@@TheMedicoBoyJIBRAIL bhaiya mere family me bhout log hai Jo mereko bol Rahe hai ki Allen Chala ja ache see padhega but Mai mana kar de Raha hu Kuki mujeh PW se hi padhna hai Isliye mujeh ek apse Q puchna ki Kya Sach me PW enough rahega
Bhia but, mene is year 12 ke bad yakeen 1.0 ke join Kia tha , us batch bhi sare teacher bohot ache parate hye , physics ke mohit Agarwal sir , chemistry ke deepak vashisth sir itna acha physical chemistry parathe hye
Bhaiya please Distractions se kaisa bachta tha aap Please bhaiya please .. btado . Ma class lgato hu to 20 min bad UA-cam khul leta hu or game khel leta hu please tell
Buddy congratulations 🎉🎆 .stay blessed 🤩 wish u a bright future ahead 🎉.. i m struggling with physics a lot last drop me bhi mujhe 3-4 physics ke teacher change krne pdhe yakeen batch me aur iss drop year me jab preparation abhi start ki hai toh usme bhi mujhe smjh nhi aarhe lectures mene finally alakh sir ke lectures yakeen 2021 ko follow krne ka socha hai😮 lekin usme bhi mere dost bolrhe hai ki pattern change hogya hai toh problem nhi ajaaye me kya kru smjh nhi aarhs
@@Unknown_singer1 u got me bro 🥺 mene bhi shuru me mr sir se hi pdha accha padhate hai vo no doubt lekin mujhe smjh nhi aata.. ALKAH SIR se padhne ka mene bhi decide kiya hai lekin sufficient toh hai but problem ek hi hai vo ye ki pattern change hogya hai na mtlb ab concept ki depth me bhi check hota hai aur rhi baat thode bohot pyq nhi solve hopayenge shyaad esa
Agar bahot sare questions practice ho rhe Hain likhe har topic cover ho rha to enough hn iske alava practice sheet bhi kr lo aur pyq bhi But practice always makes uh better😊
Bhai ek doubt hai . Mein yakeen 1.0 mein hun syllabus March 1 ya 4 ko khatam hoga toh kya ye normal hai. Jaise ki alag batches only 8 months mein syllabus complete kar rahe hein.
Depend on ki agar dropper ho and pehle achhe se padhh rkha h ....ya nhi if yes then ok agar 1st time achhe se padhne ja rhe ho to karne ka to kar bhi skte ho but sare concepts ki achhi practice zaruri h Jan Tak target rkho
What abt syllabus completion? In which month you completed you syllabus.i have joined this yakeen batch but unka syllabus completion bhot late hai ,march mein to badd mein revision or practice ki problem ayegi ....i hope you'll goin to reply my ques
Aapka ques main telegram PE de Chuka hun 😊but again saying ki aap try kro ki Feb tak me apka ncert level PE pyqs ke ke sath complete ho jaye and then baki revision hota rahega last mein 2 months enough hoga revision ke liye agar abhi Se hi vah repetitive revision method Jo channel per bataya hai follow karte raho to aur to aur last me aap speed increase kerke purane batches se bhi padh skte ho👍
Achha nhi bro Jahan apko need pad rhi jaise jo ab bhi weak lag rha aur samajh nhi aa rha aap unko dekh skte ho banki notes revise ques aur tests kro bas sabme
Aap daily jitna time nikal Sako uske according karte raho aur sunday ko aap kafi time backlogs ko de sakte ho Try karo 2x per lectures ek ya do daily and Sunday ko jyada
Bhaiyya Aap test series ke baare mai bata dijiye plz aap kese dete the aap sare test ka print out nikalwate the kya ya phir online hi dete the plzz reply bhaiyya
Bhaiya agar yakeen 2.0 neet2025 batch join kare to module bhii lena jaruri h kya vese bhaiya mene aakash se padh kar neet 2024 diya tha to uske module mera pass h...
