@@Rituscreativecorner mam mai apni ma aur son ko lekar waha jana chahta hu. Meri ma ko asthma, high bp h aur bete ko muscular dystrophy ka doubt h. Sath hi mujhe bhi as an attender jana h. Charge Rs 9000 per day bata rahe h, ye sahi h kya? Please reply karein.namaste 🙏
@@abhishekmahi2620 ji sir vo apke bache k charges include kr k bta rhe h isiliye 9000 per day bola hoga mane apne bacho k bare me pucha tha July month me to unhone dono bacho ka 7000 alag se btaya tha .
@@Rituscreativecorner mam mujhe lower back pain h or haryana police me selected hu m training me problem h back pain me kitne time me thik ho sakti h please btana
@@luckynehra3799 first of all congratulations 🎉🎉 Sir aap back pain ko kuch yoga asanas ki help se one week me hi thik ho skte h Agar apko chalne firne me abhi tk jyada problem nhi aa rhi to aap bina wellness me gae bhi apna treatment khud kr sakte h
@abasaheb musmade All types of infections are treated there, but still you should call there once to find out whether treatment related to your disease is possible there?
@DeepakKumar Swami Ramdev ji says in their morning yaga sessions on Aastha channel every type of treatment is given there. People who are on dialysis are also treated. You should call there for more details about it.
Sir agar aap khud subah 5 bje aastha channel p Swami Ramdev ji ka program dekhoge to apko sbhi prakar ke treatment ke bare me jankari mil jayegi @AbhishekKumarDixit-so2zy
बड़ी बहन पिताजी का हेल्थ में कितना सुधार हुआ क्या बता सकते हैं. मैं भी अपने पिताजी को वहाँ दिखवाना चाह रहा हूँ मेरे पिताजी का भी एक पंप ब्लॉक है हार्ट का.. थोड़ा हेल्प कीजिये.. बताने में..🙏🏻🙏🏻
जीमेरे पिताजी को काफी आराम है और अब वह अपनी दिनचर्या उसी हिसाब से जी रहे हैं सुबह सैर करते हैं योग करते हैं और अपने खाने पीने का बहुत ध्यान रखते हैं इसलिए उनका जीवन सही तरह से चल रहा है लेकिन अब हमें वहां गए 2 साल हो चुके हैं उसके बाद हम नहीं गए तो अब वहां पर किस प्रकार की कार्यप्रणाली है किस प्रकार से इलाज किया जाता है इसके बारे में मुझे ज्यादा जानकारी नहीं है और आपके लिए जरूरी है कि सुबह 5:00 बजे आस्था चैनल पर आप स्वामी रामदेव जी का प्रोग्राम देखिए उसमें आपकी सारी शंकाएं दूर हो जाएगी कुछ दिन आप इस प्रोग्राम को देखेंगे तो आपको सभी प्रश्नों के जवाब मिल जाएंगे 🙏🏻🙏🏻
Dii app ye bta skti hai ki gathiya ka bhi ghutney ka leech therapy ya singhi therapy ka treatment achaa hota hai mujhe bhi krana hai treatment. Abhi mujhe 6 month hua hai gathiya hoke ghutney ka grees ghis gya hai. Kya vo vha jane par thik ho jayega ,
Sir mere parents ab bilkul thik h lekin vo ab bhi yog pranayam regular krte h or diet bhi vhi le rhe h jo unko btai gai thi Or baba ramdev ji sbhi se milte h
@akshakya8765 Ji sir fayda to bhot hota h bs dipend krta h k hm kitna follow krte h agar bilkul unki instructions k hisab se hi pura din rhe to bhot jaldi aram hota h
@PALLABI NATH medical kit 1600 ki hoti h agar apna saman le jao jaise ki pani k liye steel ka glass or towels vgarh to charges thode km ho jate h Apki medicine jo bhi h vo apko khud khridni hongi or agar apka blood test hota h to apko pay krna hota h ye sare charges hote h
@BimlaSaini Patients k sath parivar k logo me se hi kisi ko bhi sath me rukna padta h aap ko hr samay helper nhi diya jata vha jane se pahle vo apse puchte h k patients agar apne aap chal fir skta h to hi aap unhe vha bheje nhi to sath me le k aaiye
Meri mummy ko bhi same problem hai ghutno ke dard ki. Aapki mummy ab poori tarah swasth hai ya treatment ke baad bhi koi dikkat hai? Aisa toh nahi ki kuch waqt aaram raha aur phir se dikkat ho gayi. Yaha jaana sach mein faaydemand hai ya nahi please tell us. Aur payment online karna is safe or not? Aapne kis account number par payment kiya tha. Agar aap payment ke regarding ek nayi video upload kar sakte hain toh please kijiye.
