@@missionkhaki And sir crpf si cobra battalion k promotion k barem aap bta skte , kyuki kch log jo 2019-20 select th crpf si cobra wo 5 saal m inspector hogya bta rhe youtube pe ( Mahendra pratap solanki channel ) hai kya itna fast promotion possible hai crpf m ?? - Sir ek aur chej bolna tha DP constable pe bhi ek detailed video laayi jisme pros,cons, job profile, promotions and deputation - UA-cam pe bhut se log misguide krte bacho ko sirf apne views and fame k chakkar m aap genuine lge ab tk
Bhai crpf si because crpf ki battalions jyada hai or peace area me jaldi posting milti hai , bsf ko border par bhi bhejte hai or naxalite me bhi lekin crpf ko sirf naxal area me bhejte hai hard posting me , so crpf si is better than bsf si
Bhai crpf me section commander hota hai SI , normally 15-20 approx. Personnel hote hai ek section me unhi ki duty etc Manage karni hoti hai , 1st promotion 6-7 yrs. Me ho jati hai , or dept. Exam hota hai AC ke liye
Bhai Mere Pre me 131 marks hai , Crpf me Join hone ke liye Mains me Kitne marks lane pdenge , Or aap English ke liye kuch guide kro Meri Grammar bdiya hai But Comprehension part me bhut problem hai , plz bro reply...
Bhai me UR category ke hisab se Bata raha hu , tier 2 me 160+ a gaye to easily mil jayegi crpf or other categories se ho to 6-7 no. Minus kar lena , Comprehension ke liye bhai newspaper padho or pyq ke passages solve karo , themes , title etc. Identify karne Ke liye kisi bhi teacher ki video dekh lo jo apko theek lagta ho , in sab se comprehension me improvement ho jayega
sir home posting ka kuch smja nhi aarha ,jese mai himachal se hu or agr meri joining cisf si m ho gyi to industrrial area m to hi muzhe duty milegi,maana ki 4,5 saal to hard area m lgegi hi lekin meri home posting mai duty kaha lgeggi fir? agr mai hp se hu to? iss hisab se meri delh chadigarh m duty 7 saal ba lgeggi????? pls reply
Ha bhai min. 7 yrs home zone se bahar posting hogi normaly ye 9 yrs. Tak bhi chala jata hai , uske baad home zone me posting hogi HP me jo bhi cisf ki unit hogi waha mil jayegi
Ek baar me 5-6 years tak reh sakte ho home town me , fir jab dubara home posting milegi to firse 5-6 years ke liye lekin jaruri nahi hai ki har baar apko peace area me apna home town hi mile uske aas paas wali state bhi mil sakti hai
Bhai Mene Crpf Tradesmen Ka diya tha Or SSC Gd ka bhi to mera dono me hone ke chances hai To konsi me jana sahi rhega next month Tak tradesman ki joining aajaegi, mujhe CPO ki preparation karni hai aage isliye
Bhai gd me agar cisf ya ssb mile to waha chale jana , crpf tradesman me promotion nahi hoti or long term ke hisab se dekhe tobhi gd hi theek hai, bas tradesman me padhne ka time mil jata hai , agar koi theek sa trade mile to dekh lena kyonki aapne bola hai ki apko preparation karni hai aage , warna fir gd me cisf ya ssb theek hai
Bhai hard area me 5-6 hrs ki or peace area me 8 hrs ki jab task pe jate hai to week me 1 baar jana hota hai 2-3 din me wo complete ho jata hai fir baki din free lekin ye bas unhi logo ke liye free hota hai jo task pe jate hai fir unhe bhi normal duty karni padti hai
Hello bhai i am selected in dp constable meri training 1 july s start hy ma cpo ki preparation kr rha tha mere mock m 150+ marks aa rhe hy Kya kru join kru y nhi Muje upsc krni hy
Bhai ye b bata dena ..ki cpo si ki power state si se jyada hoti h ya nhi ..matlb agr kbhi cpo si travel krte same upsi daroga checking krte hue pkdle tho kya hoga
Bhai state police si ki apni state me jyada power hai , capf si ki apni force me hai , bina galti kiye koi nahi pakadta bhai or pakad bhi lia to co operate kar lete hai sab force wale apas me bas knowledge or confidence hona chaiye
Agar aap defence line me aana chahte ho to achi hai warna jo 9-6 wali job karna chahte hai unko buri lagegi Girls ko bhi hard area me bhejte hai , or all india transfer hote hai agar aap all india posting kar sakte ho to achi hai warna buri bhi lag sakti hai
Bhai ssb si ki job profile prr video bna do
👍 ok bro
Love u bhai top video ❤️
Sir, can i have my family with me and what percentage is possible for it?
