Sir studiomaster k dja 5000 k upper v testing review dijiye main kafi samay se chala Raha hoon mujhe achchha response mil Raha hai aur jabardast punch milta hai AAP v video banaye taki baki log v studiomaster k upper apna trust dikhayen
Amp bohot old technology pe built hai. Pls don't recommend such old technology. I m not against studiomaster. People should buy dja3200 against this one
Sir bm 400 ke 2 speaker =800watt at 4ohms But studiomaster 3.0 ke 4ohms me 1100 watt output hai.... Problem hoga kya..? Plz Crossover network known sa achaa rahega....?
sir ji jaise studio master me Mode Batan diya rahata hai agar ham ise koi bhi Mode karke chalayenge to spikar ko koi nuksan to nai pachega naa . aor ek bat aor is Mode se awaj me kya kya Qualiti deta hai bas itna hi bata do
2 ohms 4 ohms 8 ohms mein kaise karenge set. bataiye sir aur hum agar 1 chainal Mein do bess bajayenge 1000w 1000w ka toh Yeh sahi hai ya ye achha bajega.
Ab saund naya liya hai...atipro ke speakers 1500 wt ke bass 4 linery 600wt k, amplifier Anxaudio mt1201 bass ke liye or rx 5000 mk2...par mk2 me zone 1 clip hota hai.
Video nice 🤗..sir studio master PA 7.5 power amplifier back panel crossover sitting video banaya. please.... speaker 18"...1200 wait 4 pic's ...Bass kaca bajao
namaste sir ji... kya studio master 3.0 me ek chanle me studio master ka 2 speakers 400 - 400 aur usi ke sath usi chanle me ahuja ka 650 wat ka speakers usi tarah dusra chanle me v 2 studio master ka 2 speakers 400 400 watt aur ahuja ka 650 watt ka combination me chala sakte hai mai ek bar chalaya tha acha response diya tha but aapse salah lena mai jaruri samjha kuch sujhao dijiye sir ji.......
Bhai sabse phela hame speaker ko ohm. Matching lake chalna hoga 1 speaker ka 8ohm hoga or 2 speakers ka 4ohm lakin aap 3 speaker ka ohm 3.2ohm hoga lakin ye amplifier is ohm pe compatible nahi hain tho 2 speakers yani 4ohm pe chalo koi risk nahi hog
Bhai bahut din ho gaya amplifier lene ke liye soch raha hu stranger spb4k ka amplifier ka sound tast aur full review kar do na agar amplifier available hoga to
Mere pass p 2.0 hai or p3.0 OR 2 top 700 + 700 watt k or 600 + 600 k 2 bass hai or 900 +900 k 2 bass hai to me kese adjust kr k chala sakta hunn plz bataye me new hun is line me
Studiomaster power amplifier bohu hi acha he. mera pas 2pis 4.5 hei .bohut acha video hei
Ok gud
Sir studiomaster k dja 5000 k upper v testing review dijiye main kafi samay se chala Raha hoon mujhe achchha response mil Raha hai aur jabardast punch milta hai AAP v video banaye taki baki log v studiomaster k upper apna trust dikhayen
Ok main banta hoon
Bhai pa3.0 and stranger spb 3k Kolkata wala best konsa hay please 700watt ka 4top chalana hay
studiomaster p3 me monitor ke liye jyada se jyada kitne waat ka speaker hf ke sath please batao
Bhai studio master pa series vs zypher cool series dono me se best konsa hai series hai 😊
Amp bohot old technology pe built hai. Pls don't recommend such old technology. I m not against studiomaster. People should buy dja3200 against this one
Thanks sir ji
Yes sir this very old technology based amplifier but this is very trustable amplifier.
Ca18 sound standard achaa hai studio master s
vki van ji yu ar right
Bahut accha laga sir very nice
Thank you
amplifier me jo input chanel a chanel b hota hai usme done me input dena chahiye a kisi ek me achha kya hoga batayega
Smjha nahi
Kya amp ko hamesha bridge mode par chala sakte hai? Plz batana zaroor.
Nahi wo islye diya jata he ki kabji emergency pe kam kharab na hoga
Dada ji konsa company network a6a hay????
Sane
Studio master 3.0 ke liye best top known sa rahega....????
