Nahi salary har month hi milti hai par aisa ho jata hai first time salary me. Jaise employee I'd bane or baki formalities. Lekin ek baar start ho jane par monthly hi milti hai
@@ytuser0101 postage stamps stock me hoti hai like cash .alag likhi jati hai . Revenue stamp payments ke liye hoti hai . Postage stamps letter ya amount ke liye. Revenue stamps kuch state me post office ke through milti hi nahi ab
Bhai new GDS join hone per 3 month ki sellery ak sath aati hai ya par month aati hai
Nahi salary har month hi milti hai par aisa ho jata hai first time salary me. Jaise employee I'd bane or baki formalities. Lekin ek baar start ho jane par monthly hi milti hai
Postage stamps va revenue stamp inme differences kya hai
Aur ye likhne kaise hai daily account par
@@ytuser0101 postage stamps stock me hoti hai like cash .alag likhi jati hai . Revenue stamp payments ke liye hoti hai . Postage stamps letter ya amount ke liye. Revenue stamps kuch state me post office ke through milti hi nahi ab
Sir ,1983 se job hain GDS bpm ,kya pension milenge , job khatam hone ka baad , please reply chahiye 🙏
@@rinaghosh9340 aap ko nps lite wali sdbs pension milegi.
Sir galti se darpan 2.0 mobile me photo click ho gya hai use delete kaise krte hai kuch bataiye sir kya krna padega please reply
@@amstatusyt7221 photo delete iss mobile me nahi ho sakegi . Iske liye pma ya other app me ja kar storage option se clear karne ki koshish kare
Hello sir ippb account opening kiye the 14/10/24 ko darpan me data fatch nahi kiya hai kaise kare please reply sir 🙏
Darpan app me again data fetch karo uske bina day end bhi nahi karna hota.
Abhi dubara Karke dekhe
@@gdsbpm Nahi ho rha hai
Sir galti se mobile me photo click ho gya hai use delete kaise kre
@@amstatusyt7221 isme photo delete nahi ho sakegi. Agar aap try karna chahte hai to pma app ke through try kar uske storage se.
Camissain milta hai kya
@@Lofimashup0143 commission kis chiz ka ???
@@gdsbpm Paisa nikalne se
Nehi a raha hai
Kya dikkat aa rhi hai aap ko
Customer id kaise pta kare
Ye process customer I'd yani Cif I'd ke liye hi btaya hai
@@gdsbpm Thanks👍
Kya SBI and indian post payment Bank ka CIF I'd same rahta hai???
@@MahendraTechno nahi har ek bank ka apna alag cif I'd hota hai.
sir micro atm app mei ak ippb se dusre ippb mei peysa keyse transfer kare
pls