1:40 Allah ne adam AS aur Hauwa AS ko kaha kaise utara jisse insaniyat wajud me aayi? 4:45 3 beta aur 5 beti me baap ka hiba/hadiya ka tarika? 13:00 kisi ko peshab ke baad qatre aate hain to wo kya kare? 15:30 kya bina rafuledayn ke namaz ho jati hai? 25:35 Bachpan mein agar Aqiqaa BADE JANWAR se Kiya Gaya ho to kya wo hua ya nahin? 27:30 masjid ke imam se toilet saaf karwana kaisa hai? 36:55 kya fati hui design wali pant pahan sakte hain ki nahin? 38:10 kya aurat janaze ki namaj padh sakti hai ki nahin? Agar padh sakti hai to kaise? 40:45 agar Isha ki namaz qaza Ho jaaye to kya sirf Isha ki namaz hi padhna hai ya sath mein witr bhi padhna hai? 41:53 jab Janwar ko dafan karenge to uska sar kis taraf hoga ? 43:04 Jo Hadees Quran se match karta ho usko le Lo aur jo match nahin karta ho usko chhod do. Aisa karna kaisa hai? 45:55 subah ke Azkaar asar ke bad agar nahin padh sake to fir kab padh sakte hain ?
zazakAllah khair
jazakallah khair
Alhamdulillah
WaalikumAssalaam Bhai
Jazakallah Khair
JazakAllah ❤️
اللہ جزاء خیر عطاء فرماۓ
Please Share the Khair
Support iPlus TV
Contact us
9588888826
As salamalakum jazak allaha hu khair dost
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
Jazakallahu Khaira
1:40 Allah ne adam AS aur Hauwa AS ko kaha kaise utara jisse insaniyat wajud me aayi?
4:45 3 beta aur 5 beti me baap ka hiba/hadiya ka tarika?
13:00 kisi ko peshab ke baad qatre aate hain to wo kya kare?
15:30 kya bina rafuledayn ke namaz ho jati hai?
25:35 Bachpan mein agar Aqiqaa BADE JANWAR se Kiya Gaya ho to kya wo hua ya nahin?
27:30 masjid ke imam se toilet saaf karwana kaisa hai?
36:55 kya fati hui design wali pant pahan sakte hain ki nahin?
38:10 kya aurat janaze ki namaj padh sakti hai ki nahin? Agar padh sakti hai to kaise?
40:45 agar Isha ki namaz qaza Ho jaaye to kya sirf Isha ki namaz hi padhna hai ya sath mein witr bhi padhna hai?
41:53 jab Janwar ko dafan karenge to uska sar kis taraf hoga ?
43:04 Jo Hadees Quran se match karta ho usko le Lo aur jo match nahin karta ho usko chhod do. Aisa karna kaisa hai?
45:55 subah ke Azkaar asar ke bad agar nahin padh sake to fir kab padh sakte hain ?
27:55
Fazar ke sunnat padhkar farz namaz padhane se pahle subha ke azkar pard sakte h ki nahe rahnumai kare
Jazakumullah khairan
Padh sakte hain In Shaa Allah ... Koi Haraj nahi