Plz reply.... Ho sake to Ahuja ka top ke bare me botaye
P audio ka bm400 speaker ke 2 top bana lo
Sir bm 400 ke 2 speaker =800watt at 4ohms
But studiomaster 3.0 ke 4ohms me 1100 watt output hai.... Problem hoga kya..? Plz
Crossover network known sa achaa rahega....?
Bhai mt 1601 Or 1201 ka comparison karo bhai or testing bhi and other tutorial bhi baap ho bete ka
Same bas mt1601 power main jada he
@@djvlogindia Dono ke power consupson par video banaye
Ok next sunday
Ahuja ka swx 1000 bass 2 pic chala sakte hai
Bhaiaya iske piche jo button di h unka kya upyog h batane ki kripa kare
Oprating mode foe bass top connection
Awesome video bhai.. But please testing thoda short rakhiye.. Because all people waiting for recommendations..
Ok main ab chota karta hoon testing
Bhai cabinate m jo polyfill laga hota h uska kya matlab h plz btaye
Wo ek trha ka kushan hota he video main bata hoo
maximum rs bataya aapki ye baat mujhe bahut achhi lagi
Ok
Mai v yahi amplifire use kar raha hu same apne dj system me
Ok gud
sir ji jaise studio master me Mode Batan diya rahata hai agar ham ise koi bhi Mode karke chalayenge to spikar ko koi nuksan to nai pachega naa .
aor ek bat aor is Mode se awaj me kya kya Qualiti deta hai bas itna hi bata do
Haan usa speaker khrab ho sakte hain jab aap programs power main inha chade tho islye ek jgha set karke chod do inha
2 ohms 4 ohms 8 ohms mein kaise karenge set. bataiye sir aur hum agar 1 chainal Mein do bess bajayenge 1000w 1000w ka toh Yeh sahi hai ya ye achha bajega.
Main video banuguag
@@djvlogindia dhanyawa sir
Studio master pa 6.0 me audio ton 1800-1800 watt ka speaker bride moode chala skte h nhi
Bridge mode pe mat chayea risk he bhut
Dost
Power amplifier konsa sahi rahega ...
Bass k liye...
a, ca20 sound standard
b, studio master
c, nx audio.......
Ca20
Isko bina crossover ke chala sakte h kya bass 6kw. Me isme cross ni h
inbuilt crossover ka use karo
ashraf bhai please help.mere paas dja 2500 amplifier hai.mujhe 2 monitor banana hai 2226 ke.to (2226 + 460 hf )680 watt ke 2 box monitor me is amplifier pe chala sakta hu kya? please tell
Haan aram se chalega
@@djvlogindia bhai agar monitor bm 500 ka banaya to kaisa rahegga
achha to aapke hisab se konse mod me rakhnaa achha hoga ise bas jana hai
Mid ka liya alag or low ka liya alag hota hain aapko kiska janan hain
Bhai mere ko soundstandard ya studiomaster me 3500 watt ka amplifier chahiye top chalane k liye class H me , hoga to plz btana
Ca 12 laleo
Dj vlog ca 12 kul kitne watt ka h
Eske liye bass dul speaker kitna waat ka lu Bridge mode
Nahi aap is amplifier pe bass mat chalna
@@djvlogindia thanks sar
Ahuja ka 60 watt ka amplifier kitne ka Milega kahan se Milega kharidna Hai video mein dikhayen please
Sir beta seven 15bn 400 k 2 top k ke liye kaun sa amplifier Achcha hoga in 4om par speakar ka rms power 600 hai man singh
No idea kuki spe2kitne watt ka nahi pata
Ager isme 8oms ke 650 watt ke 2 bass chala rahe to limitor ka light jaldi jaldi jal raha hai
Isse koi dikkat hai kya?
No
Ab saund naya liya hai...atipro ke speakers 1500 wt ke bass 4 linery 600wt k, amplifier Anxaudio mt1201 bass ke liye or rx 5000 mk2...par mk2 me zone 1 clip hota hai.
Mail me djvlogofficial@gmail.com
Bhai slv 3002 or es amplifier me kaun sa accha hain?