Yes u can keep your family with u in peace area but it's not possible in hard area posting
Yrr baut mst video hh kasam se ....
Very nicely explained thanks
Welcome 🙏
Sir crpf si to cobra commando m jaane k benfits and promotion bta digye ?
Departmental Ldce ac exam kitne time pe hote ?
Bhai 12500 rs. Extra milte hai cobra me , Departmental AC ka exam cisf me every year hote hai crpf me thodi late aati hai vacancy
@@missionkhaki And sir crpf si cobra battalion k promotion k barem aap bta skte , kyuki kch log jo 2019-20 select th crpf si cobra wo 5 saal m inspector hogya bta rhe youtube pe ( Mahendra pratap solanki channel ) hai kya itna fast promotion possible hai crpf m ??
- Sir ek aur chej bolna tha DP constable pe bhi ek detailed video laayi jisme pros,cons, job profile, promotions and deputation
- UA-cam pe bhut se log misguide krte bacho ko sirf apne views and fame k chakkar m aap genuine lge ab tk
Bhai cobra me thode fast promotions hote hai , ok DP constable par bhi jaldi banaunga ek video
Bsf si vs crpf si which one is better according to personal life and family life. And according to easy and tough duty kain achha hai dono me se
Bhai crpf si because crpf ki battalions jyada hai or peace area me jaldi posting milti hai , bsf ko border par bhi bhejte hai or naxalite me bhi lekin crpf ko sirf naxal area me bhejte hai hard posting me , so crpf si is better than bsf si
Bhaiya CRPF constable ka job profile v itni details 😍 ke sath explain ke digye...plzzz❤❤
Ok bhai
Home posting are for angles…my is serving for 30 years…16 in J&K but still… he had not got any single posting 😅
😕😢
Sir ji jammu and kasmir me crpf ko posting milti he
Sir ji study tme milta he kya ??Study time kitne hour ka nikal chakte hai?? Capf si ka study time pe v ek video banaoo
Bhai posting par depend karta hai kitna study time milta hai, cisf me Kam milta hai baki sabhi forces me on an avg. 4-5 hrs nikal jate hai
Bhaiya CRPF Si ka pawar kaisa hai.. kitna logo ko handle karta haii aur CRPF si department promotion kitne sal bad hote haii
Bhai crpf me section commander hota hai SI , normally 15-20 approx. Personnel hote hai ek section me unhi ki duty etc
Manage karni hoti hai , 1st promotion 6-7 yrs. Me ho jati hai , or dept. Exam hota hai AC ke liye
Vai medical facilities kese hai , family members ko bhi free treatment hota hai ?
Ha bhai parents , spouse or children ko bhi CGHS medical facilities mitli hai
Bhai Mere Pre me 131 marks hai , Crpf me Join hone ke liye Mains me Kitne marks lane pdenge , Or aap English ke liye kuch guide kro Meri Grammar bdiya hai But Comprehension part me bhut problem hai , plz bro reply...
Bhai me UR category ke hisab se Bata raha hu , tier 2 me 160+ a gaye to easily mil jayegi crpf or other categories se ho to 6-7 no. Minus kar lena ,
Comprehension ke liye bhai newspaper padho or pyq ke passages solve karo , themes , title etc. Identify karne Ke liye kisi bhi teacher ki video dekh lo jo apko theek lagta ho , in sab se comprehension me improvement ho jayega
@@missionkhakiBhai mere 142 marks he UR se hu to lag bhag tier 2 me 150 laane par crpf milegi?
