Bhai without membrane direct connection lagaya to pani aa raha h. Lekin naya membrane lagane ke bad pure water nhi aa raha h. Kya sv ka problem ho sakta h? Problem h to fir without membrane pani kaise aa raha h?
Salah muft hai.....kaam ko bhai nay tareke se kiya hai.....aap to drawing room main Beth ke cricket dekhnay wali baat kar rahe ho.....oy cach keyu chor deya......banday nay mehnat ki hai ........
Bhai tumko bhi batana padega ki kaese ayega Jo West Pani ka paip hai usko 3 sae 4 bar ungli sae band Karo jab sahi ho jayega new mamron dikkat karta hai
Khuli membrane Jyada din tak Nahin tik paati hai isase Behtar aap ek use ki Hui membrane trial ke liye istemal karo Jab tak best working karti hai tab tak use karo Agar kharab ho bhi gai to Koi dikkat Nahin Hai aur jab tak Chalti Hai tab tak Chala lene ka Rahi dusri Baat Khuli Membrane rakhne ki jarurat hi nahin hai ro Membrane kharab hui hai ya nahin Hui Hai yah pahchanne ka bahut Aasan Tarika hai
Mere water purifier ke membrane ke inlet tak sahi flow aa raha h but purifier water bahut slow aa raha h reject water jyada fast aa raha h kya karna hoga
Acha ek baat batao maine 80 gpd se 100 gpd pump laga diya mujhe laga tha pump kharab hoga isiliye par FR 300 hi laga hua h to kya karu laga rehne du FR 300 wala ya 450 wala lagau?
@@RoFilterSupport nahi bani baat SV change karne se bhi ab ja k fault mila carbon filter chock h sit khoda pahad nikli chuhiya...pump badal diya membrain badal di SV badal diya tab pata chala carbon filter kharab h baaki sab thik tha...anadi admi paisa bachane k chakkar me 4 guna kharch kar deta h.
गलतियों से आदमी सिखता है और जो गलतियों से सिखता है या फिर सबक मिलता है वह जिंदगी भर आदमी भूलता नही Ro water purifier रिपेरिंग की चक्कर मे अपने जो पैसा खर्च किया है वह वेस्ट नही जायेगा आपको इस खर्च के बदले काफी कुछ नॉलेज मिला है आपको अपने वॉटर प्युरिफायर को कैसे रिपेअर करना है स्टेप बाय स्टेप कैसे चेक करना है आनेवाले दिनों में इस नॉलेज का काफी फायदा होगा और आपका पैसा भी बच जायेगा जब हमे नॉलेज कम होती है तो उसे पाने के लिए कुछ इन्व्हेस्टमेंट तो करना पडता है
Membrane kaun sa lena chahiye online mangaya tha fk se bekar Nikla. Carbon , sendimante aur membrane kitnae ka aata hai. Local ahop wale to lut letae hai
Ro aquafresh smoke audi 18ltr new mene online mangaya tha Lekin usko mene khud se fitt kar liya Lekin pani bahut kam kam aara he 5 ghante to ho gaye aadha tank hi bhara he
All filters one by one check Karo Ro membrane ka pure and reject pani ka piping connection proper hai ya nahi check Karo input water pressure 25psi se jada hona chahiye
2 din se pareshan hu main same dikkat aa rahi h par kuch samajh nahi aa raha tha mambrain change kiya jo aapne kiya wo sab kiya bas ye pressure gauge nahi h mere pas ab office me aapka video dekha ghar jate time SV le kar jata hu fir sayad thik ho jayega...kal main apna filter dost k ghar le gaya or uska bhi filter same h uske wala sahi se pani de raha h or mera nahi jabki pump same 100 gpd dono me h par mera bund bund hi aa raha h aaj SV change karunga...