Ji krva skte h wellness centre k bahar hi ek valmiki ashram h aap vha rhne ki vyavastha kr sakte h or agar aapko pase ki problem jyada h to aap Swami ji ko bta k bina pase k bhi apna treatment krva skte h
@RahulJat Sir confirmation letter to sath hi mil jata h wellness me jase hi aap registration krva k paise transfer krte h to kuch hi der me vo apko confirmation letter de dete h
There is no difference in the treatment method of both the places, there is arrangement for the stay of less people in the yoggram while more people can stay in the wellness. @Ghanshyam Desai
@Nehamohpal Jo sath me jata h uska bhi treatment hota h apko bhi apni bimari k hisab se doctor se consult kr k apni diet tharepy vgarh ka chart milega isliye aap bhi apna pura upchar krva skte h
@lajawaabkahaniya ha ji patanjali me sbhi tarah k treatment hote h fertility ka bhi hota h Aap roj subah aastha channel p Swami Ramdev ji ka program dekhiye subah 5 bje se aata h apko sbhi prakar ki jankari mil jayegi
@UPSI Selected sbse pahle apko admin block me jana h vha pr samne hi reception h . Mane vo pura area video me dikhaya bhi h jha pr sbse pahle jana hota h
@@Rituscreativecorner Ok thanks .. Hm logo ko 5 din ka registration krvana h due to holidays issues but y log online7 se km ni kr rhe to soch rhe vahi kisi ko bhj k krva le
@devendra singh ji aap bacho ko sath le ja skte h koi problem nahi h Aap agar akele jana chahte h to apko vha phone kr k jankari le leni chahiye qki ab December or January me apko discount bhi mil jayega
Kit me apka tharepy se related saman hota h jo apko vha treatment me use hota h Room me towels hote h bt apko apne bhi towels le jane chahiye hand towel or bath towel or apko steel ka glass jarur le k Jana chahiye vrna vo apko khridna padega
Patanjali yog gram vs Patanjali wellness centre me kaha facilities ache hai like doctor etc ? Swami ji kaha jyda days yog karate hai ? Plz bataye kaha Jana sahi hai
Dono jagah sahi h treatment me bhi koi farak nhi h Aapko wellness centre me sbhi chije pas pas hi mil jati h jyada chalna firna nhi padta or yog gram me kafi chalna padta h or Swami ji to dono jagah jate h or jyada jankari k liye aap kuch din subah 5 bje Aastha chennal p Swami ji ka yog program dekhiye usme sb information di jati h
Maam, agar 2 logo ko treatment lena ho to bhi 6000/day hi pay karna hoga, if they stay in same room ? excluding Tests & Medicine charges jo alag se dene hote hai.
@KapilSoni Ji sir 2 logo k treatment ka room or khane ka charge 6000 per day h agar aap ko alag room lena h to may be apke charges me kuch difference ho bt ye jo mane btaya h ye 1 room me rhne vale 2 logo k liye h
Hai mam,ham Nepal se hai Meri maa ko gal bladder aur liver me cancer hai .ham une hydrabad aashram vejne chahete he yes ke lye process bataye pls🙏🙏aur unka gallbladder Bali block hai
@@saraswotidhakalbhandaribha4875 Mam aap patanjali wellness me phone kr k vha bat kr lijiye or apne patient ki condition unko btaiye fir vo apko bta denge ki vha pr ilaj sambhav h ya nhi iske liye apko vha phone kr k hi bat karni hogi vo apko shi guide krenge Video ki shuruaat me mane sbhi phone no diye h aap un pr call kr lijiye Vha hr parkar ka ilaj sambhav h aap subah 5 bje Aastha channel dekhiye Swami Ramdev Ji ka program ata h jisko dekh kr apko or bhi jyada jankari mil jaegi 🙏🏻
Mam mujhe face pe chot lagne ki wajah se tanke lage the ab wahan skin pe red color ka scar pad gya hai .patanjali yogpeeth me iska bhi ilaz ho skta hai ??
Sir vha pr rakt mokshan kiya jata h singhi lga kr ya leech tharepy se jisme scars vgarh thik ho jate h bt apko vha pr call kr k confirm kar lena chahiye vha apko sahi jankari mil jaegi @RahulSharma
@RahulSharma Sir 8954666111 patanjali wellness ka no h 8954666222 yog gram ka no h 8954666444 patanjali Yogpeeth k mukhyaalya ka no h aap in no pr contact kr lijiye Ye bilkul sahi no h baki no p bhot baar logo k sath froud ho jata h
@Neha Gawande Mam iske bare me mujhe jyada jankari nhi h Aapko vha reception pr call kr k iske bare me jankari mil sakti h Vase abhi 2 din pahle hi kidney patients k liye Divya Renogrit new medicine aai h patanjali ki taraf se mane kl hi astha channel p dekha tha
@@nehagawande07 mam jo no booking k liye diye gae h unhi pr call kr k aap unke excutive se baat kr paenge or vo aap ko puchenge k aap kis bimari k treatment k liye yha ana chahte ho tb aap un ko bta kr puch skte h dialysis patients k treatment k bare me
