ILLAT aur QIYAS, Sharait Kya Hain - Javed Ahmed Ghamidi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 31 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 16

  • @aamirhussain6109
    @aamirhussain6109 2 роки тому

    Mashallah, jazakallah khair ghamidi sahab..

  • @mohdabduljaleel01
    @mohdabduljaleel01 2 роки тому

    ماشاء اللہ جزاک اللہ خیر بہت ہی سادہ اور آسان اسلوب میں آپ نے واضح فرمایا شکریہ

  • @videovoice4622
    @videovoice4622 2 роки тому

    Muhammad Hassan Ilyas is looking gorgeous in a specific CULTURE representing waistcoat!

  • @shahidafwan1102
    @shahidafwan1102 2 роки тому

    Nice

  • @farrukhshahkhan4148
    @farrukhshahkhan4148 2 роки тому

    illat aur Qayas ke sharait tou bayan hi ahi hue ??

  • @ZeeshanAli-eb5vd
    @ZeeshanAli-eb5vd 2 роки тому

    البیان کہاں سے اور کتنے میں ملسکتا ہے؟

    • @rashedasultana5580
      @rashedasultana5580 2 роки тому

      Ye amzon pr available h. Waise ghamdi sb k naam se app bhi h us m albayan, meezan, aur baqi sari books ki pdf bhi h

  • @FaisalKhan-yt5on
    @FaisalKhan-yt5on 2 роки тому +2

    Mujhe ek bat samjh ni ati...apka is channel ko banane ka maqsad kya he? Yahi naa k awam ko deen ki sahi samjh pata chale... Lekin ek bar aap dono apne language pe gaur kare...80% to baate bounce kar jati he kyuki aap log apni gaadhi urdu dikhane k chakkar me itna complicated bana dete he k kuch bhi samjh ni ata....isliye meharbani kar k asan urdu me bat kijiye

    • @anerkant
      @anerkant 2 роки тому

      Then the topics will become very long.
      May that is the reason....to keep the discussions concise.

    • @arifaslam9879
      @arifaslam9879 2 роки тому +3

      آسان ہی تو ہے ۔ مشکل بات کو آسانی سے سمجھایا گیا ہے

    • @ParvezAlam-pt5zu
      @ParvezAlam-pt5zu 2 роки тому +1

      @Faisal Khan: Is me aap ka qasoor hai in hazraat ka nahi. Ilm ki ek zabaan hoti hai. Chaahe Deen ho, Falsafa ho, literature ho, taareekh ho ya science ya koi aur ilm. Ab ilm ko kisi sadak chhaap zabaan me tabdeel nahi kiya ja sakta. Naa h Na Jaane Aangan Tedha ki kahawat mash'hoor hai.

    • @rashedasultana5580
      @rashedasultana5580 2 роки тому

      Kuch mushkil ni h. Deen ka ilm seekhne main aap jitna waqt denge Allah k han utna hi ziyada jaza paayng. Sunte waqt sare mushkil words note krte jaayn aur unke meaning google pr ya dictionary m dekh len. Sirf 2 3 videos main mehnat krni paregi kyonki ziyadater words ka repetition hota h. Is tarah aap bhi apni guftugu main ache adabi lafz use krne lagenge. Ye tareeka khud ghamdi sb ne hi bataya h. Urdu hamari maadri zaban h is ko zinda rakhiy

    • @FaisalKhan-yt5on
      @FaisalKhan-yt5on 2 роки тому

      @@ParvezAlam-pt5zu aese bhot se dusre alim he jo deen samjhate he aur ghamdi saab se behtar samjhate he lekin general urdu me aur wo bate simple and clear hoti he..for ex maulana ishaq ko le lo...isliye ye na kho asan urdu sadak chap hoti he...90% viewer asan urdu hi samjhte he dictionary wali nahi ..aur agar aesa hi he to caption me daal diya kare k bhai sadak chap urdu wale is video ko na dekhe...hum apna time ni waste krenge..to zyada fantar na bano