaya hai motor kholne se pahle thik chal raha hota hai aur jab motor ko repair karne ke liye khola jata hai aur repairing ho Jane ke bad jab motor ko fit kiya jata hai to uske bad se motor over hit hone lagta hai
      To bhai iska karan yah hai ki motor ka fitting sahi tarika se na ho pana
      To bhai is topic par aapko video mil jayega hamare channel ke playlist "air cooler and fan " me jisme bataya gaya hai ki cooler motor ko sahi tarike se kaise fit kiya jata hai

    • @ogbuddha7835
      @ogbuddha7835 3 роки тому

      @@mechanicalsearch bhaiya ji kya aap link de sakte ho yaha reply में badi kripa hogi

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 роки тому

      Bhai comment me link Dena sahi Nahi hota
      Aap hamare channel ke logo ko click Kare uske bad playlist par click Kare aur "air cooler and fan " me click Kare aur usme 14 number par wo video aapko mil jayega OK bhai
      Ya aap chahe to yah Sarah kare
      "cooler motor fitting karne ka sahi tarika "second number par video mil jayega

  • @dineshkishnawat552
    @dineshkishnawat552 4 роки тому +1

    सर जी मेरा कूलर इन्वर्टर में बहुत तेज चलता है ।और लाइट आने पर धीरे।
    पर प्रॉब्लम यह है कि यह गर्म ज्यादा होकर आज बंद हो गई क्या प्रॉब्लम है

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai आप अपने inverter मे कितना वोल्ट suply आ रहा है उसे multimiter से check करे
      और रही बात मोटर गरम होकर बंद होने की तो इसमे दो प्रॉब्लम्स हो सकता है पहला आपके मोटर का coil जल गया होगा या तार ओपन हो गया होगा जहा पर मोटर के तार को joint करके धागे से बंधा हुआ रहता है वहाँ पर और यही प्रॉब्लम होने के ज्यादा चांस है इसके लिए आपको मोटर को ओपन करना होगा और continuity check करना होगा
      फिर आप बताईये गा

  • @sonusultan1704
    @sonusultan1704 4 роки тому +1

    Sir mene mabhani wind kiyaa tha to vo 10 mint ke baad hi gram hona shuru ho jaata he or 20 mint me bohut jyada gram ho jaata he rotor bodi se tch nhi he kyaa karn ho skta he

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai jab ham motor ka repair karte hain to motor repair to ho jata hai aur uske bad jab ham motor ko fiting karte hain to waha par koi na koi galti ho hi jata hai jiske karan se motor overhit ya jaam hone lagta hai to bhai motor fiting proper tarike se kaise karte hain is topic par jald hi ek video bana dunga kyoki yah problem kai bhai logo ke sath hota hai
      To firhal aap motor ko khol kar achhe se sahi tarah se fit kare rotor stetor ke sath jara bhi tuch na ho is bat ka dhyan rahe

    • @sonusultan1704
      @sonusultan1704 4 роки тому

      @@mechanicalsearch sir I don't like with your suggestions 😢

    • @sonusultan1704
      @sonusultan1704 4 роки тому

      Kyonki sir uska rotor bhi smuth he ro bush bhi ok he or uski starting bhi ok he or 6 se 7 mint tak jra bhi gram nhi hoti uske bad 10 se 12 mint tk bhut jyada gram ho jaata he please help me sir

  • @sonuchouhan5134
    @sonuchouhan5134 4 роки тому

    bhai sab fuddu hai

  • @AshishVerma-ud6ri
    @AshishVerma-ud6ri 4 роки тому +1

    पत्ती बदल दी है वो थोड़ी सी बड़ी है क्या ये वजह हो सकती है

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Nahi blade badlne से यह प्रॉब्लम नहीं होता

  • @gokuljoshi3394
    @gokuljoshi3394 Рік тому

    Bina pump ke coolar bilkul sahi chal rha hai or jaise hi paani ka pump on kro to kbhi kbhi chingari si aati he ek aawaj hoke or taar jalne ki mehak lekin phir bhi paani ka pump on hi rha to bhi chlta rhta hai ye kya problem ho sakti kya koi bta skta hai pls

