Bhot achhi video h didi ,thanku so much helpful video h ,didi kya dirga ashtmi wale din kitchen ka shubharambh kr skte h us din kanya pujan bhi hota h hmare yha pr
Agar aapke kitchen mein sirf satvik bhojan banta hai yani ki Bina pyaj lahsun ka khana banta hai koi bhi nonveg nahin banta hai tab aap annpurna Mata ka photo ya Murti kitchen mein rakh sakte hain, aur agar aisa kuchh hai, to aap kitchen ke bahar maa Annapurna ke sthapna kar sakte hain
Apki pooja achhi lge radhe radhe di
Bhot achhi video h didi ,thanku so much helpful video h ,didi kya dirga ashtmi wale din kitchen ka shubharambh kr skte h us din kanya pujan bhi hota h hmare yha pr
Radhe radhe kirisna sis 🙏🙏🙏🙏
Radha Krishna
Ram ram babe
Very nice 👍
Thank you 👍
Very nice 6:57
Kya kitchen me mata aanpurna ka madir bna kr murti sthapit kar sakte hai?
Agar Ghar per pyaj lahsun tatha koi bhi nonveg nahin banta hai to Mata Rani ko kitchen mein bhi rakh sakte hain
Sis keya chula agneha kode mei nahi hua to jis kisi kode ho tab vi hum agni puja kar sakte hai please batadijia sis 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ha ji
❤❤❤❤❤❤❤❤
Radhe Radhe ji 🙏🙏
Ma'am kya kitchen me annapoorna mata ki photo yaa idol rak sakte hai
Please 🙏🙏 kyuki humare kitchen me vastu dosh hai
Agar aapke kitchen mein sirf satvik bhojan banta hai yani ki Bina pyaj lahsun ka khana banta hai koi bhi nonveg nahin banta hai tab aap annpurna Mata ka photo ya Murti kitchen mein rakh sakte hain, aur agar aisa kuchh hai, to aap kitchen ke bahar maa Annapurna ke sthapna kar sakte hain
Ok non veg nahi banta hai but onion and garlic too banta hai
Mandir me rakhe hai
@@nehasrivastava8528 ha ji, Mandir me rakhe
Mantra shit video bnaiye puja ka
Description box me h, with meaning, plz check
रोज करना होता है,,,ये गैस की पूजा नहाने के बाद करना है
मैं खाली फेस्टिवल के दिन ही करती हूं डेली साफ सफाई कर लेती हूं पूजा नहीं कर पाती हूं