haisiyat praman patra me kya kya documents lagte hai
Вставка
- Опубліковано 7 лют 2025
- documents required for haisiyat praman patra hesiyat praman patra me kya kya documents lagaye jaate he
हैसियत प्रमाण पत्र मैं क्या क्या डाक्यूमेंट्स लगते हैं हैसियत प्रमाण पत्र कैसे बनाए
documents for haisiyat pramaan patra
Bata dijie sir ya video bana dijie up theka ka
Sir jameen ki value ki report kisme upload karte hai jo valuar jari karta hai
Thanks.
मेरे पास खेत है उसपे किसान क्रडिट कार्ड का लोन हैं क्या बन जायेगा
महोदय
अगर किसी व्यक्ति पे खेत हो.. खतौनी में परिवार पर के कई सदस्य भी शामिल हो तो वो खतौनी मान्य होगी?
sir wine shop ke liye kaise apply kren iss par bhi video full detail mai bnaiye plz ,aur ap bahut ache se explain karte hai
thank you so much......
Sir up me theka ka licence kaise le aur kab aayega ❤❤❤❤
Important question.
Koi plot ya makan dada pardada ne kis se purchase kiya tha nahi pata. Sirf nagar palika ke record me mera nam virasat ke aadhar par darj hai.kya solvency me use count kiya jayega..plz reply soon.
vary good
Thanks
Sir isme bhar mukt pramn patr uplod ke liye mag rha h lagana jaruri h
Kya pita ki sampatti par putra haisiyat praman patra banva sakta hai
Sir mere father ke naam 1 residence plot ka bainama registry hai unhone uski power of attorney mere naam kar di hai to kya mai,us plot ko apni haisiyat me dikha sakta hu???
And you video is amazing
Sir meri haisiyat online upload nhi ho pa rhi h..500 kb ka size manga h pr file ka size jyada h..kya krei
Hello bro
Your vedio was really great and even after i compared among vedios of other channels you were great.
There are some doubts rolling in my mind about this HASIYAT PRAMAN PATR..
1.Whether this submission of application after complete payment of 100 rs by citizen portal is the last step , we have to do ?
2.How many days it would to take to receive this new hasiyat praman patr?...
Reply me soon.......
Apply karne ke baad hame kya karna hoga ? Kya ye apne ap banke protal me aa jaiga ya fir hame jana hoga kisi department aur kis officer ke pass plzz tell me ??
tehsil me jana hoga
Kya hum sirf bank ke paise pr haisiyat praman patra ke liye apply kr sakte hai??
Mere pass sirf chal sampatti ka proof hai.. achal sampatti nhi hai. Kya sirf chal sampatti se ho jaayega ya phir achal sampatti bhi dikhana hoga??
Haisiyat praman patra 3,00,000 ka banaana hai.
Please, reply soon.
Pls mujhe bhi bataye
How much money requirements for open the liquor shope they also need status certificate
सर बहुत अच्छा वीडियो बनाया आपने
तीन सवाल है ये प्रमाण पत्र कितने दिन में बन जाता है
और इसमें सभी संपत्ति का ब्यौरा देना पड़ता है या जितने की आवश्यकता हो उतने का बनवा सकते है क्या यह 1-2 दिन में बन सकता है
Approx 1 month
Jitna chaho dikha sakte ho
Kya sarkari karmchari ka hasiyat praman patra bn skta h ...plz btayein
nahi
Sir mere papa ke name hai jameen but mere name kaise Banega haisiyat prman patr plssss
Nahi banega apne name .bas ap unke name ka use kar sakte ho bas .
Same problem
हम लोग 4 भाई है और मेरी माँ है पर हम दो भाई के नाम से KCC है और उसी जमीन पर मकान बना है,हम लोग मकान का हैसियत प्रमाणपत्र बनवाना चाहते है तो क्या KCC की वजह से कोई दिक्कत होगी और इसका समाधान कैसे होगा ?
Same problem
Bhai rply do
kya BANK FDR par solvency ban sakti nhai
ha
Car aur Bike bhi Achal Sampatti hi hoti hain. Yani Fixed Assets wo hoti hain jo ek saal se zyada ke liye use ho sakti hai.
