Wasi Shah Sahab , Mujhay aspki aik naxm ki talash hai Jo aap nay kabhi Raat ga'aiy programme mein parhi thi jiss mein Billi Kay bachchay ka zikr hai. Kindly woh naxm apnay channel per post kar dijiyey ya parh dijiyey. Shukriya.🤗
Hum sa koi mutzir b tha Kya us ka Bht usne any me der ker di Wrna palkein na bicha di hotin Phoolu se rahein saja di hotin Uski amad ka jashan aesa hota Jese saalu se chaman me khzaan k bad Jhoom ker saba i ho Bahaar aese rang lai ho Liken.... Usulo se wo ihl e junoun k tha bekhabr Barha us SE kaha Hum chaly tu palt ker na dekhein gy Jane SE us ne hume roka b ni Or pher Humare shehr se Wafa Lot gya aik musafer Dil gerfta Hum ny dekha b ni..... Hadsa Kya tha jese diL ne bholaya b ni S wafa (umme arham)
Asalam o alaikum wasi bhai me apni poetry ki book publish kerwana chahti hun ager ap guide krein tu me apni poetry ap se share krun gi, school time se start ki thi poetry bht saal pehly... Please reply
Sahih kia.usay rokna bhi nahi chahiey tha aur usay rokna bhi nahi chahiey tha
Apka parhny ka andaaz aur Awaaz hamein kisi aur jahaan mein ly jati hein ❤❤❤
Wow
Nice
😢❤❤😢😢
😢
Lo g na Salam na doa direct request
App b 🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Wasi Shah Sahab ,
Mujhay aspki aik naxm ki talash hai Jo aap nay kabhi Raat ga'aiy programme mein parhi thi jiss mein Billi Kay bachchay ka zikr hai.
Kindly woh naxm apnay channel per post kar dijiyey ya parh dijiyey. Shukriya.🤗
Hum sa koi mutzir b tha Kya us ka
Bht usne any me der ker di
Wrna palkein na bicha di hotin
Phoolu se rahein saja di hotin
Uski amad ka jashan aesa hota
Jese saalu se chaman me khzaan k bad
Jhoom ker saba i ho
Bahaar aese rang lai ho
Liken....
Usulo se wo ihl e junoun k tha bekhabr
Barha us SE kaha
Hum chaly tu palt ker na dekhein gy
Jane SE us ne hume roka b ni
Or pher
Humare shehr se Wafa
Lot gya aik musafer Dil gerfta
Hum ny dekha b ni.....
Hadsa Kya tha jese diL ne bholaya b ni
S wafa (umme arham)
Bhai ye mene abi likhi or sachai b Meri shairi ka usool Hy ap ny Jo poetry sunai Hy abi... Kuch us k jawab me...
Asalam o alaikum wasi bhai me apni poetry ki book publish kerwana chahti hun ager ap guide krein tu me apni poetry ap se share krun gi, school time se start ki thi poetry bht saal pehly... Please reply
Shayer sari zindagi rona peetna hi karte rehte hain issi lye Islam inko pasand nahi karta
Aur usay tahrna bhi nahi chahiey tha.