12:29 pura duniya roti kapda aur makan ke liye sangharsh kar rhi thi tab humare rishimuni time travel aur multiverse ke bare m baat kar rhen the It's sounds too cool 😎😂😂
Yog Vashisth mein Guru Vashisth jab ek baar Meru parvat par kalp vriksh par pachuhe toh Kakbhusandi ne unka swagat kiya. Unhone ne Guru Vashisth ko apne bare mei bataya ki woh kaise paida hue...aur pralay aane par woh kalp vriksh ko chhod kar kaise apne aap ko kayi yog mudra mei dhyan se jivit rkhthe he...pralay ke anth mei phir se kalp vriksh par aa jate hai.
Akshit Bhaiya Ji, Mera ek Prashn hai jo mujhe Pareshan krta hai ki Jis Vyakti ko Moksh mil Jaata hai uska Aage kya hota hai. Kripya Uttar Dhundne ka Prayas Avashya kijiyega. Jai Shree Ram 🙏🙏 Edit - Aapki Mehnat ko Mera Pranam🙏🙏.
Sir mera ek doubt tha ki hamare rishi muni etni shaadi q karte the tho koi bhi bole ga ki hame bhi kitne bhi shadi karne ka aadhikar hai eska javab dijeye ke me unka muh band kar du.
mere pov se pehli baat unhe param gyan ki prapti thi unke powers ka koi barabari Nahi kr sakta tha to unse compare krna to chod hee do, secondly unhe sansaar ko aage badhane ke liye bramhaji ne hee unhe ye kaam saupa tha kyuki wo itne tejasvi the to unke hee gunn ke barabri me sansaar me tejasvi putra ka janam ko, and they are more advance than we can thought beyound our imagination , normal insaan wo Samay Nahi the, they are not marrying for intercourse and all, ye sirf unhe zimmedari di thi sansaar ko aage badhane ke liye, I don't know me sahi hunn, I love if someone correct me if I am wrong
पहले के जमाने में आदमियों की संख्या कम थी युद्ध और लड़ाई की वजह से। और कई राजा एक से ज्यादा राजकुमारी से विवाह करते थे दूसरे राज्यों से राजकीय संबंध बनाने के लिए। और ज्यादातर ऋषि मुनि वैरागी रहते थे और जो विवाह करते भी थे तो उनका कोई जनकल्याण का उद्देश्य होता था। जैसे की महर्षि कश्यप ने प्रजापति दक्ष की 17 कन्याओं से विवाह किए थे और अलग अलग प्रजाति के जीवो को जन्म दिया था ताकि धरती पे जीवन पनप सके।
Sir , story ko thoda or correct, rawan ne shiv ji se vardaam maanga tha , ki mooje koi devi - devta ,rakshas na maar sake ,Sankar ji ne kaha tumane manav ka naam too liya hee nahi , tab rawan ne kaha tha vo tuuch manav kya marega mujai. Isliye parbhu ji ne ,tuuch manav bankar Janam liya , jo khud nahi jaante they kee vo , Vishnu ji ke avtar hai, qki jo vo jaan lete too , vo tuuch kaha rehe jaate.
Bhaiya ek question tha, aisa koi incident hai kya jisme Kakbhushandi ji ne kuch recreation of RamMandir ke bare mein kuch kha ho btaya ho. Kyunki RamMandir to har cycle mein banta tutta hoga na.
पर प्रिये: भ्रात: इन्द्रजीत जी ने तो नागसत्र से सिरफ लक्ष्मण जी को मुर्छित किया था और उनके मुर्छित होने हेतु हनुमानजी ग्ये थे संजीवनी बुटी लेने तो फिर ये गरुर देव कैसे आये क्या आप बतायेंगे बड़े भ्रात:
Aap ne dekha hoga Jab koi family mai marta hai toh kuch animals ko food offer kiya jata jaise cows,ants,dogs and crows Kyuki kak bhushandi time travel kar sakte hai Toh ye kaha jata hai ki vo khana vo hamre purvajo tak le jate hai😳
It's based on Schrodinger wave equation (the greatest equation of the history of quantum mechanics)which predicts reality could exist in different ways,jisko Schrodinger ne cat equation se samjhaya thaa.
