Bhai mene cylinder kit new dali he or piston bhi mere cylinder kit goatz ki thi kaya goatz company badiyaa he?kit dal ne k baad mere yamaha 100 me bhi j wali problam aa rahi he kaya muje bhi porting karwni pade gi please rply kar k bata dena sir ji m kaya karu
Bhai goetz ke block me same problem mere sath bhi hui thi pickup nahi badhega jitna hai utnahi rahega Or aapka purana block kya hua use sleeve kijiye or bore wale ko boliye tight bor kare or bor ko same bor nahi rakhna hai upar wala ekdam tight or piston niche ata woh thoda normal tight hona badhiya pick up ayega apke purane block se hi
@@gopijatt6788 bhai woh poring ke baad bhi pickup nahi dega kyon ki usme bor uper se lekar niche tak same hota hai ya fir aap dekhna upar piston loos chalega or niche tight chalega isliye isme pickup banega nahi aap apne purane block ko hi dalo
Aap thoda oil supply barabar rakhna naye me tank me 1 ltr ke liye 40 ml dose or oil pump moter pe depend mat rahiye woh kabhi kabhi dhoka de deti hai or piston seez hota hai toh aap dono oil supply chalu rakhiye 2000 km tak or bike naya kaam hone ke baad bas 55 km ke upar mat bhagana ok bhai be happy
BHAIYA AAPBKI INFORMATION GAZAB HE.. 🙏🙏🙏🙏🙏💕💕💕💕.MERA RX 💯 ENGINE KUCH HI KM ME OVER HEAT HOTA HE AUR START NAHI HOTA. .ME PREMIX 30 ML OIL PER LITRE PETROL DALTA HUN...
Bhau aap clutch ka kaam karo or woh free work karta hai kya chek karo presher plets sleep nahi hona matlab chikni nahi hona aap ye karo or oile gege barabar rakho dekho fir nahi hoga over hit clutch jaam hone ki vajh se bhi hota hai over hit or chain set or dono wheels bhi free hona ok bhau 👍👍
@@unforgettablebikes BHAU MERA ENGINE RESTORED KIYA HUA HE..JUST 105 K.M . RUN. NEW SPARES INSTSLED BUT HT COIL, MAGNET COUL ARE OLD..SPARK PLUG IS CHAMPION... COLD START MAST HOTA HE CHOCKE ME.BHAGTA BHI MAST.. THODA DEAR BAD SLOW HO KE RUK JATA...PHIR ONE HOUR KE BAAD START..ENGINE HEAT KE LIYE BHAU, OIL MIX 40 ML DALU KYA EK LITRE PETRIL ME
Bhau 40 ml dalo or pump se bhi supply chalu rahene do naye me oil setting jyada hona or bhagana mat 50 tak hi chalao kam se kam 900 km abhi jaam raheta hai sab free hone par hiting nahi hoga or engine oil likege hai kya chek karo oil leval maintenance karo or 2t motul ka dalo naye me acchya raheta ok
Sir woh setting karte samy hi pata chalega hi rpm par set karo mixer scrub or badme ideal scrub ki setting karo pikup or milege dono badhiya milenge petrol jyada sapplay hone se bhi problems ate hai sound me ok
Mere pass Yamaha crux 2004 model hai, lekin o 7 second me 80 ke speed pakadti hai. Or highway per agar bridge aata hai to uski speed apne aap Kam ho jaati hai. Iski kya vajah hai, engine load per aata hai, aap mujhe reply kar do please sir.
Bhai mene piston k port bade kar diye lekin upar ki side thode jyada bade ho Gaye matlab hole se dekhne per poori gauzan pin dikh Rahi hai pehle kuch Kam dikhti thi pickup badh Gaya hai lekin kuch extra sound mehsus ho Raha hai please mujhe gide kare koi problem to nhi hogi.piston gotz ka std hai ek saal pehle sleev karai thi.port bade hone se gazan pin or beyring per koi dikkat to nhi hogi...plz mujhe gide kare .
Bhai thoda aramse chalana ab 500 se 900 km tak pistone seez mat hone dena 2t oil barabar rakhna or fir 900 km ke baad tak kuch nahi hua toh sab thik hai samzo or dhire dhire carbon jama hone se or piston tight chalega or sab awaz kam hone lagegi ok
Bhai aap plug badlo or currant chek karo kam hoga tohi HT coil badlo lekin pahle carboretor ki setting karo kam petrol ki setting hogi toh bhi esa hota hai bike dinbhar achi chalti hai or next day subhe chalu nahi hoti hai. Toh karke dekho or compressed, pistone loos hone par bhi aisa hota hai current thik nahi hai toh HT coil badal dena tank ke nicheka bhai or gadi me pikup sahi hoga to compressed ka problem nahi hai ok
Sirji ye maine mechanic s se miss guide or pareshaan hokar ye tod nikala ek indoneshia ka frend hai usne ye formula bataya tab maine apne khud ke bike me ye try kiya badhiya pickup or power milta hi hai bas piston tight hona block me ok tq for supporting me👍
Tumi bike jevha kick marun chalu karta tevha kick lever silencer la ghaste ka?? Karan me as aiklay kick lever silencer la lagav nko mnun lok rx135 5 speed chi kick lever use krtat....tumi konti kick lever use krta??
