Shafiq Ki La*sh Lekar Pahunche DC Office | Karnataka | Bijapur | 29-01-2025

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 лют 2025

КОМЕНТАРІ • 22

  • @ishaqueahmed1105
    @ishaqueahmed1105 3 дні тому +7

    Nashe ki halat jo marta hai Wo shaks Jannat mae nahi ja sakta,Kyun k Sharab ko Allaah ne Haram kiya hai,Tammam Muslims se Guzarish hai Sharab pena chod de

  • @rafeeqbagwan4967
    @rafeeqbagwan4967 3 дні тому +10

    Yeh kya bschkani harkat kare ho Bhai sharab pikar margsya to sharab ki dukan wale par karwai karne bat kare hain din rat sharab piye to jalan nai kya hoti kha na nai khali daru pine ka 24 gahntey daru me kya rhata har insan pita unku kya nai huwa ab inku huwa to uski dukan band karne mang karain kya bahkana pan karain jaw maiyat karo uski

  • @ResearchScholar-yn4cd
    @ResearchScholar-yn4cd 3 дні тому +7

    Quran Our Hadis Ke Our Aao...Our Allah par Tawakul rakho..Our Yakin janlo Allah Tumare rozi roti mai barkat dega..
    Ye Sab La ilmi ke wajah se hota hai..
    Allah Our Usake Rasul azwa zalla Sallahu alehi salam ne 1400 sal pahle Is sharab ko band kiye hai...Iska matlab aapke pas sahi islam ki dawat nhi paunchi hai... *(Mubbalig Jamat Ahle Hadis Bijapur)*

  • @shahbazjamkhandi6376
    @shahbazjamkhandi6376 3 дні тому +3

    Allah pak mahroom ki be hisaab maghfirat farmaye unke sageera o kabeera guna maaf farmaye inko jannat ul firdous me aala se ala maqam ata farmaye inohone jane anjane me ya janbooj kar jo bhi gunah kie hain usko maaf farmaye inke gharwalon ko sabre jameel ata farmaye
    Ham sabko maut se pahle nek hidayat ata farmaye qabr o aakhirat ki taiyyari karne wale kamoun me lag jane ki taufik ata farmaye

  • @sbnaaz7521
    @sbnaaz7521 День тому

    Bhen daru pie k mar gaya it's ok bath ye nahi hy bath ye bolo k sharab ko band kro karnataka me ye bhoot ziyada common hugaya har ghr me ek insan hy pine wala mai b es k kilaf hu

  • @shahbazjamkhandi6376
    @shahbazjamkhandi6376 3 дні тому +4

    Bhaio sirf like mat karo iska jawab bhi do kya maene sahi kaha hai ya galat

  • @mdgayasuddin3101
    @mdgayasuddin3101 3 дні тому +2

    Ye social problem hai sharab peena galat baath hein desh mein sharabbandi hona chahyei

  • @ahmedekkeri2823
    @ahmedekkeri2823 3 дні тому

    Sharab pina bada ghuna hai...aur a ghuna sare aaam kardiya ..

  • @lankeshiwar4314
    @lankeshiwar4314 3 дні тому +1

    Abe case karna hai to pahele postmortem karvao..

  • @mohammedhaji8666
    @mohammedhaji8666 3 дні тому +1

    India ki police hai a

  • @Sahil-j6i2s
    @Sahil-j6i2s 2 дні тому

    Pidoode ke support mat karo re baa

  • @shahbazjamkhandi6376
    @shahbazjamkhandi6376 3 дні тому +1

    Bhaio jab inu pite the sharab tab inko roka keon nahi abhi is mayyat ko lekar bhatak rahe ho yaha waha pahle inki tadfeen kare aap aapko kya pata marne wale ko kitni takleef hoti hai zara sharam karo sudro abhi bi aesach karenge to kaesa

  • @shahbazjamkhandi6376
    @shahbazjamkhandi6376 3 дні тому +2

    Allah u akbar sharab ki halat me marne wale ki koi bakshish nai hoti, 😢 sharab ko islam me haram karar diya hai a jante hue bhi hamare kai muslim nawjawan bhai sharab pite hain jis cheez ko haram bataya hai us ko aap karte hain to mere rabb ko kaesa lagta hai zara socho mere bhaio abhi bhi waqt hai abhi aap sabki sanse chalarahi hai maafi manglo tawba karlo tawba ka darwaza khola hai beshk mera rabb maaf karega
    Khaer