भाई साहब एक प्रोबलम हे मेरा अकाउंट केनरा बैंक में था ज्योंकि वर्ष 2015 में लेन देन बनंध हो गया था क्या में अपने अकाउंट को रिओपन कर सकता हूं ई केवा सी फार्म के जरिए ओर कितनी रुपए जमा करवाए।
आसानी से active हो जायेगा। Kyc form bank में मिलेगा। उसके साथ बैंक passbook का front page Xerox attach करे। दो फोटो , पैनकार्ड और आधार कार्ड। बैंक में जमा कर दे। और जिनको देंगे वो बता देंगे । Active कब होंगा । काउंटर में rs 2000 जमा कर दे। और दूसरे दिन उसी काउंटर से rs 1000 निकाल ले। बैलेंस maintain 1000 ले कर चलना है।
@@deshi... sir pen card ki foto copy , adhar card ki foto copy , 2 foto , or ek form fill keya tha hand to hand account reopen ho gyA free me account reopen hua tha
Sir mera account bank of india me hai mai 4th class me thi jab account khula tha to usme papa ke sign lage the ab usme se paise nikalti tu papa ke bina sign je paise nhi nikalte hai mujhe vo account ab miner account se major account me badalvana hai to kya proof lagega
Mera ek bank account hai , 3 saal ho gaye , aaj mene us account pe phone pe se paise transfer kiya tha , jab me bank gaya , to passbook print karwane par aaj mene jo paise transfer kiye the wo show nahi ho raha hai , mene bank walo se pucha to usne bataya account band hai , usne mujhe ek form diya or kaha somwaar ko aana , lekin me form filled kar ke jaunga to wo jo mene paise transfer kiya tha wo passbook pe show karega ya nahi, mene jab paise transfer kiya tha mere purane bank se paise jama karne ka message aaya tha😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 please reply 🙏🏻
इसमें कोई दिकत नहीं है। अगर account में update नहीं होता है। तो payment return back हो जाता है। मैने ये try किया बंद account में। 5 to 6 days miscellaneous account में रहता है। अगर debtors को नहीं जाएंगा तो सीधा फिर से account me credit हो जाइएगा
Bank of India ka mera bhi acount h aur band ho gya nam aadhar aur account me alag tha to afidevit aur kyc dono ka form bhar ke jma kiye h to kitna samay lag jayega account chalu hone me kyc complete hone me
Sir State Bank of India ka batayenge mera 8 saal se kuch lenden nahi Kiya hu or uske baad saving account open kr Chuka hu to to purana account chalu hoga k nahi
Koi charge nahi katenga , 1st baar debit card issue bhi karwate hai too uska bhi koi charge nahi katenga, sirf dhayan rakhna hai account me rs 1000 maintain karke ke rakhna hai , agar 90days tak insufficient balance rahenga tab charge katenga
Bhaiya ji mera gramin bank account khulbane hai shadi se pehle or usme aadharcard link nhi hai 2015me khulye the or shadi ke baad aadharcard ka adres cheng ho gaya hai or bank me pahle vala aadharcard mang Raha hai or vo aadharcard kho Gaya hai to kaise account chalu hoga please reply bhaiya ji please please please please please please reply
Sir BOI ka account band ho gya hai or us account me food ke pese aaye huae hai 1 mahine se chakkar kat rhe hai bank ka but account chalu nhi ho rha hai bank vale bol rhe baad me aana to aap ko pta hai ab kiya kre please help me ❣️
Passbook me customer care toll free complain number honga, uspe call kare or apna issue or complain registered karwa de, wo registered complain number Bank ko jaayega, then bank se khud call aayenga aapko, ya customer care batayenge kya karna hai
Sir me majduri karta hu to form me kese likhu matlab form me tick lagana he , Occupation, Public sector ,privet sector, Government service , student ,kya tick lagau or majduri kese likhu. Or me mahine ka 8000 rs hi kamapata hu to gross anual incom 96000 thousand he. Lekin form me minimum upto 500000 rs hi tick karna he lekin meri income 96000 hi yearly to kya karu
Account अगर active है और 3 month तक Rs- 1000/- से कम बैलेंस है तब चार्ज कटेंगा। अगर बैंक के द्वारा एकाउंट को deactive कर दिया गया है। तब कोई charge नहीं कटेगा। 2 साल तक account में कोई transaction नहीं होता है। Account deactivate हो जाता है। जो पैसा अगर account में वो भी freeze हो जाता है। Account freeze होने पर कोई pending चार्ज नहीं कटेगा
kyc krva li or massage bhi aa gaya fir bhi bank account band hai lekin ismein ek bhi rupya nhi hai keya isko chalo karne k liye phele 100 rs bhi dalna padegha
sir mere sbi account ko maine 7 saal pehle khola tha tab 5000 k kareeb paise daaley the agar mai reopen karwau toh wo paise mujhe wapas milengey ya nahi ???
