Roposo pe pura video banaya hain voh dekh lo bhai. Latest video channel pe. Roposo pe same product ke liye multiple sellers hote hain, toh saare parameters dekh ke seller select karna hota hain. All the best 😊👍
Main problem ye h meesho k products ab meesho ki packaging k sath aate h or delivery boy bhi call pr yhi bolta h apka meesho se order h...eska solution de skte ho ap please?
Ye problem toh hoga. Iska ek hi solution hain ki Meesho se thode products purchase karke rakho as inventory and khud package and ship karo customer ko. Roposo clout use kar ke bhi dropshipping kar sakte ho. Next video zaroor dekhna. Do subscribe. Stay tuned ! 😊👍
Sir am doing dropshipping through meesho but i feel its not good choice i run facebook ads to sell a diwali product i have recieved 13-14 orders. Now after 3-4 order meesho don't allow to cod orders i have time berrer to deliver order before diwali . Now i add order into glowroad abhi dekhte hai kya hota. Agar aapke paas koi solution hua toh jrur batana . Aur apni kisi video mai audiance ko bhi warn kar dena ki ikale meesho pe depend na rahe
If u have 2 numbers then create 2 Meesho accounts. Place orders alternatively on both. I would suggest u to use Roposo Clout , usme zyada product options hain plus automatic method hain. Mera next video aa raha hain uspe. Stay tuned ! Thanks batane ke liye, main zaroor next video me bata dunga audience ko. 😊👍
Bro messho se drop shipping karenge to customer ke pass to meesho ki packaging jayegi or delivery boy bhi yhi bolega meesho se order hai aapko to customer ke uppar kya impact hoga bro ese ? Vo to scam samjhega ki website name alag hai order meesho se
Phone se easily ho jayega. Sirf website banana thoda difficult ho sakta hain. Meesho app download kar ke phone se aap use kar sakte ho. All the best 😊👍
Sorry bhai abhi beta deta hu, maine simply right click kiya and save image ka option aya Meesho ke website pe. Agar phone se kar rahe ho toh screenshot lelo. Upload image ka option hain vahan click karo aur image upload karo. Don’t worry bhai. Simple image upload karne ka process hain. I hope abhi clear hua hoga. Thanks for watching. Do subscribe 😊👍
Nahi pata chalega. Use ye bhi pata nahi chalega ki ye product Meesho se aya hain. Voh toh hamare website se purchase karega and Meesho reselling me apni branding and labels nikal deta hain. 😊👍
@@StartUpwithSid Thanks sir for information❤️🩹.......sir jab order delivery ke time delivery boy customer ko call krega tab kya bolega?.... matlab jese normaly bolte hai ki apki messho se ek parsel aya hai!
Ye case me problem ho sakta hain because kabhi kabhi delivery vale bol dete hain Meesho se aya hain. Next video Roposo Clout use karke dropshipping pe hain, best method Indian dropshipping ka. Voh zaroor dekhna. Do subscribe. Stay tuned 😊👍
@@StartUpwithSidokay sir.....lekin roposo me product ki price bohot hote hai or delivery boy customer se contact kiye bina order cancel kr dete hai.....maine khud ke lie order krke experiment bhi kya tha
Sir very big problem meesho product price 172 hai to reseling pe 199 ki uper price nahi rak pah raha hai profit only 27 rupees de raha hai please reply sir
@klintan3578 nahi bhai don’t worry mil jayega. Itna kam price limit bohot kam hoga or else reselling ko promote kyu karega Meesho. Mostly aap majority products pe 250-300 ka margin laga sakte ho. Main suggest karunga ye method se better aap Roposo clout use karo. Next video uspe hi hain. Dekhna hain toh subscribe kar lena. 😊👍
A doubt arises is that like shopify pe order aya then hum meesho pe gye order kiya prr wo jo customer ka delivery adress wo kaha se mile ga?? Shopify pe ??adress Details agaje gi jab koi order kre ga?
Customer Shopify pe add to cart kar ke shipping address bhi toh fill karega na, then payment page pe ayega phir order place hoga on shopify website. Voh details use kar ke Hume Meesho pe order place karna hain with customer address. 😊👍
Sid bhai mujhe ek doubt hai . Jab hum products shopify me dalnay kay baad orders aatay heen . order book karte phir meesho ka logo dekhta hai na customer ko phir order cancel karkay khud low price leta hai .isliya mesho wala logo hatana padega vuski trick batavo
Jab Meesho pe last me reselling option select karte ho tab Meesho apni branding nikal deta hain. Lekin full proof koi method nahi hain, kabhi kabhi Meesho apna sticker laga deta hain. Ye drawback hain ye method me.