Bro friend ke kisi relative k paas e4 bore pada hai with goetz piston .5 mm Shayad bore karana pad jaye maybe vo ti baad ki baat rahi Kitna prize hoga Usko bhi acche price me bechna hai Mujhse pooch ra hai Kitna bolu Waiting for your response brother
Good aap usko boar mat karna 5.0 no goetz ka hoga toh 5.0 ka hi samka pistone tight ata usme aap kisi se chek karwalena ek life save ho jayegi bor ki Aap ke hisab se 6000 tak deal karo
@@unforgettablebikes thanks for replying brother One more thing Previous owner ne cylinder rx100 ka install krwa rakha hai bike me To agar ma ye cylinder buy krk fitting Kru to Sirf connecting rod change krne pe chal jayega Mujhe Crank shaft k bare me itna experience to nhi hai sir but bike sari ki sari stock rx135 hai (except cylinder 98cc)
Bhai mene cylinder kit new dali he or piston bhi mere cylinder kit goatz ki thi kaya goatz company badiyaa he?kit dal ne k baad mere yamaha 100 me bhi j wali problam aa rahi he kaya muje bhi porting karwni pade gi please rply kar k bata dena sir ji m kaya karu
Bhai goetz ke block me same problem mere sath bhi hui thi pickup nahi badhega jitna hai utnahi rahega
Or aapka purana block kya hua use sleeve kijiye or bore wale ko boliye tight bor kare or bor ko same bor nahi rakhna hai upar wala ekdam tight or piston niche ata woh thoda normal tight hona badhiya pick up ayega apke purane block se hi
@@unforgettablebikes bhai ji kaya m new wali block me porting kar sak ta hu ?
@@gopijatt6788 bhai woh poring ke baad bhi pickup nahi dega kyon ki usme bor uper se lekar niche tak same hota hai ya fir aap dekhna upar piston loos chalega or niche tight chalega isliye isme pickup banega nahi aap apne purane block ko hi dalo
@@unforgettablebikes bhai ab naya bore ko kuch nahi kar sakte kya?
@@rajkiranreddy6212 chalao kaam par ane tak abhi itne jaldi kyo bor karna next bor pe sab sahi karna ok
Ye bhaiya ka baat krna ka tarika bhut hi pyra hai sab koi full support kare bhaiya ko
Tq bhai ❤️❤️❤️
sukriya bade bhiya,
pichle week hi bike restore ki n block n piston dono ke ports bade karke daale hain, 👍 feeling the difference👍
Welcome bro abhi merepas ek bike ka kam chal raha hai woh bhi badhiya pickup karegi
bhiya,
mere 2 doubts hai,
kya aap bata payange??
Aap thoda oil supply barabar rakhna naye me tank me 1 ltr ke liye 40 ml dose or oil pump moter pe depend mat rahiye woh kabhi kabhi dhoka de deti hai or piston seez hota hai toh aap dono oil supply chalu rakhiye 2000 km tak or bike naya kaam hone ke baad bas 55 km ke upar mat bhagana ok bhai be happy
@@perfect5thmusic756 puchi ye bhai or baat karni hai to channel pe mera gmail id hai aap aapka no dijiye mai baat karta hu aapse
Aap kahase ho bhai
BHAIYA AAPBKI INFORMATION GAZAB HE.. 🙏🙏🙏🙏🙏💕💕💕💕.MERA RX 💯 ENGINE KUCH HI KM ME OVER HEAT HOTA HE AUR START NAHI HOTA. .ME PREMIX 30 ML OIL PER LITRE PETROL DALTA HUN...