Kakbhushandi ko time travel krne ka vardan kisne diya ??? Unhe to shraap mila tha 1000 baar janm lene ka or vardaan mila tha ki unhe sb kch yaad rahe ha about his past life ….
Kagbhushandi ji ko jab Bhushandi roop me manav ka roop mila tab jo rushi uss ke guru hai usne kag ka shrap dene ke baad yeah vardan bhi diya tha ki woh samay se pare rahe.
Bro he doesn't go back in time ...💁🤦🤦 he have boon to that he will be out the time of mritru loka... ... he is out of the time of our world ... and as cycle keeps on repeat that is reason why he have seen ramayan and Mahabharata many time
Sorry लेकिन मेरा सवाल है की आज हम कागभुशुण्डि की बात कर रहे है वो कौनसे सतयुग के कागभुशुण्डि है...??? अगर वो इस सतयुग से है तो रामायण 11 बार (त्रेतायुग 11 बार) और महाभारत 16 बार(द्वापर युग 16 बार) जैसे देख सकते है..??? क्युकी हर सतयुग में कागभुशुण्डि होते है... दूसरा सवाल की कागभुशुण्डि राम के भक्त है तो महाभारत को 16 बार क्यू देखा...?? उनको तो रामायण ज्यादा बार देखना चाहिए...????
Jai Shree Ram 🛕
Hare krishna prabhuji ❤
12:29 pura duniya roti kapda aur makan ke liye sangharsh kar rhi thi tab humare rishimuni time travel aur multiverse ke bare m baat kar rhen the It's sounds too cool 😎😂😂
Not time travel only multiverse
Amazing Storytelling with easiest way Akshit Sir.
Hare Ram 🛕🚩
Jai Shree Ram 🚩🚩🚩
Jai shree krishna ❤❤❤
जय श्री राम🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩
Bhot badhiya bhai. Bhot achi knowledge hai. Feels blessed to find your channel. Feeling enlightened 🙏🏻
Wow 🫶🏻 kya facts 👌🏻 hai about Mythology
Jai shree Ram..🙏
Yog Vashisth mein Guru Vashisth jab ek baar Meru parvat par kalp vriksh par pachuhe toh Kakbhusandi ne unka swagat kiya. Unhone ne Guru Vashisth ko apne bare mei bataya ki woh kaise paida hue...aur pralay aane par woh kalp vriksh ko chhod kar kaise apne aap ko kayi yog mudra mei dhyan se jivit rkhthe he...pralay ke anth mei phir se kalp vriksh par aa jate hai.
You're an amazing story teller, it's been a long time since I subscribed to anyone based on just 1 video.
Sanatan dharma is the most beautiful religion 😊😊😊😊
Plz ek baar Mera channel The Hindu Vision
Thank you so much for sharing bro ❤. Maine toh Vishnu ji ko dantne wala version suna tha.
हरे कृष्णा ♥️♥️🙏😌
Jai shree ram 🚩🚩🚩
Big fan of your content bhi jai shree ram 🚩🚩🚩
Jay shree Ram 🎉🎉❤❤
RADHE RADHE 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 JAY RADHE KRISHNA 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
बहुत सुंदर वीडियो था 🙏🚩
Jay shree Ram❤
Akshit Bhaiya Ji, Mera ek Prashn hai jo mujhe Pareshan krta hai ki Jis Vyakti ko Moksh mil Jaata hai uska Aage kya hota hai.
Kripya Uttar Dhundne ka Prayas Avashya kijiyega.
Jai Shree Ram 🙏🙏
Edit - Aapki Mehnat ko Mera Pranam🙏🙏.
Loving this series too much ❤❤❤
Jay SitaRamji ki 🚩🚩🍨🍨🪔🪔
9:40 😮😮😮
Superb animation ❤
Guru ki avgya ke karad hi mahadev ne shrap diya tha jii
Very very informative post video.