Ye to h but starting me to thoda manage krna padega 1 jagah ka skip krna padega becz weak areas padhne ke lie bhi time chahie but last me jb syllabus end pr hota h tab problem nhi aegi👍
Allen ki ki thi only major obviously help hui thi but usse khin zyada test pw ke hi dile the test har jagah ke jo ncert based ho last me de dena chahiye
Bhaiya Main abhi 10th me hun 11th me Neet ke preparation karunga. Kya app mera liye ek video bana denge. Arjuna se physical and physics Yakeen se Bio and inorganic and organic. Kya sahi rahega bhaiya plzz plzz plzz guide to achieve my dream Medical College (VMMC)
@@TheMedicoBoyJIBRAIL Thanks a lot bhaiya for your acknowledgement. Lekin bhaiya aapke tarah Marks Lana hai. I know ki aapne bahut zyada Efforts Put in ki hoge and it's dream marks and dream ranks for 18 lakhs neet aspirant. Bhaiya aap mujhe bas plzz connected rahiyega. Aapke bhaiya hamesha thankful rahunga. Thank you bhaiya.
Bhaiya ek big doubt hai ki yakeen me jo questions krbate bo sbhi questions notes bali copy p krna ja jo question solve horaa bo rough oor jo solve nhi hora bo notes bali copy p
Jqgjot sir ko to main janta nhi but aise tum khud check kro ki unke notes achhe se krne k bad tumse Max ques bn ja rhe ki nhi pyq oriented vo padha rhe ki nhi pyqs bn ja rhe ki nhi....
W/A Dekho short notes every ch ke end me banana jab uska test bhi ho jae ques bhi laga lo becz then u have an idea ki kya imp h dekho prioritise to krna hi padega just 200 ques aane hn ittttttne bade syllabus me se to imp se and jitna crisp ho ske ...
Maine PW ka yakeen 2.0and Sankalp bhart liya hai mujhe yah nhi smjha me aarah ki bio ke liye kisee padho yakeen me to zoology ke liye nomesh sir aur botany ke liye Rishab sir hai aur sankalp me md aur tarun sir hai kise ko kuch pat hai kise padahna atach hoga
Main tarun sir aur md sir se padhha hun aur dekho accept to Krna hi hoga ab ki teachers sare best h sab 180 marks ka de rhe galti hmari hi rh jati h aap kisi bhi teacher ko trust krke follow kr lo achhe se end tak
Abhi batch ke sath hi chalna padega tum try to kr loge pehle krne ka but kr nhi paoge agar 1 bhi drop nhi hua h to but last tak aate aate speed inc ho jaegi dont worry
Bhaiya pw ka modules na lene se kuch problem hogi kya? Aur yakeen batch kis month mein syllabus cover kar deti hain aur revision ke liye 1 month milegi kya?
No problem but u hav to ensure ki practice me Kami ñq rhe yakeen ka jab end hoga 1 - 1.5 months bche honge and revision starting se karni h fir last me brushup krna qh
Hey brother can i use yakeen 2024 batch lectures if i want to complete syllabus faster? Becoz yakeen 2025 batch is still on electrostatics, will the content differ
Test series ek to starting se hi weekly dene hote hain iske alava last 2-3 months me alag se wk test series lena chahiye and last 1 months me test frequency bahot increase krni hoti h either 1 per dat or alternate day
Congratulations 🎊 Brother... Mera 2 months ka backlog ho chuka hai bhai aur mein yakeen 2.0 (online) ki student hu mujhe poochna hai ki biology ke liye kya umeed ke lectures sufficient hai for scoring 360 in biology???? Bhai please please please reply!
Bhai mai online hi de rha hu. Soch rha hun last 3 months pe test series le lun offline but wo test series roz nhi dete 1 week main 2 test dete h kya krna chahiye? Bhai plzzzz answerr
Bhaiya ek doubt hai mujhe mai abhi arujuna neet 11th Vidyapeeth mein hu and a you tube par yakeen PW channel se videos dekhta hu concept clear karne ke liye ....toh kya ye sahi hai ??????because mai sirf physics aur chemistry ke videos dekhta and botany zoology toh Vidyapeeth mein ho jati hai....please bhaiya help me I am very confused 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Aur ek channel hai arjuna neet 11th usmein videos aate hai ...toh kya karna chaiye .????please guide mein bhaiya???