Sir mera ek question hai, Aaj kal jadatar log meesho se hi purchase karte hai. Jab yeh product unhe 114 pe milega to humse kyun 349 se purchase karenge
You are right. Lekin Meesho ke users aaj bhi bohot kam hain. Jo log ko pata hain voh nahi lenge lekin aise bohot log hain jo FB , Instagram pe aapke ads dekh ke le lenge. And jab Meesho se resell karoge toh customer ko pata nahi chalta ki ye Meesho se hain. Uske uppar koi branding nahi hota.
@@StartUpwithSid sir mera request hai ki beginners apna pehla fb ads kese run kare kin kin batao ka dhyan de taki uska sales badhe aur fb ads account ko bhi koi nuksan na pahche. Quki Naya log ko pehli bar fb ads run karne mein bahut problem hoti hai.isliye iske uper ek details video layiye please.
Brother jb coustomer ko order milega to bill kis name se jayga or agr usko return Krna h to return kese krega kyoki order hmne hmare acount se diya h to keval uske pass to uska address jayga to return process kya hogi acount to hmare name se hoga
Customer order karega hamare website se ya phir Instagram DM se jaise maine video me bataya hain. Return ke liye aapke website ke details se voh aapko reach out karega. Phir aapko apne Meesho app pe jaake pickup place karna padega voh order ke liye and Meesho voh customer se order pick up karega aur refund initiate kar dega. Isliye apne website pe apne contact details, terms and conditions clearly mention karna. All the best. Do subscribe. Thanks for watching 😊👍
Jab aap reselling option select karte ho uske baad package pe Meesho ka logo ya branding nahi hota. Thats the whole point of reselling. Us package pe koi bhi branding nahi hota hain.
@nishantkumar-fq7vz Agar product quality ki wajah se return hain toh Weight ke upar depend karte hain charges. They only charge shipping fee mostly 70-80 rs. Agar RTO hain not delivered hain toh no charges at all. Do subscribe. Thanks for watching 😊👍
Agar product quality ki wajah se return hain toh Weight ke upar depend karte hain charges. They only charge shipping fee mostly 70-80 rs. Agar RTO hain not delivered hain toh no charges at all. Do subscribe. Thanks for watching 😊👍
@@StartUpwithSid ok cool is there any way agar ham apne shopify store se jo orders a rahe hai unko vahi se cancel karde agar address same hai 2-3 order ka alag alag name se ya koi ulta sidha address hai kyu ki mai manual kar rha hu orders meesho se
@GyanendraChaurasiya-fk4dt ha voh toh lega Kyuki Meesho pe bhi small sellers hi hote hain mostly. Ye aapko manage toh karna padega varna aap abhi jo naya video aya hain Dropshipping pe mere channel pe voh dekh lo. Thats much better way😊👍
Isliye market me gap identify karna ana chahiye. Abhi market me jo trend hain usme gap kya hain and uske basis pe winning product milega. Lekin dropshipping me koi guarantee nahi hain, bohot log same product sell kar rahe hote hain isliye trial and error se karna padta hain. Agar online brand banana hain seriously toh apna unique product dhundho, usko supplier se khud source karo aur apni website se sell karo. Ye long term business hain 😊👍
That depends Ki Meesho ka commission kitna hain, shipping charges kya hain, ads ka cost kya hain. Meesho pe supplier banne ke terms and conditions aapko website pe dekhne honge. Ye video reselling pe hain.
Nahi bhai. Main personally Meesho par supplier nahi hu lekin mere contact me bohot small sized businesses hain jo sell karte hain. It’s a great platform jo chote businesses ko support karta hain. Best part ye hain ki returns, refunds and shipping bohot hi smoothly manage hota hain agar aap Meesho pe seller ho toh.
