Bhai ye practical me fail hai ..mene 3tanks connect kiya kal , 2, 500ltrs .aur ek 750ltrs.. Jab bada tank ka overflow chote me dale to bada wala jaldi bhar jata hai..dusre tank me pani bohot slow ata hai..kabhi tank full hoga hi nahi ek hi full hoga.... overflow ki jaga moter se 3tanks ko ek hi connect kare to 2band home 3rd wale me overflow ayega..
Bhai ek number.... Theoretically dekha jae to ek dum sahi bol rahe ho ab bass practical kar k dikha do better understanding k liye
Kisi bhi choti paani ki bottle leke ya fir buket leke practical bata do
Bhai ye practical me fail hai ..mene 3tanks connect kiya kal , 2, 500ltrs .aur ek 750ltrs..
Jab bada tank ka overflow chote me dale to bada wala jaldi bhar jata hai..dusre tank me pani bohot slow ata hai..kabhi tank full hoga hi nahi ek hi full hoga.... overflow ki jaga moter se 3tanks ko ek hi connect kare to 2band home 3rd wale me overflow ayega..
Bhuhat accha judgement hai plambar
Overflow Ka System Small Water Tank Me Kar Sakte Hai ??
Water out ka pipe dono tank me laga sakte hai?
Bada tank ka pani chota tank me nahi ayegi agar arrow ko ulti disa me Rakhi tho
2000 litre ki tanki two feet uper hy 1000 litre ki tanki niche isko kyse jode
Bada tank se chota tank me bharne ke baad chota tank aram se band hoga Khali chota tank me over flow set Karo Nrv zarurath nahi
Can I give inlet to small tank ?