Dekho this is the time tumhe sahi guidance ki zarurat h so.. 1st of all koi concept VP me achhe se focus karke class me samjho and agar VP ke teachers se samajh nhij aa rhi to use batch k teacher se samajh lo tumhari study khrab nhi honi chahie And one more thing same cheez ko bahot jagah se bar bar nhi krne h if samjh achhe se aajae kuchh alag nhi padha rhe dusre teacher
NEET 2022-245(1st drop,1st attempt)-From Yakeen 2.0 NEET 2023-342(2nd drop)-From Yakeen 2.0....humara revision, question practice Kam hogaya tha 🥺😭this year will be my 3rd drop
Bhaiya kya bio ka notes banana zarori hei?? Mera bio mein almost 80% concept clear hei, kya mein firse lectures dekhke notes banau??ya revision karun use bar bar
1. Lectures + notes
2. Self notes
3.ncert reading
4. Notes revise
5. Question - dpp + pyq + module for phy
6.revision daily
7. Work in weak area
8.
Physics ke liye Mr sir ka class notes and assignment is more than enough. No need for extra module and dpp😂
8. koshish kari backlog na ho
@@khushaltyagi591 Lekin ho jata hain 🤡
@@Sanjid_me cover bhi karo mr sir ka video dekhlo backlog cover krne ki
@@Sanjid_me what about tanuj Sir?
Well done brother aise hi bachcho ko right Guidance dete rah
Aise hi Wo sari tricks inhen bhi bta dena jo mujhe batai thi😊
@@TheMedicoBoyJIBRAIL bhaiya mere family me bhout log hai Jo mereko bol Rahe hai ki Allen Chala ja ache see padhega but Mai mana kar de Raha hu
Kuki mujeh PW se hi padhna hai
Isliye mujeh ek apse Q puchna ki Kya Sach me PW enough rahega
@@PW_ka_balak404maine only PW se padha h aur 1 drop me bhi auron ne Kia h to enough to h bus tumhe distraction se bachna hoga
@@TheMedicoBoyJIBRAILbhaiya aap class12th Hindi medium se pass hai kya
Bahut achha jibrail bhai ❤❤
from rn31
Apke 1st attempt me kitne the?
I got 500 this year in first attempt from lakshay batch
650+ in neet 2024 inshallah
Bhai yakeen 2.0 sirf online se possible h kya 😢
Han Bhai Han 👍
@SarthakHariPandey 686☺️
@@fahadkhatir2258 Waah!! God bless you, apki mehnat rang aur rank dono layi, vaise sirf yakeen 2.0 ko hi follow kiya kya apne?
@@HarleenKaur-in7rn yes only yakeen 2.0 for chemistry and physics bio khudse ki thi bas ncert
@@fahadkhatir2258pls recommend which teachers especially for physical chemistry 🙏
Bhia but, mene is year 12 ke bad yakeen 1.0 ke join Kia tha , us batch bhi sare teacher bohot ache parate hye , physics ke mohit Agarwal sir , chemistry ke deepak vashisth sir itna acha physical chemistry parathe hye
Bahut achhi baat becz sach me sare teachers best padhate hn
Toh ab tum yakeen 1.0 se hii pdh rhe ho yaa 2.0 se ???
NEET 2022- 167
NEET 2023- 408 (without studying 12th physics and whole physical chemistry and also not revised 11th physics)
NEET 2024 - targetting 620+
After that also how you scored 408💀
@@vanshhh147fek rhi hai
Kitna aaya?
Kitne bana??
Ab kitne aye neet 2024 mai bato
MashaAllah,thanks for this video
It's my pleasure
Congrats
Sir genuinely main Aaj aur abhi se follow karna start kar raha huu.
Han that's imp nhi to meri vid bhi time waste me count ho jaeegi follow karna must h
Tarun sir botony
Md sir zoology
Sudanshu sir physical
Mr sir physics
Pankaj sir organic
Mohit sir inorganic
Neet 2024 ❤❤❤600+
Md sir n tarun sir for biology 🔥🔥
Rishabh sir for botany
Sarvesh sir ko bhul gye sb
@@manilifestyle.7755mujhe yad hain ☺️
3:19 time :- no one notice that 😂
Only legend can give ans?
Bhai aap kitne saal k ho
I'm a NEET student and I'm preparing in Motion's Prachand batch which is a very good batch for NEET students.