Bank balance toll-free number par miss call kare balance 00 show ho raha tab wapas nahi aayenga or agar kuch amount balance dikh raha hai to reactivate karwa le , sbi toll free number 9223766666 , ye number Bank passbook me v honga
Minimum balance -1000/- maintain karna hai. Agar balance low ho jaata hai to 3month andar maintain kar le koi cost nahi karenga. 3 month se upar nahi jaane de. Ye jandhan Bank account ke liye hai
@@DesiITech मेरा boi student account में 5 साल से 100रु से कम है चालू कराने के लिए कितना फाइन देना पड़ेगा, बैंक वाले कुछ बता नही रहे बोल रहे पैसा जमा करो एटोमेटिक cut जायेंगे,
Account bahut tarah ke hote hai. 0 balance account, 500 balance account , 1000 account, c/a 10000, account bahut saal se deactivate hai tab koi bhi amount deduct nahi honga, Bank me sirf puch le koun sa account hai. Kitna balance rakhna hai
Jis din bank me form fillup karke de dete hai ussi din active ho jaata hai , sirf isme aapko payment ka process karna hai. Account number me kuch payment jama karke next day ya do teen din baad jaise niklte hai account activate ho jaata hai or fir transactions kar sakte hai
Bank me passbook, 2 color photo, lekar jaaye or waha reopen account form milenga usko filup kar ke submit kar de. Then 2000 amount counter me jama kar de account number me, next day 1000 withdraw kar le counter se active ho jaayenga . Sath debit card form bhi filup kar de agar mobile Banking use karna hai
Hello sar kal Maine KYC form application aur aadhar card ka jourics attach karke submit kar diya hai,,,,,,🤔 per Ab main Kya karun??? Kaise pata karun ki mera account fir se chalu hua ya nahin???🤔🤔 Plzzzzzz help sir
Jandhan wala passbook band ho gaya hai school time mein khata khula tha ek ladki ka uska shaadi kahin aur Ho Gaya hai uska Aadhar card mein document change ho gaya hai uska passbook
Kyc form fillup karke bank me jama karde and account me Rs 2000 deposit kar ke 1000 nikal le bank me , next day active ho jayenga , kyc form bank se milenga , documents me 2 passport photo, passbook copy , aadhar card and pencard
Union Bank of india mobile banking process 👇
ua-cam.com/video/wkTW4G_HiQc/v-deo.html
Or अगर मिनिमम बैलेंस मेंटेन नही है तो उसका चार्ज लगेगा क्या

Thanks for your best ever feedback brother... almost 99 percent problem u already solve 🤗
Nice explain thank you for your support sir
Agar passbook naa hoto kaise khol sakte hai kya KYC ke form se mil jaayega passbook
Cancel Cheque se bhi de sakte hai
Nahi Matlab passbook ke liye dusra koi form bhi bharnaa hota hai kya
Thanks for the valuable information 👍🏻
Jis branch mai h usi m fom jma krna hai ya jo hm koi b near branch m kra skte h
Jis baranch mai hai ousi mai foom jama ho ga
Pls help
Jis bank me account h uski other branch me jakar b acc fir se chalu karwa skte h kya
Ya fir jis branch me acc h usi me jana padega
Jiss bank me account hai ussi branch me jaakar reopen karwa sakte hai. Sirf 1 hr me open ho jayega jyada time nahi lagta hai
Kya kisi bhi nearest branch me isko reactive kara sakte hain?? Ya phir jis branch me account hai wahi jana hoga?