@@Rituscreativecorner jinke pass pr day ₹ 6000 nhi ho to kya karega mam , Mujhe bhi charbi ki ganth ban rahi kya karu Bahut pareshan hoo koi help kijiye jankari dijiye योगपीठ me ilaaj ho jayga please reply 🙏🙏 thank you
@@vikaschaudharyinchargeatox2058 sir aap apni problem vha call kr k unko bataiye vo apki help jarur krenge or patanjali wellness k pas hi ek Valmiki Aashram k naam se bhi ek rukne ki jagah h jha aap ko koi paise nhi dene hote h aap vha bhi pta kr skte h vha apko apna aadhar card dikha kr room mil jaega
कोई अन्तर नहीं है योग ग्राम में पहले से ही सभी प्रकार के ट्रिटमेंट दिए जाते रहे हैं और वैलनेस सैन्टर इसी वर्ष से शुरू हुआ है। दोनों में समान रूप से इलाज किया जाता है ।@Punamsingh
@MaheshGiri Aap apne pita ji k sath hi rah sakte h or apka bhi treatment hoga agar apko bhi koi problem h to qki vha pr 6000 rs per day ka jo charge h ye 2 logo k liye h jisme rahna khana or treatment sb shamil h 2 logo ko 1 room milta h isliye sath me use jana chahiye jise apna bhi treatment krvana ho qki paise to 2 logo k hi lgte h isliye mere pita ji k sath meri Mata ji gai thi or unka bhi sath me hi treatment hua tha to aap bhi apna pura upchar krva skte h
@SHIVENDRABAHADURSINGH भाई जी मेरे मम्मी पापा ने 7 दिन के लिए 42000 रुपए दिए थे 6000 रुपए प्रति दिन का खर्च है 2 व्यक्तियों के लिए । एक व्यक्ति का 3000 रुपए खर्च है परन्तु वहाँ पर 2 व्यक्तियों को ही आने के लिए कहा जाता है इन पैसों में रहना , खाना और ट्रिटमेंट शामिल हैं दवाइयाँ आपको खरीदनी पड़ती है । दिसम्बर और जनवरी में वहाँ पर डिस्काउंट दिया जा रहा है आप इसके बारे में पता कर सकते हैं ।
दीदी मेरा भाई 40 साल का है उसको 18 साल से मिर्गी आती है बहुत दवा करवाई गई कोई फायदा नहीं हुआ क्या मेरा भाई पतंजलि योगग्राम में ठीक हो जाएगा। पूरा घर रोता रहता है हमेशा। मेरी मदद करो दीदी।।🙏🙏🙏🙏
Thank you Bhai Ji 🙏🏻 8954666111 patanjali wellness ka no h 8954666222 patanjali yog gram ka no h or 8954666444 patanjali Yogpeeth ka no h @RajumoniSharma
Ji mam mere mummy papa ka 7 din ka 42000 vha rhne khane or treatment ka kharch lga tha or lagbhag 4000 ki dawaiya bhi unhone khridi thi Lekin agar aap January me jate h to apko discount bhi mil jayega @rajkumari
Sir sabse jaruri h yog krna or yog karne k liye patanjali me jane ki jarurat nahi h aap roj subah 5 bje Aastha channel lga kr 5 bje se 7:30 tk free me yog kr skte h or bhot sari bimariyon ke upchar k bare me jankari bhi mil jati h @hindustanking
Mem Mera baccha bhut chota h toh m waha ruk nhi sakti ...kya esa ho sakta h ki woh mujhe sirf bimari k bare m ilaaz karke dawai suru krde .....or uske liye bhi kya mujhe pehle se ragistration krwana padega ..plzz mem reply ....plzzzz 🙏🙏🙏
Agar aap vha nhi ruk sakti to aap apne city me ya apke near jo bhi patanjali oshdhalya h vha pta kijiye aap internet p search kr k bhi jaan skti h ki patanjali k vaidh (वैध ) kha aate h or aap vha aasani se apna ilaj krva sakti h jyadatar hr city me patanjali chikitsalaya h aap pta kr k dekhiye fir aapko haridwar nhi jana padega 🙏🏻 @aditritiwari7073
Mene waha jakar pta Kiya h ...unhone 1 month ki dawai de di h ..or 1 month baad mujhe admit krne ko bola h ....mujhe toh apni beti ki fikr h woh kese rahegi mere bina 🥲🥲🥲
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने। बहुत बहुत धन्यवाद!
बहुत अच्छी jankari दी mem 👍
पूरी जानकारी देने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद
विडियो देखने के लिए आपक आभार🙏🏻🙏🏻@Santosh Dubey
पतंजलि phase ii 2012 में भी था में गया था बहुत अच्छा tretment है यहां, हर रोगी को यहीं इलाज कराना चाहिए
ओउम बहुत अच्छी जानकारी परम पूज्य स्वामीजी को सादर प्रणाम
ध्न्यवाद🙏🏻🙏🏻
Bahut acchi jankari dhanyvad
Thank you so much 🙏🏻
Bahot ache se explain Kiya hai apne ... thank you so much
Thank you so much 🙏🏻
Bhut hi achchhi jankari diye . Very very thanks
Thank you so much 🙏🏻🙏🏻
बहुत अच्छी जानकारी धन्यवाद
ध्न्यवाद🙏🏻
Thanks for sharing your journey to patanjali wellness.
Thank you so much 🙏🏻
@@Rituscreativecorner mam mai apni ma aur son ko lekar waha jana chahta hu. Meri ma ko asthma, high bp h aur bete ko muscular dystrophy ka doubt h. Sath hi mujhe bhi as an attender jana h. Charge Rs 9000 per day bata rahe h, ye sahi h kya? Please reply karein.namaste 🙏
@@abhishekmahi2620 ji sir vo apke bache k charges include kr k bta rhe h isiliye 9000 per day bola hoga mane apne bacho k bare me pucha tha July month me to unhone dono bacho ka 7000 alag se btaya tha .
@@Rituscreativecorner mam I hope abhi aapke papa ji ka health pehle se bahut achha hoga..
