My God.. Bhaai koi ittna dimaag nahi lagata cheeze theek karne me.. This is purest form of DIY aka Jugaadh... Kudos.. One thing.. Ab aapne itni study kar hi lee hai meter par to ek baar color wiring diagram bhi share kardo blog par.. so that hame pulsar k meter par nahi.. apni bike ki wiring par dimaag lagana padhe. .
@@SunilKumar-uc2qh jo bhi aapne bataya uske according meter mai under se hi problem hai or isi siraf meter mechanic hi theek kar sakta hai , iske center mai jo disc hoti hai vo ya to adjust hogi ya replace hogi
@@OmveerBaba pehle needle nikal ke dekho kaibar bo loose ho jati hai matlab uska hole crack/loose ho jata hai , dono hi case mai ya to aapko new needle dalni padegi ya glue se chipka sakte hai or agaar bo bhi sahi hai to phir speedometer hi change hoga
vahi jo video mai bataya hai , aggar new meter needle mil jaye to vo dallo , ya video ki tarha theek karlo , sabhi motorcycle mai needle pointer eksa hi hota hai
@@kartikvatsa1444 ideal rpm set karboao , agar set hai to phir pehle chain tensioner check karo phir tappet setting then air filter clean fir carb mai airfuel mixture screw ko set karo
@@SAIREPAIR nahi bas ignition on karte hi 2000 pe jaa raha bina start kare bike ko aur start karne ke baad toh 2000 pe hi rehta hai chahe kitna hi accelerate karo baaki engine ekdum healthy hai koi solution ho toh batao
@@kartikvatsa1444 pehle aapko wiring check karni padegi ki wiring short to nahi hai RPM meter ki agar wiring sahi hai to phir rpm meter faulty ho sakta hai , agar ug2 ka rpm meter hai to isme kuch resistors lage rehte hai unko check karke faulty ko replace kardo problem theek ho jaygi , agar digital meter hai to thodi dikat hogi meter repair karne mai , agar aapke pas koi or rpm meter hai to usse lagake pehle check jarur kare ki fault rpm meter se hi hai ya nahi kyuki kai bar problem CDI se bhi ho jati hai
Thanks bro Maine to naya meter lene ki soch raha tha par paise Bach gaye
you're welcome
@@SAIREPAIR Hats off to your patience brother......
Meter ka waise kuch kaam to nahi padta bhai
1noo... Desi jugaad.... Nice..... 👌👌👌👍👍👍
Kya jugad lagaya hai. Acha video hai
thank you
Bhai india jugad ka koi tod nahi tumne aaj sabit kar diya nice bhai
My God.. Bhaai koi ittna dimaag nahi lagata cheeze theek karne me.. This is purest form of DIY aka Jugaadh...
Kudos..
One thing.. Ab aapne itni study kar hi lee hai meter par to ek baar color wiring diagram bhi share kardo blog par.. so that hame pulsar k meter par nahi.. apni bike ki wiring par dimaag lagana padhe. .
This is really an awesome jugar bhai. Bahut hi acha laga....
Exactly what I was looking for. Thanks.
you're welcome
Now that's called a repair... Great
Very beautifully made video. Best explanation..
Glad you liked it
Thankyou bro for a genius idea
Thanks for the help,👌🙏
can you also remove those three black plastic sticks that the speedometer needle lays on if those are broken as well and then replace them too.
no, only the entire needle replacement is available in market depends where live
Very informative ❤
Wowww great idea bro 👏👏👏👏👏👏
Thanks very much bro ❤️❤️
Bahut badiya
Mujhe cb shine 2018 model ka niddle chaiye kaise purchase kare
kisi meter repair bale se hi milega
Suzuki sd 110 flash k speedometer ki repairing ki video banaye...
bhai ji ye motorcycle nahi hai india mai
Neutral light ke uper wala paper fat kya hai? Kya ye bhi repair ho jata hai?
Super brother thank you
Great..! Keep it up.
Ara bhi Kia dumag pia ha tumna👍👍❤️
thank you bhai ji
Very nice 🙂🙂 sema video 😊
Thank you 😊
thanks, really helpful!!!
Old pulsar 150 round headlight model😍
yes its old pulsar 150 but not round headlight one :P
@@SAIREPAIR I have first model 2002 Pulsar Round headlamp. Can you repair it's meters
@@worksahara3127 no
@@SAIREPAIR ok Bhai sorty
Veri good
Activa 2013 model pointer needle link bhejo bhai
online to dur ki bat hai ofline bhi mushkil se milti hai
Sir bike 30 40 ki speed chalti h but sui 60 dikhati h Sol plz
kabhi meter repair karbaya ya khola hai ? , kya meter zero pe hi stop hota hai ??