Ha mujhe toh koi bad experience nahi aya abhi tak. Agar dropshipping karna hain toh latest video Dekho channel pe. Voh method aur zyada better hain. All the best 😊👍
Mujhe koi ye bata do please btana please ki jaise mere pass koi order aa jata hai to uske baad Hume kuch karna hota hai ya direct order company ke pass chala jata hai
Order aapke website pe aane ke baad aapko Meesho pe jaake voh product ko Buy Now kar ke customer ke address pe bhejna hai. Delivery, COD, Returns ye sab Meesho manage karta hain. Direct method Roposo Clout use karne ka hain, bohot jaldi video aa raha hain uspe. Voh better method hain. Stay tuned. Subscribe kar Lena 😊👍
Online agar karna hain toh aapke website pe or else agar COD hain toh delivery ke time pe bhi pay kar sakta hain. Meesho within 7 days aapke account me transfer kar deta hain paise .
Video aadha nahi hain. Meesho shopify me integrate nahi hota. Aapne video dekha nahi shayad pura. Shopify store pe customer sirf order place karega , uske baad aapko Meesho pe jaake manually order place karna padega. I suggest Ki aap last part phir se jaake Dekho. 😅👍
@@sobanson Video ke description me maine process likha hain short hain. Sorry agar aapko video ka explaination thoda kam laga. I appreciate your sugggestion. Thanks for watching 😊👍
bhai ji hmara jewellery cosmetics ka buisness hai yeh sale kr skta hu kya mai online. father mere offline sale krtey hai mai isko online lekes jana chahta hu
Amazon pe sell karna start karo. Khud ki website mat banao. Agar already offline business hain toh Amazon seller ban jao aur online sell karo. Bohot easy hain. All the best 😊👍
113 ka product 399rs. 😢 Show kiya jata h 699... yani 50 %off likh kar sell karna ....for drop shipping...ye sab karke ye log anewale 5 to10 years me online coustomer ka faith khatam kr denge .... Or iss chizz ka bura jab lagega inko jab inke Ghar wala koi issi Tara ka koi online product kharidega 😮 costly rate pr kharid lega😮
Ye offline markets me hamesha se ho raha hain. COGS is always so less lekin hum sirf MRP dekhte hain. Aap agar ek Raymond shirt lete ho 3000 ka uska COGS probably 500 hota hain. Same cheez ko Raymond bolega ki iska price toh 5000 hain lekin aapko 3000 me mil raha hain. It’s just marketing strategy. Happens all the time and everywhere.
Kal channel pe full dropshipping tutorial for beginners ka video aa raha hain. Sab cover kiya hain usme. That will be helpful for you. Do subscribe. Stay tuned ! 😊👍
Hello bhaiya, aapko dil se manta hu,, thank you so much. मुझे 30m का एक वीडियो चाहिए। किस चीज के बारे मे वीडियो बनाना हैं। मैं पुरा script मै लिख कर दूंगा। आप कितना पैसा चार्ज करेंगे। please बताओ न। I am waiting for your reply.
Ropiso Cloud ko use karte hue banao bhaiya pakka banana💯🔥💥
Sure 😊👍 stay tuned
Much needed video ! Thank you sir ❤
Novartis brand is giving opportunity to incubators & startups to participate in a challenge. Pls make a video and highlight it.
Thanks sir bahut video dekhi par apki video dekhne ke baad saare daught clear haogeye❤❤
Thanks for watching. Accha laga sun ke. Do subscribe. Stay tuned 😊👍
Meesho se jo ham order krege to meesho k lebel lege hoge na sir?
Order ke last me resell ka option select karoge toh Meesho ke label nahi honge.
Sir me start kr rha hun but samjh nhi aa rha @@StartUpwithSid
Bhai roposo clout pe product ka price kafi zada hota hai. Meesho se almost double fir uske upar margin rakh ke bechna is very difficult
Roposo pe pura video banaya hain voh dekh lo bhai. Latest video channel pe. Roposo pe same product ke liye multiple sellers hote hain, toh saare parameters dekh ke seller select karna hota hain. All the best 😊👍
Maine kiya hai Aur mji bundle of orders aaya b but meesho mai dosra din varification failed aata hai iss ka koi solution batao mji
Main problem ye h meesho k products ab meesho ki packaging k sath aate h or delivery boy bhi call pr yhi bolta h apka meesho se order h...eska solution de skte ho ap please?
Ye problem toh hoga. Iska ek hi solution hain ki Meesho se thode products purchase karke rakho as inventory and khud package and ship karo customer ko.