Sir BSF SI ki job profile btao plz
Bana rakhi hai bhai video
Ek year Total kitna din ka leave milta h....plzzz replay🙏🙏
15 CL , 60 EL in one year , baki paternity, maternity or ccl bhi milti hai
Jb khi posting hoti h to crpf si rhte kaha hain
Crpf camp ke andar units hoti hai waha par rehte hai , peace area me posting ho to camp se bahar bhi rent par room le sakte hai
Thanks for replying to me
Welcome
sir home posting ka kuch smja nhi aarha ,jese mai himachal se hu or agr meri joining cisf si m ho gyi to industrrial area m to hi muzhe duty milegi,maana ki 4,5 saal to hard area m lgegi hi lekin meri home posting mai duty kaha lgeggi fir? agr mai hp se hu to? iss hisab se meri delh chadigarh m duty 7 saal ba lgeggi????? pls reply
Ha bhai min. 7 yrs home zone se bahar posting hogi normaly ye 9 yrs. Tak bhi chala jata hai , uske baad home zone me posting hogi HP me jo bhi cisf ki unit hogi waha mil jayegi
Dada may phale cpo ka thru crpf may join korangy uska bad capf ac ka paper may bathaga
👍
Jab ek search operation se laitke aate hum..tab kuchh din k liye Ghar AA shakte hai kya? Reply please
Nahi bhai ghar to leave lekar hi ja sakte hai
Main jharkhand ka hoon aur jharkhand me posting hui to risk allowance nai denge kya
Denge bhai
Sir department exam sub inspector ke liye sc candidate ki kitni age limit hai
Bhai 35 years for UR and 40 years for sc and st candidates
Bhai crpf mein si section commander hai
Power aur salary wise Konsi capf sahi rahegi ? Sir
Bhai salary crpf me jyada hai power sabki ek jaisi hi hai bas cisf me jyada public dealing hai to usme jyada power lagti hai .
@@missionkhaki ITBP AUR CRPF m se kon se sahi rahegi
Bhai agar high altitude par reh sakte ho to itbp warna crpf
@@missionkhaki training centre kaha pr h sir ITBP SI ka
Mussorie me hai bhai
Home town maximum kitna years reh sakte hai
Ek baar me 5-6 years tak reh sakte ho home town me , fir jab dubara home posting milegi to firse 5-6 years ke liye lekin jaruri nahi hai ki har baar apko peace area me apna home town hi mile uske aas paas wali state bhi mil sakti hai
Bhai Mene Crpf Tradesmen Ka diya tha Or SSC Gd ka bhi to mera dono me hone ke chances hai To konsi me jana sahi rhega next month Tak tradesman ki joining aajaegi, mujhe CPO ki preparation karni hai aage isliye
Bhai gd me agar cisf ya ssb mile to waha chale jana , crpf tradesman me promotion nahi hoti or long term ke hisab se dekhe tobhi gd hi theek hai, bas tradesman me padhne ka time mil jata hai , agar koi theek sa trade mile to dekh lena kyonki aapne bola hai ki apko preparation karni hai aage , warna fir gd me cisf ya ssb theek hai
Bhai ek din me kitne hrs ki duty hoti h ...task pe jaate hai tab bhi ...aur jb laut ke aajate hai tb bhi kitte hrs ki duty dena pdta h
Bhai hard area me 5-6 hrs ki or peace area me 8 hrs ki jab task pe jate hai to week me 1 baar jana hota hai 2-3 din me wo complete ho jata hai fir baki din free lekin ye bas unhi logo ke liye free hota hai jo task pe jate hai fir unhe bhi normal duty karni padti hai
Hello bhai i am selected in dp constable meri training 1 july s start hy ma cpo ki preparation kr rha tha mere mock m 150+ marks aa rhe hy
Kya kru join kru y nhi
Muje upsc krni hy
Karlo bhai join DP constable sahi hai
Bhai ye b bata dena ..ki cpo si ki power state si se jyada hoti h ya nhi ..matlb agr kbhi cpo si travel krte same upsi daroga checking krte hue pkdle tho kya hoga
Bhai state police si ki apni state me jyada power hai , capf si ki apni force me hai , bina galti kiye koi nahi pakadta bhai or pakad bhi lia to co operate kar lete hai sab force wale apas me bas knowledge or confidence hona chaiye
@@missionkhaki bhai dono me se ek choose krna h tho konsi krni chaiye apke hissab se....bas last question
Bhai mere hisab se state police si karna chaiye kyonki apni state me rahoge permanently
You mean galti bhi kro aur usko vardi se dhkne ki kosis bhi, waah😅. You should definitely go for Politics
Itbp aur bsf pe video please bhiya
Sir Salary Traning or After traning kya h.???
Bhai training time par 55000 approx and after training 65-70,000 approx. Plus risk allowance 17,500 agar risk area me posting hai to
bhai cisf main risk aur hardship milte hai kya??
Ha bhai jab hard area me posting hoti hai tab risk allowance milta hai
Girls ke posting kha hoti h plz rpl
Girls ki hard or soft dono area me posting hoti hai all india me lekin males ke comparison me Kam bhejte hai hard area me.
Thanks😊
Welcome 🙏
means ki girls k liye job achi h ?
Agar aap defence line me aana chahte ho to achi hai warna jo 9-6 wali job karna chahte hai unko buri lagegi
Girls ko bhi hard area me bhejte hai , or all india transfer hote hai agar aap all india posting kar sakte ho to achi hai warna buri bhi lag sakti hai