  • @mdfaruquealam3810
    @mdfaruquealam3810 4 роки тому

    Hute

  • @mohammadaftabalam4708
    @mohammadaftabalam4708 4 роки тому +1

    Bearing waala cooler hai.
    Garam hokar jaam ho jaata hai
    Kya karen bush nahi hai bearing hain

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai aap aisa kare motor ko kholkar bearing me greesing karke dekhe agar tab bhi problem solve nahi hota hai to aap bearing change kardo

    • @mohammadaftabalam4708
      @mohammadaftabalam4708 4 роки тому

      @@mechanicalsearch but bearing sahi hai phir kyun jaam ho raha hai

  • @umeshvyas7301
    @umeshvyas7301 4 роки тому

    चारो तार सीरीज से करेंट बात रहे है लेकिन मोटर नही चल रही है

  • @disendrakumbhkar140
    @disendrakumbhkar140 4 роки тому +1

    Sir cooler motor sab theek hone ke bavjud bhi jada Garam Kyon Ho Raha Hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai waise to motor normal rup se garm hota hi hai aur agar sima se bahar over hit ho raha hai to Kuchh na kuchh kamiyA hota hai motor me
      To aap video me bataye gaye karan ko follow karke dekhe

    • @disendrakumbhkar140
      @disendrakumbhkar140 4 роки тому

      Cooler motor to bilkul free Gum rah hai Uske bavjud bhi Jyada hit ho raha hai

  • @cgrkvlog
    @cgrkvlog Рік тому

    मेरा सॉफ्ट गरम हो रहा है कृपया कारण बताएं मैंने बूश चेंज करवाया है

  • @umashankarsori3310
    @umashankarsori3310 3 роки тому

    कूलर मोटर मैं हल्का इस्माइल आया, मोटर गर्म हो रहा है, हाथ से घुमाने से धीरेघूम रहा है और कैपेसिटी वायर में सप्लाई आ रहा है

  • @omprakash-cs8xp
    @omprakash-cs8xp 4 роки тому +1

    Sir ji maine cooller on kiya kuch der sahi chala uske bd motor se jalne k smell aaya aur speed km ho gya aur phir kuch der bad band ho gya uske wire se dhuwa nikal rha tha kya kru sir..???

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai motor ka coil jal gaya hoga ya motor ke andar jaha par wire joint huwa rahta hai waha par jal gaya hoga aap kholkar check kare fir bataye

    • @omprakash-cs8xp
      @omprakash-cs8xp 4 роки тому

      Check kiya 2 coil jal gya hai

    • @alokverma03
      @alokverma03 4 роки тому

      @@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??

  • @Round2hell_New_Videos
    @Round2hell_New_Videos 4 роки тому +1

    Sir humara cooler mter bhout gram ho rha h maine bush bi chnge kr dia hai pr phir bi bhout garm ho rha h wo

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai bush chenge kar diya to motor ka fiting thik se nahi huwa hoga ya coil ka resistance kam ho gaya hoga aap multimeter se check karke dekhe kitna value bata raha hai

    • @Round2hell_New_Videos
      @Round2hell_New_Videos 4 роки тому

      Or Jb maine uski sabar meh momilal laya to gram hone se smell krnai lga wo sir tell me kia kru?
      meh jisse moter gram nh ho jyda

    • @Round2hell_New_Videos
      @Round2hell_New_Videos 4 роки тому

      Sir And moter ko fix krnai ke baad Hath se khichne pr aghe Ajati h Uski soft To kia Usme Gap hota h isme?