Roposo clout use kar ke bhi dropshipping kar sakte ho. Next video zaroor dekhna. Do subscribe. Stay tuned ! 😊👍
Sir am doing dropshipping through meesho but i feel its not good choice i run facebook ads to sell a diwali product i have recieved 13-14 orders. Now after 3-4 order meesho don't allow to cod orders i have time berrer to deliver order before diwali . Now i add order into glowroad abhi dekhte hai kya hota. Agar aapke paas koi solution hua toh jrur batana . Aur apni kisi video mai audiance ko bhi warn kar dena ki ikale meesho pe depend na rahe
If u have 2 numbers then create 2 Meesho accounts. Place orders alternatively on both. I would suggest u to use Roposo Clout , usme zyada product options hain plus automatic method hain. Mera next video aa raha hain uspe. Stay tuned !
Thanks batane ke liye, main zaroor next video me bata dunga audience ko. 😊👍
Bhai i m aldo going too from meesho can we connect on any social media so we can discuss about it
Bhai I'm also doing dropshipping..... Let's connect.
Can you help me in some things
???
Bro messho se drop shipping karenge to customer ke pass to meesho ki packaging jayegi or delivery boy bhi yhi bolega meesho se order hai aapko to customer ke uppar kya impact hoga bro ese ? Vo to scam samjhega ki website name alag hai order meesho se
Mobile se bi kar sakte hai ya fir laptop chaiye hoga
Phone se easily ho jayega. Sirf website banana thoda difficult ho sakta hain. Meesho app download kar ke phone se aap use kar sakte ho. All the best 😊👍
Meesho se reselling ke liye kya alag se koi account ki setting karni padi hai jese Amazon main affiliate marketing ye selling ke liye karna padta hai
Nahi. Just a simple Meesho account works. 👍😊
Great video 👍
Thank you 😊
complete jankari to diya kro bhai wo product ka image kaise download kiya kaise lagya ab hume nhi pta
Sorry bhai abhi beta deta hu, maine simply right click kiya and save image ka option aya Meesho ke website pe. Agar phone se kar rahe ho toh screenshot lelo.
Upload image ka option hain vahan click karo aur image upload karo.
Don’t worry bhai. Simple image upload karne ka process hain. I hope abhi clear hua hoga. Thanks for watching. Do subscribe 😊👍
Sir lekin jab order delivery ho jayega tab toh orginal price customer ko pata sal jayega na?
Nahi pata chalega. Use ye bhi pata nahi chalega ki ye product Meesho se aya hain. Voh toh hamare website se purchase karega and Meesho reselling me apni branding and labels nikal deta hain. 😊👍
@@StartUpwithSid Thanks sir for information❤️🩹.......sir jab order delivery ke time delivery boy customer ko call krega tab kya bolega?.... matlab jese normaly bolte hai ki apki messho se ek parsel aya hai!
@@StartUpwithSid sir ek or problem he please explain krdo
Ye case me problem ho sakta hain because kabhi kabhi delivery vale bol dete hain Meesho se aya hain. Next video Roposo Clout use karke dropshipping pe hain, best method Indian dropshipping ka. Voh zaroor dekhna. Do subscribe. Stay tuned 😊👍
@@StartUpwithSidokay sir.....lekin roposo me product ki price bohot hote hai or delivery boy customer se contact kiye bina order cancel kr dete hai.....maine khud ke lie order krke experiment bhi kya tha
DON'T START WITH FOOD ITEMS, IT CAN CAUSE A BAD IMPRESSION ON YOUR CUSTOMERS . IF TEST IS NOT GOOD
Sir very big problem meesho product price 172 hai to reseling pe 199 ki uper price nahi rak pah raha hai profit only 27 rupees de raha hai please reply sir
Chod do voh product phir. Look for another product that u can sell. Ye video me bhi bola hain maine. 27 rs me aapko loss hi hoga end me. 👍
@@StartUpwithSid ha sir right bol rahi ho ap lekin meesho main best selling products 100% main se 99% aise hi hain
@klintan3578 nahi bhai don’t worry mil jayega. Itna kam price limit bohot kam hoga or else reselling ko promote kyu karega Meesho. Mostly aap majority products pe 250-300 ka margin laga sakte ho.