Bhaiya please Distractions se kaisa bachta tha aap Please bhaiya please .. btado . Ma class lgato hu to 20 min bad UA-cam khul leta hu or game khel leta hu please tell
Physical chemistry m kon s teacher ko follow kiye the plz reply
My weak area = question practice 😢
Love from maharashtra
Thanks for guidance
Always welcome
Most precise video....❤ Thank u 😄
I got 525 in my first attempt in neet 2023 with college
Can I get 650+with college
Bhai ek saal drop le le tere mai potential hai kyu waste kaar raha partial kaar ke next year ho jayega tera
Aaram se bas revise kr lo achhe se aur tests
Han partial ki jagah proper drop se bahot achha ho skta h bhai
@@TheMedicoBoyJIBRAIL thanks
Kitna marks aur bhai
Buddy congratulations 🎉🎆 .stay blessed 🤩 wish u a bright future ahead 🎉.. i m struggling with physics a lot last drop me bhi mujhe 3-4 physics ke teacher change krne pdhe yakeen batch me aur iss drop year me jab preparation abhi start ki hai toh usme bhi mujhe smjh nhi aarhe lectures mene finally alakh sir ke lectures yakeen 2021 ko follow krne ka socha hai😮 lekin usme bhi mere dost bolrhe hai ki pattern change hogya hai toh problem nhi ajaaye me kya kru smjh nhi aarhs
MR Sir k dekho wo best hain aur baar baar change krne se aise hi ulajhte rah jaooge
@@Unknown_singer1 u got me bro 🥺 mene bhi shuru me mr sir se hi pdha accha padhate hai vo no doubt lekin mujhe smjh nhi aata.. ALKAH SIR se padhne ka mene bhi decide kiya hai lekin sufficient toh hai but problem ek hi hai vo ye ki pattern change hogya hai na mtlb ab concept ki depth me bhi check hota hai aur rhi baat thode bohot pyq nhi solve hopayenge shyaad esa
@@tamannanegi218 arey last year try kiya tha no doubt accha padhate hai lekin mujhe smjh nhi aata mr sir ka tarika aur logic
@@love_phillic ohh then sorry aap koi aur teachers dekh lo
Aren't their dpps and class ques enough?? Do I have to do modules as well??
Bhaiya ek baat btao ki ky bass class notes m Jo ques krate hain ky vo enough h ya questions aur krne hain aur kaha se krne hain
Agar bahot sare questions practice ho rhe Hain likhe har topic cover ho rha to enough hn iske alava practice sheet bhi kr lo aur pyq bhi
But practice always makes uh better😊
Bhai ek doubt hai . Mein yakeen 1.0 mein hun syllabus March 1 ya 4 ko khatam hoga toh kya ye normal hai. Jaise ki alag batches only 8 months mein syllabus complete kar rahe hein.
Shukriya guide krne ke liye ....pr aapne Allen ke major test series le thi y minor please reply ??aur kb li thi
Major jo 22 Feb ko 1st tha
Assalamualaikum ,sir aapka syllabus kis month mai khatam hogeya tha aur phir kitnai baar revise kia
WA Feb tak revise to sath me bhi krta rha aur bad me bhi
Bhaiya mere ko bahut dikkt hoti h physic me kya kre ki strong kre
Bhai apne zoology kisse padi thi plz batao
MD Sir Se but Genuinely bataon to ek baar samjhne ke baad ncert ke alava kisi bhi cheez ki need nhi padi
Bhaiya..plz help purane batch se syllabus pehle hi kthm krke..mein ( decemr. ) se test dena start krdu..to chalega?
Depend on ki agar dropper ho and pehle achhe se padhh rkha h ....ya nhi if yes then ok agar 1st time achhe se padhne ja rhe ho to karne ka to kar bhi skte ho but sare concepts ki achhi practice zaruri h Jan Tak target rkho
What abt syllabus completion? In which month you completed you syllabus.i have joined this yakeen batch but unka syllabus completion bhot late hai ,march mein to badd mein revision or practice ki problem ayegi ....i hope you'll goin to reply my ques
Aapka ques main telegram PE de Chuka hun 😊but again saying ki aap try kro ki Feb tak me apka ncert level PE pyqs ke ke sath complete ho jaye and then baki revision hota rahega last mein 2 months enough hoga revision ke liye agar abhi Se hi vah repetitive revision method Jo channel per bataya hai follow karte raho to aur to aur last me aap speed increase kerke purane batches se bhi padh skte ho👍
Yakeen me class 12 th ko enough time dete h teachers padhane me????
Bhai aapne offline test series kahan se li thi aur aap test roz dete the?