Same branch me
Super video clips
Sir ye form bharke dene ke baad bank me transcation krnenke baad jo bank me moneh withdraw kra sktr haina
Yes
Sir me student hoo too sir income ka bharna nahi padega na sir bata dejiye
एक महीना हुआ सर बैंक ऑफ़ इंडिया में अभी तक हमारा चालू खाता नहीं हुआ और एक्टिवेट दिख रहा है कैसे भी करके चालू
Zero balance tha or pese dale he chalu krwa k to charges katega kya
Minimum balance 3 month se upar hone par charge katenga, Agar account deactivate ho gaya hai to koi charge nahi katenga
Sir me ek student hu mera pancard nahi hai too sir A/C kholbane me koi dikkat to nahi hoge sir bata dejiye
भाई साहब एक प्रोबलम हे मेरा अकाउंट केनरा बैंक में था ज्योंकि वर्ष 2015 में लेन देन बनंध हो गया था क्या में अपने अकाउंट को रिओपन कर सकता हूं ई केवा सी फार्म के जरिए ओर कितनी रुपए जमा करवाए।
आसानी से active हो जायेगा। Kyc form bank में मिलेगा। उसके साथ बैंक passbook का front page Xerox attach करे। दो फोटो , पैनकार्ड और आधार कार्ड। बैंक में जमा कर दे। और जिनको देंगे वो बता देंगे । Active कब होंगा । काउंटर में rs 2000 जमा कर दे। और दूसरे दिन उसी काउंटर से rs 1000 निकाल ले। बैलेंस maintain 1000 ले कर चलना है।
Joint account reopen krne k liye konsa form bhrna pdega
😅 sir jb me 2nd class me tha tb account open kraya tha ab me graduation 1st year me hu ab mene account reopen kraya h Mere account me 542Rs thy 😅
Kese chalu karwaya bhai.....or kitne din lage chalu hone me
@@deshi... sir pen card ki foto copy , adhar card ki foto copy , 2 foto , or ek form fill keya tha hand to hand account reopen ho gyA free me account reopen hua tha
Sir mere khate ko 12sall ho chuke h wo khata meri mami ke sath h band padha h use kase chalu karwa sakte h
Sir ye khata SBI Bank me h
Very nice 👌👌👌👌 bro
Very good
Thank you bhaiya
Sir mera account bank of india me hai mai 4th class me thi jab account khula tha to usme papa ke sign lage the ab usme se paise nikalti tu papa ke bina sign je paise nhi nikalte hai mujhe vo account ab miner account se major account me badalvana hai to kya proof lagega
Signature bhi update karaya ja sakta hai kya, 2012 ka ac hai bnd ho gaya
Yes update ho jaayenga original passbook lekar jaaye
Sir mera ac 2013 open kiya tha or 2018 me band ho gya hai us open kana chate hai
Open ho jayenga kyc form bank me fillup kar ke 1000 counter me jama kar de next day se active ho jayenga
Sir mera student account hai BOI me too sir mera A/C kholba ne ke liye kitne rupes account me dalne padega
Tnq so much sir 😊😊😊
Nice
Sir, please tell me if I reopen my A/C after 7 years, will I get dbt amount transferred on my A/C.
Kyc home branch mein hi hoga
Mera ek bank account hai , 3 saal ho gaye , aaj mene us account pe phone pe se paise transfer kiya tha , jab me bank gaya , to passbook print karwane par aaj mene jo paise transfer kiye the wo show nahi ho raha hai , mene bank walo se pucha to usne bataya account band hai , usne mujhe ek form diya or kaha somwaar ko aana , lekin me form filled kar ke jaunga to wo jo mene paise transfer kiya tha wo passbook pe show karega ya nahi, mene jab paise transfer kiya tha mere purane bank se paise jama karne ka message aaya tha😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 please reply 🙏🏻
इसमें कोई दिकत नहीं है। अगर account में update नहीं होता है। तो payment return back हो जाता है। मैने ये try किया बंद account में। 5 to 6 days miscellaneous account में रहता है। अगर debtors को नहीं जाएंगा तो सीधा फिर से account me credit हो जाइएगा
Kashipur Uttarakhand se bana hai band ho gaya kitabh nahi mille hai atm hai 5 sal se jaygda gaw rhta ho ab number phir se chalo karna kaise hoga
Thanks 👍👍
Good information bhai
Agar aadhar link nahi hai to kya account nahi khulega please tell me
Good 👍
Big thank you ❤👌🙏
Thank u sir 🙂🙂🙂
Bank of India ka mera bhi acount h aur band ho gya nam aadhar aur account me alag tha to afidevit aur kyc dono ka form bhar ke jma kiye h to kitna samay lag jayega account chalu hone me kyc complete hone me
Kitne din main chalu huyi thi
Sir State Bank of India ka batayenge mera 8 saal se kuch lenden nahi Kiya hu or uske baad saving account open kr Chuka hu to to purana account chalu hoga k nahi
Account chalu hone ke baad , account se paise katege kya , koi charges
Koi charge nahi katenga , 1st baar debit card issue bhi karwate hai too uska bhi koi charge nahi katenga, sirf dhayan rakhna hai account me rs 1000 maintain karke ke rakhna hai , agar 90days tak insufficient balance rahenga tab charge katenga
Bhaiya ji mera gramin bank account khulbane hai shadi se pehle or usme aadharcard link nhi hai 2015me khulye the or shadi ke baad aadharcard ka adres cheng ho gaya hai or bank me pahle vala aadharcard mang Raha hai or vo aadharcard kho Gaya hai to kaise account chalu hoga please reply bhaiya ji please please please please please please reply
Sir BOI ka account band ho gya hai or us account me food ke pese aaye huae hai 1 mahine se chakkar kat rhe hai bank ka but account chalu nhi ho rha hai bank vale bol rhe baad me aana to aap ko pta hai ab kiya kre please help me ❣️
Passbook me customer care toll free complain number honga, uspe call kare or apna issue or complain registered karwa de, wo registered complain number Bank ko jaayega, then bank se khud call aayenga aapko, ya customer care batayenge kya karna hai
@@DesiITech thankyou sir ❤️
Bhai kese huaa chalu fir account
Sir me majduri karta hu to form me kese likhu matlab form me tick lagana he , Occupation, Public sector ,privet sector, Government service , student ,kya tick lagau or majduri kese likhu. Or me mahine ka 8000 rs hi kamapata hu to gross anual incom 96000 thousand he. Lekin form me minimum upto 500000 rs hi tick karna he lekin meri income 96000 hi yearly to kya karu
Sir mera sbi band account stoped ho gya h or mere pas bank passbook v nhi h kho gyi h to kya bina passbook ke account reopen ho jayega ?
