धन्यवाद पांडेय जी, माध्यमिक विद्यालयों के शिक्षकों के लिए एक उपयोगी प्लेटफार्म बनाने के लिए। हमारे शिक्षक बंधु अधिक से अधिक जानकारी यहां से प्राप्त कर सकेंगे।
सर आपने हमारे सभी डाउट क्लियर कर दिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आगे भी इसी प्रकार के शासन के नियमावली के संबंध में वीडियो डालते रहिएगा ताकि कर्मचारी इसका लाभ उठा सकें❤❤
Sir UP me primary teacher kii leave me study leave EOL me hii include h kya..Manav Sampada pr study leave show nhi hoti h..Kya lambe time tk EOL yaa medical leave lene ke liye koi action kr skta department...pls reply sir..🙏
Thank you so much. Video bahut jyda helpful rahi. मैं महानिदेशालय चिकित्सा एवम स्वास्थ्य सेवाए, लखनऊ में कार्यरत हूं। और 3.5 वर्ष से अधिक सर्विस कर चुका हूं। जो अपने वीडियो में बताया क्या वही सभी नियम मेरे विभाग में भी लागू होंगे। आपका धन्यवाद
Sir kya without pay leave lene k liye baki sab tarah ki chutti samapt hona jaruri h or kya without pay leave kisi base pr hi Li jati h ya aise bhi le sakte h
Sir ji namaste mai cg. Se hu maine abhi 4oct ko ass. Teacher joining kiya but nexlite area hai akele rahna gaon area hai dist. Sukúma kaphi pareshaan hi job nahi chhodna chahti hu koi solution hai kya please batayein🙏🙏🙏
Sir avi mujhe bs district allot hu h bpsc middle school teacher me training ho gya h school milne ke baad kya hm no work no pay leave le sakte hai ya fir kitte din bd ye le skte hai
Sir kya aap mool niyam 26 ko vistaar se bata sakte hain. Maine EOL liya hai aur minimum 6 months ki service bhi nhi ho rahi, isliye mujhe increament nahi milega. Lekin maine EOL personal karyahetu liya hai. Meri pregnancy complicated hai. No travel/movement allowed. To kya main medical background par EOL mein increament k liye demand kar sakti hoon? Kripya mera margdarshan karein
Hi sir without pay se me seniority pe kaya asar hota he agar lwp lne vala banada 2 days befor joining he or usane agar 2 din se jayada lwp le Li he to kon senior rahenga
Sir without pay leave hm मेडिकल ground pr le skte h? agar yes....to lgatar kitne din tk le skte h ? or agar no.....to kya without reason personal reason se kya without pay leave li ja sakti h?
Respected Sir mai Maharashtra government employee hu mai Covid k time tabiyat kharab honay k karan 25 din gair hajir tha us time lockdown chal raha tha Mai apnay gaon bhiwandi chala Gaya tha college ko inform us liye nahi Kiya kyunki lockdown ki situation thi meri 20 din ki headmaster LWP lagaya hai muster par aur July 2020 ki baat hai mai 10 July Tak hajir tha .Mera July 2020 ka payment nahi aya.Jab ki meri Puri Earned leave bachi Hui hai .Meri 14 saal ki service ab Tak ho chuki hai.Principal say baat Kiya to vo bol raha hai April mahine may aa jayega payment.Aap zara ye bataye Jab muster may 11 july 2020 say lay k 31 July 2020 tak LWP laga hai to fir payment kitnay din ka ayega.Commuted leave Puri bachi Hui hai.
Sir meri Raj govt job ko 4 saal ho gye h. Yadi m August 2022 se Oct 2022 tak ka EOL le loon to July me jo increment mileage us para kya prabhav padega?
