Engine RPM kam honge toh alternator mein voltage aur frequency drop hogi. Engine ki race kam karne se power ki quality achieved nahi hogi, iss se submersible ki motor damage ho sakti hai.
Bhaiya hamen 7:30 HP ka motor samarsebal ka chalana hai to kitne HP ka yah sab jugaad baithana padega kya hamare pass aath ka engine nahin 7 ka engine pahle se purana pada hua hai 7 kevi ka usko Laga denge to kya hamara motor chal sakta hai ki nahin
अरे भाई हमको बड़ी मोटर चलाने की 10-10 की मोटर चलाना है उसके लिए कितना बड़ा इंजन है और कितना आर्मेचर चाहिए हमको कोई भी 25 का आर्मेचर चलना है और 10 कीमोटर 500 फीट कैपेसिटी से पानी उठाना है और आप इस तरह जुगाड़ लगाओ कि हमारी 500 फीट गहराई से पानी निकल जाए
Bhi ji mira pass m yhi Lister enjane hai or Puli ka size h 10/4. Ka dabta bhut h. Thora sa load pr he jab ki mine ring or brass bhi change Kiya hai. Koi jaankari hu iss baar mai hamko btana bhi ji
@@anipurfarmer6634 10/4 pe dabta hai to 12/4 pe nhi dabega kya aur aapka bhi dab hi raha hai is video me voltage 240 se sidhe 170 ya 180 ho jaa raha hai to uska kya ? Hm bhi chlate hai 10/5 pe tb pura load leta hai thik
Ha chal jayega
Aapne acha video banaya he Lekin borwel or cakhi don'o Kam kr Sakta he kya Bhai or dijal Kitna khata he appna jugad acha banaya
Dono kam kar jaenge alternator ke kilowatt ke hisab se
बहुत अच्छा काम
3 kevi ka alternator hai 10 ke engine mein Kitna ka Puli dalen hamsar ki chalega
Bhiya ji 2.5kw ka altinator se 1.5 hp ka simersibul chal jaayega 7 kb ka krilosker ka djl injane hai plz reaplay me
Mere hisab se chal Jana chahie kyunki alternator se samarsebal ka HP kam hona chahie aur aap alternator banane walon se puch sakte hain
Engine RPM kam honge toh alternator mein voltage aur frequency drop hogi. Engine ki race kam karne se power ki quality achieved nahi hogi, iss se submersible ki motor damage ho sakti hai.
Engine ke rpm bada sakte h
@Hotfun31 Jaha per samarsebal ke liye 220 volt banne lag jaaye vahi RPM share kar do
7.5 Lister engine h mere pas us pr 7.5 kav ka alternator kam kr jayega ya nhi
load pr 3 hp motor chuff cuter
or 1.5 hp sumersable h please batao
Chala kar dekh le chal sakta hai
Kya ye alternator 3hp moter se Chala skate he
Jii
Sir aise injhan per 10 kv ka altneter chal jayga
Chal jaega Magar load rahega diesel jyada khaega
Bhaiya hamen 7:30 HP ka motor samarsebal ka chalana hai to kitne HP ka yah sab jugaad baithana padega kya hamare pass aath ka engine nahin 7 ka engine pahle se purana pada hua hai 7 kevi ka usko Laga denge to kya hamara motor chal sakta hai ki nahin
7:30 HP ka samarsebal pump ke liye engine bhi bada hona chahie aur alternator bhi bada hona chahie alternator banane walon se sampark kar len
12 horse power ka engine hona chahie aur alternator kam se kam 10 kv ka hona chahie
Singal fese h ya 3fese h pani ka leval kitna h
Single face hai Pani ka level 50 fit hai
5ke.altinetar.par.1.hp.ki.samar.nahi.chalti.jab.ki.enjan.8.hp.ka.he.kya.kare
5 ke alternator se to 3hp ki Samar chalni chahie mistri ko dikhaiye
Very nice
Excellent
अरे भाई हमको बड़ी मोटर चलाने की 10-10 की मोटर चलाना है उसके लिए कितना बड़ा इंजन है और कितना आर्मेचर चाहिए हमको कोई भी 25 का आर्मेचर चलना है और 10 कीमोटर 500 फीट कैपेसिटी से पानी उठाना है और आप इस तरह जुगाड़ लगाओ कि हमारी 500 फीट गहराई से पानी निकल जाए
जो आर्मेचर बनाते हैं उनसे पूछना पड़ेगा मैचिंग के हिसाब से बता देंगे
😂😂😂
Bhai altinator kha se liya tha muje lena h mere yha bahut mehnga mil rha
Agra
Bahi muje 10 hp ke solar motor chlane ha gerneter par, 10hp ac moter ha ,kirne hp ka gerneter or atineter lena pde ga
Motar kitne fit pe hai
Kya 7.5 kva ka alternator 7hp ki motor chala dega .
