हरतालिका तीज व्रत कथा।hartalika teej vrat katha।hartaika teej katha

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 10

  • @priyankaupadhyay9217
    @priyankaupadhyay9217 2 місяці тому +1

    Jai

  • @Upsc__lifestyle-e8l
    @Upsc__lifestyle-e8l 2 місяці тому

    Aur me roj ramayan
    Ram chalisa
    Vishnu chalisa
    Mahamityunje mantra
    Shiv chalisa
    Ayr devi kavach devi chalisa krti hu to koi dikkat to nhi hai plzz reply

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  2 місяці тому

      Kavach aur mrityunjay mantr
      Mat kariye
      Q ki striyo ka har chij me adhikar nahi h
      Aur kosish kijiye mala lekar naam jap karne ki ak saadhan me aa jaiye taki saadhna si shuru ho jaye
      Bahut se kaam karne par na iska na uska
      Prem kisi se nahi ho pata
      Aur puja path ka anubhav bhagwan ko prem karne par adhik aane lagta hai
      Kisi bhi ak naam kp chun len
      Ak mala le aaye jap kiya kren unhi ka chalisa unhi ka srot sabkuch unhi ka
      Ekagrata badhati h bhakti bahdhti h is se
      Koi bada chhota nahi h na dusra koi naraj hoga ak ko pakad lene se
      Kyoki bhagwat tatv ak hi hai

  • @Upsc__lifestyle-e8l
    @Upsc__lifestyle-e8l 2 місяці тому

    Mam me durga kavach path hindi. Me krti hu to kya kbhi ab lehsun piyaz nhi kha sakti ek bar puri jankari de dijiye aut kya koi mantra b bolna hota hai kya

  • @Authentic-world-f6w
    @Authentic-world-f6w 2 місяці тому +1

    Dii plss bs bta dijiye hldi ni h to kalash m bina hldi ka kr skte h pooja???? Please jldi rply kr dijiyeeee pooja krna h

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  2 місяці тому

      पिसी हल्दी डाल दो

    • @priyasharma1782
      @priyasharma1782 2 місяці тому

      Didi, bhatte / began Ki sabji vrat k paran me kha sakte kya??

  • @user-starshine13111
    @user-starshine13111 2 місяці тому

    Mam kya bhagavan ko bida karne ke baad kya hum phir se aavahan kar sakte hai?

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  2 місяці тому

      नही,
      फिर से सब nya sajana hoga tab kar sakte hain

    • @user-starshine13111
      @user-starshine13111 2 місяці тому

      @@spiritualwoman79 mam kya hum usi pooja par panch amarut aur jal se abhishek Kar sakte hai?