Galat kam ki जिम्मेदारी Main Khud Leta Hun ऐसे product ka bill maaf kar deta hu customer se ek bhi rupya nahi Leta Hu customer ko meri yah guarantee hoti hai agar koi spare kharab Hue bagair Agar Badla jata hai to uska Paisa main Unse Nahi Lunga And last me jo Bhi Bill hota hai uske upar 50% discount Mei Khud de deta hun Don't worry customer ka koi nuksan nahin hoga
Pri carbon membrane के बाद लगता है? Technician ने सबसे पहले post carbon लगाया है उसके बाद sedimet और उसके बाद membrane लगाया, membrane के बाद Pri carbon लगा दिया है, सही तरीका क्या रहेगा??
Mere ro me bhi yahi problem he ...mene Elanza ka mambrane mangavaya fir bhi pani bund bund aa raha he ..sare filter chek kar diye sab sahi he ..fir bhi pani kam aa raha he ky reason ho skta he
Main 3 mahine pahale aqua guard company ka original filter set change Kia tha ab meri aqua guard main drop drop Pani aa raha hai technician bol Raha hai membrane jam hogaya hai kya karu
Reject water kaise aata hai Agar membrane hi kharab huva hai to Reject water proper working Karta hai Ha agar westage water aa raha hai but pure water bund bund aata hai ya bilkul nahi aata hai to Ro membrane replace karna padega
@@RoFilterSupport Sir Aqua ka fliter hai 12 liter ka jisko pahale 1 se 1.5 hours lagata tha bharne mai but wo abhi 3 to 4 hours le raha hai. problem eisa hai ki inlet water 💧bahut slow aa raha hai or outlet jyada aa raha hai 3 to 4 bucket s fill ho rahi hai 12 liter mai or iski servicing abhi 1 month pahle ki thi sab kuch change kiya fir bhi problem solve ho nahi raha hai . Hamare yaha bor ka pani hai jiska TDS 650+ hai to kya problem ho sakta hai...?
Bhai! Ye video dekh ke mera RO ma prblm solve ho gya... SOV bypass kr diya to mera bhi prblm solv ho gya. Thank you very much.👌😍👌
@@adodariyaharshil3936 life time ro nahi chalega
Bypass karna permanet solution nhi h
Bhai aapko pata tha sv kharab hai aapne jaanboojhkar vedio lamba kiya hai😂
Amazing workmanship super brother,seeing your video I repaired my waterfilter,it's working perfect,Thank you very much Brother.
Bahtreen or proper testing video....... sunder kaam.....😊😊
Bahut mazedaar video tha, movie jaisa
भाई जी बहोत acha🙏🏽🙏🏽
Bahut badhiya jankari ke liye dhanyavad very good information
Nice presentation tq
sar mera pani kam arahahe seremec filtar badalnese fayada hoga ky २sal hogaya filtar ko plij batao
Bhai without membrane direct connection lagaya to pani aa raha h. Lekin naya membrane lagane ke bad pure water nhi aa raha h. Kya sv ka problem ho sakta h? Problem h to fir without membrane pani kaise aa raha h?
Apka question samja nahi
Sat Saheb ji
😂😂😂😂 tu idhar aa gya Sant haram pal ke liye 😅😂
Kent ro में aqua ka membrane laga sakte hai क्या भाई
Jarur
Best video seen ever in connection with Pump pressure
SV ही बदलना चाहिए पहले। 👌
@@MrNarendr arey toh fir r.o hi badaldo problem solved💪
Sv ka amount kitna hai??
@pulaksahoo1984 amzn.to/4fqzVnR
amzn.to/4fqzVnR
Salah muft hai.....kaam ko bhai nay tareke se kiya hai.....aap to drawing room main Beth ke cricket dekhnay wali baat kar rahe ho.....oy cach keyu chor deya......banday nay mehnat ki hai ........
Details analysis and work done.