Namaskar sir, me varanasi me aded college me karyarat hu and mujhe 1 year se jyada samay vaha ho gay h. Sir kya me 1.15 month ka lwp le sakta hu. Please guide me
Sir maine march april 2022 mai medical leave sanction karwai thi tab se mai febuary 2023 tak lagatar har month medical cetificate bhej raha hu ...Kya mera medical sanction hoga ya nahi .. Please jankari de
सर मे 2021-22 me b.ed karne gaya tha avetnik avkash leke aur ab join krli nokri .to kya sir mujhe 2021-22 ka increment milega ya nhi plzz mera marg darshan kijiye.agr koi b janta ho is vishy me
Sr maine delhi tgt science teacher me 20april 2023 ko joining kiya tha ,,lakin mujhe study leave 6 month ka chahiye kya mujhe mil sakta hai with pay plzz reply sr
Sir 🙏🙏 sir meri nanad ki job abhi 6 month pahle govt school me lgi h Raj . Abhi unke per me fracture ho gaya Dr. Ne 6 month ki bola h kyo vo 6 month without leave rah sakti h. Probation kitna aage hoga pls sir batana
Sir please reply ki agar koi 36500 me select hua ho primary me to ab uska probation period khatm ho gaya hai kya .kya o ab 2 sal ka EOL le sakta hai kya
जानकारी देने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद आपके द्वारा दी गई हर जानकारी हमारे लिए बहुत उपयोगी होती है
धन्यवाद पांडेय जी, माध्यमिक विद्यालयों के शिक्षकों के लिए एक उपयोगी प्लेटफार्म बनाने के लिए। हमारे शिक्षक बंधु अधिक से अधिक जानकारी यहां से प्राप्त कर सकेंगे।
Best jaankaari sir 👌 bahut bahut धन्यवाद🙏🙏
Bahut hi achchhi jankari hai
bahut badhiya sir, aap to kamaal ka padhate honge class me... ek shikshak ko dusre shikshak ka pranam.
बहुत महत्वपूर्ण जानकारी है
सर आपने हमारे सभी डाउट क्लियर कर दिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आगे भी इसी प्रकार के शासन के नियमावली के संबंध में वीडियो डालते रहिएगा ताकि कर्मचारी इसका लाभ उठा सकें❤❤
बहुत अच्छी जानकारी और पूर्ण जानकारी
Very informative post sir.Pandey ji, you are serving the teachers like a torch bearer.
Thank you so much
@@NavinPandey83 मूल नियम 26 की कॉपी और हाई कोर्ट के द्वारा 2 बार फैसला हो चुके हैं उनकी कॉपी मिल सकती है क्या प्लीज मुझे भेजें
बहुत ही अच्छा जानकारी दिया सर आपने
बहुत ही उपयोगी जानकारी ❤
Bahut achhi jankari
जानकारी देने के लिए धन्यवाद सर
Sir..koi..order hai..EOL mein increment lagane ka...EOL approved hai...phit increment nahi lagaya hai...
Jio sher garda uda diye bhai❤❤
Kya lagatar 5 saal ka WPL kese or kab le sakte hai
Kya us अवधि me विदेश me आवासीय हो सकते है
Bahut badhiya jankari
Thanks for the information Pandey ji
Sir UP me primary teacher kii leave me study leave EOL me hii include h kya..Manav Sampada pr study leave show nhi hoti h..Kya lambe time tk EOL yaa medical leave lene ke liye koi action kr skta department...pls reply sir..🙏
Bahut badhiya sir
Very nice information
Aapko bahut bahut dhanyawad 🙏
Basic shiksha parishad me assistant teacher ko kitne din ka without pay leave mil sakta hai, sir plz jarur reply kijiyega
Thanks for your information
Kya civil prepration ke liye le sakte hai aur document kya lagte hai
Sir phd chal rha hai aur government job lag jaye to phd continue rha sakta regular please sir inform
Bahut ache sir dhanyavad
बहुत ही उपयोगी
Sar retirment ke bad apne duty priod me absent dino ka avetanik avkash svikrit karva sakte hain
Keep it up sir .....
Manoj juyal , its reallly very good information
Mera doubt clear ho Gaya. Thank you very much
जानकारी के लिए धन्यवाद।
1.Ek baar m hum maximum kitne days ka ek le skte h?
2. leave k baad agar hum resign kr de toh kya karyawahi hogi?
Thank you so much. Video bahut jyda helpful rahi.
