Airtel Payment Bank Failed Transaction | Airtel Thanks App Payment Failed Problem Slove Kaise kare
Вставка
- Опубліковано 7 лют 2025
- Airtel Payment Bank Failed Transaction | Airtel Thanks App Payment Failed Problem Kaise Slove Kare | Technical Braj
Airtel Payment Bank Transaction Unsuccessful
Due To Security Resion This Account is Blocked. Make a Cash Withdrawal to reactivate Service.
Hello Dosto Namskar Apko apne Technical Braj UA-cam channel par apka swagat hai, Dosto Agar aap Bhi Airtel Payment Bank use karte hai aur aap Airtel Thanks App se Money Transfer karte hai to apke samane Transaction unsuccessful Ka error aa jata hai. aur aap apne Gpay se bhi paise bhejte hai to Your Account Limit Reached ka Option aata hai. to aap apne is Payment block Airtel Payment Bank ko Chalu kaise kar sakte hai yehi bataya hu. dosto is video me Bahut asani se Airtel Payment Bank Transaction Unsuccessful problem Ko Thik karne ke baare me bataya hu.
Your Searching Queries :-
1) Airtel Payment Bank Money Transfer Problem
2) Airtel Payment Bank UPI Service Unblock/Enable.
3) airtel thanks app payment failed problem.
4) Airtel Payment Bank se Money Transfer Nhi Ho rha hai.
5) Your Payments Failed due to a temporary technical issue Airtel Bank
6) airtel payment bank transaction failed
7) airtel payment bank transaction fail.
8) Airtel Payment Bank UPI Money Transfer Failed.
9) airtel payment bank failed transaction.
10) Airtel Thanks App Money Transfer Problem.
#airtelpaymentbank #airtelthanksapp #Transactionfail #airtelpaymentbankblock #technicalbraj ##airtelmoney
Thank you 🙏
Welcome 🙏 🤗
Thank you Bhai ❤
🙏🙏DEAR agar video helpful hoto plz bhai aap mujhe support kariye mujhe aapke support ki bahut jarurat hai Mujhe support karne ke liye aap hamare UA-cam channel ko subscribe kariye plz....🙏🙏🙏😔
Bhai kise bhi bank mein jakar karege toh ho jayega account activate ???? Please reply
Bhaiya jaha adharcard se paisa nikalata h woha jakar nikalie ho jayega active
Bhauth bhauth dharwad bhai ❤😊
🙏🙏DEAR agar video helpful hoto plz bhai aap mujhe support kariye mujhe aapke support ki bahut jarurat hai Mujhe support karne ke liye aap hamare UA-cam channel ko subscribe kariye plz....🙏🙏🙏😔
Sir ye problem ati kyu hai pls reply ❤
Wo bahut din tak agar aap is bank se
Transaction nhi karte hai to block kr dete h ye log
@TechnicalBraj sir yani hame airtel app se hi jyada tar tranjection kerna hai to fir dikkat nahi ayegi
Bhai meeseva se kar sakte kya
Airtel office me jaiye
Jisko b problems hori adhaar se transaction Kare sab problem kud solve hojaingi
Ha ryt🙏🏼🙏🏼
Bhai cyber cafe se ho jayega kya. Please reply ❤❤❤
Ha bas woha jakar boliega hme aadhar se paisa nikalana h
@TechnicalBraj bhai cyber cafe se nhi hua bola ki agar bank jana padega.
Maine account apne mobile se khud hi create Kiya tha koi problem hogi kya ❤️
Aare bhai jaha adhar se paisa nikalata h woha jakar nikalie na
Mera sms verification unsuccessful bta rha hai please help me 😢😢
Likh kr kya error aa rha h.
My Samsung A71 phone brightness is changing since yesterday while using phone. I use minimum brightness to avoid vision problems
Problem kya aa rhi h
@@TechnicalBraj kabh kabhi since yesterday when I use any social media aap or Google, screen becomes blur and brightness suddenly increases or decreases at the same time. Especially if using my phone in led lightened room.
Apke mobile me HDR Support Hoga to jab aap HDR Video Dekhate h to Brightness automatically Badh Jati hai. ye Normal hai sir
@@TechnicalBraj just a few minutes ago my screen light became greenish again and again
Aadhar se payment koi bhi Bank ki BC se nikalwa sakte hain ya Airtel ki BC honi chahie
Kahi se v nikalwa skte h
Mene mobile se account khula tha mera account not activate aya he kiya korne se thik huga
Airtel Ke office me jaiye woha thik ho ajyega
Mera debit card se cash nahi nikal raha hai upi ho raha hai
Mai kya karu
ATM me insufficient funds batata hai jabki mere account me accha khasa fund pada hai
Customer care se baat kie aap kya bole wo log
Brother hmne mail Kiya tha but active ni hua bhi tk inactive hi show hi ho rh h
Mail karne se slove nhi hoti h problem
Mera b nai horaha tha but Maine adhaar se transaction kiya to kud transactions b phone chalo hogaya
Ha Finger print se transaction krna hota h
Ok lakin mene jis number se airtel payments bank open Kiya tha wo aadhar se link nahi hai ?