Haan
Agar property 2 yq adhik hissedar hain to haisiyat praman patra kaise banwaye????
Agar jameen husband ke name hai to haisiyat praman Patra wife ke bnane me koi dikkt to nhi hogi
Sir agar humko apni propety dhikani h Tu uske behname ke saare kaagaj lagenge ya shirf frunt page only please reply
sab iscan kar ke 1 pdf banao
Sir mujhe banvana please send me watsap no
bank satement upload krne se kaam nhi chlega kya
haa
Sir jaise pitaji k naam PR koi property ho usi ko lga Skte h y phir jaise pitaji n mere naam PR car dilwayi to mein usko bi usme add kr sakta hu pitaji k haisiyat praman patra sir pls reply ...
Niwas pramaan patr lagaa sakte hai kya
Sir sirf movable property ho, i.e, bank account , toh registration kra Skte h ?
Mai bhi eyi janna chahta hu ki bank balance par ban jayega kya
Sir kitna age hona chahiye aur jamin nhi hai nam pe paisa hai to ban sakta hai kya
haa
Sir caste cerficate kya ek apply kr diya ho bit id proof meh Baltimore ho gaye ho toh kya dobara phir bana sakte h pls batiye sir pls pls kya sir apke pass time h baat krne ka sirf 2 min kA
Haan apply kar sakte ho koi problem nahi but purane wale ko scan karke Laga dena
Sir
Niwas pramaan patr lagaa sakte hai property document me
सर बैंक से लोन लिया है.. तो हैसियत सर्टिफिकेट मिलेगा क्या ? Reply plz 🙏🙏
Sir jab hasyiat praman patr par income tax lagta hain ya nahin
Sir kya PPF account , chal sampatti me laga sakte hain, aur agar laga sakte hain to kitne amount tak dikha sakte hain
Haan
Jitna ho utna dikhao
Voter id Ho sakta hai upload pate ke pramad me
वीडियो अच्छा है
1 सवाल है आपसे अगर किसी की उम्र60 साल हो तो क्या उसके नाम हैसियत बन सकती है
haa
Haisiyat banwane ke liye achal sampatti hona jaruri hai kya ??
haa
Kitne age tk bn sakta hai
Kya vasiyat se hesiyat praman patr bansakta hai plz reply it's very important sir
KEVAL FDR PAR SOLVENCY NHI BAN RHI ACHAL SAMPATI BHI MANG RHE
0 likho
Isme BANK se NO DEW ka kya roll hai.
Kya bina Achal sampti ka hashiyat praman patra bn skta h
nahi
Sir jinke Nam property Hai unki death ho Jaye to unke family members kaise solvency banvaye
Hi Sir agar property papa k name pe hai aur hame apne naam pe hasiyat bani hai to uske liye kya kare
Good information
चल सम्पत्ति में कार या बाइक जरूरी हैं क्या
सिर्फ अचल सम्पत्ति से नहीं हो जाएगा प्लीज़ बताये
ho jay ga
KYA BIHAR KA AADMI HAISIYAT CERTIFICATE UP SE BANWA SAKTA HAI . KYOKI USKE PASS SARE DOCUMENTS BIHAR KE HAI AUR BIHAR ME HAISIYAT PRMAAN PATRA NAHI BAN RHA .
Agar property pr lone ho toh ?
nahi banega
Sir 1 hector me kitne lakh ki solvency ban jaygi
no idea
Haisiyat pramanpart sharab theke ke liye kine tak hona chahiye
Sir iski minimum age kitni honi h agar kishi ko banwana h to
Sir solvency me kitne rupees tk ki value honi chiie?...
Sir approx kitna kharcha hota 🙏 batayega
500
सर क्या मेरे नाम से हैसियत प्रमाण पत्र बन सकता है?
लेकिन जमीने मेरे पिता जी के नाम हैं । और GST registration मैने अपने नाम से कराया हैं ।
Sir kya pita ki property manya hogi
Apply karne ke baad Kitne dino me mil jta hai praman ptra
haisiyat online vedio full
Sar mai apne papa ka haisiyat Parmar patter use kr sakta hun
haa
Power lekr papa se bn skta hai??