मैं महानिदेशालय चिकित्सा एवम स्वास्थ्य सेवाए, लखनऊ में कार्यरत हूं। और 3.5 वर्ष से अधिक सर्विस कर चुका हूं। जो अपने वीडियो में बताया क्या वही सभी नियम मेरे विभाग में भी लागू होंगे।
आपका धन्यवाद
Kya 4600 grad pay se 4200 grade pay ke liye lien milega?
Good
माध्यमिक विद्यालय के लिपिक के लिए भी मार्गदर्शन देने की कृपा करें।
Sir kya without pay leave lene k liye baki sab tarah ki chutti samapt hona jaruri h or kya without pay leave kisi base pr hi Li jati h ya aise bhi le sakte h
Kya gathiya k gambhir bimari k liye lep le sakte hai pl reply
Thanks panday ji
Very useful information for every government employees👌🌹
bHut acha btaya aapne
Kya ek baar me 5 year ka le sakte hai beech beech me kuch din join karke
Mera 18 days,10days,8days ka teen baar ka LWP medical leave service book me entry he to meri kitani service beck hogi sir please bata dijiye.
Useful information sir . thank you so much sir
Sir ji namaste mai cg. Se hu maine abhi 4oct ko ass. Teacher joining kiya but nexlite area hai akele rahna gaon area hai dist. Sukúma kaphi pareshaan hi job nahi chhodna chahti hu koi solution hai kya please batayein🙏🙏🙏
thank you for sharing with multiple information
How to fill this leave in Manav Sanpada LWP. .....leave without pay
Sir, Basic shiksha me 4 din ka avaitnik awakash lene pr kya incresement nhi lgega.
Please GO dene ka kast kre...
Mai aided high school me teacher hu 2012 se salary our incriment milta hai par 2022 me mera bina wajah incriment rukwaya hai mai kya karu
Sir avi mujhe bs district allot hu h bpsc middle school teacher me training ho gya h school milne ke baad kya hm no work no pay leave le sakte hai ya fir kitte din bd ye le skte hai
Sir kya aap mool niyam 26 ko vistaar se bata sakte hain.
Maine EOL liya hai aur minimum 6 months ki service bhi nhi ho rahi, isliye mujhe increament nahi milega.
Lekin maine EOL personal karyahetu liya hai. Meri pregnancy complicated hai. No travel/movement allowed. To kya main medical background par EOL mein increament k liye demand kar sakti hoon?
Kripya mera margdarshan karein
Hi sir without pay se me seniority pe kaya asar hota he agar lwp lne vala banada 2 days befor joining he or usane agar 2 din se jayada lwp le Li he to kon senior rahenga
Sir without pay leave hm मेडिकल ground pr le skte h? agar yes....to lgatar kitne din tk le skte h ? or agar no.....to kya without reason personal reason se kya without pay leave li ja sakti h?
Basic education department me primary me EOL abhi bhi milata hai ya hata diya gaya hai sir please reply
Sir kya medical bases pr bhi kisi dusre school me attachment nhi ho skta?
Very good explanation
Very very thanks for this information👍👍
Shadi ke liye WPL milti h kya?
Sir ye up ka rule h ya bihar ka
Sir ,,kya add inter college me असाधारण अवकाश hme asani se mil jayega ,,,ya school wale use bhi dene me tal mtol krenge,,,
Dhanyvad
Sir agar UDC Bina soochna k 126 din leave pe rahe to kya leave sanction ho sakti hai
Very good
Sir aachar sanhita me leave Leni h kya kare sarvice ko 18 year ho gaye
Respected Sir mai Maharashtra government employee hu mai Covid k time tabiyat kharab honay k karan 25 din gair hajir tha us time lockdown chal raha tha Mai apnay gaon bhiwandi chala Gaya tha college ko inform us liye nahi Kiya kyunki lockdown ki situation thi meri 20 din ki headmaster LWP lagaya hai muster par aur July 2020 ki baat hai mai 10 July Tak hajir tha .Mera July 2020 ka payment nahi aya.Jab ki meri Puri Earned leave bachi Hui hai .Meri 14 saal ki service ab Tak ho chuki hai.Principal say baat Kiya to vo bol raha hai April mahine may aa jayega payment.Aap zara ye bataye Jab muster may 11 july 2020 say lay k 31 July 2020 tak LWP laga hai to fir payment kitnay din ka ayega.Commuted leave Puri bachi Hui hai.
ek din ka vetan katne aor service book me entry hone pr promotion aor increament pr kya effect hoga ....please bataye
namsty sir ji ,sir raj govt me 2 yr probation purn hone ke baad wpl 2 yr ka mil skta he na. or hpl ke liye 3 yr complete hona chiyee na ??
