Sir balance fadder me left back speaker pr le jaye or base Wale song bajaye or kux speaker fatne ki awaz aayegi,kya ye awaz aapk music system me h please tell me
Apko laga hoga lekin clutch bht smooth hai iska ap agr mahindra car chalaoge jaise scorpio n tab apko really idea hojayega k clutch hard kya hoti hai, gear v smooth, break thoda aur behtar hona chaiye.. aur pick up lag krti hai kaise ap lower speed mei high gear mei car uthao jaise 20 ki speed with 3rd gear itni bakwaas pick up ki car aage bhaagi v nhi ye ap i20 mei karo it’s better.. sharing it since I hv it.. aur bhai halki hai car ap road k corner pe chalao usually India mei city roads flat n even nhi milegi corner mei jahan khrab hoti hai ye wahi theek krdete jisse road pura even nhi hota, baleno aise jagah mei dolti hai due it’s weight.. this is for one who r looking to buy baleno..
Acchi gadi hai bhai...maine 5 saal me 75000 km chlya hai...mileage 20 ki deti hai.... Highways pe 23...24 city me 17....18
Could have gone with AGS if you use mostly in City. Good vehicle, Good review.
Sir balance fadder me left back speaker pr le jaye or base Wale song bajaye or kux speaker fatne ki awaz aayegi,kya ye awaz aapk music system me h please tell me
seatbelt air bags deployment ke liye zaroori hai
kaya aap auto cut off engine use karate ho ?
Bhai iska highway mileage 24 to 25 Niklata hai meri gaadi mai, maine 25000 kms., chaladi hai 1 saal mai.
Shortcomings kya hai? I am confused between Baleno top model ags and fronx top model manual NA. Your real review will help me a lot.
@@kananbiswalFronx
How about city mileage?
@@kirankumarmrjain17-18 easily
Very much informative session
Perfect premium feeling in this price range
Apko laga hoga lekin clutch bht smooth hai iska ap agr mahindra car chalaoge jaise scorpio n tab apko really idea hojayega k clutch hard kya hoti hai, gear v smooth, break thoda aur behtar hona chaiye.. aur pick up lag krti hai kaise ap lower speed mei high gear mei car uthao jaise 20 ki speed with 3rd gear itni bakwaas pick up ki car aage bhaagi v nhi ye ap i20 mei karo it’s better.. sharing it since I hv it.. aur bhai halki hai car ap road k corner pe chalao usually India mei city roads flat n even nhi milegi corner mei jahan khrab hoti hai ye wahi theek krdete jisse road pura even nhi hota, baleno aise jagah mei dolti hai due it’s weight.. this is for one who r looking to buy baleno..
What about AC?
Main 26 nikaal raha hun highway pe aur 19 city main
Ac?
Rear gear stuck hota g
Ha hota hain kabhi kabhi
Good
Genuine Review 👌
Bhai mere pas zeta model hai, meri mano to Brezaa le lo ya ciaz le lo itne budget me, 1500 cc engine ka baat hi alag hai..
3 lakh extra Dena padega aur features nahi milega
Jiska daily run zada hoga vo brezza nai chala paega due to low mileage
Technical points bhut kum focus kiye
Main bhi 2 Saal se Chala Raha hu bahut mast hai
Thoda ground clearance agar jyada hota to Maja AA jata
180 mm hona tha
Swift se jyada hai kya ? I am confused between swift ( not dzire ) and baleno
Konsi li bhai mai abhi lene ki soch rha or same confusion hai@@sagarkulkarni1775
Bhai ford se tulna mat karo, wo God of Cars hai.
I have Sigma Baleno costs around 7.50 on road itna costly is car ko Lena not worth
Ac issue
सिटी के हिसाब से अच्छी गाडी है? क्या बात कर रहे हो ? भाई, हाय वे पर इस के जैसी बेहतरीन कोई गाडी नही है।
😂 isse to achchi tata ki tiago hai
@@Yashprj11-13 ka avg deti h city mein
@@Yashprjgaddi ka engine tatti h gaddi mein ek cheez aisi ni h jo mein bolu achi h siwai lohe k usmein bhi 1 saal mein jung lag rha h
@mohitbajaj6532 ..bhai toh splendor bike kaisi rhegi..😅
@@anuraganuragarya3988 kitni gaddiyan own kari h life mein ?