Kitna din ke under loan mil jata hai, kyuki entrance result aane ke bad max 7 din ke bad counselling start ho jata hai, agr 1st counselling me mil gya to usi time payement krna pdta hai tb hota hai
Maine education loan apply Kiya tha or me digital approval lekar bank bhi nahi Gaya fir bhi Mera loan sanction bata Raha hai last process disbursed hoga kya 😅
Bhaiya co applicant change kaise kare I mean ek ko hata ke dushra add karna ho kaise kare Add ka to option aata hai parantu hatane ka option nahi aata,vo kaise kare??????
@@NityanandRaj-wj5jtapko ye loan mila h mujhe bhi lena hain please btaye or ek baat kya bihar student credit card bhi apply kr skte h kya ye loan ke saath saath
Yeh yojna mai laptop bhi add kr skte h ky
Bina coapplicant ke kaam nahi chalega kya
16.20
Jin banks se hame offer ho rha hai kya unme bank account open karwana hoga ya fir jo hum bank provide krenge ussi se kaam chal jaayega
i have same ques.kya aapko ans. Pta h iska?
@@ffrishigamer911 Aapke liye best ye rahega aap jis institute me study kar rhe ho vhi campus me bank hoga vha se loan le lo
@@ffrishigamer911 open karna paredga or wo vi joint account jo upke guarantor ke sath
ye loan humare bank account m aayega ya direct university ko jaega
Form fillup hone ke baad documents upload hone k option nhi aa rh h sr
Residence since wala option mai konse documents ke hisab se year choose krna hai?
Kitna din ke under loan mil jata hai, kyuki entrance result aane ke bad max 7 din ke bad counselling start ho jata hai, agr 1st counselling me mil gya to usi time payement krna pdta hai tb hota hai
Sir ye amount hamre account me aaega ya fir seedha clg ke account me ?
Maine education loan apply Kiya tha or me digital approval lekar bank bhi nahi Gaya fir bhi Mera loan sanction bata Raha hai last process disbursed hoga kya 😅
Sir mera SBI ka Zero balance Savings Account hai toh kya isme Loan Sanction ho jayega?
Sir college nahi aaya tho kya kara
very good sir Aap achi tarike se samjhaya hai
Outside india available hi nahi hai
toh according to scheme mujhe interest pay nhi krna hai naa for 3 yrs in post-graduation course.?
Yes , right
Ok sir, thankyou so much.
Sir mujhe ye btaye ki kya ye loan ke saath saath hum student credit card le sakte h kya
nhi
Bhaiya co applicant change kaise kare
I mean ek ko hata ke dushra add karna ho kaise kare
Add ka to option aata hai parantu hatane ka option nahi aata,vo kaise kare??????
remove nhi hota jo add ho gya hai ose rahne do dusra add kro jise banana hai aur oska details fill karo submit ho jayega....
Sir co applicant ko guarantor banaenge to uski kya kya details mangi jayegi
Sir, jiska single name hai , vo last name m kya fill krenge , plz reply
Any solution did u get???
Even I am facing same issue😢
Hi sir, co-applicant ki 2 saal ki ITR dalni compulsory hai kya?
Bhai hua tera?
Outside for india ke liye uneligible bata raha he
Sir 18 saal se kam ke bache le sakte h ye laon
Bhaiya ye loan kitane din me pass ho jata hai
Sir ye amount kiske account mein jayega?
College ke
Sir muze SBI bank chahiye
Show nhi ho rha kya kru....
Sir mera +2college so nehi katahe
Mera chse he ssc batarahei
Is co applicant Mandatory?
Kese karni hai ho jati hai ya nahi
Co-applicant personal details are not filling like the co-applicant father and mother name.
Apply offline me kya hota h
Aur mujhe jitna loan chahiye us se km amount bank offer kr rha h to kya kre ?
Is it ITR file of co applicant necessary for. Application ? My father is street vendor don't file ITR? Please answer.
Loan ke leye itr jaruri hota hai
You can submit Income certificate
@jayeshgaikwat itr is mandatory for loan amount of more than 7.5 lakhs
Sir mera board hi nahi show kar raha hai up board
Father farmer hai lekin co applicant me option nhi aa rha if other choose kiya to ITR mang rha hai.. to aage kya krne ka ?
Sir maine 2020 me education loan liya tha jo abhi bhi chl rha he toh kya me abhi applya kr skta hu subsidy ke liye
Aapka contact mil sakta hai bhai
Sir invalid id number bata raha hai after 3rd step please help
Sir jiske paas passport number nhi ho vo kaise fir kya krega
Sir mere pass pan card nahk hai
Wrong bank selected kya karu
Sir pnb se milega
Nope
In how much days money will come broo pls can someone sayy plsss
this is best vedio on youtube really helpful
How to issue Tenure certificate ?
Sar ham lone lanaa hahty hyn 20 lakha rupy mbbs abrod kyliya
Sir income tax nhi horra
Tune website ka name btaya hai nhi bs yha yha chilla Raha hai
Kisko loan mila h pls reply
Kisi ne liya yeh loan
I am
@@NityanandRaj-wj5jtHello ek help krdo kya shuru mein identity verification mein parents ka aadhar dalna hai ya student ka??
Student @@harshverma5740
@@NityanandRaj-wj5jtapko ye loan mila h mujhe bhi lena hain please btaye or ek baat kya bihar student credit card bhi apply kr skte h kya ye loan ke saath saath
@@NityanandRaj-wj5jt bhai kaise mila?
Ap ko mila hai
Sir Repayment kaise karna hai
Emis
Hi
THANKYOU 😊
Sir mai ba second year chl raha hai private college se kya mujhe loan mil sakta hai 😢
Bhaiya agar mai 2 lack lena to mere ko kitna paisa bharna pdega
4 lack at least (15-20 y)