जय काकभुशुण्डि जी😮😊की।।
Sir mera ek doubt tha ki hamare rishi muni etni shaadi q karte the tho koi bhi bole ga ki hame bhi kitne bhi shadi karne ka aadhikar hai eska javab dijeye ke me unka muh band kar du.
mere pov se pehli baat unhe param gyan ki prapti thi unke powers ka koi barabari Nahi kr sakta tha to unse compare krna to chod hee do, secondly unhe sansaar ko aage badhane ke liye bramhaji ne hee unhe ye kaam saupa tha kyuki wo itne tejasvi the to unke hee gunn ke barabri me sansaar me tejasvi putra ka janam ko, and they are more advance than we can thought beyound our imagination , normal insaan wo Samay Nahi the, they are not marrying for intercourse and all, ye sirf unhe zimmedari di thi sansaar ko aage badhane ke liye, I don't know me sahi hunn, I love if someone correct me if I am wrong
Us samay santati badhani hoti thee. Khaali tha sab . Ab population....
bro un logo se mat bahas karo.unko har cheez me negative hi dikhegi.
@@AakashDev-24 sahi bol rahe ho lekin un logo ka muh band karna jaruri hai
पहले के जमाने में आदमियों की संख्या कम थी युद्ध और लड़ाई की वजह से। और कई राजा एक से ज्यादा राजकुमारी से विवाह करते थे दूसरे राज्यों से राजकीय संबंध बनाने के लिए। और ज्यादातर ऋषि मुनि वैरागी रहते थे और जो विवाह करते भी थे तो उनका कोई जनकल्याण का उद्देश्य होता था। जैसे की महर्षि कश्यप ने प्रजापति दक्ष की 17 कन्याओं से विवाह किए थे और अलग अलग प्रजाति के जीवो को जन्म दिया था ताकि धरती पे जीवन पनप सके।
Haar baar kuch alag dekha hai:krupaya iska example dee....
Jaise ek ramayan mai laxman ji ko naag ke vish se bachane ke liye sanjivni booti ki jagah garun ji ki zaroorat thi
actully bhaiya bahut mast hai
❤❤
Waah sir, thank u❤❤
Ati uttam.
Har har Mahadev 🧡🙏
Enjoying story. Plz make more videos.
Jai Shree Ram 🙏🚩
Mujhe ak chiz batayiye.....16 ber Mahabharat aur 12 ber ramayan dekha.... alag alag result hua....woh result kya tha?...uske bare mai batayiye
Anyone . Find a single wrong message in our holly book, book of Hinduism.
We will be following you rest of life🎉
Soul is my armature
Mind is my servant
Trial is my lining
Life is my friend
Harihar Maharaj ki jay ho
सती अनुसूया की परीक्षा त्रिमूर्ति द्वारा यह अवश्य लाए!❤😊😊😊🙏
Sir , story ko thoda or correct, rawan ne shiv ji se vardaam maanga tha , ki mooje koi devi - devta ,rakshas na maar sake ,Sankar ji ne kaha tumane manav ka naam too liya hee nahi , tab rawan ne kaha tha vo tuuch manav kya marega mujai. Isliye parbhu ji ne ,tuuch manav bankar Janam liya , jo khud nahi jaante they kee vo , Vishnu ji ke avtar hai, qki jo vo jaan lete too , vo tuuch kaha rehe jaate.
In MCU the carecter of Watcher is inspired by Kakbhushandi
धन्यवाद भईया जी 🙏❤️ जय श्री राम 🙏🙏🚩
Thanks
Multiverse part 3 please 🥺 bhaiya
Bhaiya ek question tha, aisa koi incident hai kya jisme Kakbhushandi ji ne kuch recreation of RamMandir ke bare mein kuch kha ho btaya ho.
Kyunki RamMandir to har cycle mein banta tutta hoga na.
jara batao kis yug me kagbhusundi ka janm hua tha ?
Thanks you kept my request
Please make a video on how Christian pastor converts lakhs of Hindus please sir
पर प्रिये: भ्रात: इन्द्रजीत जी ने तो नागसत्र से सिरफ लक्ष्मण जी को मुर्छित किया था और उनके मुर्छित होने हेतु हनुमानजी ग्ये थे संजीवनी बुटी लेने तो फिर ये गरुर देव कैसे आये क्या आप बतायेंगे बड़े भ्रात:
कृपया रामायण पढ़े 🙏
Wo naag fash nehi tha. Indrajeet ne sakti baan se laxman ji ko murchhit kiya tha.
