Didi Rice sidha cooker me banana avoid kijiye Sara shakkar starch useme reh jata hai Rice me jyada pani dal k boil kr k pani phir fekna wo method best hai. Excess starch nikal jata hai 4 bar banaoge phir apko chawal k hisab se pani aur kitne time me chawal ho jayenge wo pata chal jayega
Hii dee jo apka outsider hai yaha per sare plants rekhe really dee owsm hai. Bahut postivity aati waha sab dekhke. Apki vedeo abi 2 months pehle he start ki maine tab yahi sab dekhke start ki thi apke sath to pyar baad mai pada. Tieles kaha se li apne
Didi heart ki problem ghee aur tel se hi hoti hai and refined sugar Maine bahot bar socha ki bolu Apke vifeos dekhe na to usme wo sabjni ya dal kuch b banate wakt tel bahot hi jyada hota hai Humare yaha jyada tar tel use krte nahi Karna padta hai tab ek bar sabzji bani to Chota wala chammach hota hai na waise ek ya ...one and half spoon Max do spoon hi dalta hai Usime bhunte hai Pehle humare gar me b aise hi jyada tel use hota tha Phir reduce kar diya Jan pyari hai taste se jyada Waise taste to ata hi hai kam tel se b Aap b tala hua avoid karo Jitna ho sake tala hua na k barabar banana ghar me Ex- puri , bread pakode, kofte, sevya me b jyada ghee gaya Chai me sakkar ki jagah gud powder dalo
Koi baat nahi dear koshish karte rahiye.. koshish karne se aap behtar se behtar bante rahenge aur ek time jarur aayega..muje bhi 1 sal se jyada time laga... God bless you ❤️
Mai aapko ek saal se dekh rahi hu mujhe aapka mandir sabse jyada pasand aata h mai bi banvana chahti hu apne ghar me par samjh hi nhi aata h kaha banau kya aap meri help kar sakti hai aapke mandir ka size kitna plz bataeye
Aap sab kuch bahut acche se manage karti h nice
@@user-anamkhan thank you 🙏♥️
Kaddu ki tasty sabji ki recipe dikhana didi me t video me😊
Ek din first tym aap ka vlog dekha buht hi pyara lga meine aap k channel ko subscribe kr liya buhat hi mehnat krti ho aap
Thank you ♥️
@@priyankawithharryvlogs7151 aap se baat kaise ho skti hai
Very nice vlog priyanka di kafi hard working women ho ap logo ko ap se sikhna chahiye ghr acche trike se sambhaal teri h ❤❤❤❤❤
🙏♥️
Didi Rice sidha cooker me banana avoid kijiye
Sara shakkar starch useme reh jata hai
Rice me jyada pani dal k boil kr k pani phir fekna wo method best hai.
Excess starch nikal jata hai
4 bar banaoge phir apko chawal k hisab se pani aur kitne time me chawal ho jayenge wo pata chal jayega
🙏♥️👌🏽😋😋😋🤩 very nice blog s.ji
🥰🥰
Very nice video dear ❤️❤️❤️❤️
Di ise sheer korma bola jata hai
Nice vlog dear 👌
Thanks dear ♥️
Aap tilak haldi or kumkum ka lagate ho kya
Nahi .. mandir ka alg se Tika Chandan hota Hai.
Bohot bdiya didi❤
Thanks 🙏❤️
आपने तेल के कंटेनर कहां से लिया है कृपया बताएं ☺️
Dear aap online bhi le sakte hai....
Wow nice video Di 😊❤❤❤😊😊
Plz अपना पूरा home tour vlog dalo na plz
Very very nice vlog ❤❤
🥰❤️
V nice Di ❤
Beautiful house 😊 dear 🥰
Ji thank you 🙏❤️
Good afternoon dear❤❤
Di aapki awaaz bahut meethi hai❤😍😍
Bahut bahut dhanyvad 🙏❤️
Very nice vlog
નાઈસ વિડિયો દી ગુજરાત સે હુ❤❤❤
Hii dee jo apka outsider hai yaha per sare plants rekhe really dee owsm hai. Bahut postivity aati waha sab dekhke. Apki vedeo abi 2 months pehle he start ki maine tab yahi sab dekhke start ki thi apke sath to pyar baad mai pada. Tieles kaha se li apne
Thank you dear...Tiles ke bare mein poochh rahe ho aap??