Sir kya abhi b 2024 mein main non paid leave le sakti hun....plz rply sir
Sir mere pass 20 pl h or madical b h fir b me 5 month ka LWP le skti hu kya
Good sir ji.
Sir kya yogdan ke bad 1 mah ke bad 1 years ka awkas le sakti Hai kaise btaya Jay please sir
Sir asadharan avkash ko dure avkash me badla ja sakta hai kya
Sir please covid positive hone ke baad hm kaisi chhutiyaan le skte hain..iske baare me bataiye ..jab hm probation period par ho!
Very useful
Sir agar 5 avatanic awkas ka bad studey live la sakta hai kya
Sir meri Raj govt job ko 4 saal ho gye h. Yadi m August 2022 se Oct 2022 tak ka EOL le loon to July me jo increment mileage us para kya prabhav padega?
UP Basic Education department me probation period ek sal ka hota hai ya do sal ka hota hai
Kya 2 sal ka lwp le Skte he study k liye
Thanks sir for your valuable information
Welcome
Sir basic education department me lwp
K liye kaise apply kre
Medical background pr wpl lene ke liye medical team certificate deti hai
Without payment leave ko bhi senssion krana jaruri h kya?
Kya ye Rules Bihar me bhi hai.
Namaskar sir, me varanasi me aded college me karyarat hu and mujhe 1 year se jyada samay vaha ho gay h. Sir kya me 1.15 month ka lwp le sakta hu. Please guide me
Brother aap bta skte h ki rules of central govt employee for leave ki pdf kse milegi muje ....
Joining ke turant bad no pay no work ho sakta hai sir reply please
सर,मेरा रिटायरमेंट 30 जून 2025 को है ज्वाइनिंग 1996 है तो क्या मुझे वर्ष 25 में इंक्रीमेंट देय होगा।
Sir ko pranam 🙏🙏🙏
Sir maine march april 2022 mai medical leave sanction karwai thi tab se mai febuary 2023 tak lagatar har month medical cetificate bhej raha hu ...Kya mera medical sanction hoga ya nahi ..
Please jankari de
Your all videos are unique and very helpful
Sir please batayein kon approve karega??
सर मे 2021-22 me b.ed karne gaya tha avetnik avkash leke aur ab join krli nokri .to kya sir mujhe 2021-22 ka increment milega ya nhi plzz mera marg darshan kijiye.agr koi b janta ho is vishy me
Sir agr lwp lkr kahin or join kr skte h kya
Loco pilot ko avkash mil shakta hai
Sr maine delhi tgt science teacher me 20april 2023 ko joining kiya tha ,,lakin mujhe study leave 6 month ka chahiye kya mujhe mil sakta hai with pay plzz reply sr
Sir 🙏🙏 sir meri nanad ki job abhi 6 month pahle govt school me lgi h Raj . Abhi unke per me fracture ho gaya Dr. Ne 6 month ki bola h kyo vo 6 month without leave rah sakti h. Probation kitna aage hoga pls sir batana
Sir namaskar mujhe GHS mein job karte 32 months ho jane par kya 2 yrs ka LWP mil sakta hai
Sir phle se agr b.ed running h or bich me job lg gai to extraordinary leave mil skti h kya or kitne din ki mil skti h max.
Sir, in the duration of without pay, salary has been withdrawn then can without pay be converted in adavance earned leave.
Sir please reply ki agar koi 36500 me select hua ho primary me to ab uska probation period khatm ho gaya hai kya .kya o ab 2 sal ka EOL le sakta hai kya
पारिवारिक मेडिकल अवकाश पर इन्क्रीमेंट मिलेगा या नहीं सर