MAKE A FULL FLEDGED VIDEO OF LOMARSH RISHI PLEASE
❤🎉
Is buddha actually the ninth avatar of vishnu?
Is it mentioned in any text..
Mitr kripya aap reference bhi diya kre.. Taki hum bhi ise jaan ske padh ke
Unhone konsi chije alag dikhi koi bta do
ma first
Ye chiz statue of belief me batate hai end me
Kakbhushandi ji har baar thode boht changes dekhte h Ramayan aur Mahabharat me...but kya changes dekhte h?
11 baar ramayan main alag alag ghatna iska kya matlab plz koi batao
Kak Basanti Kaise Time Travel Karte Hain
Aap ne dekha hoga
Jab koi family mai marta hai toh kuch animals ko food offer kiya jata jaise cows,ants,dogs and crows
Kyuki kak bhushandi time travel kar sakte hai
Toh ye kaha jata hai ki vo khana vo hamre purvajo tak le jate hai😳
Har baar alag dekha tha ramayana aur mahabharata mein matlab?🤔
It's based on Schrodinger wave equation (the greatest equation of the history of quantum mechanics)which predicts reality could exist in different ways,jisko Schrodinger ne cat equation se samjhaya thaa.
@@himanshusahu6910 okay matlab science iss baat ko maanti hai!! Gajab chij tha aj pata chala thanks!
Bro base has higher in your volume so we can't hear properly so please going forward note it ✌️
Koi to hai jis ke sath sirf bura hi hota hai mera jesha😢
Kakbhusandhi ka janam inshaan roop mai ho chuka hai.
Extro music
Ramayana 11 bar and Mahabharata 16 bar kyu
Ramayana 5 bar km kyu dekhi
Kuch btao is baare m b
I am interested
Kakbhushandi ko time travel krne ka vardan kisne diya ???
Unhe to shraap mila tha 1000 baar janm lene ka or vardaan mila tha ki unhe sb kch yaad rahe ha about his past life ….
Kagbhushandi ji ko jab Bhushandi roop me manav ka roop mila tab jo rushi uss ke guru hai usne kag ka shrap dene ke baad yeah vardan bhi diya tha ki woh samay se pare rahe.
Why 11 and 16 times?
Story achi lagi hogi cutiye😂😂😂🤣🤣🤣🇧🇩🇧🇩🇧🇩
Part 3,4,5,6,7,8,9,10
Bro he doesn't go back in time ...💁🤦🤦 he have boon to that he will be out the time of mritru loka... ... he is out of the time of our world ... and as cycle keeps on repeat that is reason why he have seen ramayan and Mahabharata many time
Ye toh mujhe pata hi nahi tha
Sorry लेकिन मेरा सवाल है की आज हम कागभुशुण्डि की बात कर रहे है वो कौनसे सतयुग के कागभुशुण्डि है...???
अगर वो इस सतयुग से है तो रामायण 11 बार (त्रेतायुग 11 बार) और महाभारत 16 बार(द्वापर युग 16 बार) जैसे देख सकते है..???
क्युकी हर सतयुग में कागभुशुण्डि होते है...
दूसरा सवाल की कागभुशुण्डि राम के भक्त है तो महाभारत को 16 बार क्यू देखा...??
उनको तो रामायण ज्यादा बार देखना चाहिए...????
mtlab bhai ramayan aur mahabharat bass 11 aur 16 baar hui hai bass
Bhai kavi ta replay kar do 🥲
Mai kuchh kanhna nhi chahta ho bas yahi kahonga ye sab anant kal se chal raha h aneko galaxy h
Sir a
I am a big fan
I love your work 💖
Pls pin me
Logic shi nhi tha
Logic sahi tha
Bhai tumne copy Kiya h meko laga aapka video banane tarika kitna achha but bhai aapne dharm sansan youtube channel se aapne copy Kiya bura laga meko
1 comment pin please
Thank you for 0 like 😢
Par kalvusundi ji multiversal travel karte kaise the
but unko alag alag space-time mei jaane ki shaktiyaan kaise mili
Jai shree ram ❤
❤❤
Jai shree Ram ❤