3002 power zada hai
achha hai sir my vi start kar raha hun
Ok
Sir 12 nich speakers liner ma 300 watt ka best ja 600 watt ka dj chala haa
Matlab
@@djvlogindia bro 300 watt ka speaker liner ma kasa raha ga dj la laiaa
Studiomaster dja2500 bi bohat acha he. .......4ohm. .....900w
Or prices bi kom he
Hanji
Price kitna hai
Studio master ka DJA series kaisa h
DJA 3200 ka video banaye
Top ko kitne ohm pe chalana best rehta h aur kyo
Ok banta hoo
Lala Bhai Ahuja 2500Wat ka Kitna range Hai aur isme Kitne way tak load se sakte hai
Model bato
Video nice 🤗..sir studio master PA 7.5 power amplifier back panel crossover sitting video banaya. please.... speaker 18"...1200 wait 4 pic's ...Bass kaca bajao
Ok banta hoon video
Sir..... Banta video.....
Me elsa ka 60 watt amplifire laya hu vo kesa h or 200 watt spikar chala skte h kya
60 watt ke amplifier pe kaisa chalega 200 watt aap hi dekho nahi chelga number gaping
Mare studiomaster p3 singal channel kharap how gaei to keyse karangi ak chenel sound kom up Bata dejeya
Mail me-djvlogofficial@gmail.com
For repairing
sir Mere Paas Hai studiomaster P series 3000 watt kya P audio 2226 model speaker ko 4 speaker chala Lega aur kaise chalana hai please Bataye
Haan badiya chalega
Isse bass bajaye ya top
Top
Bhai 2. 900. 900 watt ke spekers ke leye kon SA amplifier Lena chye
Rx3000
@@djvlogindia thanks
namaste sir ji... kya studio master 3.0 me ek chanle me studio master ka 2 speakers 400 - 400 aur usi ke sath usi chanle me ahuja ka 650 wat ka speakers usi tarah dusra chanle me v 2 studio master ka 2 speakers 400 400 watt aur ahuja ka 650 watt ka combination me chala sakte hai mai ek bar chalaya tha acha response diya tha but aapse salah lena mai jaruri samjha kuch sujhao dijiye sir ji.......
Bhai sabse phela hame speaker ko ohm. Matching lake chalna hoga 1 speaker ka 8ohm hoga or 2 speakers ka 4ohm lakin aap 3 speaker ka ohm 3.2ohm hoga lakin ye amplifier is ohm pe compatible nahi hain tho 2 speakers yani 4ohm pe chalo koi risk nahi hog
4 15 speaker box making karne mein kya kiya speaker HF driver kya kya lagega
Mail me djvlogofficial@gmail.com
amplifier me 2 input hota hai chanel A chanel B in done me kisme input de mixer se
Agar aap L OR R chala rhe ho tho mixer main se 2 output jati hain L OR R in dono ko aap amplifier main inputs kardo
Batao na bhai.monitor ke liye kounsa speaker and hf use karu?
P audio 600watts and 450 hf
@@ajantasoundanddj4303 amp kounsa lagega?
Studiomaster
1200 1200watt ki 2 bas chal jayegi is pe please Ripley
Nahi
Bhai bahut din ho gaya amplifier lene ke liye soch raha hu stranger spb4k ka amplifier ka sound tast aur full review kar do na agar amplifier available hoga to
Ha sefty to hai...humne bhi 5 sal use kiya tha..
Yes
Mujhe lena hai kon sa virson achha hoga
Aapko kis type ke speaker chalna hai
2 ohm me 2000 watt per Chanel vhalaye to kya hoga
Yes
Hi yaree mast video heeeeeeeeeeee
Thank you
Bhai . 3.0 pr bridge mode pr 4ohm pr 2000wt chala sakta hun kya .