Bhau aap clutch ka kaam karo or woh free work karta hai kya chek karo presher plets sleep nahi hona matlab chikni nahi hona aap ye karo or oile gege barabar rakho dekho fir nahi hoga over hit clutch jaam hone ki vajh se bhi hota hai over hit or chain set or dono wheels bhi free hona ok bhau 👍👍
@@unforgettablebikes BHAU MERA ENGINE RESTORED KIYA HUA HE..JUST 105 K.M . RUN. NEW SPARES INSTSLED BUT HT COIL, MAGNET COUL ARE OLD..SPARK PLUG IS CHAMPION... COLD START MAST HOTA HE CHOCKE ME.BHAGTA BHI MAST.. THODA DEAR BAD SLOW HO KE RUK JATA...PHIR ONE HOUR KE BAAD START..ENGINE HEAT KE LIYE BHAU, OIL MIX 40 ML DALU KYA EK LITRE PETRIL ME
Bhau 40 ml dalo or pump se bhi supply chalu rahene do naye me oil setting jyada hona or bhagana mat 50 tak hi chalao kam se kam 900 km abhi jaam raheta hai sab free hone par hiting nahi hoga or engine oil likege hai kya chek karo oil leval maintenance karo or 2t motul ka dalo naye me acchya raheta ok
@@unforgettablebikes 💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@jharsugudasarasmal7936 welcome bro
Very very nice sir
@@SureshDevrukhakar-r4o Tq
Also compression ratio is also important for in two stoke engine take it to optimum or else you will face detonation in engine
But abhi tak koi esa problem nahi aya oe 22000 km pura kiya bike ne smooth chal rahi hai ok
Two stroke ka compression wese hi kam hota h 7 ka hota h or normal petrol 9 tak ka compression bardasht karsakta h to detonation isme hohi nahi sakti
Sir i have Kawasaki Kh/Gto 110 2 stroke.
Carburator ki kitni churi pr bike ki best performance setting hogi.?
Sir woh setting karte samy hi pata chalega hi rpm par set karo mixer scrub or badme ideal scrub ki setting karo pikup or milege dono badhiya milenge petrol jyada sapplay hone se bhi problems ate hai sound me ok
At two stroke engine port timing is very important you can compare the timing of 135 with 100 , don’t spread any false information
Bhai its small change and then good improv pickup and its better than the machanic s misguide and fake blocks
reed walve lkol kar bhi to dikha sakte the na bhai, agar sahi huaa he to,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Or meri RX100 m bhi sillu kiya huwa h
Mere pass Yamaha crux 2004 model hai, lekin o 7 second me 80 ke speed pakadti hai. Or highway per agar bridge aata hai to uski speed apne aap Kam ho jaati hai. Iski kya vajah hai, engine load per aata hai, aap mujhe reply kar do please sir.
Bhai load ane pe aap ek gear down karo fir load kam hoga or achese chalegi bridge pe
Aapka sleevd block hai kya tabhivesa hota hai aap ek gear down karo jab lod le bike tab
Bhai aap ki bike four storck hai woh kam pickup legi rx bikes ke jaisa hai hai usme ok
Dril mein kya lagya aap ne .
Wall pe screw dalne wala....?
File hai 9 no ki
Kiti kharch yeto porting kryla
Bhai mene piston k port bade kar diye lekin upar ki side thode jyada bade ho Gaye matlab hole se dekhne per poori gauzan pin dikh Rahi hai pehle kuch Kam dikhti thi pickup badh Gaya hai lekin kuch extra sound mehsus ho Raha hai please mujhe gide kare koi problem to nhi hogi.piston gotz ka std hai ek saal pehle sleev karai thi.port bade hone se gazan pin or beyring per koi dikkat to nhi hogi...plz mujhe gide kare .
Bhai thoda aramse chalana ab 500 se 900 km tak pistone seez mat hone dena 2t oil barabar rakhna or fir 900 km ke baad tak kuch nahi hua toh sab thik hai samzo or dhire dhire carbon jama hone se or piston tight chalega or sab awaz kam hone lagegi ok
jio bosd😮❤
Bhai ji meri rx100 first gear m kbhi kbhi automatic neutral ho jati h
Shifting barabar nahi ho raha hai pahle lever ka setting sahi kijiye sahi press hone ko hona gear firbhi esa raha to gear shifter ka probkem ho sakta
Sar pistol poting karne se bike ki performance badh Jayegi mileage to drop Nahin hoga
Nahi bhai wahi rahega or yamaha wale petrol or milege ki fikar nahi karte bhai😁😁
Rx100 me last bore size kitna hota hai. Aap bata sakte hai
Rx 100 me 100 no tak hota lekin over size me or 4 time hota 2.0 tak
Meri rx 100 3-4 gear m bhagti nhi h jyda or engine se kat kat kat kat kat ki sound aari h continues kya problem hogi?
Bhai gear nahi padte barabar best mecanic ko dikhao uska clutch ka kaam karlo pahle badme dekho sahi hai kya or nahi hua toh engine Rebuilding karo
@unforgettablebikes bhai engine Re built he h
@unforgettablebikes 3rd Or 4 gear m speed nhi pakadti
Clutch barabar free hai kya apka clutch thik hoga plets or presher plets tab hi bike 95 tak jayegi isme pura khel clutch ka hai or tuning sahi karo
@@unforgettablebikes max kitni potential ho sakti h? Speed kitni ho sakti h max?
