12v 50 pcs jhalar lagane ne liye kitne mm ka wire use karna hai? Aur connection 6A switch me Dena hai ya 16 A.?Vertically 15 meter lagana hai parallel connection
Sir jesa aapne kiya mene bhi sem kiya.or mene wire polycab 1.5 sq mm ki li thi.jisme mene sirf do lighting lagai lekin jese mene bord ka batton on kiya sari ghar ki light off ho gai.sir yesa kyu huaa please bataye
Ek no.
Hmm indian light k plug nikal kr ek wire m joint kr dete desi jugad 😅
Are ye meri baate kon leak kar raha h😂
green tar jodne ki kya jarurat thi? akhir connection to parallel hi ho raha hai direct lal aur kala tar se bhi to female socket nikala ja sakta tha ?
40rs me market me led connector mil jata hai. And for those people who say kharab ho jate hai to bta du 2 sal se same use kar rha hu
kharab toh nhi hota mera 8 saal se chal rhaa hai, lakin agar 100 ladhiya lagani ho toh yeh idea better hai
Vo jyada load nhi jhel skta agar jyada light lagani hai toh ye wala badiya tarika hai
100 ka aara led connector
Mera kharab ho jata hai har baar..
Haan mera bhi theek chal raha hai kaafi saal sai use kr raha hu
Thank you so much mere bhai
Red & black vayr ki size kya hai.?
Size 32x40
@@electricaleyes4952ju white PVC wire ati hai wo jhalar se jalti ton ni
@@electricaleyes495225 jhalar LA skte hai
0.5 mm sufficient, jyada ho 50-60 to max. 0.75 mm ka wite
Nice
Usse acha green wire female me na lagate huy direct red black wire female me dal do.❤
Wire kitnai sqmm ka use kia hai?
Green cable hai woh seperately connect karna hai? One with red and one with black ?
Tx so much
Video me aapne jo twisted wire use kiya h , agr uska length 15 meter h then ushme total kitne female plug use kr sakte h without any problem.
Sir sare plugs parallely connect hogen na?
Ye board ka ek switch itni saari light ka load le lega na
12v 50 pcs jhalar lagane ne liye kitne mm ka wire use karna hai? Aur connection 6A switch me Dena hai ya 16 A.?Vertically 15 meter lagana hai parallel connection
I think this is series combination. Lights will not as much as bright
Sir jesa aapne kiya mene bhi sem kiya.or mene wire polycab 1.5 sq mm ki li thi.jisme mene sirf do lighting lagai lekin jese mene bord ka batton on kiya sari ghar ki light off ho gai.sir yesa kyu huaa please bataye
Short circuit...wire galat jgah set kr diye hoge...ya wire touch ho gya hoga...mcb se ja kr on kr lo light ko...aajyega line
Jhalar ka plug is female Mein loose Hota Hai
Bhut mehnat h isme isse accha long wala extenser kharid lo
15 se 20 chains ke liye.. wire kitna mm hona chahiye?
1.0 mm
0.75mm
Gar mene 25 jhalar lagai toh switch board par load toh nhi ayega
Bhai Maine teen sal phele hi bana li
Bina plug ke bhi km karega na
Ye plug ka naam kya hai jo laga rahe hai
Female connector
male female plug bhai
2:21 female connector
Plug me jhaler wala pin loug ho raha hai
Isse axha
Black ko kat k laga do na
Otna tap aur tar kyu jorna
Yeah white wala tap konsi hai ??
Electric Wali Tape Hai Mere Paas Bhi Hai Bahut Color Mein Aati Hai Black, Red, Yellow, Green, White Etc.
Electric Tape Hai.
Cost kitni i iski total?
Wire 6mtrx10=60
Plug 10x10=100
Pin1x10=10
Total=170 price
@@electricaleyes4952amazing 👍👍
40 light ko ek lgane k liye kitne mm ki wire chal jayegi
????
Low quality wire
Video me aapne jo twisted wire use kiya h , agr uska length 15 meter h then ushme total kitne female plug use kr sakte h without any problem.