@@abhishekmahi2620 ji sir unko kafi aram h 🙏🏻
Bahut bahut dhanyawad aap ka, good informative video 👍👍
Thank you so much sir 🙏🏻
❤❤🎉 bahut sundar
Ap to Sundar jankari di hai Aapka Dhanyabad
@Shree Ram Mishra
Video dekhne ke liye aapka dhanyawaad 🙏🏻
Very very informative.Thankyou so much for taking the pain of making and sharing this informative video
@UshaPandey
Thank you so much mam 🙏🏻❤️
Very nice video, Om swamiji 🙏🙏
Thank you so much 🙏🏻
App gaye ho kya patanjali
Awesome.. bahut accha explain kiya...
@Amit Singh
Thank you so much 🙏🏻🙏🏻
Good information
Very good information. Thank you🙏
Video dekhne k liye aap ka dhanyawad 🙏🏻🙏🏻
Good knowledge
Thank you so much 🙏🏻
Bahut sundar dhanyawad
Thank you so much 🙏🏻
Very informative vdo full watched hm b Jane ki soch rhe he to aapka vdo bhut helpful rhrga 👍👌
Mene mere apno ko aapka vdo bhut share Kiya he 👌👍
Thank you so much mam 🙏🏻
Very informative dear thanks for sharing 🙏
Very informative video you have shared. Thanks
@KOTARAMKRISHNARAO
thanks for watching sir 🙏🏻🙏🏻
@KOTARAMKRISHNARAO
thanks for watching sir 🙏🏻🙏🏻
Very good information
Thank you so much ❣️
I appreciate your efforts,. Very good information. Thanks. Always blessed.
Thank you so much 🙏🏻🙏🏻
Good information thanx🎉😅
Thank you so much 🙏🏻
Thank u so much, this was very informative,
@prashant upadhyay your welcome sir 🙏🏻🙏🏻
@@Rituscreativecorner I also visited Patanjali Yogpeeth and your video was too helpful
@@prashantupadhyay6130 Thank you so much sir 🙏🏻
@@prashantupadhyay6130 sir please bataye apka kaisa experience raha vaha ka
बहुत अच्छी जानकारी
धन्यवाद🙏🏻
Good knowledgeable video 📹 👍👍🧘🧘, hope Papa g ko kafi fyda hoga abhi
Thank you so much 🙏🏻
Ji abhi aram h
@@Rituscreativecorner aap ke papa lower back pain ke treatment ke liye gye the kya ??
@@luckynehra3799 ji nhi unko heart attack aya tha . Heart blockage
@@Rituscreativecorner mam mujhe lower back pain h or haryana police me selected hu m training me problem h back pain me kitne time me thik ho sakti h please btana
@@luckynehra3799 first of all congratulations 🎉🎉
Sir aap back pain ko kuch yoga asanas ki help se one week me hi thik ho skte h
Agar apko chalne firne me abhi tk jyada problem nhi aa rhi to aap bina wellness me gae bhi apna treatment khud kr sakte h
Thank you so much 🙏
Thanks
Mam,spinal cord ka treatment Hota h kya
@RameshKumar
Sir vha har parkar ka treatment Kiya jata h aap vha call kr k jankari le skte h
Bahut achha mam kya mere bhaiya ka dono legs mahsus nahi hota uska ilaj ho jayega
Thank u Medam 🙏 aapne jankari share ki muje bhi jana hai vaha mera 8 saal ka baccha hai use type 1 diabetes hai
Thank you so much sir 🙏🏻
Ji apka baccha jarur thik ho jayega bhagwan jarur kripa krenge
@@Rituscreativecorner thank you 🙏
Sir ap gye the kya vaha? Please reply
Hm bhi 28 ko ja rhe he,,kafi madad mili aapka vidio देखकर,tq
@Aarti Singoria
thanks for watching mam 🙏🏻🙏🏻
@@Rituscreativecorner are isme TQ kesa,,my pleasure
@@aartisingoria5402 thanks mujhe motivate krne k liye h aap sb ka ek like or is tarah k comments mujhe bhot motivate krte h 🙏🏻🙏🏻
@@Rituscreativecorner shi bat he,,mujhe or kuch jankari chahiye hogi to aapse अवश्य puchugi,,,
@@aartisingoria5402 ji aap kbhi bhi puch skti h
Your most welcome 🤗
Mam I have cron decies is there any treatment for this decies (ulcer in inset)
@abasaheb musmade All types of infections are treated there, but still you should call there once to find out whether treatment related to your disease is possible there?
Plz btaiye patanjali wellness and yogram mai kya farak hai
Very nice ji
Thank you so much sir 🙏🏻
Very nice video 👌
Thank you so much 🙏🏻
Radha swami ji
Didi mera sala hai uski tritment karni kya
But but but Jada dhanyawad
Thank you so much mam 🙏🏻🙏🏻
Super
Thank you 🙏🏻
Thanks for giving such pretty knowledge. Have you idea about treatment of Chronic kidney disease there. Kindly share.
@DeepakKumar
Swami Ramdev ji says in their morning yaga sessions on Aastha channel every type of treatment is given there. People who are on dialysis are also treated. You should call there for more details about it.
@Deepak Kumar G aap gaye kya vaha please bataye
Thank u
Ma'am kya vha jalodar(pet me pani ) valo ka bhi ilaj ho skta hai??