Very nice vdo sir👌
Tq
How can I contact you?
Can you create a Telegram channel for our subscribers please?
We can discuss the bikes problems
Bro channel page pe insta link hai waha messege kijiye
Petrol jada khaegi kya ya
Nahi khayegi agar aap block ke intake port badhe karenge toh petrol jyada khayegi bas block ko mat chedna bhai meri bike 45 de rahi
Aap kahan se ho Bhai hame bhi karwana hai
Bhai mai Chandrapur maharashtra se
Bhaiya mere pass rx135 hai magar usme starting problem hai bahut dikkat hai please help
Bhai aap plug badlo or currant chek karo kam hoga tohi HT coil badlo lekin pahle carboretor ki setting karo kam petrol ki setting hogi toh bhi esa hota hai bike dinbhar achi chalti hai or next day subhe chalu nahi hoti hai. Toh karke dekho or compressed, pistone loos hone par bhi aisa hota hai current thik nahi hai toh HT coil badal dena tank ke nicheka bhai or gadi me pikup sahi hoga to compressed ka problem nahi hai ok
Bhai meri bike m bhi seevld lgi h pikup nhi deti bike speed kaise badhaye
Ye video me same problem tha solve ho gaya aap bhi karke dekho
Mere pass rx100 h restoration krni h
Bhai aap kahase ho
@@unforgettablebikes bhai jaan from chandigarh
@@unforgettablebikes ur app sir kaha se hoo
@@hunnysingh5838 maharastra Chandrapur se
awesome 👌 sir ji
Sirji ye maine mechanic s se miss guide or pareshaan hokar ye tod nikala ek indoneshia ka frend hai usne ye formula bataya tab maine apne khud ke bike me ye try kiya badhiya pickup or power milta hi hai bas piston tight hona block me ok tq for supporting me👍
Meri rx100 Mai bhi pickup problem h yrr, uska kuch solution bta do😢
Mera G1 series ka block h
Sleev hai kya aap mere videos ke hisab se piston set karo aayega pickup or clutch pets or presher plets ka bhi setting sahi karo ya change karlo ok
@@unforgettablebikes sleev to hai, ager piston ko set kerte h or pickup bhi bd jayga usse mileage pr effect pedega? Apka adress bta do
@@bannas_here9379 milage pe effect nahi padega piston ko khali port karna hai
@@unforgettablebikes your address?
your shop kaha pr h
Chandrapur maharashta
Bro adress mera rx 135 cylinder port karna hai top speed
Bhai mai chandrapur highway par warora hai wahi hu aap ko door padega aap apne local area me karwalijiye jyada kuch critical nahi bahot asan hai
Tumi bike jevha kick marun chalu karta tevha kick lever silencer la ghaste ka?? Karan me as aiklay kick lever silencer la lagav nko mnun lok rx135 5 speed chi kick lever use krtat....tumi konti kick lever use krta??
Rx100 chi kik ahe te khalcha boss lokal asla ki te silencer la lagech manun complit kick ghyav lagte
@@unforgettablebikes maji kick silencer la lagte Kick martana mg toch problem asel ka??
Ho kick badla complit 100 chi taka nusta kick boss takla ki asach hote ok
@@unforgettablebikes ok
Bro friend ke kisi relative k paas e4 bore pada hai with goetz piston .5 mm
Shayad bore karana pad jaye maybe vo ti baad ki baat rahi
Kitna prize hoga
Usko bhi acche price me bechna hai
Mujhse pooch ra hai
Kitna bolu
Waiting for your response brother
Good aap usko boar mat karna 5.0 no goetz ka hoga toh 5.0 ka hi samka pistone tight ata usme aap kisi se chek karwalena ek life save ho jayegi bor ki
Aap ke hisab se 6000 tak deal karo
@@unforgettablebikes thanks for replying brother
One more thing
Previous owner ne cylinder rx100 ka install krwa rakha hai bike me
To agar ma ye cylinder buy krk fitting Kru to
Sirf connecting rod change krne pe chal jayega
Mujhe Crank shaft k bare me itna experience to nhi hai sir
but bike sari ki sari stock rx135 hai (except cylinder 98cc)
Kholne ke baad aapko leth wala batayega
@@unforgettablebikes ok brother
Ab jo 98cc cylinder ka head jo ki Abhi bike me installed hai
132cc cylinder me fit hoga ya nhi....??
Good job
Tq bro is bike ka pickup ka bhi video bataunga thoda time hai abhi ok
Bhau maj kadhi katach,,,, aapl boln jhal aahe
Bhau piston ani block dya mi deto karun
@@unforgettablebikes thanks bhau
Welcome ashish bhau
bhau mala porting karun dya
block porting che charges kiti hotil
Where is your workshop location? City state?? Contact number?
Chandrapur maharashtra