Here is one thing which you should need to know, 15 inches steel rim tyre and 16 inches alloy tyre both have the same diameter from tyres outside to outside. Therefore no need to worry about placement in boot space or at the place of the wheel.
Ek baat samjhao bhaiya ji 16inch ke alloy dalwaye hai or jab gadi me 15 inch ke alloy aate hai.. 16 inch ke tyre laga diye hai toh 15 inch ke tyre ka aapne kya kiya.. shop waale ne leke paisa kam kar diya kya
@@RevampRides No offence bro.,16inch k sabhi daal rhe.. kuch unique chahiye tha. Can you please suggest, kya kar skte hai..?? Width wise motte Dall skte hai?? Sorry but don't have much knowledge, but shownk hai. Please suggest.
Aapki video dekhar gya tha bro . Mujhe 4 alloy wheels or 4 goodyear tyre ki cost padhi hai = 53700 usme se 10k kam kare mere purane rim or tyre ko mila kar so total cost is 43700 .
Bhai mene new brezza me alloy bahar se dalwaye he lekin gadi chalane me hard lagati he or average bhi kam ati he ..steel wheel smooth tha bhai...ab kya karna chahiye muze...???
Bade Bhai ho skta hai apne Tyres ki Profile kaafi badi krwali ho jisse ye Dikkat ayi ho or Jis brand ke alloys liye hai please check krna ki kya vo Duplicate to nhi hai kyuki Duplicate alloys ka weight zyada hota hai
Aisa nhi hai bro... Bahar easity Allignment ho jati hai.. Or warranty bhi nhi jayegi kyuki GST bill hai.. Orignal products me 2 paise faltu zrur invest kro or in sab chintao se mukt ho jao
Brother bilkul ap Alloys upgrade krwa skte hai 15 inches me.. Mileage or Suspension par farak padna bhut factors par depend krta hai... Jisme se sabse bada factor hai alloys ka weight agar apke alloys ka wait same company fited alloys ke barabar hai to mileage par fark nhi padta..
Arre bade bhai. Ye gaadi meri kathor mehnat se kamayi hui hai, bapu ka to sirf ashirwad hi bohot rha hai mere liye.. Ab aap bhi apni mehnat se kamaai ki gaadi leke aa jao, or Apke Bapu ji ko Khush kro! Khush raho, haste raho! 😄🚗
I agee that these are not Orignal Tata Product but there is a brand called NEO jo ki Indian Roads ke liye kaafi genuine Alloy wheels design krti hai.. Ye alloy wheels usi brand ke hai
boot space is only designed to keep 15inch tyre ...how did you managed a 16inch type there? Even company gives only 4 alloy wheels in top model
Here is one thing which you should need to know, 15 inches steel rim tyre and 16 inches alloy tyre both have the same diameter from tyres outside to outside. Therefore no need to worry about placement in boot space or at the place of the wheel.
2 ghante huye h showroom se nikle!!!!! Fir permanent no. kaise h....😂😂😂😂😂😂 Chl jhutha 😂😂😂😂
Abe kese kese log hai aab direct number milta hai warna gadi ni le sakte bina number k
Bhai.. kis jamane me ji. Rhe ho..
Ab gaadi bina number k aap nahi nikalwa skte
RTO se number aane k bad hi apko car milegi..
Where did you get the electrical work done? Power windows and orvm. Can u please provide the shop name and address. Thanks
Next video aane wali haii brother sari information hogi video me stay tuned
Sky cars Ramesh Nagar
Bahi company ke he tyres main dalwa h kya
Tyre mila kar 5 tyre kitne me pada bhai. Please reply. Aur tyre replace me kitna dena pada? Please bta dena
Sabka final 46000 pada bhai
Old tyre aur ka kya kiya
14inch main milenge kya same design?
Ek baat samjhao bhaiya ji 16inch ke alloy dalwaye hai or jab gadi me 15 inch ke alloy aate hai..
16 inch ke tyre laga diye hai toh 15 inch ke tyre ka aapne kya kiya.. shop waale ne leke paisa kam kar diya kya
Typre wale ko dekar less krwa liye the paise
प्लीज काउंटर पूरी वीडियो मे जेनुआन कितनी बार उसे किया है
Are sir aap...
Apse mene CUET ki pdhai kri thi course leke .. thanku ❤️
Sirf allow ke price kya hain bro, ye bta do.
Bhai, alloy+tyre naye dalne ke baad mileage mai kya farak aya hai?
Nhi bro bss ache branded dalwana..
Bhai company se to 15 inch tyre mile honge to fir aapne tyre bhi change karwaye honge
Alloy wheels tata company ka hi he ??
17 inch k lagwa skte hai..?? dikkat to nahi aaegi??
Brother koi fydaa nhii haii 17inch lgwane ka kyuki top model m 16inch hi haii agr ap lagwaoge toh Average km hogi or Suspension pr load aayega bro
@@RevampRides No offence bro.,16inch k sabhi daal rhe.. kuch unique chahiye tha. Can you please suggest, kya kar skte hai..?? Width wise motte Dall skte hai?? Sorry but don't have much knowledge, but shownk hai. Please suggest.
Company ka laga tyre ka price adjustment kardiya kya.. Please reply...
Hanji bro vo less krwa diya
Kitne rupee diye less krke
@@RevampRideskitne less hue?
Aapki video dekhar gya tha bro . Mujhe 4 alloy wheels or 4 goodyear tyre ki cost padhi hai = 53700 usme se 10k kam kare mere purane rim or tyre ko mila kar so total cost is 43700 .
