NATUROPATHY centre in Ahmedabad - Experience, Therapies & Benefits

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 26 чер 2024
  • Naturopathy ke fayde, alag alag upachar aur Dinacharya ka mhatva dekhiye is video me…
    Kehete hai “Nature is the best healer” jiska matlab hai “Prakrutik chikitsa sabse badhiya hai” Yani ki nisarga ke tattvo se hum apne dainik jeevan me bohot sudhar laa sakte hai. In kudrati guno ke sath apne swastya ko sudharne me Naturopapthy ya Nisarga-upachar ka bhi bohot bada haath hai. Naturopathy aur #Ayurveda ki chikitsa Bharat ki prachin upachar prakriya me se hai, aur Adhunik pragati ke saath ye duniya bhar me prasiddha ho chuki hai. Aur issi pragati ke saath Colon Hydrotherapy, Hydro Reflex walk, Physiotherapy jaisi naye treatments bhi iska hissa ban chuke hai. In sabhi therapies ka anubhav lene mai aayi hu Mehasana me Nimba Nature cure me.
    Nimba Nature Cure Gujarat ke sabse bade Naturopathy centres me se ek hai aur inke 150 acres ke parisar me bilkul kudrat ke beecho beech rehkar Nisarga-upachar ka anubhav le sakte hai. Is jagah par upachar ke saath saath Dinacharya ya Daily routine par bhi Dhyaan diya jata hai. Isey nibhakar hum apne swastya ko sudhar sakte hai aur danik jeevan me accha badlav la sakte hai.
    Is Dinacharya ke pehelu, Naturapathy ki therapies aur Nisarga-Upachar ki jankari janiye is video me…
    Nimba Nature cure ke bare me aur Jankari ke liye
    bit.ly/nimbanaturecure
    Contact: +91 83473 13333
    00:00 Naturopathy ka anubhav
    00:44 Nimba Nature Cure
    00:56 Naturopathy kya hai?
    01:29 Dinacharya kya hai?
    01:56 Nimba ka drushtikon
    02:18 Ek din ye Dinacharya nibhayi
    02:29 Shatkriya
    03:45 Yoga aur Pranayam
    03:54 Hydro Reflex walk
    04:27 Paushtik Nasta
    05:30 Therapies aur upachar
    05:38 Bamboo Therapy
    06:17 Dhara treatment
    06:36 Potli therapy
    07:07 Coffee Scrub
    07:36 Colon Hydrotherapy
    08:30 Physiotherapy treatment
    09:20 Cave Therapy
    09:45 Dupeher ka khana
    11:18 Manoranjan aur manshanti
    11:26 Raat ka khana
    12:05 Nimba ka Parisar
    14:03 Rehene ki suvidhaye
    #naturopathy #gujarattourism #naturalhealing #benefits
    LOCATION
    Nimba Nature Cure & Holistic Centre
    Baliyasan, Nr. Mccain Foods, Ahmedabad, Expressway, Mehsana, Gujarat
    goo.gl/maps/jWbVdZcPdyPUS4t1A
    Website link
    nimba.in
    Outfits
    Black tee amzn.to/3XHn5tS
    Floral kurta pyjama amzn.to/3PLuN4f
    White dress bit.ly/whitedresscutwork
    Blue dress - colaba causeway
    Is video ko ENGLISH me dekhiye is link par
    • NATUROPATHY Centre in ...
    Ayurveda ki 7 alag alag therapies dekhiye is link par
    • 7 AYURVEDA Therapies &...
    Ayurvedic resort me kaisa khana hota hai dekhiye is link par
    • What I eat in a day *i...
    LIKE | SHARE | SUBSCRIBE
    Mujhe social media par follow kare :
    Facebook: / sugarspiceniceindia
    Instagram: sugarspicen...
    Twitter: / sugarspicenice8
    For Collabs: sugarspiceniceindia@gmail.com
    Equipments:
    Iphone 13 - amzn.to/3fDvPf7
    Mic: Rode Wireless Go 2 amzn.to/2VWMioO
    Tripod: Amazon Basics amzn.to/3CSkeDv
    Phone: Iphone 12 Pro amzn.to/3ALUg2L
    Phone Tripod: amzn.to/3snHYux
    Lapel Mic: amzn.to/3y0TixW
    Editing Software : Imovie & Filmora
    Edited On: Macbook Pro amzn.to/3xUyrfw
    Disclaimer - My channel is about sharing my food, travel and life experiences. I do mention explicitly if the video is sponsored. But irrespective of that, my views and opinions are personal and highlight my experiences. I can’t guarantee that you will have the same experience and feel the same way about the topic in this video. Also note, that some of the above are affiliate links. I do earn a small commission from Amazon if you purchase using my links. However, it does not make a difference to the price of the product for you.

КОМЕНТАРІ • 146