Bhai tumko bhi batana padega ki kaese ayega Jo West Pani ka paip hai usko 3 sae 4 bar ungli sae band Karo jab sahi ho jayega new mamron dikkat karta hai
Booster pump ke baad direct ro membrane ko panidiya jata hai aap pata nhi kaise kaise laga rakhe ho yar waise thodi pani aayega
Bhai assembly hamne nahi kiya
only repair
And customer ke permission ke siva unke water purifier me kuch badlav nahi kar sakte
Brother can you tell where to buy pipe cutter and preasure Guage please
Online check Karo ya Apne local market me check karo
❤❤❤❤❤❤ mashallah zabardast but sir working pressure kaha check karna h meron par
Sabse pehle sv check karna chahiye fir pump ka pressure last me membrane ko
सही बात है
Sar main ek technician hun mere pass chalu memory rakhta hun lekin kisi time agar jyada time tak khuli Rakhi rah jayegi to kharab thodi hogi
Khuli membrane Jyada din tak Nahin tik paati hai isase Behtar aap ek use ki Hui membrane trial ke liye istemal karo
Jab tak best working karti hai tab tak use karo
Agar kharab ho bhi gai to Koi dikkat Nahin Hai aur jab tak Chalti Hai tab tak Chala lene ka
Rahi dusri Baat Khuli Membrane rakhne ki jarurat hi nahin hai ro Membrane kharab hui hai ya nahin Hui Hai yah pahchanne ka bahut Aasan Tarika hai
Membrane kharab hai aasan tarika kya hai
भाई मेरे से फुल्ली आटोमेटिक वाशिंग मशीन में होता है जिसे हम लोग इन innetwall कहते हैं
Sir mera KENT Supreme Plus hai pure or reject dono me water nhi aa rha hai
Sv khrab hai
Apo ki sv krhab hai
Bhai SV bypass karneke bad v drop drop pani araha hai
Muze kaise pata chalega ki ro membrane hi kharab huva hai
ua-cam.com/video/Ue2vzOOjUBA/v-deo.html
Apo ki mambran krhab hai
Thanks bhai
Mere water purifier ke membrane ke inlet tak sahi flow aa raha h but purifier water bahut slow aa raha h reject water jyada fast aa raha h kya karna hoga
Agar booster pump pressure sahi hai to Ro membrane replace karna padega
Sir SV change kijiye ho jayega..
Thode time k liye bye pass kar sakte hai
Sv hatayega to tank full hone ke baad apane aap kaise band ho jayega
Acha ek baat batao maine 80 gpd se 100 gpd pump laga diya mujhe laga tha pump kharab hoga isiliye par FR 300 hi laga hua h to kya karu laga rehne du FR 300 wala ya 450 wala lagau?
80gpd membrane + 100gpd booster pump + FR450
@@RoFilterSupport nahi bani baat SV change karne se bhi ab ja k fault mila carbon filter chock h sit khoda pahad nikli chuhiya...pump badal diya membrain badal di SV badal diya tab pata chala carbon filter kharab h baaki sab thik tha...anadi admi paisa bachane k chakkar me 4 guna kharch kar deta h.
गलतियों से आदमी सिखता है और जो गलतियों से सिखता है या फिर सबक मिलता है वह जिंदगी भर आदमी भूलता नही
Ro water purifier रिपेरिंग की चक्कर मे अपने जो पैसा खर्च किया है वह वेस्ट नही जायेगा आपको इस खर्च के बदले काफी कुछ नॉलेज मिला है
आपको अपने वॉटर प्युरिफायर को कैसे रिपेअर करना है स्टेप बाय स्टेप कैसे चेक करना है आनेवाले दिनों में इस नॉलेज का काफी फायदा होगा और आपका पैसा भी बच जायेगा जब हमे नॉलेज कम होती है तो उसे पाने के लिए कुछ इन्व्हेस्टमेंट तो करना पडता है
Membrane kaun sa lena chahiye online mangaya tha fk se bekar Nikla. Carbon , sendimante aur membrane kitnae ka aata hai. Local ahop wale to lut letae hai
Konvio Neer 80gpd Ro membrane
amzn.to/4gVgYvk
Sir pls chek SV..
good video.
Vah bhi before sediment
RO me Premium carbon pump ke pahele lagaya jata hain..
Bhai pahle aap ko sv hi check kr lena chahiye
Customer ko ro membrane chipka diya hoga?
😅
Same problem hai All Filter new hai SV bhi New hai tabh bhi bund bund pani aa raha hai. Kya karna chiye boaster pump change' karu?
