Ye Raha Kalam....... Kabhi Sang-E-Dar Ki Hai Justujoo, Kabhi Naqsh-E-Paa Ki Talash Hai, Mera Dil To Hai, Sanam Aashna, Mujhe Kis Khuda Ki Talash Hai, Yun Kured Mujhko Na Door Tak, Abhi Aag Hai, Meri Raakh Mein, Jahan Khaak-E-Jaan Zara Baith Le, Mujhe Us Faza Ki Talash Hai, Kahin Hasraton Ki Hama Hami, Kahin Khamoshi Ki Hai Daldalein, Ye Ajab Khudi Ki Hai Khudsari, Gam-E-Khushnuma Ki Talash Hai, Kisi Raaste Se Milan Sahi, Koi Ho Waseela To Karger, Teri Justuju Hai Talash-E-Haq, Mujhe Baddua Ki Talash Hai, Ye Gubar-E-. ((Azmat)) -E-Karvan, Yehi Manzilon Ka Nishan Hai, Kahin Barq Raah Mein Gum Hue, Kahin Raahnuma Ki Talash Hai.
جناب ایک درخواست ہے آپ سے ؟ 80 1979 میں عرس حضرت داتا علی ہجویری کے موقہ پر بقشی سلامت مبارک علی نے قوالی پڑہی تہی. کاش وہ مل جاے ؟ بول تہے. (سارے جہاں میں کس کا کرم بے مثال ہے)
Ye Raha Kalam.......
Kabhi Sang-E-Dar Ki Hai Justujoo,
Kabhi Naqsh-E-Paa Ki Talash Hai,
Mera Dil To Hai, Sanam Aashna,
Mujhe Kis Khuda Ki Talash Hai,
Yun Kured Mujhko Na Door Tak,
Abhi Aag Hai, Meri Raakh Mein,
Jahan Khaak-E-Jaan Zara Baith Le,
Mujhe Us Faza Ki Talash Hai,
Kahin Hasraton Ki Hama Hami,
Kahin Khamoshi Ki Hai Daldalein,
Ye Ajab Khudi Ki Hai Khudsari,
Gam-E-Khushnuma Ki Talash Hai,
Kisi Raaste Se Milan Sahi,
Koi Ho Waseela To Karger,
Teri Justuju Hai Talash-E-Haq,
Mujhe Baddua Ki Talash Hai,
Ye Gubar-E-. ((Azmat)) -E-Karvan,
Yehi Manzilon Ka Nishan Hai,
Kahin Barq Raah Mein Gum Hue,
Kahin Raahnuma Ki Talash Hai.
Only ustad Bakshi salamat ali.khan
Qawwalies
AHA kya kehne hai sahab Wah wah bohat umda kalam o andaz la jawab jite rehye ❤️🙏
واہ واہ جی کمال بہت خوب سبحان اللہ
Quwali is a source of love and peace and best source for spread of islam
Wa bhi kia bt h
Beautiful Masha Allah
Very grand super
Plz more upload old historical qawwalies
کمال است
A real fun by ustd sb very nice
Wah Wah! Soulful masterpiece.
ماشاءاللہ سبحان الله
سبحان اللہ
Maza agaya waah subhanallah
Subhan Allaha
Wonderful
Subhan Allah
Great kalam
(Kalam....)
Azmat Bhopali...)))
Subhaan ALLAH
Subhaan Allha
جناب ایک درخواست ہے آپ سے ؟
80 1979 میں عرس حضرت داتا علی ہجویری کے موقہ پر بقشی سلامت مبارک علی نے قوالی پڑہی تہی. کاش وہ مل جاے ؟
بول تہے. (سارے جہاں میں کس کا کرم بے مثال ہے)
Yah Facebook ke link Mein Bakshi Salamat sahab ka interview Hai ismein last mein jo Gazal Bata rahe hain vah Gazal ho to upload karo please
Is channel mein hai yehi ghazal
@@GhulamMustafa-er3wh title kya hai?
Khosha wo dil ke ho
Link bhejdo janab