Makr aur khud numai ke iss daur mai Jab na maloom ho ajnabee kaun hai Az hadis e Nabi (saww) leke naam e Ali (as) Jaanch lo tum nasb aadmi kon hai Jisko chahe badhayenge ahle jahan Jisko chahe ghatayenge ahle jahan Jisna chahe girane ki koshish karen Khud bulandi kahegi Ali (as) kon hai Ek nusayri hi par kuch nahi muhhasar Inko rab keh rahe hai bade naam war Hum toh hai rafidhi aur ghali magar Tum batao ke ye Shafaiee kon hai Saaye ki kya zarurat Muhammad (saww) ko thi Misl e saaya Ali (as) har jagah saath the Zhul ashira raat e rehlat talak har jagah Juzz Ali (as) shakhshiyat dusri kon hai Mere maula, khuda, Mustafa, Murtaza Ta baqa qaim yahi silsila Noor ka Bandaye Murtaza ko khabar hi nhi Khariji kon hai nasibi kaun hai Shayiron, soazkhwan sibte jaffar hu mai Mere mad'da ho muumduh hai har jagah Hash mai dekh kar, mere aao bhagat Sabko hairat thi ye aadmi kon hai
Pichle kayi roz se subah mein sunti hoon ustaad ki awaaz roz rooh ki taazgi ban jaati hai Allah shaheed ke darajaat buland kare.. Ameen
ya Ali madad
Ya rasool e khuda Allah Ali madad❤
Makr aur khud numai ke iss daur mai
Jab na maloom ho ajnabee kaun hai
Az hadis e Nabi (saww) leke naam e Ali (as)
Jaanch lo tum nasb aadmi kon hai
Jisko chahe badhayenge ahle jahan
Jisko chahe ghatayenge ahle jahan
Jisna chahe girane ki koshish karen
Khud bulandi kahegi Ali (as) kon hai
Ek nusayri hi par kuch nahi muhhasar
Inko rab keh rahe hai bade naam war
Hum toh hai rafidhi aur ghali magar
Tum batao ke ye Shafaiee kon hai
Saaye ki kya zarurat Muhammad (saww) ko thi
Misl e saaya Ali (as) har jagah saath the
Zhul ashira raat e rehlat talak har jagah
Juzz Ali (as) shakhshiyat dusri kon hai
Mere maula, khuda, Mustafa, Murtaza
Ta baqa qaim yahi silsila Noor ka
Bandaye Murtaza ko khabar hi nhi
Khariji kon hai nasibi kaun hai
Shayiron, soazkhwan sibte jaffar hu mai
Mere mad'da ho muumduh hai har jagah
Hash mai dekh kar, mere aao bhagat
Sabko hairat thi ye aadmi kon hai