अरेरेरेरे......कहा पर बिठाया है आर ओ मशीन वॉश बेसिन के उपर....उससे अच्छा बाथरूम में बिठाते😂😂😂😂😂
Very sorry
Customer is god .....usaka majak nahi udate . Hamare liye Customer devta hai Chahe bathroom ho ya toilet ho aa kitchen
आ गया प्योर वाटर आ गया प्योर वाटर आ गया😂😂😂,🤑🎆😛😛
Etni der me 5 thik ho karte sir
Ro aquafresh smoke audi 18ltr new mene online mangaya tha
Lekin usko mene khud se fitt kar liya
Lekin pani bahut kam kam aara he
5 ghante to ho gaye aadha tank hi bhara he
All filters one by one check Karo
Ro membrane ka pure and reject pani ka piping connection proper hai ya nahi check Karo input water pressure 25psi se jada hona chahiye
Mineral carteg me Fungus dikh raha hai usko change Karo Varna customer bimar padega.. pls..
Sabse pahale moter k pankha ko chek kare,dusre namber par mamren
2 din se pareshan hu main same dikkat aa rahi h par kuch samajh nahi aa raha tha mambrain change kiya jo aapne kiya wo sab kiya bas ye pressure gauge nahi h mere pas ab office me aapka video dekha ghar jate time SV le kar jata hu fir sayad thik ho jayega...kal main apna filter dost k ghar le gaya or uska bhi filter same h uske wala sahi se pani de raha h or mera nahi jabki pump same 100 gpd dono me h par mera bund bund hi aa raha h aaj SV change karunga...
Mere me carbon nahi khul Raha he
FR badlo bhai
@@RukaiyyaMujawar-kw8ou kar diya nhi chal rha
Koda par nekla choha Chalo nakla to
Bahi memry to nahi ulti laga di
Are bhai solenoid valve kyu check nahi kiya pahle... 150rupye ka kaam tha phaltu membrane chipka ke 2000bana liye
Galat kam ki जिम्मेदारी Main Khud Leta Hun ऐसे product ka bill maaf kar deta hu customer se ek bhi rupya nahi Leta Hu customer ko meri yah guarantee hoti hai agar koi spare kharab Hue bagair Agar Badla jata hai to uska Paisa main Unse Nahi Lunga
And last me jo Bhi Bill hota hai uske upar 50% discount Mei Khud de deta hun
Don't worry customer ka koi nuksan nahin hoga
@@RoFilterSupport waah 👏👏
Pri carbon membrane के बाद लगता है?
Technician ने सबसे पहले post carbon लगाया है उसके बाद sedimet और उसके बाद membrane लगाया, membrane के बाद Pri carbon लगा दिया है, सही तरीका क्या रहेगा??
Prefilter -sediment -carbon -SV- motor -TDS controller Membrane -UV -Alkainefilter-
Ro water purifier filters replacement sahi tarika👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻watch full video
ua-cam.com/video/vReuZ9IvOrg/v-deo.html
Mere ro me bhi yahi problem he ...mene Elanza ka mambrane mangavaya fir bhi pani bund bund aa raha he ..sare filter chek kar diye sab sahi he ..fir bhi pani kam aa raha he ky reason ho skta he
Pre filter Ka pani direct booster pump ko dijiye and booster pump ka pani direct ro membrane ko dijiye and booster pump ka pressure check kare
Av check karlo
Sv
Pump ka prasar chak kar na
Main 3 mahine pahale aqua guard company ka original filter set change Kia tha ab meri aqua guard main drop drop Pani aa raha hai technician bol Raha hai membrane jam hogaya hai kya karu
Reject water kaise aata hai
Agar membrane hi kharab huva hai to Reject water proper working Karta hai
Ha agar westage water aa raha hai but pure water bund bund aata hai ya bilkul nahi aata hai to Ro membrane replace karna padega
R O ko pehle khud samajh lo bhai phir dusro ko samjhao
Bhai uska sv kharab hai
Bhai shi se dekh leta ek baar 😅
Apka no millega sirjii
Bekar ye technician nahi hai
Sir number do aapka
Boliye any help