Mayurbhai agar ped 🌳 ke charo or khod sake esa na ho to sirf do side khodkar ye dale to chalega? Tree canal ke baju me hi hai so nhi khod sakte us tarah to… and September me hi urea npk cow dung vagera dena hota hai mitti me to usi time jab cultar dale tab vo sab sathme dal sakte hai taki do -do bar khodna nhi pade.
Yah ek hormon hai ,,jo pedon ki vriddhi ko badhit karta hai,,, Batai gayi condition ke mutabik hi dena hai, Varna ,, chote pedo ko dena,,, ya sifarish ki gayi matra se jyada dose Dene se ,viprit parinam bhi aa shakte hai,,,
gajab h bhi
Acha laga
gajab bhi👌👌
वेलकम भाई फिर से
❤️❤️👍
All plants will flowers
Keep it up...upload atleast one video a month.
❤️👍
मयूर भाई बड़े दिन बाद वीडियो बनाई है आपने
❤️👍👍
Vah Mayurbhai.
❤️👍👍
Sir hibiscus plant ka koi video aapne banaya hai to pls share the link
Pichle 3 saalo se maine ye same tarika use kar raha hu 👍🏻
Excellent job sir👍
Kaisa result h
@@arbazkhan.djdjdjjffjdjjs best 👍🏻
Result kaisa rha hai bhai
Mayur Bhai hamare chhote1sadly ke plants me gemosis lag chuki hain.
Video hai channel ke uper..
Cotton.par.use.karsakate.kya.
Can it be used in guava?
Mayur bhai gam kyu tmaru...vlsad navsari ma ?
Bhai versity konsi hai
"Versity" ???
I thing,,Sir,, you mean Variety??
Variety:- KESAR
Bade dino baad
❤️❤️👍
कल्टर आप में कब डालना है बताइए
Sir,,,Video ko pura dekha kijiye... Humare videos me kabhi adhi-adhuri jankari nahi hoti
Video me jo mango tree hai wo kitne year ke tree hai??
8-9 years
Mayurbhai agar ped 🌳 ke charo or khod sake esa na ho to sirf do side khodkar ye dale to chalega? Tree canal ke baju me hi hai so nhi khod sakte us tarah to… and September me hi urea npk cow dung vagera dena hota hai mitti me to usi time jab cultar dale tab vo sab sathme dal sakte hai taki do -do bar khodna nhi pade.
Ji bilkul sir 👍
Sir aam m culture ka nuksan h kya?
Yah ek hormon hai ,,jo pedon ki vriddhi ko badhit karta hai,,,
Batai gayi condition ke mutabik hi dena hai,
Varna ,, chote pedo ko dena,,, ya sifarish ki gayi matra se jyada dose Dene se ,viprit parinam bhi aa shakte hai,,,
@@FarmingTechMayurPatel sir mera mango ke ped aapas me bhidgye h dhup 🌞 nhi lagri h ?
Cutting/pruning kar shakte hai..
@@FarmingTechMayurPatel sir doctor ko dikha ker re ya khud kre Bde mango tree h ?
Main bihar se belong karta hun , aam mein kon se fertiliser dalen?
મયુર ભાઈ તમારું ગામ ક્યું છે
માહિતી આપવા બદલ આભાર
Mera mango ke trees 8 years ke hai.. kya mai un trees ko cultar de sakta ho...bataye?
But ,, Dene ka time nikal gaya sir... Ab next year sochiye.
@@FarmingTechMayurPatel agar ab du to kuch dis advantage hai kya??...bataye
8years ke trees ko de sakte hai na
Ji sir,, abhi nahi de sakte,, flowering ka samay aa chuka hai,,,
Jab ki ise flowering hone ke kariban 3 mahine pahle Dena hota hai,,,
Apka padha me manjar aya ke nahi
1ltr culture ka price kya he
I think 4000 -4500 ke bich
आम के पेड़ में Cultar को अब जनवरी मे डाल सकते हैं क्या
No,, sir,, ab nahi...
Ab agle saal...
@@FarmingTechMayurPatel धन्यवाद
મયુરભાઈ .બો લાંબા સમય પછી ,તમારો વોટ્સએપ્પ નો આપશો
Ap ne kaha tha 12 sal ke upar bala per me culture dena chahiye, ap ka to per 10 sal ka he
Ji sir,,,
Woh is liye,, kyoki mujhe meri mehnat ke mutabik upaj nahi mil Rahi thi isliye main try kar raha hu..👍
I have paid for your channel on24.5.24 but not received any confirmation
Pls advise
On Instagram
'promosm'
भाई आम का पत्तियां जली हुई हैं क्या करे जिससे पत्तियां सही हो जाए
4 साल का पेड़ है
4 साल का पेड़ हैं विकास नही कर रहा है