Mer glamour bike me company ne jo coat diya tha woh nikal raha he oil tank se. Iske bajah se bike pura dull dikh raha he. Purana coat ko nikal ke ye naya coat daal sakte he kya. Tank me spray krne se aag to nhi pakdega. Please reply
Pahli bat to isko pta hi nhi h cliyer coat pent nhi h protection hai.....aur wo purane colour ko chamkane la kam krta h....i mean glossy...aur petrol se kbhi paint remove nhi kiya jata....👍🤣
Bro Passion pro ke seat handle pe backrest lagake dikho Ya fir custom carrier fit karke ek video banana bro 👍 😁because i also have a passion pro bike 2012 model😉
@@creativemindmodifications dost pant ka pura knowledge nahin hai tumhe bilux company ke jo automotive pant aate hai unse pant karna or clear coat karna jo cars vagerah rahti unme woh use hota Or raha sawal iska to ye agar achhe se ho tab saal bhar tak to chal hi jaata hai agar thik se karna aata ho to
Ek to itna kareeb se apply nahin karna dusra ye ki itna jyada bhi apply nahin karna teesra ye ki clear coat first time karne ke baad halka sa sukhne ke baad 10 min baad dusra coat apply karna then 1 pura din usko rahne Dena waise to 4,5 din lagte proper sukhne me lekin 1 din me use karne jitna ho jaata Tujhe thik se use karna nahin aaya to accept kar Bhai Insaan woh samajhdar jo apni galti swikar kare Tujhe nachna nahin aata to aangan teda hi lagega simple
इतने पास से स्प्रे नही करते मेरे भाई थोडा दूर से करना पड़ता है तब जाके रिजल्ट अच्छा आता है
Isko knowledge kam he or ese to ye demotivate kar raha logo ko
Mer glamour bike me company ne jo coat diya tha woh nikal raha he oil tank se. Iske bajah se bike pura dull dikh raha he. Purana coat ko nikal ke ye naya coat daal sakte he kya. Tank me spray krne se aag to nhi pakdega. Please reply
Bhai tumko karne nahi aaya distance maintain karke apply Kiya jata h tumne toh direct apply kar diya thora dur se karte toh best results aata
your right bro..
Ekdam samne se sprey kiya toh aisa hi hoga
Pahli bat to isko pta hi nhi h cliyer coat pent nhi h protection hai.....aur wo purane colour ko chamkane la kam krta h....i mean glossy...aur petrol se kbhi paint remove nhi kiya jata....👍🤣
Bhai kitne din tak rehta he
?
Ismein jitna patla court kiya jaaye utna karo jyada Mota karne se aisa hi hota hai
Spray पेंट पास से नहीं apply करते ,1ft ka distance जरूरी होता है
passion plus mai stiker lagane se pahele kya body part ko colour karna padega ya nahi batana bhaiya
phle color krna fir stickers fir clear cort
Bhai mere paint me koi galti nahi paint karne wala hi galat he
ho shakta hai.. 😄
Yeh to batt hai pr 6_7 mahine baad yeh boht he jyda bura lagne lag jata hai pehle se be jyda
Bhai isko indicator glass me spray karna uska result batana..
ha
Bro Passion pro ke seat handle pe backrest lagake dikho
Ya fir custom carrier fit karke ek video banana bro 👍
😁because i also have a passion pro bike 2012 model😉
ok bro aage kruga
Bhai aap bina matlab ke colour ko bhala bura kah rhe hai apko thoda sa distance ke karna chahiye tha
भाई तेरे को पेंट करना है नहीं दूर से करना चाहिए तूने बहुत पास से कर दिया
bha coating ke bad sanding bhi karanu hoti agar machine nahi hai to microfiber towel se hath se hi acche se ghasai kar lo
Bhai तुम्हे स्प्रे पेंट करना नही आता है।
Mere sath bhi ashe he hua 😢
Bhai kitne din rehega paint?
apke uper dipend krega yadi aap jaldi jaldi bike wash karbate ho to jaldi nikal jaega;; ya petrol aata he paint par tab or bhi jaldi nikal jaega
@@creativemindmodifications 1 saal toh rehga na? Spray paint
@@sanjoydas1841 yess
@@creativemindmodifications bhai, kitne ka hoga offline? Aur kaunsa kharido
@@sanjoydas1841 150/- koi sa bhi le shakte ho jo mil jae
Vo lequre h bro lequre aise nhi maarte h 😂😂 aapko lequre hi nhi maarna aata.. 😂
𝐍𝐯𝐦𝐧𝐲
First clean the tank add use the spray
Itna galat tarike se maroge to kharab hi hoga na
😅
Bhai ko use karna to Aata Nahin paint ki Kami bata raha hai
Are bhai. Pahele padle fir mar. 1fit. Dur se marte hi bhai.
😂😂😂😂😂😂😂 kiya dikha rahe ho tum
Paint karna ka tarika hi galat hai bhai ...aysa Nehi hota ..agar thik se karoge to
😂😂😅😅😅😅
Tumhen use nahi karne ata 😅
bhai duur se lagao
Bhai tune clear cote kiya or tu usi time remove karega to hoga hi remove 24 ghante baad karke dekh
Or fir tujhe karna hi nahi aata he
Yess trika glt tha but 24 ghnte ho ya 24000 ghnte remove hota he hai
@@creativemindmodifications dost pant ka pura knowledge nahin hai tumhe bilux company ke jo automotive pant aate hai unse pant karna or clear coat karna jo cars vagerah rahti unme woh use hota
Or raha sawal iska to ye agar achhe se ho tab saal bhar tak to chal hi jaata hai agar thik se karna aata ho to
Ek to itna kareeb se apply nahin karna dusra ye ki itna jyada bhi apply nahin karna teesra ye ki clear coat first time karne ke baad halka sa sukhne ke baad 10 min baad dusra coat apply karna then 1 pura din usko rahne Dena waise to 4,5 din lagte proper sukhne me lekin 1 din me use karne jitna ho jaata
Tujhe thik se use karna nahin aaya to accept kar Bhai
Insaan woh samajhdar jo apni galti swikar kare
Tujhe nachna nahin aata to aangan teda hi lagega simple
😂😂😂
Is bande ko paint karna stahi nehi
Hat teri ki😂
😂😂😂😂 too pagal he bhai
🤣
Bhai tere se clear cote karte nhi banta to kyu kar ra h banta santa h nhi kuch bhi karne lagte h
Aage se shikh jauga
😂😂😂