@@priyankawithharryvlogs7151 hanji dee kaha se li apne
@@rosysharma123 ji tiles Apne hi market se liye..
@@priyankawithharryvlogs7151 ok dee thnxx very niceee
Apka skin care routine share kariye
Very nice vlog di 🙏🙏❤❤
Very nice vlogs
Di ice cream jaldi se bnao mujhe bhi banana hai please jaldi se banaaiye n
❤❤❤❤nice vlog didi 🎉🎉🎉
Didi heart ki problem ghee aur tel se hi hoti hai and refined sugar
Maine bahot bar socha ki bolu
Apke vifeos dekhe na to usme wo sabjni ya dal kuch b banate wakt tel bahot hi jyada hota hai
Humare yaha jyada tar tel use krte nahi
Karna padta hai tab ek bar sabzji bani to
Chota wala chammach hota hai na waise ek ya ...one and half spoon
Max do spoon hi dalta hai
Usime bhunte hai
Pehle humare gar me b aise hi jyada tel use hota tha
Phir reduce kar diya
Jan pyari hai taste se jyada
Waise taste to ata hi hai kam tel se b
Aap b tala hua avoid karo
Jitna ho sake tala hua na k barabar banana ghar me
Ex- puri , bread pakode, kofte, sevya me b jyada ghee gaya
Chai me sakkar ki jagah gud powder dalo
Didi jo aap pila colour lagva lagate ho usmein kya dalte ho aur radical mein bich mein kya dalte ho Tilak lagate ho jo aap mujhe batana block mein
Ok....
Dii apne puri ke aate me ajwayn or dusri konsi chij dali h plz btao
Ji Ajwain aur Kasturi methi...
@@priyankawithharryvlogs7151thnku dii
Aap kapdo wala stand lelo wo to har mausam main kkaam ata hai
Ha ye to hai..🙂
Ap time ki bhoot punchual h ❤❤
Nice 👍
Nice video mam
@@Vanishka2021Jaat thank you 🥰
Aap na Anshu k liye book rack kharid lijiye, aapke liye or Anshu k liye bhot simple or easy hoga and look bhi acha hoga.
Kitna time baad view acha aane laga aapkaa please reply 1year ho Gaya ha view nahi aate h
Koi baat nahi dear koshish karte rahiye.. koshish karne se aap behtar se behtar bante rahenge aur ek time jarur aayega..muje bhi 1 sal se jyada time laga... God bless you ❤️
@@priyankawithharryvlogs7151 thank you so much 🙏💕
Aap kehan se ho di
Ji Uttarakhand se...
Love you di aap bhut ache ho
Thanks ♥️
Mai aapko ek saal se dekh rahi hu mujhe aapka mandir sabse jyada pasand aata h mai bi banvana chahti hu apne ghar me par samjh hi nhi aata h kaha banau kya aap meri help kar sakti hai aapke mandir ka size kitna plz bataeye
Ji...
Aap dhakan dal k dhudh mat ubalo isliye girta h
Didi plz blog roj dala kro
Ji...
Hii akka I love your videos akka and you so beautiful akka
Thanks dear 🥰
Hello syster namaste❤❤🙏🏻🙏🏻
Namaste dear 🙏🥰
Aap apni love story plz share kariye na
Dii aap bahut hardworking ho
Thanks ❤️
Didi ap apni koi vido punjbi gane ve dalna shots vli vido kbi dekha ni punjbi sng me
Doodh ke sath katti chije nhi khayi jaati hai 🎉
Apka ka baby hai k nhi
Ji ek beta hai...
To bateye size aapke mandir ka
Ji ..4×6
Aap ke 2 bete hai aap ke ya dusri ma ke bete aap bahut choti umar ke lakteho
Ji ke beta hai... Dusra wala Mera bhatija hai...