No
Bhai AAP ke yaha kitne fit niche Pani hai
40 se 50 ft niche Pani
Sir mere pass 10 hp ka enjan he or 15 kv ka altiner he mere dost ke or 3 hp ki water pump he chl jaega kiya
Bilkul chal jayegi Magar alternator bada hai thoda engine dabega
5 hp ka Graves company ka diesel engine hai usme 5 hp ka matka moter chalana hai to uske liye kitne kv ka altanetor lagaga
Nahin chalegi
तीन का अल्टरनेटर है सर 10 का इंजन में कितना का पुली डालें की करचलेगा
12 4
12 /4
Bhai
Diesel kitana leta h
1 ghante mein 1 litre
Bhai 1ghante me disel kitla leta hai
1 ltr
Level at car recorder Kix motor Pan says a label kickdown
मेरा bore 500 miter नीचे है पहाड़ी है आगे केसे करें
Copper ka dam isse kitna jyada hoga...
4000₹
12inch × 6inch pully lagna chaiye isse machine pe load sahi rahta hai...
Diesel engine ki speed bahut badh jayegi diesel kharcha bahut jyada aaega
@@anipurfarmer6634 orr chota pully mai load jada leta hai usme bhi tel jyda aaega
Agar 4*10 ki ho bhai to
@yosingh6594 diesel engine ke RPM bahut jyada ho jaenge
Water level kitna hai
40 se 50 feat
ओंटीनेटर 7.5 का मुलय
उसे समय ₹11000 था
Mere pass 10 hp ka kirlosker engen to 7,5 kwt altineter se. 2inch ka Samer accha chalega or tel kitna lagega ek gante me please bataye g
Sahi plan
Aaram se chal jaega ek ghante mein 800 gram se 1 litre Tak diesel lega
Lekin Bhai yaha ek mistress ne ki ek gante me 1.5 liter tel lagega
Borvel jyada gehra hoga hamara 40 se 60 feat Tak ka hota hai jismein 1 litre se jyada nahin khata hai
Kirloskar jyada desel Peeta h 1.25 Tak @@Kfarmer2378
Sir jara 50fit ka kua hai h or 70fi boring h to usi borwell me dalna chahate h to theek rahega@@anipurfarmer6634
Diesel Kitna khata hai ghante ka bhai
1 litre
1 ghante mein kaisa average deta hai Kitna
1 liter
Mere ko banana Hai ye sistam mughe bataye
Video mein sab kuch bataya gaya hai
भाई एल्युमीनियम विडिंग को काम न अकना बस अच्छा कुल्टी का हो q
Puli size Kitana h dono ka
13 inch aur 5 inch
Bhi ji mira pass m yhi Lister enjane hai or Puli ka size h 10/4. Ka dabta bhut h. Thora sa load pr he jab ki mine ring or brass bhi change Kiya hai. Koi jaankari hu iss baar mai hamko btana bhi ji
@@ukabthevoice963710/5 ka pully lagaiye sahi se load utha lega Mera khud ka hai uspe 10/5 ka pully lga hua aur pura load le leta hai
@ukabthevoice9637 bhai ji ismein puli ka size 12/4 hona chahie tha aur meri is video ko Gaur se dekhen aur sun puri jankari milegi
@@anipurfarmer6634 10/4 pe dabta hai to 12/4 pe nhi dabega kya aur aapka bhi dab hi raha hai is video me voltage 240 se sidhe 170 ya 180 ho jaa raha hai to uska kya ? Hm bhi chlate hai 10/5 pe tb pura load leta hai thik
Very nice information 🎉
डीजल कितना खाता है
1 घंटे में 1 लीटर के आसपास
Sar ham is system se 5 HP ki Samarth chala sakte
Yes
सर कितने वोल्टेज पर चलेगी 5hp
Jitne engine ke rpm badoge voltage bad jaege
Mere ko bhi ek Aisa system karvana hai bhai kitne mein ho jaega
Video mein har chij ka price bataya gaya hai use hisab se calculation kar lo
भाई पाईप कितने इंच का है ( पानी कितने इंच है)
2 inch
इंजन rpm कितने होने चाहिए, ऑयल फील्ड अगर नहीं है तो क्या ज्यादा आरपीएम करके मोटर चला सकते हैं।
आरपीएम के डीजल इंजन के एक्सीलेटर से सेट हो जाते हैं बाकी जो वीडियो में बताया गया है वह सब सही है
Good
Rpm ka issu to nahi aata hai
Nahin aaya
मेरे पास 10 किलोवाट का अल्टरनेटर है कितने हॉर्स पावर इंजन की जरूरत पड़ेगी उसको चलाने के लिए
10 या 20 का होना चाहिए
Balencer par chalao 8hp chalega ❤
12kva gent ch ga
8और 10यच,पी,से चला,सकते है।
@s.p.shukla9288 उसके लिए बड़ा डीजल इंजन और बड़ा अल्टरनेटर लेना पड़ेगा
Tumhare yaha kitne niche pani he water labile kitna he
40 ft se start ho jata hai
आरमीसंन कीतनेहोसपावरंगाहे
Diesel engine 8 horsepower ka hai aur alternator 7:5 kilowatt
Very nice
Bhai
Oil per hour kitna hai
1 letter