Yes
Bhai ye low mid high mid kya he 1 video bna 2 please
Ok bilkul
@@djvlogindia Bhaiya ye bhi dekh liya he
P seris jinda bad
Yes
P.AUDIO 350 WATT KI KITNI TOP BAJEGI
2 top
Kya isme 800 walt ke 4 top chala sakte he bro
Nahi
4 omhs par 1100 wats chalana hai
500 watts dual spk +100 watts hf
Yes chalega
Sir kaun se class ka amplifier hai studiomaster pa 3.0 man Singh
Yes
bhai aap esme konsi trance use ki gai hai plz tell me bro
Ncs
Sir amplifier ke piche preout ka option hota hai oska kya use out बताओ
Agar aap or amplifier ko is amplifier se connect karna chata hoo tho
Bhai Chambal vala cabinet or pair vala cabinet me ka fark hai
Paint vala
Video bhut jaldi ane wali
Horn loded Bass pe video banao na bhai
Bhut jaldi video ane wali he
Bhai 4ohm @ 1100 watt amplifier
2×550= 1100 watt , 2 box
Chalega
Yes
To 60 watt pr kitne watt ka spikar chalaye
100 watt tak ka
Sir mere pass yhi hai studiomaster p siriz ka 3000 watt
Sir mjhe isko bridze mode pe chalana hai
To kese chlega sir
Risk hain briged pe
Bihar jitender Kumar dj jbl spekr 325 wad price laip and dj k she rga btao
Ok
asraf sirji Axpo ka owner kaya khud ke liya amplifier banate hai. please reply sir
Kya bat hogyi aapki
Ye top kitne watt ka h
600
Mujhe Mid aor Low Hige Tino chaiye thik hai Aor abhi jis mod me chalata hu Us Mode me Hi bahut kam Aata hai Matlab treble deta hi nahi
Mode=stereo
Sensitivity=0.75
2 ohm pr 4 *300watt +2 hf 100 watt total 1400 watt
Isme aap kya kahenge
3.0 k liye
2 ohm pe theek he lakin mat chalana
@@djvlogindia ok thanks
@@djvlogindia kiyo sar
Speaker ya amplifier khrab hojata he waisa jada speakers hi khrab kardeta he
Yamaha mg32x pe ek video banaye plz
Bhut jaldi ane 2ali he vid3o
Bhai jaan Stage pro ca20 kaisa hai please
No
Konsa mixar dj key achha he hard bass bala
Phonic mx300 usb
Mere pass p 2.0 hai or p3.0 OR 2 top 700 + 700 watt k or 600 + 600 k 2 bass hai or 900 +900 k 2 bass hai to me kese adjust kr k chala sakta hunn plz bataye me new hun is line me
Nahi chalega aisa ek amplifier len hi hoga aapko
@@djvlogindia thank u
Bhai to me in amplifier pr Kya Kya chala sakta hun..jo mere pass hai un speaker mese ..
Welcome
P3. 0 pa 900watt ka bass
P.2 pe 600watt bass
Nece brother led par light running ka video kub banayenge please bro
Ye topic ham sharpey wali video ke sath banyega
Strenger 501 me konsa fen lagana chahiye or kitne me aata hai
Very good amplifiers
Thank you
Stranger brand kaisa hi spb 4k 1500 w ke liye thik hi y ni
Accha he
Ek video banaea dmx 512 kaise chalta hai
Smjha nhi sir line out hai osse jodte hai lekin preout kiss chiz me use aata hai plsss
Line out wo he jismain balance output hoti he pre out wo he jab aap amplifier se volume badoga tho badke ouput jayigi
Bhai Aise amp mai
bass or treble kaise set krte hai.????
plz jrur btate..
Video coming
thank u Bhai
Welcome
Jo bataya wo manual pe hain..technically bata janta hain to..low votage ho to clipping bethega..
Lakin work karega kam kharab nahi hoga
Sir aap hame arraycalc ka video bana kar us ke bare me batao plz sir
Smjha nahi
Google kar lo sir
Sound k liye thik hai ya pir ca 12 lo
Ca12 lo
Wawa kya bat ha♥️
Kaun se mod par chalana Chahiye
Stereo
Bhai ye sensivity 0.75,1,1.4 kya hota hai
Frequency
Studio master 6.0 or 7.5 ka damping factor kitna h
800
Sir which speaker is good for top
15 inch
@@djvlogindia sir which company speaker
Old Studio master platinum mixer 282 miljayga.. Sir
No
8ohms or 4 ohms sensitivity setting sahi se batao
Video ban gyi he
Sar pura setap ketane ka padega
Jaisa kya kya
Sir ji bass ka lea ahuja ka spacker aacha ha
P audio
Bhai.....plz plz plz plz ²²² music change krlo
Next video se change
@@djvlogindia ok Bro... Change hona chahiye
Pakka next video se change he
Bhai ye studiomaster me hitting ka problem 1.5 p series me kyu hai
Design galat kiya hain
Hlo bhai sell kroge ky
bhai studio master ka 7.5 ka ati pro 2000 specar me video bnai
Ok
kya itna ads lga rkha hai bhai
Ok
अरे भाई मे यह पूछ रहा था कि, amplifier के channel ko full खोल के ही बजाना चाहिए कि nhi
Speaker amplifier ke watt se sem hota hai to...
Yes agar power consumption of the speaker are same and u true macth the ohm than no problem