Sir can uhh plzz tell ki physical chemistry me apna sirf pw ke lec notes dpp aur ncert hi kiya tha ki alag se bhi question practice kiya tha
Pyqs aur kie the Han bas itna hi aur tests se bhi
@@TheMedicoBoyJIBRAIL ohkk thanku 😌😊so much for helping me out
Bhaiya chemistry ke liye video banao please bhaiya
maine list bna Rkhi h sab aaega jisme apka time waste na ho 😊
Bhaiya me bio ke lectures poore dekhu kya mere paas ncert notes hai aur kya physics le poore question likhu is bar 550 tha score 4:21 4:22
Achha nhi bro Jahan apko need pad rhi jaise jo ab bhi weak lag rha aur samajh nhi aa rha aap unko dekh skte ho banki notes revise ques aur tests kro bas sabme
Test series pure year konsi follow ki thi bhaiya apne starting se end tk..plz reply..
Wow bhai tum topper ho 685 salute brother
❤
But mai fail ho gaya 😢
Main bhi fail tha this means u can also be a Topper ya 👍
@@TheMedicoBoyJIBRAILtumhare first second attempt me kitne the
@@vimalbharvad3377shorts me h bro
Backlogs of lec, how many lec can I do min if I have a lot of backlogs.
Aap daily jitna time nikal Sako uske according karte raho aur sunday ko aap kafi time backlogs ko de sakte ho Try karo 2x per lectures ek ya do daily and Sunday ko jyada
Bhaiyya Aap test series ke baare mai bata dijiye plz aap kese dete the aap sare test ka print out nikalwate the kya ya phir online hi dete the plzz reply bhaiyya
Aur aapne maximum kitne test diye honge koi idea hai kya
Can you suggest a good book for neet mcqs
Already recent vid is there
Bhai bot or zoology kisse pdhu?????
Bhaiya agar yakeen 2.0 neet2025 batch join kare to module bhii lena jaruri h kya vese bhaiya mene aakash se padh kar neet 2024 diya tha to uske module mera pass h...
Nope no need
Aapki situation same mre jsi h ...btw aapke 1st attempt m kitne aaye?
@@dreaming-aim1 580
Dusre coaching ke test series or own coaching ke test series ke syllabus alag hote h to manage kaise kare
Ye to h but starting me to thoda manage krna padega 1 jagah ka skip krna padega becz weak areas padhne ke lie bhi time chahie but last me jb syllabus end pr hota h tab problem nhi aegi👍
Thanks a lot
Congratulations dear🎉❤
Thank you so much 😊
@@TheMedicoBoyJIBRAIL 😊😊
@@Medico_Smilecongrats to u too🎉🎉
@@TheMedicoBoyJIBRAIL Thank youuu sooo much dear♡
Your new subscriber here ❤
260th
Congratulations Bhai 😊
your 560th subscriber ❤
Thnx😍
Bhaiya app ne ncert ke questions bhi kiye the kya
Yes
Organic chemistry me kis teacher ko follow kiya tha?
Pankj sir
Bro Aakash Allen ki test series join ki thi ki ya only PW?
Allen ki ki thi only major obviously help hui thi but usse khin zyada test pw ke hi dile the test har jagah ke jo ncert based ho last me de dena chahiye
@@TheMedicoBoyJIBRAIL toh basically abhi PW pe hi stick rhe part me toh koi issue ni h ki Allen ki le lu part abhi se??
@@affan.aiimsrbl nhi pw ke part bhi achhe hn last me for more practice allen ke major ya aakash bhi ok rhta h sath me👍
Bhaiya Main abhi 10th me hun
11th me Neet ke preparation karunga. Kya app mera liye ek video bana denge.
Arjuna se physical and physics
Yakeen se Bio and inorganic and organic. Kya sahi rahega bhaiya plzz plzz plzz guide to achieve my dream Medical College (VMMC)
Main thoda research krke batata hun tumhe banki khud pe trust rakho tum log khud ek topper ho
@@TheMedicoBoyJIBRAIL Thanks a lot bhaiya for your acknowledgement.
Lekin bhaiya aapke tarah Marks Lana hai. I know ki aapne bahut zyada Efforts Put in ki hoge and it's dream marks and dream ranks for 18 lakhs neet aspirant.
Bhaiya aap mujhe bas plzz connected rahiyega.