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Ha bhai sapt ko khichne par kam se kam 1mm ka gap hona jaruri hai tabhi rotor achhe se fit hota hai aur achhe se chalta hai

    • @Round2hell_New_Videos
      @Round2hell_New_Videos 4 роки тому

      @@mechanicalsearch uski fiting krnai try kru bhai

  • @deepakdhillon3261
    @deepakdhillon3261 4 роки тому +1

    😀😀😀😀

  • @sushilpatel4599
    @sushilpatel4599 2 роки тому

    Bakavash

  • @shishupalkushawhakushawha4167
    @shishupalkushawhakushawha4167 3 роки тому

    Chalte chalte chhota sa cooler hai usmein dunga kyon de raha hai

  • @rameshkumaryadavrameshkuma5833
    @rameshkumaryadavrameshkuma5833 4 роки тому

    Sb kuchh shahi hai fir bhi turant garm ho jata hai

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai agar aapko Lagta hai ki sab Kuch sahi hone ke bad bhi motor overhit ho raha hai to aap motor Ka rasistance check Kare multimeter se ki Kitna value bata Raha hai ho Sakta hai motor purana hone ke Karan ya overhit hone ke Karan kam rasistance bata Raha hai jis karan se overhit ho Raha hai

  • @RAHUL-xp5sz
    @RAHUL-xp5sz 3 роки тому +3

    ये था तीसरा कारण मोटर गर्म होने का ,,,,अब हम आपको दूसरा कारण बताएंगे मोटर गर्म होने का ,,,,,😂😂😂

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 роки тому +3

      Bhai jo karan bataya gaya hai wo pahle 4-3-2-1 is kram se bataya gaya hai

  • @mangalsinghsidar6461
    @mangalsinghsidar6461 4 роки тому +3

    Kumar moter ko kitne kitne no vayar se wanding kar sakte hai copar aur aluminum do no me bataye

  • @RajSingh-cn2dk
    @RajSingh-cn2dk 4 роки тому +1

    Sir cooler dhere chl rha h + smell aa rhi h jalne ki Kya dikkt h sir ...

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai pahle aap capacitor change karke dekhe agar problem solve Nahi hota hai to fir bataye

  • @ankushsharma4631
    @ankushsharma4631 4 роки тому +1

    Sir cooler ki motor Ko bush se Badal kr bearing pr kaise kre plz help

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai jis motor me bush lagta hai usme aap Sirf bush hi change kar sakte hain aap usme bearing nahi laga sakte iska karan yah hai ki jis cooler motor me bush lagta hai uska bush lagne wala hol alag hota hai aur jis motor me bearing lagta hai uska hol size alag hota hai ok bhai

  • @aksl0007
    @aksl0007 Рік тому

    sir ek kaaran or hota hai....... mere ghar mein ek bara plastic ka cooler hai jismay 18 inch ki motor lagi huvi hai..... and single speed ki hai..... par mainay us pe regulator laga diya tha kyuki motor fan ki speed bahut tej hoti thi to usay kam karnay k liyey. ...jab raat hoti thi to uski speed kam kardeta tha..... par kuch time baad vo burn ho gayi.... to mainay mechnaic ko dikhaya or usko btyaa ki main motor ko regulator k saath use karta hu..... to usnay btyaa ki kam speed karnay ya regulator lagnay se motor pe load aa jata hai or vo jaldi burn ho jaati hai.... app usay full speed pe use karo......
    sir kya muje multi speed vaali motor lene paregi jismay 3 -4 tarah ki speed hoti hai or kahi (3-4 tarah ki) wire hoti hai jissay usmay regulator na lagna paray or uska apna 3 speed waal knob se speed change ho jaayi... plz guide

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  Рік тому

      Bhai pahle to mai aapka tahe dil se dhanyavaad karta hu jo aapne apna samay nikal kar itna bada comment kiya
      To bhai aapka kahna sahi hai aap 3 speed wala motor le sakte hai
      Lekin bhai 3 speed motor me bhi fake motor aata hai jisme alag alag kalar ka 4 wire hota hai lekin wah 3 speed motor nahi hota wah singal speed ka hi hota hai
      Aur is topic par hamare channel par aapko ek video mil jayega aap pahle us video ko jarur dekhe
      Aap hamare channel ke playlist "cooler motor repair" Me jakar check kar sakte hain

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  Рік тому

      Aur rahi bat motor garam hone ka karan regulator lanane se to ho sakta hai aisa ho sakta hai
      Lekin mai pichhle 3 year se apne cooler me bada wala regulator us kar rahu hu abhi tak koi problem nahi aaya
      Lekin ab mai aapki baton par thoda gaur karke dekhunga agar yah garm hone ka karan banta hai to aane wale samay me is topic par video jarur banaunga

  • @rajeshpeter9861
    @rajeshpeter9861 5 місяців тому

    Over load protector laga Dene se motar safe rahega kya.