Hamara copretev paraivet bank account number band ho gaya hai 8 saal purana keyse Chalo kare
Sir applications b likhna pdega KYa
Bank se form milenga bas ussi ko bharna parenga
Thanks sir
Mere father ka 1985 ka boi ka account tha, uski passbok h mere pas , kya aaj uska record mil skta h, kya ye account dobara se chalu ho skta h ,
Ye bank se pata chalega, agar active honga
Purana Account closed krke.. firse new account bana sakte hai ???
Purana account close karne ke liye bank se surrender account form fillup karna parenga
@@DesiITech uske baad new account bana sakte hai ??
Yes
Sir Bank se hi nikale rupiya tab hi hoga
Phone pay se nhi hoga active kiya mera account
Bank se withdraw kare ya atm card . Bank manager jo mujhe bataya wo mene bataya tabhi account active honga
@@DesiITech thik h sir ham v wahi karenge aapka bataya hua mera v account 4 sal se band h❤️❤️❤️tq
Mera 7 din hi hua kyc submit kiya hua bank wala ac chalu nhi Kr rha h kya kru
Sir agar koi pending charge rahega to baad me open hone ke baad paisa daalne par kaat lega
Account अगर active है और 3 month तक Rs- 1000/- से कम बैलेंस है तब चार्ज कटेंगा। अगर बैंक के द्वारा एकाउंट को deactive कर दिया गया है। तब कोई charge नहीं कटेगा। 2 साल तक account में कोई transaction नहीं होता है। Account deactivate हो जाता है। जो पैसा अगर account में वो भी freeze हो जाता है। Account freeze होने पर कोई pending चार्ज नहीं कटेगा
Thank You sir thank u soo much❤️
kyc krva li or massage bhi aa gaya fir bhi bank account band hai lekin ismein ek bhi rupya nhi hai keya isko chalo karne k liye phele 100 rs bhi dalna padegha
Rs-1000
Message kitne din k andr aya bhai?
Reopen ke liye pise lagte hai kya
Thank you
sir mere sbi account ko maine 7 saal pehle khola tha tab 5000 k kareeb paise daaley the agar mai reopen karwau toh wo paise mujhe wapas milengey ya nahi ???