Main suggest karunga ye method se better aap Roposo clout use karo. Next video uspe hi hain. Dekhna hain toh subscribe kar lena. 😊👍
Bhay automatic roposo model pe video banao please ❤
Bhai already banaya hain. Last video dekh lo. Ye video ke baad vala video. Indian dropshipping video 😊👍
A doubt arises is that like shopify pe order aya then hum meesho pe gye order kiya prr wo jo customer ka delivery adress wo kaha se mile ga?? Shopify pe ??adress Details agaje gi jab koi order kre ga?
Customer Shopify pe add to cart kar ke shipping address bhi toh fill karega na, then payment page pe ayega phir order place hoga on shopify website. Voh details use kar ke Hume Meesho pe order place karna hain with customer address. 😊👍
Sir ager customer meri website se product order karta he to uske paas to meesho ki packing or label jayega n ?????????
Sid bhai mujhe ek doubt hai . Jab hum products shopify me dalnay kay baad orders aatay heen . order book karte phir meesho ka logo dekhta hai na customer ko phir order cancel karkay khud low price leta hai .isliya mesho wala logo hatana padega vuski trick batavo
Jab Meesho pe last me reselling option select karte ho tab Meesho apni branding nikal deta hain. Lekin full proof koi method nahi hain, kabhi kabhi Meesho apna sticker laga deta hain. Ye drawback hain ye method me.
With out brand raha tho aacha rehta sid bhai .. iska option dekho nahi tho dusara konsa tho app dekho jisme reselling karsakay
@akkubhai1231 New video dekh lo channel pe jisme Roposo clout ka method bataya hain for dropshipping. Usme ye issue nahi ayega. 👍
Hlo bhai kya Shopify me khud ka product sell kr skte hei
Yes Shopify pe website bana ke khud ka product sell kar sakte ho. 👍
Thanks for reply ☺️
Sir mera ek question hai, Aaj kal jadatar log meesho se hi purchase karte hai. Jab yeh product unhe 114 pe milega to humse kyun 349 se purchase karenge
You are right. Lekin Meesho ke users aaj bhi bohot kam hain. Jo log ko pata hain voh nahi lenge lekin aise bohot log hain jo FB , Instagram pe aapke ads dekh ke le lenge. And jab Meesho se resell karoge toh customer ko pata nahi chalta ki ye Meesho se hain. Uske uppar koi branding nahi hota.
@@StartUpwithSid sir mera request hai ki beginners apna pehla fb ads kese run kare kin kin batao ka dhyan de taki uska sales badhe aur fb ads account ko bhi koi nuksan na pahche. Quki Naya log ko pehli bar fb ads run karne mein bahut problem hoti hai.isliye iske uper ek details video layiye please.
@horrorheartbeat20242 Ha zaroor. Very soon bhai. Subscribe kar Lena toh aapko notification aa jayega. 👍
Bro 1st plan k baad Shopify monthly kitna charge krte hai?
Bro it depends bcoz multiple plans hain. You can visit Shopify website to find out. 👍😊
2000 per month
@@Ankiitt_05 😮😮
Thank you🙏🙏🙏
Brother jb coustomer ko order milega to bill kis name se jayga or agr usko return Krna h to return kese krega kyoki order hmne hmare acount se diya h to keval uske pass to uska address jayga to return process kya hogi acount to hmare name se hoga
Customer order karega hamare website se ya phir Instagram DM se jaise maine video me bataya hain. Return ke liye aapke website ke details se voh aapko reach out karega. Phir aapko apne Meesho app pe jaake pickup place karna padega voh order ke liye and Meesho voh customer se order pick up karega aur refund initiate kar dega. Isliye apne website pe apne contact details, terms and conditions clearly mention karna. All the best. Do subscribe. Thanks for watching 😊👍
Bhaiya mujhe meesho par apna product bechna hai to but mujhe kuch Pta nahi ki kese bechu kya aap kuch help kar sakte ho
Meesho ke website pe sab info hain uspe. Easy hain dekh lo ek baar. All the best 😊👍
I want to sell single product on meesho so, please make the video on how to rank product in meesho
Sure. Very soon. Stay tuned and subscribe 😊👍
Very nice 🙂 video 😊
Customer ka pass jab order jayeya to mesho ka logo Dika ja osko ,osko kase jateye ?
Jab aap reselling option select karte ho uske baad package pe Meesho ka logo ya branding nahi hota. Thats the whole point of reselling. Us package pe koi bhi branding nahi hota hain.
Customer return charges kis par lagega ?
@nishantkumar-fq7vz Agar product quality ki wajah se return hain toh Weight ke upar depend karte hain charges. They only charge shipping fee mostly 70-80 rs.