Sir agar aap khud subah 5 bje aastha channel p Swami Ramdev ji ka program dekhoge to apko sbhi prakar ke treatment ke bare me jankari mil jayegi @AbhishekKumarDixit-so2zy
Thank You so much ma'am for reply🙏🏻🙏🏻🙏🏻
बड़ी बहन पिताजी का हेल्थ में कितना सुधार हुआ क्या बता सकते हैं. मैं भी अपने पिताजी को वहाँ दिखवाना चाह रहा हूँ मेरे पिताजी का भी एक पंप ब्लॉक है हार्ट का..
थोड़ा हेल्प कीजिये.. बताने में..🙏🏻🙏🏻
जीमेरे पिताजी को काफी आराम है और अब वह अपनी दिनचर्या उसी हिसाब से जी रहे हैं सुबह सैर करते हैं योग करते हैं और अपने खाने पीने का बहुत ध्यान रखते हैं इसलिए उनका जीवन सही तरह से चल रहा है लेकिन अब हमें वहां गए 2 साल हो चुके हैं उसके बाद हम नहीं गए तो अब वहां पर किस प्रकार की कार्यप्रणाली है किस प्रकार से इलाज किया जाता है इसके बारे में मुझे ज्यादा जानकारी नहीं है और आपके लिए जरूरी है कि सुबह 5:00 बजे आस्था चैनल पर आप स्वामी रामदेव जी का प्रोग्राम देखिए उसमें आपकी सारी शंकाएं दूर हो जाएगी
कुछ दिन आप इस प्रोग्राम को देखेंगे तो आपको सभी प्रश्नों के जवाब मिल जाएंगे 🙏🏻🙏🏻
Dii app ye bta skti hai ki gathiya ka bhi ghutney ka leech therapy ya singhi therapy ka treatment achaa hota hai mujhe bhi krana hai treatment. Abhi mujhe 6 month hua hai gathiya hoke ghutney ka grees ghis gya hai. Kya vo vha jane par thik ho jayega ,
How is father now did the treatment really work is he using any medicines still
@Deepa
Now he is absolutely fine bt He does yoga everyday, follows his diet strictly, he also takes medicines from patanjali.
Dii mere bhi ghutney m bhi dard hai aor sujan bhi hai . Mera ghutna mudta nhi hai. Please reply dii.
it is better to pay charges personly
its My openion
Yes sir you can pay at the time of registration after reaching there.
Thanku mam❤️🙏
Bahut mahnga h
Muze Parkinson's ki treatment ke liye jana tha kya babaji
Perasanally milenge
@AishwaryaPatil
Ji baba ji sbse milte h aap se bhi jarur milenge
Mam babs ram Dev khud nhii pilte Kya ham se
Sir mere parents ab bilkul thik h lekin vo ab bhi yog pranayam regular krte h or diet bhi vhi le rhe h jo unko btai gai thi
Or baba ramdev ji sbhi se milte h
Mam m bhi apne parents ko leker aya hu mam kaisa ilaj hota h thoda bataye fayda hota h waha
@akshakya8765
Ji sir fayda to bhot hota h bs dipend krta h k hm kitna follow krte h agar bilkul unki instructions k hisab se hi pura din rhe to bhot jaldi aram hota h
kya aap batayengi medical kit ya dusre extra saman mei extra charge kitne lagta hai?
@PALLABI NATH medical kit 1600 ki hoti h agar apna saman le jao jaise ki pani k liye steel ka glass or towels vgarh to charges thode km ho jate h
Apki medicine jo bhi h vo apko khud khridni hongi or agar apka blood test hota h to apko pay krna hota h ye sare charges hote h
@@Rituscreativecorner sare details apne bahat ache se bataya hai, dhanyabad
@@pallabinath8886 🙏🏻🙏🏻
@@pallabinath8886 G please bataye apka kaisa experience raha vaha ka mai Jana chahta hoo
Jo patient chal nahi sakte kya unko koi assistance jaise wheel chair ke aath koi helper dete h kya? Pl bataye
@BimlaSaini
Patients k sath parivar k logo me se hi kisi ko bhi sath me rukna padta h aap ko hr samay helper nhi diya jata vha jane se pahle vo apse puchte h k patients agar apne aap chal fir skta h to hi aap unhe vha bheje nhi to sath me le k aaiye
Meri mummy ko bhi same problem hai ghutno ke dard ki. Aapki mummy ab poori tarah swasth hai ya treatment ke baad bhi koi dikkat hai? Aisa toh nahi ki kuch waqt aaram raha aur phir se dikkat ho gayi. Yaha jaana sach mein faaydemand hai ya nahi please tell us.
Aur payment online karna is safe or not? Aapne kis account number par payment kiya tha. Agar aap payment ke regarding ek nayi video upload kar sakte hain toh please kijiye.
Jiska kam baget hai who ilaj kara sakte hai kiya
Ji krva skte h wellness centre k bahar hi ek valmiki ashram h aap vha rhne ki vyavastha kr sakte h or agar aapko pase ki problem jyada h to aap Swami ji ko bta k bina pase k bhi apna treatment krva skte h
@@Rituscreativecorner ok
@@Rituscreativecorner Patanjali Yogpeeth 2 Me Bina Registration Ja Sakte Hai Kiya
Maim aap ye batane ka kast kre ki patanjali wellness ke account mai paise deposite krne kitne time confirmation letter milta hai
@RahulJat
Sir confirmation letter to sath hi mil jata h wellness me jase hi aap registration krva k paise transfer krte h to kuch hi der me vo apko confirmation letter de dete h
Mam Sugar patient puri trah se thik ho sakte hai na waha?
