Party of second (surety) me jiska sign krwana hai... Uska seal(mohar) v lagwana padega ya sirf sign krne se ho jayega? Aur iske witnes me hm apne kisi family member se kra sakte hai kya? Plzz reply
Bhai ise lekar bahut tension me tha me our you tube pe search kiya to aapka video mila ..Bahut informative rha video mera douts clear ho gye thank u for that..mera SM ka joining hai 3 July ko WR se😊
Yr bhaiya mne jo ye starting wala form h isne surety m papa ka nam dal diya or jo last m govt employee wala option diya h usme head master ke sign kra liye koi problem hogi kya
1. Indemnity bond and agreement bond dono me same surety person hona chahiye kya? Surety ka pay level koi bhi chalega? Surety person na mile to kya hoga? 2. Affidavit me kiska stamp rahega? First class district magistrate ya phir Notary? Advocate ka bhi sign lagega? Please reply. 🙏🙏
Bhai surety kisi govt employee se krana h to wo govt employee koi v ho skta h kya?? Jaise koi teacher ya police ya peun ya advocate ya doctor?? Aur agr hum kisi govt employees ko na jante ho to kya hoga??
Bhai indeminity bond m jis govt. Employee ne upar surety di h niche bhi usi govt. Employee se surety krani h ya dono alag hona chahiye Please ise clear kr do🙏
Bhaiya mai Bihar se hu and mai EBC se belong karta hu. To cast certificate CO level ke Baad SDO level se banwakar, DV me Lejaenge to accept ho jayega ?? Please reply
Joning me mother father ka bhi aadhar card lagta hai batao bhai kyo ki mere mother ke aadhar card me mere pita ka nam upnam diya hai aur father date kya hua hai plese replay bhi hame bhi sm me joning karna hai
@@MMTClassesstationmaster मेरे माँ मेरे उपर डिपेंड है तो भी आधार कार्ड नही मागेगा क्योकि मेरे माँ के आधार कार्ड मे मेरे पिता के नाम मैच नही करता है इसलिए डर लगता रहता है भाई Please 🙏 replay bhai हम आपके वीडियो से अच्छे तरह से समझ जाते है हम आपके सब वीडियो देखते है
Party of second (surety) me jiska sign krwana hai... Uska seal(mohar) v lagwana padega ya sirf sign krne se ho jayega?
Aur iske witnes me hm apne kisi family member se kra sakte hai kya?
Plzz reply
Mera bhi same problem fimily members se surety
Notary karane samay Surety and witness ko sath le jana hoga ya phir wo log pehle hi affidavit me sign kar dega?
Please reply🙏
Sir agreement aur indemnity bond me Kya antar hai dono hi bnwane hote hai Kya please reply de mujhe aaj bnwana hai
Bhai ise lekar bahut tension me tha me our you tube pe search kiya to aapka video mila ..Bahut informative rha video mera douts clear ho gye thank u for that..mera SM ka joining hai 3 July ko WR se😊
Kis division me bhai?
@@AbhiShek-xj5jy mumbai central
Extra jo page lagega wo normal A4 size paper ya fir special koi paper chahiye
kya surity ka gazetted officer hona jariri hai kya.
ki koi bhi 4200 gp wala chalenga
Deed of indemnity har kisi ko le Jana hota hai kya, ya fir kisi particular aadmi se hi mangta hai
Thank you brother
As a surety mein kya relative.. Jo ki gazzeted officer hein.... Usse varbayu to kya chalega
Security me 4200 grade pay se adhik ka officer hona chahiye ya koi bhi aadmi please reply
Surety main cousin Jo railway main hi employees hai chalega. But woh officer nahi hai so unka apana mohar nahi hai
Surety ka seal stamp jaruri h kya ?
Yr bhaiya mne jo ye starting wala form h isne surety m papa ka nam dal diya or jo last m govt employee wala option diya h usme head master ke sign kra liye koi problem hogi kya
CCL kaam ke liye indemnity bond banwana hai bro to kaise likhe bata do bhai
Sir hum gao me rahte hai 🙏🙏🙏 itne rich person ko hum nahi jante hai to hum kaise kare ye 🙏🙏
1. Indemnity bond and agreement bond dono me same surety person hona chahiye kya? Surety ka pay level koi bhi chalega? Surety person na mile to kya hoga?
2. Affidavit me kiska stamp rahega? First class district magistrate ya phir Notary? Advocate ka bhi sign lagega?
Please reply. 🙏🙏
aisa kuchh nahi hai same rahega to v chalega
pay level se matlab nahi hai
notary rahega
@@MMTClassesstationmaster surety me father ka nhi chlega kya...?
Bhai .. rail ka koi employee hone se hoga... Koi sm ya goods guard ?
Sir bond ko fill up krke type kra skte h
Bhai surety kisi govt employee se krana h to wo govt employee koi v ho skta h kya??
Jaise koi teacher ya police ya peun ya advocate ya doctor??
Aur agr hum kisi govt employees ko na jante ho to kya hoga??
Sir agar father govt job me ho to kya wo surety le skte hain?
Bhai indeminity bond m jis govt. Employee ne upar surety di h niche bhi usi govt. Employee se surety krani h ya dono alag hona chahiye
Please ise clear kr do🙏
Jaisi aap k margi
Dono ek hi rakho jyada better rahega
@@MMTClassesstationmaster ok thanks 👍
I need Surety bond pdf please send pdf or access
Bhai kis post ke liye manga h yeh? Tumhara indemnity bond?
Brother hame ye format nahi bekha gyaa ye format kha se milega?
Bhaiya mai Bihar se hu and mai EBC se belong karta hu. To cast certificate CO level ke Baad SDO level se banwakar, DV me Lejaenge to accept ho jayega ??
Please reply
haa chalega
but time hai to DM level tak ban va lo bhai
thanks 🙏🙏🙏
Ye 4 page ka hai total .. To kya 50 rs wale 4 bond lene padenge
nahi bhai one stamped 50rs and other page A4 size par type kara lo
@@MMTClassesstationmaster
Ok.. Thanks
thanks 👍🙏👍🙏
If unknown persons not willing to give surity bond. Will railway board excuse us?
Kya hua update do
Apka Tpj division
Bhaiya kya aapse salary slip manga gya tha plz reply
Security provider papa ho sakte hai ??
Sir kya Indian Army ko 2nd party bana sakte hai mera level-1 me huaa hai Indian Army level-3 me hai,please reply
Sir ye farm black pen se bhrna h kya
nahi aisa kuchh nahi hai
Joning me mother father ka bhi aadhar card lagta hai batao bhai kyo ki mere mother ke aadhar card me mere pita ka nam upnam diya hai aur father date kya hua hai plese replay bhi hame bhi sm me joning karna hai
nahi lagega
@@MMTClassesstationmaster मेरे माँ मेरे उपर डिपेंड है तो भी आधार कार्ड नही मागेगा क्योकि मेरे माँ के आधार कार्ड मे मेरे पिता के नाम मैच नही करता है इसलिए डर लगता रहता है भाई
Please 🙏 replay bhai हम आपके वीडियो से अच्छे तरह से समझ जाते है हम आपके सब वीडियो देखते है
sorry pita ji death kar gye hai
to bhai aap ka lagega
aur aap is ke ly affidavit banva ljea
no problem bro
adhar card sudhar va lo agar time hai to
nahi to affidavit banva lo
agar accept karenge to thik hai nahi to baad me jama kar dena sudhar kar
Surety wale ka seal stamp jaruri h kya ?