Symphony par to Mera trust h hi nhi uske pads BHT thin hote h. Me to bilkul bhi symphony ka cooler na khud trust karti hu na apni audience ko batati hu. Reh gya Bajaj 90 litre and Crompton optimus. Now Cooling k mamle me dono best hai but features k mamle me Crompton optimus jada h and uska price bhi jada as per features (mosquito net, auto water draining facility, louvers shut down etc.)
Hey Tripti, Kaafi accha video hai - thanks a lot. I was confused on what is better in overall room cooling - Crompton ya Bajaj? Kya yeh optimus se better perform karta hai large room ke liye?
Hi. Mere pass y cooler hai Bajaj ka. And recently mene Crompton Ozone 75L cooler liya. To bajaj DMH and Crompton Ozone dono coolers mujhe ache lage. And Crompton optimus me bajaj DMH se thode features jada hai. Vaki mujhe cooling k mamle me to bajaj and Crompton dono hi ache lage. Crompton optimus mene personally buy nhi Kiya hai. But research k according usme features apko jada milenge.
Aisa nhi ho sakta because ap ish cooler ka review kisi se bhi loge to acha hi milega apko. And ap ice chamber me ice daliye phir ice dalne ka option bhi to h
Me electrician to nhi hu. But Flipkart se 3 din phele Kiya to ap kisi electrician se ya to check karwaye ya replace ya return ka option hai vo kar dijiye. Kabhi kabhi koi koi product bekar bhi aa jata hai. Jabki product ya brand bekar nhi hota hai. And abhi to put of stock hone ki vgh se different sellers ho sakta h sell kar rahe ho to same best product vo bekar sell kar rahe ho
Phele ap samjh lo ki me kya keh rahi hu ki. Mene kab kaha cooler me temperature kam ya jada hoga. Mene bola ki mene kam aur jada temperature wali jgh me ish cooler ko use Kiya h
Crompton vs Symphony vs Bajaj kon best h bbd me price ky rhegs
Dono hi best mere pass dono hai Bajaj dmh bhi aur Crompton ozone bhi.
@@PrideInWear Mera khne ka matlab Crompton octopus vs symphony sumo vs bajaj 90 litet kon sabse acha h
Symphony par to Mera trust h hi nhi uske pads BHT thin hote h. Me to bilkul bhi symphony ka cooler na khud trust karti hu na apni audience ko batati hu.
Reh gya Bajaj 90 litre and Crompton optimus. Now Cooling k mamle me dono best hai but features k mamle me Crompton optimus jada h and uska price bhi jada as per features (mosquito net, auto water draining facility, louvers shut down etc.)
@@PrideInWear bajaj or Crompton me cooling sabse acha kiska hai
Ye per hour kitne unit consume krta hai in avg or approximately?
Good work .. keep it up .
🙏
Hey Tripti,
Kaafi accha video hai - thanks a lot. I was confused on what is better in overall room cooling - Crompton ya Bajaj? Kya yeh optimus se better perform karta hai large room ke liye?
Hi. Mere pass y cooler hai Bajaj ka. And recently mene Crompton Ozone 75L cooler liya. To bajaj DMH and Crompton Ozone dono coolers mujhe ache lage. And Crompton optimus me bajaj DMH se thode features jada hai. Vaki mujhe cooling k mamle me to bajaj and Crompton dono hi ache lage. Crompton optimus mene personally buy nhi Kiya hai. But research k according usme features apko jada milenge.
@@PrideInWear I agree but still on a personal level (assuming you have used both), which do you think does well in cooling the room in month of June?
Mam maine yahi cooler 90L ka liya h 3rd floor pe room h thandi nhi ho rahi h proper ventilation ke bad bhi aisa kyun?
Aisa nhi ho sakta because ap ish cooler ka review kisi se bhi loge to acha hi milega apko. And ap ice chamber me ice daliye phir ice dalne ka option bhi to h
@@PrideInWear ha ice chamber hai toh but try nhi Kiya hu
Ok karunga fir batata hu aapko
Bro me bhi abhi 10 din chala raha hu koi cooling nhi ho rahi sab jhut bolte hai ye video bana kar sabko bevkup banate or company se pese khate hai
Vansal k use Kia h kya
Di mujha bhi lina hai... Bas ak bar ya offer Mein a Jaaye... Kitna ka liya tha apna
Mene last year April me 10k k aas pass liya tha
Cooling kaisa hai eska
Video dekha ho to pta hoga apki. Bht acha h cooling
Please btaye ki upar se sabhi hole se water honeycomb per nhi aa rha kaise thik kre
Apne pump off Kiya hoga. Pump ka option Diya hai vo on hai?
Haa on h
3 hole se water aa rha baaki se nhi aa rha abhi 3 din pehle hi liye h Flipkart se
Me electrician to nhi hu. But Flipkart se 3 din phele Kiya to ap kisi electrician se ya to check karwaye ya replace ya return ka option hai vo kar dijiye. Kabhi kabhi koi koi product bekar bhi aa jata hai. Jabki product ya brand bekar nhi hota hai. And abhi to put of stock hone ki vgh se different sellers ho sakta h sell kar rahe ho to same best product vo bekar sell kar rahe ho
@@PrideInWear ok thankyou
Isme sift 1 cheez bahut achche hai wo silent hai apni category me
Maharaja whiteline ka 65 litre cooler....best hai.... Honeycomb pad vala koi bhi cooler achhi hava nai dega....Ghas is best
Mene bhi dono types k cooler use kiye h. Aur apke pass proof kya hai ki honeycomb achi hawa nhi deta?
Plz provide link
Link is in the description
Koi bhi cooler me temperature kam ya jyada nahi kar sakte medam.....Fan kam ya jyada hota hai....pehle sikho fir video banaoo.... proper video banao
Phele ap samjh lo ki me kya keh rahi hu ki. Mene kab kaha cooler me temperature kam ya jada hoga. Mene bola ki mene kam aur jada temperature wali jgh me ish cooler ko use Kiya h
Looks like a paid review
Acha ji kaise paid review hua. Khud buy Kiya hai khud use kar rahi hu to paise kon de Raha mujhe