  • @PlayYatri
    @PlayYatri 3 роки тому

    1:15

  • @riyusharmaa
    @riyusharmaa 4 роки тому +1

    Hello bhai mere cooler me exhaust motor fan h
    Par uska plug bhot jyada heat hota h aur motor bhi thodi heat hoti hai
    Kya problem hogi aur kya karu

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai aise me aapko plug change karna chahiye bhai purana hone ke sath plug ka tar andar se kala ho jata hai aur jab plug ke tar par load hota hai to heat hone lagta hai

    • @riyusharmaa
      @riyusharmaa 4 роки тому

      Plug K sath wire bhi change krni hogi
      Ya sirf plug change karu

    • @alokverma03
      @alokverma03 4 роки тому

      @@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??

  • @Shruti_singh_613
    @Shruti_singh_613 2 місяці тому

    Super video ❤❤

  • @TeddyDJ
    @TeddyDJ 2 роки тому

    Sir cooler motor heat ho raha hai
    Electrician ko bataya usne bush change kiye par vapis same problem ho raha hai ,15 min bad vapis band ho ja raha hai .
    Aab kya Karen?please help

    • @TeddyDJ
      @TeddyDJ 2 роки тому

      Sir cooler motor aur cooler ke pankhe ko paint kar diya tha
      Kya is Karan vars heat ho sakta hai?

  • @rakeshmuthyala4229
    @rakeshmuthyala4229 4 роки тому +3

    Sir ji mera naya cooler motor 21 days ke bad ghoomthe ghoomthe band ho gaya. Burning ka smell aya tha. Ab motor bilkul nahi chal raha hai. kya kare? please reply

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai sabse pahle aap apne cooler ke sabhi wire check kare kahi par loose to nahi hai agar sab thik hai to problem aapke motor ke andar hai ab ya to coil jala hoga ya motor ka wire jaha par joint kiya gaya hota hai waha par jala hoga iske liye aapko multimeter ya seiris bulb se continuity check karna padega to pata chal jayega

  • @amitkumarjmstbk6922
    @amitkumarjmstbk6922 4 роки тому

    बाजार में बुश सपाट कितना मिलेगा नया इलेक्ट्रॉनिक्स दुकान खोले हैं इसलिए पूछ रहे हैं अभी उतना जानकारी नहीं आप गुरुजी आप ही पर हैं

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому

      Bhai agar aap electronic part ke bare achhe se janna chahte hai to aap ko electronic shop me jana thik rahega kyoki alag alag jagah par alag alag price ho sakta hai

    • @amitkumarjmstbk6922
      @amitkumarjmstbk6922 4 роки тому

      @@mechanicalsearch thank you so much ♥️♥️

  • @S.khan.123
    @S.khan.123 2 роки тому

    Mera cooler liye abhi 2 ghante hui aur pehle plug khrab fir change Kiya to 2 hour bad uska fan chalna band Amell a rhi thi ,pump chal rha h

  • @satishsingh573
    @satishsingh573 3 роки тому

    New new program हो जा रहा है

  • @Irshad151
    @Irshad151 5 місяців тому

    ❤❤

  • @AshishVerma-ud6ri
    @AshishVerma-ud6ri 4 роки тому +1

    क्या कैपिसिटर खराब होने पर मोटर गर्म हो सकता है

  • @kalithekedar5498
    @kalithekedar5498 4 роки тому +1

    1.15

  • @fififzhhx2749
    @fififzhhx2749 2 роки тому

    Mene coller moter winding ki to vo jyada hi grm kyo hori 2minit m duaa niklne lag yaaye asa kyo hora kuch smj nhi aarhi

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 роки тому

      Bhai ho sakta hai aapne wanding data sahi se na dala ho ya aisa bhi ho sakta hai aapne wanding to kar liya but bush sapt change na kiya ho

  • @mahendarsingh8530
    @mahendarsingh8530 2 роки тому

    Cooler kuch samay chalane ke baad ruk jata hai but switch off karne ke baad bilkul free chalta hai kya reason ho sakta hai please answer reply

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 роки тому

      Bhai pahle aap yah check kare ki kya motor band hone par jyada garm ho gaya hota hai?