@JohnSmith0009
Ji sir thik ho jate h lekin yog pranayam regular krna padega diet ko strictly follow krna padega
@@Rituscreativecorner okk mam
What is the difference between treatment at Wellness centre and Yoggram. That is to say who should go to Wellness centre and who should go to Yoggram.
There is no difference in the treatment method of both the places, there is arrangement for the stay of less people in the yoggram while more people can stay in the wellness. @Ghanshyam Desai
@Ghanshyam Desai
In December and January month you will also get discount 10% or 20%
@@Rituscreativecorner ma'am I'm from Kathmandu Nepal They say it is expensive, is it true?
Mandam appka No. Milegakya
@@laxudahal3911 no
Waha Jake fir payment nehi hota hai kiya... Agar hum pehel se payment na kare to ...
@Rima Sarkar
Aap vha ja k bhi payment kr skte h
Thank you ☺️....
Hum bhi 10 April ko ja rhe h
Mujhe puchna h sath me jane k Wale members ko bhi same treatment milta hai kya
@Nehamohpal
Jo sath me jata h uska bhi treatment hota h apko bhi apni bimari k hisab se doctor se consult kr k apni diet tharepy vgarh ka chart milega isliye aap bhi apna pura upchar krva skte h
One week ka programme hai registration ke liye call no. pl bataye
Kya yhan cancer Marijo ka ilaj hota hai
@Bhagwan Dass
Ji patanjali vale to khte h k cancer patients ka ilaj ho jaega lekin aap vha call kr k puch sakte h is bare me
Kya Patanjali Yogpeeth mein fertility ka treatment ho sakta hai mam please reply jarur kijiye
@lajawaabkahaniya ha ji patanjali me sbhi tarah k treatment hote h fertility ka bhi hota h
Aap roj subah aastha channel p Swami Ramdev ji ka program dekhiye subah 5 bje se aata h apko sbhi prakar ki jankari mil jayegi
Jo brush toothpaste milta hai woh hame wahin leave karna hai ya sath me Ghar le jaa sakte hain?
जी वो आपके लिए ही होते हैं आप साथ ला सकते हैं@Rachana Kumari
Ap sath le aana ji permission mil jaegi 😊😊
Treatment se thik ho gae kya
Agar hme wellness m jak registration krvana h to hme kha jana hoga ...kya process hoga pls btayega
@UPSI Selected sbse pahle apko admin block me jana h vha pr samne hi reception h .
Mane vo pura area video me dikhaya bhi h jha pr sbse pahle jana hota h
@@Rituscreativecorner
Ok thanks ..
Hm logo ko 5 din ka registration krvana h due to holidays issues but y log online7 se km ni kr rhe to soch rhe vahi kisi ko bhj k krva le
Ok ji aap try kr lijiye ho jae to badhiya h
👌👌👍👍🙏🙏
Thank you so much beta ☺️
Madam medicine ka charge alag say lagta hai ya vahi 6000 May please reply
Aapke parents ko koi faiyda hua wellness program se? Need information for my family
Ha ji mere parents ko kafi fayda hua h lekin vo ab bhi yog pranayam regular karte h or diet ko bhi strictly follow karte h
Ab kaise h apke papa??
Stunt ki zrurt to nhi pdi na..
May God Bless Him…
Patanjali ki helpline number kya hai Jaha par mansik vimari ke bare jankari mil sake
@AkankshaTiwariu
8954666111 ye patanjali wellness ka no h aap vha call kr k jankari le skte h
@@Rituscreativecorner thank you so much 🙂🙏🏻
Thank you mam
Apne Sath bacche ko bhi le ja sakte hain
Single patient ke liye bhi hai kya
@devendra singh
ji aap bacho ko sath le ja skte h koi problem nahi h
Aap agar akele jana chahte h to apko vha phone kr k jankari le leni chahiye qki ab December or January me apko discount bhi mil jayega
@@Rituscreativecorner
Ok thank you mam
@@devendrasingh-jy6qo your welcome sir 🙏🏻🙏🏻
@@devendrasingh-jy6qo sir aap gaye kya vaha pe please apna experience bataye kaisa Raha vaha
@@shivnathgaur5381
Nahi sir abhi to nahi gya.
Ham log jayada nahi padhe likhe nahi hai to kase jane ge ❤❤❤
Bimari thik huwa ya nahi ye bataye
Apke papa thik ho gye..???
Review kaise hai..
@surendras917
Ha ji mere papa ab thik h lekin vo ab bhi yog pranayam or subah ki walk karte h or khana bhi apni diet k hisab se hi khate h
Kit dete ha. Usme kya-kya dete he ?
Room me towel etc dete ha.
Kit me apka tharepy se related saman hota h jo apko vha treatment me use hota h
Room me towels hote h bt apko apne bhi towels le jane chahiye hand towel or bath towel or apko steel ka glass jarur le k Jana chahiye vrna vo apko khridna padega
Sabhi bimari ka charge same hai kya?
Ha ji sabka ek hi charge h 🙏🏻
Patanjali yog gram vs Patanjali wellness centre me kaha facilities ache hai like doctor etc ?
