चावल के आटे से बना ऐसा टेस्टी ढोकला जो आपको उंगलिया चाटने पर मजबूर करदेगा khaman dhokla rbanturecipe
Вставка
- Опубліковано 5 лют 2025
- chawal ka dhokla | khaman dhokla recipe in hindi चावल के आटे से बना ऐसा टेस्टी ढोकला जो आपको उंगलिया चाटने पर मजबूर कर देगा ,सुबह का नाश्ता हो या कुछ खाने की इक्षा बनाए ये नाश्ता जो की बहुत टेस्टी लगता है खाने में और बनाने में तो इतना आसान है की आप इस चावल के आटे के ढोकले को कभी भी जब आपका मन करे बना के खा सकते है
मार्किट जैसा सॉफ्ट ढोकला जिसे बनाने के लिए हमने लिया है
1 कप चावल का आटा
1 /2 कप दही
1 कप पानी
1/2 चम्मच नमक
1 चम्मच इनो फ्रूट साल्ट
1 चम्मच तेल
1/2 चम्मच राइ
2 हरी मिर्च बारीक़ कटी हुई
8 करी पत्ते
1 /4 कप पानी तड़के के लिए
khaman dhokla recipe, chawal ke aate ki recipes, chawal ke aate ka dhokla recipe, r bantu recipe, nasta recipe, easy nashta, breakfast recipes, indian recipes, dhokla recipe, dhokla, khamand, chawal ke aate ki recipe, chawal ka dhokla, chawal ke aate ka dhokla,चावल के आटे की रेसिपी,dhokla banane ki vidhi, chawal ka dhokla banane ki recipe, khaman dhokla recipe in hindi, Tasty Nashta, khaman dhokla
I tried this recipe 4 days ago, i used Lemon flavoured Eno😅 instead of non-flavoured one, and also i didnt have any pressure cooker so i cooked it in kadhai by putting stand inside the kadhai and for batter i used small roti dabba.. but after that also it turned out to be so fluffy, soft and yummy😍😍❤ Me and my brother loved it😍😍❤ Thank you for the recipe! Atleast it is very useful for bachelors like us😉 Love from Chhattisgarh 🤠🙏
Thank you very much ananya ii
😂❤❤❤❤❤😂🎉😢😮😅😅😮😊😅😅🎉😂😂😂❤❤😊😅😮😢🎉😂❤
Thank you so much ❤️😊 mam ,aaj Maine paheli baar banya or ak hi baar Mei ekdam achhe se ban gya hai or mera comment bhi paheli baar hai Thank you 😊 thank you so much 😊🤗
It's my pleasure
बढीया nice रेसिपी
Wa yr nice me bana kar dekhugi
Thank you
Thanks mam aapne bhot achi recipe share ki hai hmne aaj hi dekha or aaj hi try Kiya h Sach me bhot hi testy dhokla bna h,,,,,,,,,,,
Thanks a lot purnima ji aapne recipe try ki or mujhe rply kiya
Bhut testy hai 🎉😊mam ap ne bhut ache se bataya 👍👍👍
Thank you
Nice video ❤🎉🎉
Di mene bhi aaj aapki video dekh kar dhokla banaya or sab ko bahot pasad aaye thank you di
Welcome
Mai first time dhokla banayi hu mam achha bana hai aur test Bhi achha hai thank u🙏
Welcome
👌👌👌👌👌bahut super
Thank you very much
Bhot hi acha dhokla hai diii i made it bhot hi soft or spongy bana tha thanku for this recipe mene first aapke video se hi start kiya thank so much.
Welcome
Thnks ma'm bhu super resipe che good
Thank you
Wow! Will definitely try
Thanks for sharing ❤❤
Thank you very much
Thank u so Mach bahut hi Softy Banaya aapane per Mujhse Aisa Nahin banta hai main Kai bar Banakar TRAI kar chuki hun Ek Bar aur Karke Dekhti hun FIR aapko comment Jarur karungi Radhe Radhe
Very nice video MA try karugi video kala
Bahut jaldibana MInebanaya Rmast❤❤❤R kiwaaaaah
Nice made
I have tried
Mam I mam 13 years old mane banaya tha dhokla bhut hi acha bana Mene ap hi se start kiya hai recipe banana thank you so much 🤗😘 or meri apse request hai ki ap make ke atee se dhokla banaye please
Hi mam
Thank you very much me jrur makke ke aate ka dhokla bnaugi
Your recipe is so easy and so tasty ❤
Thank you very much
Nice
Thank you
Nice recipe dii 👌👌simple and tasty😊
bhot hi badhiya and soft dhokla.... humne bhi thoda bhot banaya ha khane ka... dekh k bataiye..kesa laga
Hamara dhokala bhot accha bana hai
Very nice video mam thanks 😁👌👌👌💖💖🇮🇳
Bhut aachsa laga the is butiful
बहुत ही बढिया बना , Thank u sooo much 🙏
Mam maine aaj try kiya Bahot hi soft aur spongy bana Tadake ke pani mai sugar add karane se testy bana Thanks mam
Welcome
Very good video
Very nice
Thanks a lot
Excellent.