Aapke bhaiya hamesha thankful rahunga.
Thank you bhaiya.
Always bro👍👍
Ap ne bola ki apke 200 atte the ..par apka to firsr attempt me 593 aya tha
First attempt me 485 the but mere mocks me 200 Max pahunchte the starting me
@@TheMedicoBoyJIBRAIL achha vaiya
Bhaiya ek big doubt hai ki yakeen me jo questions krbate bo sbhi questions notes bali copy p krna ja jo question solve horaa bo rough oor jo solve nhi hora bo notes bali copy p
Ko solve nhi hua jo aisa h ki imp h jo aisa h ki bad me bhi ho paega jo aisa h ki kisi formula ya concept ka example ques h ye sare likhne hote. Hn
1st attempt 400
This is my second attempt I will score more than 650
👍
Bhaiya physics ke liye Jagjot sir acchi hogi kya?
Jqgjot sir ko to main janta nhi but aise tum khud check kro ki unke notes achhe se krne k bad tumse Max ques bn ja rhe ki nhi pyq oriented vo padha rhe ki nhi pyqs bn ja rhe ki nhi....
Bhai apne organic ke liye konse teacher use kiye hai pls batta do and congratulations 🎉🎉👏👏
I appreciate aur abhi maine shorts me bate hn sare abhi abhi
Bhaiya app sabki ncert karte the ya fir sirf bio and organic chemistry ki
Bio ki bahot achhe se then ino then org and phy me imp ch theory vale padhe the
@@TheMedicoBoyJIBRAIL thankyou bhaiya
@@TheMedicoBoyJIBRAIL bhaiya physical chemistry?
Bhai kin teachers ko follow kiya ...ispe ek video bana do
Already shorts me h 😊
Bhaiya aap ne koi test series join ki thi offline yaa shirf pw ke online test hi diye. Please reply 🙏🙏🙏🙏❤
Maine bs Major join ki thi allen ki and PW ke bhi offline bhi die the
Assalamualaikum brother aap mujhe short notes ke liye kuch jankari denge jaise aap bnate the ? Qki meri short notes bhi long me chali jati h ......
W/A Dekho short notes every ch ke end me banana jab uska test bhi ho jae ques bhi laga lo becz then u have an idea ki kya imp h dekho prioritise to krna hi padega just 200 ques aane hn ittttttne bade syllabus me se to imp se and jitna crisp ho ske ...
Bhaiya dpp ke liye alag notebook banani hoti hai??please reply🙏🏻
Bna Lena usse thoda hath chalte rhte hn😊 agar pdf hard copy se nhi krte to
@@TheMedicoBoyJIBRAIL sir only Physics or chemistry ke liye bnani hai DPP ki copy . Ya fir biology ke liye bhi
@@sachinmahipal8695bio me need nhi padegi ncert mark kr lo
@@TheMedicoBoyJIBRAIL thank you bhaiya🤍✨
Maine PW ka yakeen 2.0and Sankalp bhart liya hai mujhe yah nhi smjha me aarah ki bio ke liye kisee padho yakeen me to zoology ke liye nomesh sir aur botany ke liye Rishab sir hai aur sankalp me md aur tarun sir hai kise ko kuch pat hai kise padahna atach hoga
Main tarun sir aur md sir se padhha hun aur dekho accept to Krna hi hoga ab ki teachers sare best h sab 180 marks ka de rhe galti hmari hi rh jati h aap kisi bhi teacher ko trust krke follow kr lo achhe se end tak
@@TheMedicoBoyJIBRAILthanks ❤️ main bhi md sir aur tarun sir se soch rahe ho padhne ko
Your 685th subscriber
😃😄😊
Bhaiya mera 4 drop ho chuka h aur 277 no. tha kya mera selection ho sakta h??
Mera 3 attmpt me 250 bhi ni aaya tha fir maine pw join kiya isbar mere 582 aa rhe
Kroge toh aayenge
3:17 pe kisi ka chilane ka awaz suniya diya kisi ko?