Swami ji kaha jyda days yog karate hai ? Plz bataye kaha Jana sahi hai
Dono jagah sahi h treatment me bhi koi farak nhi h
Aapko wellness centre me sbhi chije pas pas hi mil jati h jyada chalna firna nhi padta or yog gram me kafi chalna padta h or Swami ji to dono jagah jate h or jyada jankari k liye aap kuch din subah 5 bje Aastha chennal p Swami ji ka yog program dekhiye usme sb information di jati h
Maam, agar 2 logo ko treatment lena ho to bhi 6000/day hi pay karna hoga, if they stay in same room ? excluding Tests & Medicine charges jo alag se dene hote hai.
@KapilSoni
Ji sir 2 logo k treatment ka room or khane ka charge 6000 per day h agar aap ko alag room lena h to may be apke charges me kuch difference ho bt ye jo mane btaya h ye 1 room me rhne vale 2 logo k liye h
Yes
Hai mam,ham Nepal se hai Meri maa ko gal bladder aur liver me cancer hai .ham une hydrabad aashram vejne chahete he yes ke lye process bataye pls🙏🙏aur unka gallbladder Bali block hai
@saraswotidhakalbhandariBhandari
Mam hydrabad aashram k bare me mujhe koi jankari nahi h 🙏🏻
Sorry mam Haridwar ki badle hydrabad Huwa .
Aur Haridwar me cancer ke Liya Lana cahate hai.hame koi idea nahi hai.pls yes ke process ke bare me batadijeya .
@@saraswotidhakalbhandaribha4875
Mam aap patanjali wellness me phone kr k vha bat kr lijiye or apne patient ki condition unko btaiye fir vo apko bta denge ki vha pr ilaj sambhav h ya nhi iske liye apko vha phone kr k hi bat karni hogi vo apko shi guide krenge
Video ki shuruaat me mane sbhi phone no diye h aap un pr call kr lijiye
Vha hr parkar ka ilaj sambhav h aap subah 5 bje Aastha channel dekhiye Swami Ramdev Ji ka program ata h jisko dekh kr apko or bhi jyada jankari mil jaegi 🙏🏻
Mam mujhe face pe chot lagne ki wajah se tanke lage the ab wahan skin pe red color ka scar pad gya hai .patanjali yogpeeth me iska bhi ilaz ho skta hai ??
Sir vha pr rakt mokshan kiya jata h singhi lga kr ya leech tharepy se jisme scars vgarh thik ho jate h bt apko vha pr call kr k confirm kar lena chahiye vha apko sahi jankari mil jaegi
@RahulSharma
@@Rituscreativecornerok mam , mam contact number unki site pe available hoga ??
@RahulSharma
Sir 8954666111 patanjali wellness ka no h 8954666222 yog gram ka no h 8954666444 patanjali Yogpeeth k mukhyaalya ka no h aap in no pr contact kr lijiye
Ye bilkul sahi no h baki no p bhot baar logo k sath froud ho jata h
@@Rituscreativecorner thankyou mam
E rikshaw free hai??
@@vkgcreations5283 ha ji
नेपाल से पैसा कैसे भेजना है , फम कैसा मिलेुगा बतादिजिय ।
@HariKarki
आप वहाँ पर फोन कर के अपना रजिस्ट्रेशन करवा सकते हैं आपको फोन पर ही पैसे भेजने की भी जानकारी भी मिल जाएगी ।
Kya patanjali wellness mai dialysis ke patient ke liye koi ilaz hai ? Kya vaha pe vo aaskte hai pls tell
@Neha Gawande
Mam iske bare me mujhe jyada jankari nhi h
Aapko vha reception pr call kr k iske bare me jankari mil sakti h
Vase abhi 2 din pahle hi kidney patients k liye Divya Renogrit new medicine aai h patanjali ki taraf se mane kl hi astha channel p dekha tha
@@Rituscreativecorner ok mam but reception pr call kaise kare means unke website pr toh only booking ke liye hi number given hai
@@nehagawande07 mam jo no booking k liye diye gae h unhi pr call kr k aap unke excutive se baat kr paenge or vo aap ko puchenge k aap kis bimari k treatment k liye yha ana chahte ho tb aap un ko bta kr puch skte h dialysis patients k treatment k bare me
@@Rituscreativecorner ok thanks 😊👍
Registration krne se kitne din baad vha jaa skte h?? Mtlb aaj registration ki or 1-2 din m jaa skte h kya
@Sandokan07
Apne jb registration krvaya to apko date mili hogi jane ki apko us date k hisab se hi jana j
Didi uha par sob rog thik huya or ketna kharach huya
@Suresh Mahato
One week's cost for 2 people is 42000 rs.