Bank balance toll-free number par miss call kare balance 00 show ho raha tab wapas nahi aayenga or agar kuch amount balance dikh raha hai to reactivate karwa le , sbi toll free number 9223766666 , ye number Bank passbook me v honga
Sbi ka account hai 10 years joint account ko open kar hai
Mera bol rha h ki ek mahine baad active hoga
Bhai mera bhi bank of india me account h bnd ho gya tha me char bar application de chukha hu lekin bhi open nhi krte h kya kru ap btao
सामने खड़े हो कर करवाए। और 1st half से पहले। मैने उसी समय करवाया काउंटर में पेमेंट जमा किया और next day कुछ पेमेंट निकाला। चालू हो गया
Or अगर मिनिमम बैलेंस मेंटेन नही है तो उसका चार्ज लगेगा क्या
Minimum balance -1000/- maintain karna hai. Agar balance low ho jaata hai to 3month andar maintain kar le koi cost nahi karenga. 3 month se upar nahi jaane de. Ye jandhan Bank account ke liye hai
@@DesiITech मेरा boi student account में 5 साल से 100रु से कम है चालू कराने के लिए कितना फाइन देना पड़ेगा, बैंक वाले कुछ बता नही रहे बोल रहे पैसा जमा करो एटोमेटिक cut जायेंगे,
Account bahut tarah ke hote hai. 0 balance account, 500 balance account , 1000 account, c/a 10000, account bahut saal se deactivate hai tab koi bhi amount deduct nahi honga, Bank me sirf puch le koun sa account hai. Kitna balance rakhna hai
Agar 2din me account active nahi huaa Hai ab kya kare
Jis din bank me form fillup karke de dete hai ussi din active ho jaata hai , sirf isme aapko payment ka process karna hai. Account number me kuch payment jama karke next day ya do teen din baad jaise niklte hai account activate ho jaata hai or fir transactions kar sakte hai
Pata kese chalega ki account active ho gaya hai
Mera account dormant ho gaya hai to payment ka process hoga
Kyc form jama Kar diya hai 8din ho gaya hai lekin account active nahi hua hai
Ab kya kare
Kitne din me chalu ho jayga account
Bank me submit karne ke baad next day
Tq ❤️
Kyc form kaha milta hai
Pls reply me
Bank me
7 year ki penalty kya lgi ye bhi btaiye
Account deactivate hone par koi panelty nahi lagta hai sirf account opening charge hai 1000 hai wo balance maintain rakhna hai
@@DesiITech sir bank bale bol rhe h jitni penalty hogi bo bhi katgi automatic lekin ye nhi btaya h ki
Kitni kategi 2016 se band h mera
Account
Kiya krna chiye please bta na brother
Bhai mujhe account reopane karna hai mere account ko 10 saal ho gye hai toh open karne k liye kare sir
Bank me passbook, 2 color photo, lekar jaaye or waha reopen account form milenga usko filup kar ke submit kar de. Then 2000 amount counter me jama kar de account number me, next day 1000 withdraw kar le counter se active ho jaayenga . Sath debit card form bhi filup kar de agar mobile Banking use karna hai
Es form ko pdf file bhej dijiye ga
Sir 20 saal se band h chalu hoga
Thanks bro
Central ka form kaise fill krna hain
सर जी
मेरा एकाउंट परमानेन्ट बंद कर दिया है
में अब क्या करूँ सर जी
उसमे मेरे पैसे भी है
बिना surrender form भरे अकाउंट बंद नहीं होता है। सिर्फ account deactivate रहता है।
Sir ji mane KYC from bhi bhar diya he
Para Bank wale kuch jawab nahi de rahe he
Ye bol rahe he ki ab aapka acount uprlee Branch se hi khule ga
Main Apna account chalu karvane gaya tha Bank of India mein to Madam boli 10 12 Din mein chalu hua
Ab kya chalu huye
Tq
सर मेरा बैंक में खाता है मुझे बैंक का खाता नंबर बी नही मालूम है
आधार कार्ड लेके कियोस्क पर चले जाओ......और अनुठा लगा दो सब बता देगा
बहुत बहुत धन्यवाद
Ab 18 yrs ki ho gyi hu
Boi Application v mang raha hai
Hello sar kal Maine KYC form application aur aadhar card ka jourics attach karke submit kar diya hai,,,,,,🤔 per Ab main Kya karun??? Kaise pata karun ki mera account fir se chalu hua ya nahin???🤔🤔 Plzzzzzz help sir
Ist time bank se kuch paise withdraw kare , then active ho jayega .
Passbook me balance check number honga uspe call kare, balance show honga sms ke through
कोई भी आदमी जमा कर सक ता है ?
Yes , sabhi documents me onwer ka sign karwa ke koi bhi jama kar sakta hai
Form download
Hello bhai
Jandhan wala passbook band ho gaya hai school time mein khata khula tha ek ladki ka uska shaadi kahin aur Ho Gaya hai uska Aadhar card mein document change ho gaya hai uska passbook
Title me other kya hota hai ..
Aadhar card
Sir mere pass pan card nhi h to ky us column ko khali hi chhor skte h plz reply
Bank of India me mera khata band ho gya hai
Kisi bhi bank me khata tab tak band nahi hota hai, jab tak surrender form fill kar ke jama n kare
Replies digvijay
Helo brother
Mra account 6 year se closed
Kyc form fillup karke bank me jama karde and account me Rs 2000 deposit kar ke 1000 nikal le bank me , next day active ho jayenga , kyc form bank se milenga , documents me 2 passport photo, passbook copy , aadhar card and pencard
@@DesiITech lakin brothe me out of india hoo
Plz reply sir
Mera
Thank u sir
Thanks.