@@SAIREPAIR sir speed Ki sui Jo h wo 30 ki speed 50 dikhati h.ha meter zero she start hota h
@@SunilKumar-uc2qh meter open karke needle check karo ki bo loose ya crack to nahi hai niche se , or aapka meter digital hai ya analog ??
@@SAIREPAIR sir analog meter h old boxer at modal .km sahi kam karte h lekin speed sui jyada speed show karti h Maine spring bhi tite kar k dekh lia.
@@SunilKumar-uc2qh jo bhi aapne bataya uske according meter mai under se hi problem hai or isi siraf meter mechanic hi theek kar sakta hai , iske center mai jo disc hoti hai vo ya to adjust hogi ya replace hogi
Bhai reading meter chalu he lekin nidle hil hil kar chal rhi he to kya kharabi ho sakti he cable bhi ok he
cable ko clean karo or fir engine oil se lube karo , agar phir bhi problem rehti hai to speedometer gears mai problem hogi
Gear sahi hai check kara liya mistri par reading chal rhi he niddle kam nhi kar rhi upar niche ho rhe hai
@@OmveerBaba pehle needle nikal ke dekho kaibar bo loose ho jati hai matlab uska hole crack/loose ho jata hai , dono hi case mai ya to aapko new needle dalni padegi ya glue se chipka sakte hai or agaar bo bhi sahi hai to phir speedometer hi change hoga
Thank u
New needle nahi milte market mein kya
milti hai par sab nahi rakhte
Dear sir my Honda livo speedo meter middle 40 ki speed main 80 batat hai pls solve tha pro
needle check karo ki loose to nahi hai , nahi to phir meter mai koi dikat hogi
Genius!!
Super idea
Thanks a lot
You would have used a tooth pic instead
Sir platina bike ke meter ki needle ke liye kya kru
vahi jo video mai bataya hai , aggar new meter needle mil jaye to vo dallo , ya video ki tarha theek karlo , sabhi motorcycle mai needle pointer eksa hi hota hai
Kaunsa bike Ka meter h
pulsar 150 ug2
Bhai maine orange color ki plastic lota ke handle ko katker banaya needle or wo glow karta hai raat mein bohot zyada pulsar 150 ug2
nice
@@SAIREPAIR bhai ignition on karte hi rpm ka kata seedha 2000rpm pe jaa rukta hai iska solution please reply
@@kartikvatsa1444 ideal rpm set karboao , agar set hai to phir pehle chain tensioner check karo phir tappet setting then air filter clean fir carb mai airfuel mixture screw ko set karo
@@SAIREPAIR nahi bas ignition on karte hi 2000 pe jaa raha bina start kare bike ko aur start karne ke baad toh 2000 pe hi rehta hai chahe kitna hi accelerate karo baaki engine ekdum healthy hai koi solution ho toh batao
@@kartikvatsa1444 pehle aapko wiring check karni padegi ki wiring short to nahi hai RPM meter ki agar wiring sahi hai to phir rpm meter faulty ho sakta hai , agar ug2 ka rpm meter hai to isme kuch resistors lage rehte hai unko check karke faulty ko replace kardo problem theek ho jaygi , agar digital meter hai to thodi dikat hogi meter repair karne mai , agar aapke pas koi or rpm meter hai to usse lagake pehle check jarur kare ki fault rpm meter se hi hai ya nahi kyuki kai bar problem CDI se bhi ho jati hai
Sir timepeace wali needle daal sakte Hain??
nahi daal sakte kyuki shaft hole match nahi hote , agar by chance aapko koi same hole size ki milti hai to aap daal sakte hai
Cost
Maine apni Shine ko modify karke ye meter lagaya hai
nice , mai us video ko jarur dekhuga
@@SAIREPAIR meri meter ka rpm ka problem hai, help kar sakte ho kya. Agar aapka number dete ho, main call kar sakta hoon
@@ModifywithManoj sorry can't share number , mane aapki video dekhi hai aapko resistance ke bare mai jankari chahiye?? to mai aapko batadunga
@@SAIREPAIR ok
@@ModifywithManoj mane aapki email id pai pics send kardi hai , i hope aapke kam aaye
Bhai kya dimag🤯🤯🤯🤯🤯🤯🤯hay
👌👌👌
Mast👌👍
Thanks 😊
Bhai speedometer needle stuck on 20mph and not 0
open the cover and see if the needle is loose or cracked where it fit to shaft if it does then replace with new one
Good Idea but needles mil jati hai new..
thank you , may be aapke area mai milti hongi , harjagha nahi milti
👌
👍💯
Abe yaar mujhe lag ye speed high hone k wagha se tuta hai
Op 🤣idea