Agar RTO hain not delivered hain toh no charges at all.
Do subscribe. Thanks for watching 😊👍
sir isme rto rate ka kya seen rhta hai ? agar customer return kare ga order to kayse kare ga and hamko koi charges lagte hai ?
Agar product quality ki wajah se return hain toh Weight ke upar depend karte hain charges. They only charge shipping fee mostly 70-80 rs.
Agar RTO hain not delivered hain toh no charges at all.
Do subscribe. Thanks for watching 😊👍
@@StartUpwithSid ok cool is there any way agar ham apne shopify store se jo orders a rahe hai unko vahi se cancel karde agar address same hai 2-3 order ka alag alag name se ya koi ulta sidha address hai kyu ki mai manual kar rha hu orders meesho se
Yes aap shopify dashboard se orders cancel kar sakte ho. Agar sab kuch theek hain toh hi order accept karo aur Meesho pe order place karo.
@@StartUpwithSid is there any way ki jo logo ne order kiya hai they don't have any perm to return
Bhai cash on delivery available hota hai
Ha COD available hain 👍
Messho bada time leta hai bhai delivery karane me
@GyanendraChaurasiya-fk4dt ha voh toh lega Kyuki Meesho pe bhi small sellers hi hote hain mostly. Ye aapko manage toh karna padega varna aap abhi jo naya video aya hain Dropshipping pe mere channel pe voh dekh lo. Thats much better way😊👍
sir ehle se jo big bull h seller to new ka kese koi kharidega ye batao
Isliye market me gap identify karna ana chahiye. Abhi market me jo trend hain usme gap kya hain and uske basis pe winning product milega. Lekin dropshipping me koi guarantee nahi hain, bohot log same product sell kar rahe hote hain isliye trial and error se karna padta hain.
Agar online brand banana hain seriously toh apna unique product dhundho, usko supplier se khud source karo aur apni website se sell karo. Ye long term business hain 😊👍
Sir, how i get my payment of reselling from meesho?
If it’s COD then Meesho will transfer u the money within 7 days. 👍
Bhai agr mene 50 ₹ ka t shirt 🎽 liya or meesho par 150 ka sell kar diya to ese me kuch paise kma skuga ya loss hoga .....
That depends Ki Meesho ka commission kitna hain, shipping charges kya hain, ads ka cost kya hain. Meesho pe supplier banne ke terms and conditions aapko website pe dekhne honge. Ye video reselling pe hain.
Bhai ap meesho par karte ho ye sab karte ho sell ...
Nahi bhai. Main personally Meesho par supplier nahi hu lekin mere contact me bohot small sized businesses hain jo sell karte hain. It’s a great platform jo chote businesses ko support karta hain.
Best part ye hain ki returns, refunds and shipping bohot hi smoothly manage hota hain agar aap Meesho pe seller ho toh.
@@StartUpwithSidBhai returns aur refunds ka kaafi issue rehta hai suna hai seller ke liye. Sach mein smoothly process ho jaata hai kya?
Ha mujhe toh koi bad experience nahi aya abhi tak. Agar dropshipping karna hain toh latest video Dekho channel pe. Voh method aur zyada better hain. All the best 😊👍
Customer returns product kanha jayega
Customer return place aapke website pe hi karega. Uske baad aap Meesho app par return place karoge aur meesho customer se product pick up karega.
Mujhe koi ye bata do please btana please ki jaise mere pass koi order aa jata hai to uske baad Hume kuch karna hota hai ya direct order company ke pass chala jata hai
Order aapke website pe aane ke baad aapko Meesho pe jaake voh product ko Buy Now kar ke customer ke address pe bhejna hai. Delivery, COD, Returns ye sab Meesho manage karta hain.
Direct method Roposo Clout use karne ka hain, bohot jaldi video aa raha hain uspe. Voh better method hain. Stay tuned. Subscribe kar Lena 😊👍
@@StartUpwithSid thank you sir ❤️
To woh customer pay kaha karta he ? @@StartUpwithSid
Online agar karna hain toh aapke website pe or else agar COD hain toh delivery ke time pe bhi pay kar sakta hain. Meesho within 7 days aapke account me transfer kar deta hain paise .
Part 2
Dear Meeso Shopify me add kaise hota h.... aadha adhura bana diya video.....
