1 saal pehle 3060 28k-30k tak aata tha to used 17-18 ka mil jata tha aur ab jab new 23k - 25k ka aa raha aur yeh log 17k ka sirf 3-4 mahine ki warranty ke saath de rahe phir bhi inke according rate bahut kam ho gaye...dhanye ho guru 🙏
Sahi kaha dost yahi dekh lo ye rtx2060 11000 me de rahe hai wo bhi 3 month ki warranty k sath wo bhi khush ho ke bol rahe hai... Jab ki usse upgrade graphic card new me rtx3050 12000-13000 thousand mil jata hai jo ki 2-3 years me mil jata hai... agar zoatack ka le rahe ho to register kar rahe ho to 5 years ka warranty mil raha hai.. to koi 1000-2000 jada de ke usse upgrade wala new graphic card na kharid le. Wo bhi 5 years warranty k sath... Koi maha bewkuf hi hoga jo iske shop se old graphic card lega..😅
Agar purana Rtx 2060 graphic card 11000 me koi lega to isse accha wo 12000-13000 thousand me rtx 3050 na le le...😅😅😅 Kuch bhi , bahot mehanga bech raha hai really... Is hisab se old graphic card se sasta new and usse bhi higher graphic card lag raha hai..😅😅 Old wale me 3 month warranty and agar wahi zoatack ka new graphic card le lo to 5 years warranty wo bhi old wale se saste me mil raha hai...😊😊
@@ItsAryaxmumbai me grand road station lamington road.. yahi nahi rtx360 19000 to 20000 and rtx460 21000 to 22000 ki range me mil jayega... Maine khud quotation nikala hai...
2nd hang gpu ❌
Mostly scam ✅
1 saal pehle 3060 28k-30k tak aata tha to used 17-18 ka mil jata tha aur ab jab new 23k - 25k ka aa raha aur yeh log 17k ka sirf 3-4 mahine ki warranty ke saath de rahe phir bhi inke according rate bahut kam ho gaye...dhanye ho guru 🙏
Ek dam sahi kaha
Bilkul sahi
Sahi kaha dost yahi dekh lo ye rtx2060 11000 me de rahe hai wo bhi 3 month ki warranty k sath wo bhi khush ho ke bol rahe hai... Jab ki usse upgrade graphic card new me rtx3050 12000-13000 thousand mil jata hai jo ki 2-3 years me mil jata hai...
agar zoatack ka le rahe ho to register kar rahe ho to 5 years ka warranty mil raha hai.. to koi 1000-2000 jada de ke usse upgrade wala new graphic card na kharid le. Wo bhi 5 years warranty k sath... Koi maha bewkuf hi hoga jo iske shop se old graphic card lega..😅
Yeh bhi pata nahin... Ho sakta hai mining card ho.... 3 mahine baad gaya toh loss hai... Isse achha naya hi le lo
@@narenb123Sab mining car hi hota hai. Mere ek dost ne liya tha nehru se under 6 month card dead ho gya.
Prices kam nhi hue warranty kam krke 500- 1000 rs kam kr diye 😂😂😂
Pehle ek saal ki warranty dete the
Chutiyap hai second hand gpu lena
Kyu😊
Condition kharab rehti hai, garam hota hai
@@Abrarsh-d8f thik price nahi milti aur warranty bhi kam milti hai
Thode se deals ache hote hai bro, but mostly nai lena chahiye, jisko acha da andaza hai hardware ka, wo le sakta hai check karke
Haan value bhi nahi milegi jitna pay karenge but value 3080 3090 ko lene mein hai isliye meine 3080 liya tha max temperature 76
Bro where is suraj technologies, kya vo ab bhi used gpu sell karte hai
Ap ki price Pakistan se Kafi kum he Naeem from Pakistan ❤
What About AMD Cards ?
Agar purana Rtx 2060 graphic card 11000 me koi lega to isse accha wo 12000-13000 thousand me rtx 3050 na le le...😅😅😅 Kuch bhi , bahot mehanga bech raha hai really...
Is hisab se old graphic card se sasta new and usse bhi higher graphic card lag raha hai..😅😅
Old wale me 3 month warranty and agar wahi zoatack ka new graphic card le lo to 5 years warranty wo bhi old wale se saste me mil raha hai...😊😊
bro 10 fps ka farak hai 2060 lock 60 fps gaming kara sakta hai jadatar games mai 3050 is trash
3050 not better than 2060...2060 is way better than 3050
bhai 12 k se rtx3050 kaaha milra?😭
@@ItsAryaxmumbai me grand road station lamington road.. yahi nahi rtx360 19000 to 20000 and rtx460 21000 to 22000 ki range me mil jayega... Maine khud quotation nikala hai...
Bro in Pakistan these cards are 40% more expensive
Pakistan & Indian currencies are different
AMD card kaha gaya😂😂
Rma card bekar repaird hote hai me ek bande ko janta hu jo service center se aaye card ko repair karta hai
Amd card
Ye video me kuch bolte hai aur jab call karo tab kuch aur..chor hai sab k sab🤬
Kya pucha tha bro apne or kya batya jara bata skte he