बहुत बढ़िया रेसिपी है जिन्हें बेसन पसंद नही उनके लिए तो बहुत अच्छा ऑपशन है ढोकला बनाने का
Achchhalaga
Me bnai bhohot acha soft bna very 😋
Waao so testy mene bhi tray kiya
Nice recipe thanks for sharing 👍
Wow very nice recipe assom
apk bolneka tarika acha laga q ki ap jada baat karke bor nahi karte he.isiliye sare vdo acha laga.bhut ache recipes v bataye.
Thank you very much
mam agar dusra eno dalenge to chalega
Chalega
Very nice sister😋😋
Thank you so much Saida ji
I try this dish today...Really nice..Thank u so much
Nice....
Nice recipe sister 😋
Main jarur try karungi mam thanks
Ekdm mst tai
Nice recipi
Nice recipe
Nice didi👌👌👌❤️🔥
Thank you
Good
Thank you
खूपच छान
Thank you
Very nice 👍🏻
Bina eno k bn skta h kya
Nahi
It's so simple. Thank you
Thanks
Bhaut accha lajawab Tqq
Thanks
Nice dhokla
आज ही बनाऊंगी
Dosa ki recipe banana
Ok
Madam ye ges midim rakhna he kya
Ha
Mam dokla banaiye hai Aabi fir se kara bana halka soft bana kaise banaiye
Better ko set hone ke liye jrur rkho or eno turant daal kar dhokle ko steem hone ke liye rkao
Nice.
Dahi ke badale Nibu ka ras dal sakate hain kya
Nahi
Nice or bht easy bhi h
1 no mam abhi banatee hu
Nice 👍😊mam
Thanks
Eno fruit salt ki jagah tatri daal sakte hain kya
Dal to skte hai aap tatri ko but eno se best result aega
@@RBantuRecipe thank you for your reply
raai moti wali leni h ya barik wali
Jo apke pass available ho
Aapne shuger use q nahi kiya
Aap use kar Skte ho
Dhai ke jagha Nemo ka istamal karsakte h
Nahi
Eno ki jgh Soda ni dal skte kya
Eno se bhut badiya result aata hai
Bhaap pr slow pr rakhna hai ki fast
Medium flame par
Very nice video
Bahut acchi racipi hai mam
Thank you
Besan dhokla mi suger daltye hi is dhokla mi nahi dalni kya
Sugar dalne se taste accha nahi aega
Kya dahi ke jagah nimboo dal sakte hai?
Dahi se result bhut accha aata hai
Eno ko skip kar Sakta hai
Nahi
Super siso
Dahi ki jzgah chach dal sakte h
Ha
Mene ek baar tadke me pani dala tha........... Aag hi lag gyi thi upr tk lapk uthi
Ek dum garm tel me pani nahi daale thoda thanda hone ke baad daale
Good recipe
Thank you
Very nice
Khane ka soda daala toh kya hoga
Dhokla thoda kum fulega
@@RBantuRecipe isliye mera kum fula
Nice mam
Dhi ke badle Kya dal skte hai
Dahi daalna jaruri hai bina dahi ke nahi bnega
Supar
Thank you
Mam isme jaldi nhi dal sakte kya
Aap haldi dal sakte hai
Aap bohat hi acche se recipe banane ka tarika batati he
Isme namak Ke sath green mirchi peese hue daal sakte hai. Adrak bhi daal sakte hai
Ha
Di isme dahi na daal ke mahi bhi daal sakte hai na
Kya aap chach ke bare me bol rhai h
Yes
Nice recepe
Thank you very much minakshi ji
Mam thanks for quick and eazy recipe
Mast
Agar dahi n ho to kya kare
Aap butter milk {chach}ka use kar skte hai
Mam. Maire khane banane ki shuru at aapki vedio se hui hai aapki vedio ko dekhkar maine aaj dhokla banaya or maire mummy papa maire par bhut impress hue thank u di I am 14 years old
Welcome dear
Nice
Hii. Didi
@@RBantuRecipe aa
Is that JISOO in your profile ?
Agar Dahi na ho to kya dale
Aap khatte chacha ka use kr skte hai
@@RBantuRecipe Khatta Chacha means
Thoda khatta hona chahiye
Good
Mene aapke tarikese banayi lekin puri tarikese bigad gayi. Mene garam , Kadhai mein Pani rakhkar ubala Diya aur usmein plate ko Rakh Diya aur usmein batter Dala ek ek ghanta Paka Diya lekin usmein rashes Pad Gaye vaise to maine jo bhi padarth Tak banae Hain vah Hamesha acche hue hain testi Bane hain lekin yah Wala dhokala Mera theek se Ban Nahin padhne Ke Karan vah dhokala cut karne ke bhi nahin tha FIR Maine Uske laddu banae aur chatne se khayen Kya Bataun
चावल के आटे का ढोकला बनाने के लिए उसका बेटर अच्छे से सेट नही हुआ होगा इस लिए अच्छे से नही बना होगा
Very nice recipe 👌😊
Nice
Mam into ki place pr soda dale to
Ha soda daal kar bna skte ho lekin eno se result jyada accha aata hai
Mast ek no. Dish bahut Testy bni hai
2 good mem
Mem samber ki v ek video bnao plz without sbji Wala Jo dal ka bnata h
Ok
@@RBantuRecipe phir m bhi try krungi aapko recipe aapki sari recipe best h mem
Thank you Priyanka ji