Video aadha nahi hain. Meesho shopify me integrate nahi hota. Aapne video dekha nahi shayad pura. Shopify store pe customer sirf order place karega , uske baad aapko Meesho pe jaake manually order place karna padega. I suggest Ki aap last part phir se jaake Dekho. 😅👍
@@StartUpwithSid mere bhai ye hi to batana h k k ye sab correlate kaise hoga.... new person k sir k uper se chala jayga....
@@sobanson Video ke description me maine process likha hain short hain. Sorry agar aapko video ka explaination thoda kam laga. I appreciate your sugggestion. Thanks for watching 😊👍
@@StartUpwithSid 🙂🙂🙏🙏
Roposo क्लाउड पर वीडियो बनाओ
Video ready hain. Kal ayega shaam ko 6:30 pm. Subscribe kar Lena. Stay tuned 😊👍
bhai ji hmara jewellery cosmetics ka buisness hai yeh sale kr skta hu kya mai online. father mere offline sale krtey hai mai isko online lekes jana chahta hu
Amazon pe sell karna start karo. Khud ki website mat banao. Agar already offline business hain toh Amazon seller ban jao aur online sell karo. Bohot easy hain. All the best 😊👍
Bhai ager prepaid order h to kaise kare ?
Pre paid ke liye u pay on Meesho online while placing the order. 👍
Brother ads cholane ke time par website Shopify ka dene padega kiya!or Shopify pe customer khud order korege ya khud korne padega..
Shopify website ka link dena padega FB ads me. Vahan par click karke customer aapke website pe ayega aur order place karega. 😊👍
Bengali babu
Bhai order cancel ho jate h 10 se jyada karo to
Isliye 2 number se separate account banao. Alternately orders place karo
Sir roposet bideo full prossec please
Yes zaroor bohot jaldi aa raha hain video. Subscribe kar Lena . Stay tuned 😊👍
17:02
Indian dropshiping k ly GST jaruri hai
Nahi.
Full videos
Sure. Stay tuned. Do subscribe. 😊👍
agli video roposo par
Sure bro. Thanks for watching😊👍
Total misleading thumbnail
Elaborate on which part of the thumbnail is misleading. It’s very easy to comment this single line. Please explain!
113 ka product 399rs. 😢 Show kiya jata h 699... yani 50 %off likh kar sell karna ....for drop shipping...ye sab karke ye log anewale 5 to10 years me online coustomer ka faith khatam kr denge ....
Or iss chizz ka bura jab lagega inko jab inke Ghar wala koi issi Tara ka koi online product kharidega 😮 costly rate pr kharid lega😮
Ye offline markets me hamesha se ho raha hain. COGS is always so less lekin hum sirf MRP dekhte hain. Aap agar ek Raymond shirt lete ho 3000 ka uska COGS probably 500 hota hain. Same cheez ko Raymond bolega ki iska price toh 5000 hain lekin aapko 3000 me mil raha hain.
It’s just marketing strategy. Happens all the time and everywhere.
Yhi to krunga main😅
SIR MAI DROP SHIPPING KAUNSE PLATFORM SE START KARU PLEASE BATAO MAI NEW HOU ABHI TAK KUCH NAI KIYA SIRF KNOWLEDGE LERA HOU
Kal channel pe full dropshipping tutorial for beginners ka video aa raha hain. Sab cover kiya hain usme. That will be helpful for you. Do subscribe. Stay tuned ! 😊👍
Muchh choti badi hai bhai😅
😂 ha bhai pata hain . Aapka salon hain toh batao aa jata hu. 😂
@@StartUpwithSid 😂
Edit to thik se kar lete
Kya issue laga editing me ?
Tu saale betha betha kone me bol raha agla sikha raha wohi bohot hai tere se ye bhi nahi hoga.
Tujhe to aati hogi editing
Firr bhi 3 400 subscribers pe ba hai
Hello bhaiya, aapko dil se manta hu,, thank you so much.
मुझे 30m का एक वीडियो चाहिए।
किस चीज के बारे मे वीडियो बनाना हैं। मैं पुरा script मै लिख कर दूंगा।
आप कितना पैसा चार्ज करेंगे। please बताओ न। I am waiting for your reply.
Sir how to contact you
I want a personal guidance
I'm a beginner
Hello ! You can reach out to us personally using this link.👇😊
superprofile.bio/startupwithsid