Chalane bahut badiya hai mere pados me hai 400 km log gye the Har shootar 45 se 55 ke bich me hi deta hai baaki kis ko konsa look chahiye uske uper hai
Plastic hi achha hota hai lohe ka patra sad jaata hai usaka color jata hai oh bend ho jaata hai or har plastic kamjor nahi hota hai kanetic blaze bahar ki puri body plastic hai but oh kitani bhi jor se gire usake plastic ko kuch nahi hota hai bas mamuli kharoch aati hai ab soch patra hota usame tou ek hi jhatake me khatam ho jaati 😂😂😂😂😂😂😂
Ek doubt hai yaar Scooter me self and kick start hai manlo self kam nhi kiya to kick se karenge lekin kick se bhi start ni hua to kya karenge mera kahne ka matlb hai bike me self kam ni krta to kick se karte hai and kabhi kabhi chok utha ke karte hai to start ho jata hai lekin scooter me kaise karenge?????????
Meri scooty me bhi same problem aya but agency wale justify nhi kar paye. Engine Kill switch jyada Der tak on rkhna. Scooty Dhoop me jyada der khdi rkhna. Ya fir battery issue ho skta hai.
Koi bhi scooter ya bike kharab hoga uske jimedar khud hoge, baar bar ye huaa eo huaa ,yahi sab bolte hain, muje koi bhi naya gaadi leke do 5 lakh ka inaam agar mere hath se kuchh hota hain to main dunga samne se, sambhal k chalao kuchh nai hota❤
chalai hai bro... mast hai ye ... bus ek hi doubt aata hai mujhe ki long term ke liye ise kharidna kya sahi decision hoga ya nahi .... baki scooty to mast hai ni doubt. iska front wala portion metal ka hai bich wale portion ko chor ke
@@imontyjangra Ha ye to sahi he jaese ki mera city chota he to digital display vala Jupiter 125 ab available hai vo bhi bahot Kam dusare two wheeler me bhi aesa hi he lekin is mamle me four wheeler vale aage he jaese koi nya modal nikalta hai available kar hi dete he
Issi awaaj mai toh feel hai bhai 😉.. sher hai ye..
Chalane bahut badiya hai mere pados me hai 400 km log gye the
Har shootar 45 se 55 ke bich me hi deta hai baaki kis ko konsa look chahiye uske uper hai
Sher nahi dahaadega tou kon chuha dahadega 😂😂😂😂😂🤣🤣😁😁😁😁
Plastic hi achha hota hai lohe ka patra sad jaata hai usaka color jata hai oh bend ho jaata hai or har plastic kamjor nahi hota hai kanetic blaze bahar ki puri body plastic hai but oh kitani bhi jor se gire usake plastic ko kuch nahi hota hai bas mamuli kharoch aati hai ab soch patra hota usame tou ek hi jhatake me khatam ho jaati 😂😂😂😂😂😂😂
Ek doubt hai yaar
Scooter me self and kick start hai manlo self kam nhi kiya to kick se karenge lekin kick se bhi start ni hua to kya karenge mera kahne ka matlb hai bike me self kam ni krta to kick se karte hai and kabhi kabhi chok utha ke karte hai to start ho jata hai lekin scooter me kaise karenge?????????
Meri scooty me bhi same problem aya but agency wale justify nhi kar paye.
Engine Kill switch jyada Der tak on rkhna.
Scooty Dhoop me jyada der khdi rkhna.
Ya fir battery issue ho skta hai.
Is scooty ka koi mukabla nahi
Bhai iska balance bhot hi mast h fast Speed m bhi koi lher nahi hme to best lgi aur mere pass bhi h bT wali
Koi bhi scooter ya bike kharab hoga uske jimedar khud hoge, baar bar ye huaa eo huaa ,yahi sab bolte hain, muje koi bhi naya gaadi leke do 5 lakh ka inaam agar mere hath se kuchh hota hain to main dunga samne se, sambhal k chalao kuchh nai hota❤
Sir achi milege chahiye konsa scooter luu? Achi service bi chahiye konsa luu?
Just go for jupiter
Pura bekar service hai tvs ka @@imontyjangra
2 person k saat iska milage kitna hota hai
chalai hai bro... mast hai ye ... bus ek hi doubt aata hai mujhe ki long term ke liye ise kharidna kya sahi decision hoga ya nahi ....
baki scooty to mast hai ni doubt.
iska front wala portion metal ka hai bich wale portion ko chor ke
Long term me bhi achi h.
Baki ap Jupiter 125 ye fir Torque bhi check Kar skte ho
Jupiter 110cc and suzuki access 125 which is best.
Brand access
Bhai body fibre or metal please tell me
Fibre hai bro
2024 me access 125 lu ya activa 125 ???
Depends on your usage
Agar jyada power chiye to access or agar reliability or build quality achiye to activa 125
Bhai is time to TVS Jupiter 125 hi he best & value for money he
Jupiter 125 ki availability pe depend krta h
@@imontyjangra Ha ye to sahi he jaese ki mera city chota he to digital display vala Jupiter 125 ab available hai vo bhi bahot Kam dusare two wheeler me bhi aesa hi he lekin is mamle me four wheeler vale aage he jaese koi nya modal nikalta hai available kar hi dete he
Go with Jupiter 125 ... Jabardast he
Mujhe Jupiter se acchi lgi isme 3 log bhot hi arm se baith jate h gar ledies h to 2 aram se
Battery and sensor issues abhi bhi hai??
Nhi bro abhi resolve ho gya hai
Bro headlight ka performance kesa hai
Lights ka throw city k liye Acha h but Highway k liye average h.
Average kitna hai
@@sourabhyadav200 Bro video Pura dekho sab h video me. Thanks for your support😀
Bahut shandaar scooty hai.
Daily 200 km running yhi jhel sakti hai 😂😂😂
Starting noise achchhi nahi hai baaki sab bahut achchha hai
Bhai petrol kam hone par he ye avaj aata hai
Hmesha esi hi sound ati h
Headlight Focus Kam hai
Ye company hi kharab h bhai scooty maine kabade vale ko bech diya h.
Konsi acha hai activa ka access
Jyada power k liye access lelo or agar jyada mileage k liye Jupiter ya active me se dekh skte ho.
@@imontyjangra access kitna average dete hai
While rush Riding-40
Normally 47-50
I have access ,but the build quality in Activa is good and coming to engine access provided good pickup.milege is almost same in Activa and access
Access is best scooty
Bhai tujey dikki ko kya kehtey wo malum nai aur tu purey gadi ki review video banata hai - Kya UA-camr banega re tu...😂😂😂
Sahi kaha bhai tune ye to pagal h UA-cam me famous hone ka
Access better performance