Bhayiya aap bio me short notes bnaye the ya sirf lecture me jo padte the o hi bas notes karte the aor ncert pad lete the please reply bhayiya
Bio ka nhi bnaya but fir bhi koi ch ya topic yad nhi rhta tha to vo bna leta tha
@@TheMedicoBoyJIBRAIL short me nots
Aor lecture ke time hi notes bnate the kya aap
Hii bhaiya apne neet ki journey mai questions k liya konse book use krte tha
Vid already uploaded on ch ☺️
Bhaiya yeaken 2.0 mai syllabus march mid tak khatam ho ga tho hame usse pahle syllabus complete korna hoga ya batch ke sath hi hoga
Abhi batch ke sath hi chalna padega tum try to kr loge pehle krne ka but kr nhi paoge agar 1 bhi drop nhi hua h to but last tak aate aate speed inc ho jaegi dont worry
Bhaiya yakeen batch is sufficient for neet ki hamen modules bhi buy karni chahie please tell
For extra practice u should but yes yakeen batch is enough but now we can't predict paper
Bhaiya pw ka modules na lene se kuch problem hogi kya? Aur yakeen batch kis month mein syllabus cover kar deti hain aur revision ke liye 1 month milegi kya?
No problem but u hav to ensure ki practice me Kami ñq rhe yakeen ka jab end hoga 1 - 1.5 months bche honge and revision starting se karni h fir last me brushup krna qh
@@TheMedicoBoyJIBRAIL Bhaiya agar mein yakeen batch ke lectures acce se dekhu, class notes, dpp, pyq, test sabkuch du kya enough hogi?
Bhai organic teacher suggest kardo jo basic se ho yakeen me
Maine abhi shorts upload kia h maine kinko follow kia
@@TheMedicoBoyJIBRAIL ha bhai dkh ra
Bhiya ap kon sa module kar te the
And self study kitne karte the.please batayiye.
Maine bs phy ki PW ka mod and y tp 7,8 hrs self
@@TheMedicoBoyJIBRAIL thanks for reply me
@@TheMedicoBoyJIBRAIL is allen module good for question practice ?
Hey brother can i use yakeen 2024 batch lectures if i want to complete syllabus faster? Becoz yakeen 2025 batch is still on electrostatics, will the content differ
Offcourse u can even I also did this nothing changes
Privious year kitna mark ayya tha bhaiya
593
Heya Bhaiya Bio ke liye apke teacher combination kya tha? Please bata skte ho
Tarun sir MD sir
Bhaiya aap alpha se padhe the ya legend se🤔🤔🤔
Mere time pe ye nhi the yakeen batch me 😅
Bhaiya yakeen mein syllabus toh march mae khtm hoga toh kya extra lecture sae hmae syllabus complete krna chahiye
Please reply 🙏🙏😭
Brother can we access the batch after they have completed the syllabus, like we can access it till exam?
Yes
Bhaiya physics chemistry ka question practice kaha se kiye the please tell me
Bro you make notes after class or in class time only bro. plz tell me bro
During class saves some time along with teachers
Bhaiya test series kab join karna hota he? Aur konsi test series lena chahiye?
Test series ek to starting se hi weekly dene hote hain iske alava last 2-3 months me alag se wk test series lena chahiye and last 1 months me test frequency bahot increase krni hoti h either 1 per dat or alternate day
Aapke according kab tak syllabus complete ho Jana chahiye
Tuned for next short
Congratulations 🎊 Brother...
Mera 2 months ka backlog ho chuka hai bhai aur mein yakeen 2.0 (online) ki student hu mujhe poochna hai ki biology ke liye kya umeed ke lectures sufficient hai for scoring 360 in biology???? Bhai please please please reply!
Thanks and ummeed me han enough padhaya gya h plus ab sab kuchh jab ncert hi aa rha to ya sahi h bus consistently study krte rhna👍
@@TheMedicoBoyJIBRAIL Thanks a lot brother!!!
Kya aapne biology ke notes banayte ya direct Ncert padhi thi ?
Nhi banae the
@@TheMedicoBoyJIBRAIL tho aapne biology kaise rahi thi
Hii bhaiya kya aap bata sakte hai ki kya mai yakeen 2022 follow kar skti hu Ane preparation ke liye.please reply
Sab to h but sath me agar 24 ke lie kuchh extra den to use kr lena
West Bengal mai b sc nursing ke sath neet drop hoga?
Bhai mai online hi de rha hu. Soch rha hun last 3 months pe test series le lun offline but wo test series roz nhi dete 1 week main 2 test dete h kya krna chahiye? Bhai plzzzz answerr
Bhaiya aap syllabus kinte dino me complete kiye the ?