  • @reshmaparvezkhanreshmaparv6726
    @reshmaparvezkhanreshmaparv6726 2 роки тому

    Bhai mere coolar ek mahine me do baar motor kharab ho gai jal jati h ab teesri baar bhi yahi problem samajh aa rahi small aa rahi aor chalte chalte thoda silo ho ja raha h kiya kare bhai plz reply

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 роки тому

      Bhai jab motor jal jaye to uska rewinding karne ke sath bush shaft bhu change karna padta hai agar shaft aur bush purana ho to
      Aur Abbi aapka motor me smell aa raha hai to beshak aapka motor overhiting ho raha hai to aap yah pata kare ki shaft aur bush ghisa huwa ya kharab to nahi ho chuka hai

  • @vikashpal8619
    @vikashpal8619 2 роки тому

    Sir mera coolar moter chalte chalte band ho jata hai or lagbhag 30 secend baad Chalu ho jata hai ye baar baar hota hai 🙏

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 роки тому

      Bhai aapke fan ka speed kaisa hai agar thoda slow chalta hai to capacitor change kare

  • @hkushwaha4790
    @hkushwaha4790 Рік тому

    😊

  • @bkkisan8524
    @bkkisan8524 4 роки тому +3

    Sir apka UA-cam channel Monotiga hai

  • @AmreshKumar-gl4iv
    @AmreshKumar-gl4iv 3 роки тому

    Fratha fan Motor pahle jam chal raha tha

  • @रिलशलव
    @रिलशलव 4 місяці тому

    Moter speed capiciter se km kr sakte hai kya

  • @arvindvishwakarma9285
    @arvindvishwakarma9285 4 роки тому +1

    Cooler ke liy best motor, koun company h, Jo pure copper ho.

    • @gulzarkhan3076
      @gulzarkhan3076 4 роки тому

      Exhust fan 18 inch lgo लोहे k cooler मैं

  • @ShahidHussain-yw3dd
    @ShahidHussain-yw3dd 3 роки тому

    Ik baat btaye mere cooler motor gu gu bol rhi hai or 4wire vi thik fr kyu ni chl rhi

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 роки тому

      Bhai Kya aisa problem apne aap se ho raha hai ya aapne motor ko kisi karan se open kiye the aur fitting karne ke bad aisa problem aa raha hai bataye

  • @deepvasave7086
    @deepvasave7086 2 роки тому

    4 Karan bolke kitne Karan bata diye

  • @MANOJSHARMAcitymansharma
    @MANOJSHARMAcitymansharma 4 роки тому

    Bhai aapke cooler motor ke 2 video dekh liye per meri problem nahi mili. Chalu karne ke baad 20 minutes badiya chalta hai. Fir ek sound aane lagti hai Or fan ki speed down ho jaati hai. Sound bahut kharab aati hai ghar ghar ki

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  4 роки тому +1

      Bhai agar aisa hai to aapka motor jaldi se overhit ho raha hoga
      Aur overhit hone ke alag alag karan ho sakte hai to aap to aap yah check kare ki kahi rotor stetor ke sath touch to nahi ho raha hai
      Ya aapka motor purana ho chuka hoga

  • @vinaylahare3655
    @vinaylahare3655 2 роки тому

    Cooler ke pankha wala rad garm ho jata hai jisse panka dhila ho jata hai.

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 роки тому

      Bhai agar aapne motor ko khole the aur motor ko fit karne ke bad aisa problem aa raha hai to aap motor ko sahi se fitting kare
      Aur yadi apne aap aisa problem aa raha hai to aap shaft aur bush ko change kare

  • @rajeshpareek3557
    @rajeshpareek3557 3 роки тому

    मेकेनिक के बजाए सब्बजी का थैला लागा ले ज्यादा कमाएगा