Maine vo security wale Bolts, Heavy Bolts or Paint bhi karwaya hai na bro..
Company me saste hote
Bhai mene new brezza me alloy bahar se dalwaye he lekin gadi chalane me hard lagati he or average bhi kam ati he ..steel wheel smooth tha bhai...ab kya karna chahiye muze...???
Bade Bhai ho skta hai apne Tyres ki Profile kaafi badi krwali ho jisse ye Dikkat ayi ho or Jis brand ke alloys liye hai please check krna ki kya vo Duplicate to nhi hai kyuki Duplicate alloys ka weight zyada hota hai
@@RevampRides plati company ke he bhai
Wat is the advantage of alloy wheels...😊
Alloy size 16 by 7 inch or 16 by 7.5 inch ????
16/7 inches
Purani rim kaha bech di fir?
Old drum aur tyre ka kiya
Warranty gyi abb
Alignment bhi bahar nhi hogi
Average bhi gyi
tyre bahar krke
Compared Chedti nhi
Aisa nhi hai bro... Bahar easity Allignment ho jati hai.. Or warranty bhi nhi jayegi kyuki GST bill hai.. Orignal products me 2 paise faltu zrur invest kro or in sab chintao se mukt ho jao
Alloy price
Tyres size??
Bhai alloy pr tata ka logo nahi hai. Maza nahi aya
Size tyres ki
16inch brother
205/60R16
195/55/R16
@@RevampRides chhoti size lagwa Li aapne. 195/60R16 to aate hi hai
195/55/R16 thode Broad Dikhte hai bro
Bhai 46 hazar me 16 inch tyres bhi include h lya
Hanji bhai.. 5 Typres or Alloys
phele wale tyres ka kya kiya ?
Less krwa diye bro
aur Rim?
Warranty claim from company?
Gst wala bill zrur lijiye.. Warranty claim mil jayega
@@RevampRides thank you so much for your kind reply
Company ne bill par puri detail mei likh diya hai for warranty
Me bhi gya tha yahn mujhe toh GST wala bill diya hi nhi .
Bhai pure tyre kaha beche fir purane tyres ka toh kam he nahi raha bo shop pr sell ho skte ha ?
bata nhi rha
Company wale tyre aur rim ka kya hota h
Uske paise kam ho jate hai bro
Campany wale tyre ke kine kam kiye
Jo 15 inch tyre utre unka kya kiya
Unhe Dekar Paise less krwa diye the
Alloy wheels how many prize ? My tyre size 185/70 R 15
Exact price to shop wale hi bta skte hai bro..
Oye oye oye ❤️❤️❤️❤️Can I upgrade my 15 inch wheels to Alloy wheels ...Will it not impact my Suspension and mileage..Sir..?
Brother bilkul ap Alloys upgrade krwa skte hai 15 inches me.. Mileage or Suspension par farak padna bhut factors par depend krta hai...
Jisme se sabse bada factor hai alloys ka weight agar apke alloys ka wait same company fited alloys ke barabar hai to mileage par fark nhi padta..
@@RevampRidesthanks Sir will think about it ❤
Price
Video m haii brother price
Bhai 2 ghante me number plate bhi mil gai. Kamal hai bhai 😂😂
Delhi me Bina Number Plate ke gadi showroom se bahar nhi nikalti bro
wrong buddy- they issue temp no which is valid for first 15 days @@RevampRides
Only alloy price?
28000
Bhai kuch bhi nayi cheez dekh ke "genuine" tag lagva deta hai 😅
Neo Brand ke Alloy wheels Indian Market ke liye best hai bro.. Or kaafi Genuine products hai
Bhai aapka no milega kuch suggestion chaiye aapse
Abey ghonchu aajkl koi bhi hathode leke nh chadta cycle k tyre hi dalvaaye h tune lagta h ajtak 😅😅😅😂😂🤣 phli bar car k tyre dalte dekh liya 😅
siraf bakchodi ki tyre size to btaya nhi
Bhai aur company fitted old tyre ka kya hua
Vo replace krwa diye bro vhi..
Price kaha h😂
End me dekho bro
Tu bada wala chahiye bana h
West of bap ka paisa😂😂😂😂😂
Arre bade bhai. Ye gaadi meri kathor mehnat se kamayi hui hai, bapu ka to sirf ashirwad hi bohot rha hai mere liye.. Ab aap bhi apni mehnat se kamaai ki gaadi leke aa jao, or Apke Bapu ji ko Khush kro! Khush raho, haste raho! 😄🚗
Bro, dusron ko gyan dene se pehle padhai pe thoda dhyan doge to spellings bhi thik type kar paoge.
Wheels Bahar aaya
These are the not genuine Tata alloy wheels not looking good.
I agee that these are not Orignal Tata Product but there is a brand called NEO jo ki Indian Roads ke liye kaafi genuine Alloy wheels design krti hai.. Ye alloy wheels usi brand ke hai
tyre price =
alloy price =
Video k and m puri information haii bother❤️
@@RevampRides Aapne dono ka total bataya hai& alag se btao
@@manojgoswami1938Brother
JK 5 tyres = 22560
Car Alloys = 26562
28% Gst = 13,728
Total = 62750
Returned tyres + RIM = 16250
Actual cost = 46500
@@RevampRides thanks 😊 vese car bahut achhi
lag alloy Lagane se 👌
28% GST for what😮
Number plz sardar ji ka
Sardar Ji car Wale google par search kijiye mil jayega.
Bro aapka Instagram p account kis naam s h
Only alloy wheel price?