@@Rituscreativecorner Thankyou didi
@@Rituscreativecorner jinke pass pr day ₹ 6000 nhi ho to kya karega mam ,
Mujhe bhi charbi ki ganth ban rahi kya karu
Bahut pareshan hoo koi help kijiye jankari dijiye योगपीठ me ilaaj ho jayga please reply 🙏🙏 thank you
@@vikaschaudharyinchargeatox2058 sir aap apni problem vha call kr k unko bataiye vo apki help jarur krenge or patanjali wellness k pas hi ek Valmiki Aashram k naam se bhi ek rukne ki jagah h jha aap ko koi paise nhi dene hote h aap vha bhi pta kr skte h vha apko apna aadhar card dikha kr room mil jaega
Didi yog gram or wellness ke treatment me kya antar hai
कोई अन्तर नहीं है योग ग्राम में पहले से ही सभी प्रकार के ट्रिटमेंट दिए जाते रहे हैं और वैलनेस सैन्टर इसी वर्ष से शुरू हुआ है। दोनों में समान रूप से इलाज किया जाता है ।@Punamsingh
Both are same
हमारा बुकिंग 15/12/22 से 21/12/22 तक हे हमे 14 को जाना ही या 15 को
@Devendra Bugaliya
Sir apko 15 ko subah 9 bje tk vha phonch jana chahiye
Mam kya waha...mouth cancer ka ilaaz hai
@bhaibhan
Aap diye hue no p call kr k jankari le skte h mujhe iske bare me jankari nhi h 🙏🏻
Mere papa ka treatment krna hai to kya mai unke sath reh sakta hu ya baher rhna padega
@MaheshGiri
Aap apne pita ji k sath hi rah sakte h or apka bhi treatment hoga agar apko bhi koi problem h to qki vha pr 6000 rs per day ka jo charge h ye 2 logo k liye h jisme rahna khana or treatment sb shamil h 2 logo ko 1 room milta h isliye sath me use jana chahiye jise apna bhi treatment krvana ho qki paise to 2 logo k hi lgte h isliye mere pita ji k sath meri Mata ji gai thi or unka bhi sath me hi treatment hua tha to aap bhi apna pura upchar krva skte h
@@Rituscreativecorner Jankari Dene ke liye aapka bhut bhut Dhanyawad 🙏💫
बहन जी, ए बतायें की मम्मी और पापा का 7दिन का अलग अलग कितना खर्च आया।मेरे मिसेज को सर्वाइकल पेन की बीमारी है।लगभग कितना खर्च आएगा। बताने की कृपा करें।
@SHIVENDRABAHADURSINGH
भाई जी मेरे मम्मी पापा ने 7 दिन के लिए 42000 रुपए दिए थे 6000 रुपए प्रति दिन का खर्च है 2 व्यक्तियों के लिए ।
एक व्यक्ति का 3000 रुपए खर्च है परन्तु वहाँ पर 2 व्यक्तियों को ही आने के लिए कहा जाता है इन पैसों में रहना , खाना और ट्रिटमेंट शामिल हैं दवाइयाँ आपको खरीदनी पड़ती है ।
दिसम्बर और जनवरी में वहाँ पर डिस्काउंट दिया जा रहा है आप इसके बारे में पता कर सकते हैं ।
दीदी मेरा भाई 40 साल का है उसको 18 साल से मिर्गी आती है बहुत दवा करवाई गई कोई फायदा नहीं हुआ क्या मेरा भाई पतंजलि योगग्राम में ठीक हो जाएगा। पूरा घर रोता रहता है हमेशा। मेरी मदद करो दीदी।।🙏🙏🙏🙏
Great information . Bahan ji registration number batayein please
Thank you Bhai Ji 🙏🏻
8954666111 patanjali wellness ka no h
8954666222 patanjali yog gram ka no h or 8954666444 patanjali Yogpeeth ka no h @RajumoniSharma
@@Rituscreativecorner Thanks a lot. God bless you. Actually I am from Assm
Lagbhag..50 hjar I kharkha to ho hi jata hoga n 7 das m
Ji mam mere mummy papa ka 7 din ka 42000 vha rhne khane or treatment ka kharch lga tha or lagbhag 4000 ki dawaiya bhi unhone khridi thi
Lekin agar aap January me jate h to apko discount bhi mil jayega @rajkumari
@raj Kumari G aap gaye kya vaha pe apka experience kaisa Raha ?
Payse walo ke liye hai yoga,
Sir sabse jaruri h yog krna or yog karne k liye patanjali me jane ki jarurat nahi h aap roj subah 5 bje Aastha channel lga kr 5 bje se 7:30 tk free me yog kr skte h or bhot sari bimariyon ke upchar k bare me jankari bhi mil jati h
@hindustanking
Mem Mera baccha bhut chota h toh m waha ruk nhi sakti ...kya esa ho sakta h ki woh mujhe sirf bimari k bare m ilaaz karke dawai suru krde .....or uske liye bhi kya mujhe pehle se ragistration krwana padega ..plzz mem reply ....plzzzz 🙏🙏🙏
Agar aap vha nhi ruk sakti to aap apne city me ya apke near jo bhi patanjali oshdhalya h vha pta kijiye aap internet p search kr k bhi jaan skti h ki patanjali k vaidh (वैध ) kha aate h or aap vha aasani se apna ilaj krva sakti h jyadatar hr city me patanjali chikitsalaya h aap pta kr k dekhiye fir aapko haridwar nhi jana padega 🙏🏻 @aditritiwari7073
@@Rituscreativecorner mem bus itna bta do ki agr m admit na hona cahu toh waha OPD h ya nhi ???
Mam OPD to vha h bt mujhe ye nhi malum k vo sirf patanjali k patients ko dekhte h ya baki bahar k patients ko bhi
@@Rituscreativecorner okh mem thankuu so much apne help ki m aj ja rahi hu haridwar wahi jakr pta krti hu mem
Mene waha jakar pta Kiya h ...unhone 1 month ki dawai de di h ..or 1 month baad mujhe admit krne ko bola h ....mujhe toh apni beti ki fikr h woh kese rahegi mere bina 🥲🥲🥲