@Psxv1Yt don't worry hojata NM se koi connection nai aapko jake dekho hojainga
Meta bhi abhi aisa hua hai or banking point main bhi gaya lekin har jagah dikha raha sorry account not found for the customer
Same
@myoutubeshorts283 Sahi ho gya maine phir mobile number se or retina scanning se withdrawal kiya
Airtel Office me jaiye woha kyc krwana hoga
Same problem mera v hai bhai 15k Dala hu ab Nikal nahi Raha😢
Ha bhai ye log keval presan krna janate hai is se achha to apna Paytm payment bank tha
Ab hua bhai
Adhar se rupaye nikalne ke kitne din baad chalu hota h
Turant chalu ho jayega
@@TechnicalBrajMera nahi ho raha hai 😢
10 mint me
Paisa diposit withdraw karne se hoga
Ha
Adhar card se v nhi ho rha bol rha h ye bank online hi nikal skta h paisa
Aap airtel Office me jaiye jarur problem slove hogi
@TechnicalBraj airtel office kha p h
Mera Syd adhar se bank juda nhi h isiliye adhar se v paisa nhi nikal rha h . Airtel office kha p h bhaiya .
Bhai emitar par gaya tha bol raha es bank me adhar card link nhi kiya karo reply me please 😢😢😢😢
Airtel ke office me jaiye woha thik ho jayega
BC point gaya tha Airtel ka au authentication failed error aya raha ha
Please reply
Customer se baat kie ki nhi
Thank you sir
🙏🙏DEAR agar video helpful hoto plz bhai aap mujhe support kariye mujhe aapke support ki bahut jarurat hai Mujhe support karne ke liye aap hamare UA-cam channel ko subscribe kariye plz....🙏🙏🙏😔
From which app did adhar widrwel
Bahut se apes app aati h sir
Is medam ko mene kay galiya di h😅😅
😳😳
Hlo bhai mera airtel payment bank kisi or ka account chal rha haii or mere 70k ruppes fass gaye mobile number mera hai but account purane sim ke owner ka hai please help me bhai🙏🙏
Bhai number change karwa lijiye bank ka thik ho jayega
Kuch nhi ho pa rha hai bhai please 🙏 help
Mera paisa pay
nhi ho raha he keya kare
Kya problem aa rhi h
Tera number do to
Bhai Mera biomatric bhi nahi lag raha hai please help
Kya problem aa rhi h sir
Bhai usme Mera invalid uid token likha aa raha hai and lag nahi raha
Aadhaar card se nahi jorahihai kiya kare 12364 fass gayi hai bahu musibat m hai
Bhai kya error show kr rha h Insta pr bhejie screenshot
Ak hua Bhai
@@TechnicalBraj mera adhar card not linked bta rha hai, kahi kahi account not found bata raha hai
गुरुजी मेरा नहीं हो रहा है मैंक्या करूं
Kya problem aa rhi h
Utr id kse nekale ye btao
Kiska nikalana hai
Haan ham ney kiya hey fir bhi
Nahi arahaa hey
Kya kia aap batay
Btao sir kyese thik hoga mera
Video me bataya to hu
Sir mritak person ka kaise hoga
Jaha adhar card se paisa nikalata h woha jakar
Bhai Mera adhar card phone number se link hai ....magar Mera adhar !airtel payment bank se link nai hai....kaisaaa karuu?.... adhar se withdraw hoga kya
Bhai adhar verification krna hoga airtel thanks app se ya aap Airtel office jakar Adhar se Kyc krwa lijie
Mera bhi nhi ho rha h bhai
Wohi ban ho gaya hoga Apes transaction kriye thik ho jayega
मेरा भी होगाई है का आप का सही होगाई है
Ye Airtel payment Bank ek no chor hain vai sab ka paisa loot leta hain bad main koi nikal nehi paa raha hain chor hain ye bank
Hi
Mene to khud karliyatha kya karoon
Abhi pay later open ho rha h ki nahi
Customer care no. Dijiye
Video me bataya hu
Nai hota yarr
Kya problem aa rhi hai
Aisa kiyu hotaye?
Security Reasons
@@TechnicalBraj airtel payment bank is the worst bank in the world
Bhai suno
Ha Bhai batay
Mere account se pese transaction nehi kar paa raha hu 3 din se aur kisi application se payment withdraw kar raha hhu toh withdraw successfull hita he but account me nehi aya
Bhaiya Airtel thanks se payment kriye or jo error aa rha h hme insta pr bataiye tabhi smjh payenge apki problem hum
Video adhi dekh li abhi sale bata kise problem slove karenge 😅
🙄
Bhai bc point kya hota h
Jaha par Airtel ka account open karway the aap jaha par aadhar card se paisa nikalata hai