Bhai hero mestro edge Chalet chalte fule motor kaam karna band hojata hai phir 30 minutes ke baad scooty start karu hojata hai tab motors kharab hai ya fule kam hota isliye??
Hello bhai, Maine 30 august 2022 ko TVS XL 100 HEAVY DUTY KICK START ETFI kharidi . Ab moped ka plug hr 7-8 din me Kala ho jata h. Jiske karan moped start nahi hoti h. Plug ko saf karke lagane pr moped start ho jati h.17 February 2023 ko nya plug TVS service center wale ne lagaya. Iske bad bhi plug Kala ho jata h aur moped start nahi hoti h. Moped ki chal bhi Jayada badhi hui h. Service center wale ko nahi pta ki plug Kala kyo ho jata h aur moped ki badhi hui chal ko kam kaise Kare. HELP PLEASE. THANKS
Uska carborator ka setting karaea bhai aur dusra chij nahin hota to uska head ka volve branding karaea problem solve ho jaega,, aur dekhna kahin white smoking ya fer black smoking to nahin hai, white hoga to ring piston ka kam hoga aur black hoga to carborator air filter head ka kam hoga
Bhai mere ps splender bs6 h 5000 km pehle crank or dhua ki problem sahi krwai thi pr ab din me 10 bar start krte h to 4 bar starting me dhua de rahi h 2-4 second fhir nhi deti or oil bhi kam nhi ho rha yesa kyu ho rha he 25000 hi chali h bike plug bhi saaf nikal rha bike ka
Thank you sir bhahut acha video banayahe
2019 pulsar 180 me lag jayega yeh seal ? Ya alag alag year model ke liye alag aata hai
Thank you so much sir
Bahut Sandaar video
Nice Guru ji
Good job bhai
Very nice ❤❤❤
Bhai hero mestro edge Chalet chalte fule motor kaam karna band hojata hai phir 30 minutes ke baad scooty start karu hojata hai tab motors kharab hai ya fule kam hota isliye??
Thank you
Jo gun ka aap istemal kr rhe hai wo kitne price ka hai
4800 ka tha bhai
Mere me to show room wala bond laga deya hai bolta hai armechar pura chenge karna padega tab thik hoga
Sir mere 220f pulsar me head se engine oil leek hou raha hai keys karou
Good👍
Aap kha se ho
MP Madhya Pradesh mandala jila bhai
Nice❤
Hello bhai, Maine 30 august 2022 ko TVS XL 100 HEAVY DUTY KICK START ETFI kharidi . Ab moped ka plug hr 7-8 din me Kala ho jata h. Jiske karan moped start nahi hoti h. Plug ko
saf karke lagane pr moped start ho jati h.17 February 2023 ko nya plug TVS service center wale ne lagaya. Iske bad bhi plug Kala ho jata h aur moped start nahi hoti h. Moped ki chal bhi Jayada badhi hui h. Service center wale ko nahi pta ki plug Kala kyo ho jata h aur moped ki badhi hui chal ko kam kaise Kare. HELP PLEASE. THANKS
Uska carborator ka setting karaea bhai aur dusra chij nahin hota to uska head ka volve branding karaea problem solve ho jaega,, aur dekhna kahin white smoking ya fer black smoking to nahin hai, white hoga to ring piston ka kam hoga aur black hoga to carborator air filter head ka kam hoga
Nice
Bhai mere ps splender bs6 h 5000 km pehle crank or dhua ki problem sahi krwai thi pr ab din me 10 bar start krte h to 4 bar starting me dhua de rahi h 2-4 second fhir nhi deti or oil bhi kam nhi ho rha yesa kyu ho rha he 25000 hi chali h bike plug bhi saaf nikal rha bike ka
Chalne do bhai
Splendar+ old model bike hai 30 ke upar Jane par jhatka Marti hai
CDI ya fer carburettor se ho sakta ha bhai
😊
Bhai suna n