Feb tak
@@TheMedicoBoyJIBRAIL or questions practice kaha se Kiya?
Bhaiya zoology mai ap konse techer se pardatha in yakeen batch???
MD Sir
Bhaiya aapne apna syllabus kab complete Kiya tha ?
Main feb tak
Sir can I go through yakeen 2.0 , 2023 batch for neet 2024 ...??
Yessss Bhai.
Bhaiya ek doubt hai mujhe mai abhi arujuna neet 11th Vidyapeeth mein hu and a you tube par yakeen PW channel se videos dekhta hu concept clear karne ke liye ....toh kya ye sahi hai ??????because mai sirf physics aur chemistry ke videos dekhta and botany zoology toh Vidyapeeth mein ho jati hai....please bhaiya help me I am very confused 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aur ek channel hai arjuna neet 11th usmein videos aate hai ...toh kya karna chaiye .????please guide mein bhaiya???
Dekho this is the time tumhe sahi guidance ki zarurat h so..
1st of all koi concept VP me achhe se focus karke class me samjho and agar VP ke teachers se samajh nhij aa rhi to use batch k teacher se samajh lo tumhari study khrab nhi honi chahie
And one more thing same cheez ko bahot jagah se bar bar nhi krne h if samjh achhe se aajae kuchh alag nhi padha rhe dusre teacher
Bio mai dpp or pyq bhut hai ya koi alag se questions practice kre?? Or kre to konsi book se!??
Han becz zyada to ncert revise kro
Pyq bhi bas5 yr ke
Bhaiya aap test sirf yakeen ka diye ho ya koi or offline test v diye
Yakeen + Offlinepw + Allen
@@TheMedicoBoyJIBRAIL Allen ka DLP ...?
Bhaiya Kya aap class ke sath sath notes bana lete the?
Yes
NEET 2022-245(1st drop,1st attempt)-From Yakeen 2.0
NEET 2023-342(2nd drop)-From Yakeen 2.0....humara revision, question practice Kam hogaya tha 🥺😭this year will be my 3rd drop
Ya aap ye dekho ki marks increment to ho rha h han is bar mehnat lagegi consistently krte rho 👍 Hoga For sure
Thank you 🙏🙏
Chutiya bana Raha hai
200 nahi iske 1st attempt ne 500~ marks the.
200 mock test me the ...
@@snehadas318 aapka phy kaise hai
@@Barsha-p1biam not an mother toung of hindi can i join yakeen 4.0
Bhai mene 12th hindi medium up bord se kiya hi me neet ki tyyari hindi me kar ya english me plese reply me
Hindi me bhi kr skte ho no problem
@@TheMedicoBoyJIBRAIL bhai hindi mrdium se kisi ka selection hua hi kya btayo name please
Dropper hai. Yakeen ka test joined kiye hai notes pahale vala hai kya koi aur test series join kar le batch nahi liye hai
Yakeen ka de rhe ho n 👍 to last me kr lena join abhi yakeen test 👍
Mujhe bhi youTuber banna hai...lekin sab ne kaha ki pehle neet crack karo fir doctor bano na bano youTuber jarur ban jaoge
👍
Bhaiya pw dpp sufficient hai ya Or kahi sae lena padega
Dpps ke alava questions practice ki need pad rhi to module kr lo
@@TheMedicoBoyJIBRAIL yakken kedpp sufficient hai ke or Question karna padega
Bhaiyya aap se personally baat krna hai plzz kaise kre
instagram.com/jibrail712?igshid=MzNlNGNkZWQ4Mg==
instagram.com/jibrail712?igshid=MzNlNGNkZWQ4Mg==
Bhaiya kya bio ka notes banana zarori hei?? Mera bio mein almost 80% concept clear hei, kya mein firse lectures dekhke notes banau??ya revision karun use bar bar
obviously always make notes, it is indeed helpful
@@_draind ik notes are really helpful for revision and all, i was asking about specifically BIOLOGY
Please yaar koyi suggest karo mujhe physical chemistry kis se padhu ritik sir or sudhansu sir ....agar kisine donose padhe ho toh ?
Ritik sir
Lectures live dekhte the ya recorded
Whi jo sab bolte hn maine bhi always recorded hi dekhe hn