PaPa ka hi chalega
srimaan kisi partner ship firm ka hasiyat prama patra kaise banega
Sar minimum kitni property honi chahiye is ke liye
500000
@@hinditechniques thank you sar
Dear sir jaisa ki aap jante hai zada tarha property ma baap ke naam hoti hai hum loge ke naam par bike and car hoti hai ab aap batao ki in logoe ka Cale ga
Sir , ye Bhar mukht kya hota he
Sir वाहन की वैल्यू के लिए सर्टिफिकेट क्या केवल आरटीओ से ही निकल सकता है
Sir registry se haisiyat online krani ho to Kaise kre
same process
Bhai ise banbane mai kitna kahrcha aaata hai
theek hai lekin vo poora complete karake dega
Mere kaise banage hasiyat .power chal jayge kya
Sir meri id proof rae barely ka hai aur plot Lucknow me lia h to kaise apply hoga
Ho jayega benama lagao
@@hinditechniques बैनामा नही लगता है अब अब खेतौनी लगती हैं online में
Namskar jii sir .sir mari naam say koi sampati nai h jii to sir ma hasiyat parman patra kasay ban wha u
Sir form feel nhi ho rha h
Me apni bank details bhar kr haisiyat banwana chata hu form nhi khul rha h
Please helps
contact to ssp office
Mere nam se achal sampatti nhi h to mera kya hoga
To kya usme 41 45 lagna jaruri h kya online karane mai
Zamen agar PAPA k nam par ho to kese bane ga
nahi ban ga
Sir mujhe krishi bhoomi se hashiyat banawana h
Plz btao kyu ki mujhse cyber cafe bale ne 6 k manga hai
theek hai lekin vo poora complete karake dega
government employers ki pay slip lagegi ya nahi
Government employee v hasiyat pramaan patra bnva skta h
document upload karne per form submit bharmukt praman parta mang rha ye kya hai
Bro tehsil se niklega,
Vaahan jaruri Hai kya ?
no
Thanks
M distt. Bijor ka rhne vala hu, mera plot distt.Moradabad m h tab hesiyat prman patra ke kahan apply kre or kya formalities karni hogi
Moradabad se apply hoga
Sir ji plot ke documents nhi lga sakte kya Haisiyat show krne k liye
Haan
Sir Apne naam pr kuch nhi h
Father k name p h
To kya benama upload krna h
haa
sir agar koi achal sampatti na ho hamare paas or chal sampatti m sirf bank account ho to solvency ban jayega
plzzz reply fast sir thoda urgent h
haa
Sir hasiyat praman patr ki koi sarkari fees b lagti h kya
Ye fast taim kis ke pass jati hai DM OR SDM OR KANUNGO
Ya khatoni se hi kam chal jayega
Sir patership ke baare mai bataye kya kare jisse dhokha n mile
kya account mai minimum 5lakh rupees rakhna padta hai?
Pati ke paitrik lhet pe patni ka solvensi kaise banti hqi
Next video me batayenge
Kitne din mein ban jata bhai haisiyat praman
1 month
क्या वाहन से हेसियत प्रमाण पत्र बन जाता है।
Haan
Chal sampatti me aate h
Sir.isme.lagbag.kitna.kharcha.aata.hai
कम से कम कितनी चल एवं अचल संपत्ति को दर्शाया जाता है
10 lakh
मकान मेरी पत्नी के नाम है। इस स्थिति में क्या करें
Apke nam jo property he vahi manye hogi
Sir... I have require hesiyat praman patra of one lac rupees, can I apply only as per my bank account..
बहुत ही अच्छा लगा और आपने अच्छे से समझाया
धन्यवाद ।
मेरे नाम पे कोई संपत्ति नहीं है सब दादा जी के नाम से है तो मै कैसे बनवाऊ प्लीज़ जरूर बताए?
अगर कोई प्रापर्टी न हो तो तब क्या करें।
sir jee में student hu aur Roadways may conducter hu संविदा पर job karta hu kya mera हैसियत प्रमाणपत्र बन सकता है