@@gurujibasic5664sir jab hum nps from bhar ne gye tab tu sir ne kha ki sing English me karo but mene 3 copy me se ek me Hindi me kar diye or 2 copy me English me kar diye jab ki me sing Hindi me hi karta hu or benk ki sing bhi Hindi me hi tu koi problem tu nhi hogee
Sir tu kya Mere nps from me koi problem tu nhi hogee kyo singnecher English me karne ke liye unhone bola es liye mene kar diye but unhone check nhi kiya or from rakh liya
Sir main unmarried hu aur mujhe smjh nhi aaya ki nps form m first name m kya dalu to isliye m usme srimati lga di ....sir kya kru ab please btaiye.....
Sir mere education doc. Per only first name hai and baki proof like adhaar card pan card bank account mei first name and last name both hai to main kon se name se apply kru
सर आपने आवश्यक जानकारी प्रदान किया। धन्यवाद
Bahut hi achchi jankari
Bahut hi accha se bataya gya hai
Bhut hi achi jankari di sir
Very nice sir
महत्वपूर्ण जानकारी सर
Bahut achha video Sir Ji
Good information
बहुत सुंदर जानकारी दी है।
Guide krne k liye dhanyawad sir 🙏
Bahut sundar
अच्छी जानकारी
Good job sir ji
बहुत बढ़िया गुरुजी
Bahut achha
सर मार्गदर्शन के लिए धन्यवाद
Nyc line
Atisundar sir
Nice sir ji
Thanks from new hired folks 🙏🙏🙏
अतिसुन्दर गुरु जी
Hii
👌👌👌👌👌
Very use ful INFORMATION
Thanks😊😊😊
Online bhi apply hota h na...kuch difference hota h kya online ya offline apply krne me
Offline kare theek rahega
Sir kya nominees ka bhi kuchh document jama karana padega kya?
Nahi
Pran number nps form bhrne per milta hai espe video apload kre please sir
Kya blue pen se bhi bhar sakte h
Black pen ka hi upyog kare
Sir ye form bharkar kaha submit karana hai, aur kitna time lagta hai pran no. Generate hone mein
fee kitni lgti h
Savidha karmi hai to kya kare satat ya centerl
OPS और NPS का अन्तर बतायें
Ji sir
Jarur
BHOURE DIVYA BHARATHI Me first middle & last name kya hai sir ji
First BHOURE middle DIVYA Last BHARATHI
Nps me signature bank vale karne hai ya
Jo job .m application di thi uske according
Bank m or application m alag alag sign hai
Bank wala karen
@@gurujibasic5664sir jab hum nps from bhar ne gye tab tu sir ne kha ki sing English me karo but mene 3 copy me se ek me Hindi me kar diye or 2 copy me English me kar diye jab ki me sing Hindi me hi karta hu or benk ki sing bhi Hindi me hi tu koi problem tu nhi hogee
all Signature Hindi or English koi bhi kare ye nahi ek jagh Hindi aur dusri jagh english
Sir tu kya Mere nps from me koi problem tu nhi hogee kyo singnecher English me karne ke liye unhone bola es liye mene kar diye but unhone check nhi kiya or from rakh liya
@mathursingh9889
Ek baar vitt evm lekhadhikari ke yaha avshya roop se baat kare
Sir pran form or nps form alag alag hota ya same?
Same
Late lga sakte h
Nice infirmation,Sir kya y online bhi bhar sakte h basic k teacher
Nahi offline bharkar beo se signature karwa kar bheje
Sir mob number mera na ho to koi dikkat to nhi
Number aapka hi hona chahiye
Naminee me papa ka naam fill kr skte he kya .
Bilkul kar skte hai
@@gurujibasic5664 thank you sir for replying...
nps mei naam sansodhan kaisey hoga
Application likhakar beo se forward karaye fir vitya evm lekhadhikari ko den
Sir isme correction kese kare.
Jo correction karwana hai Application likhe beo or authority officer se forward karakar district office bheje
Sir main unmarried hu aur mujhe smjh nhi aaya ki nps form m first name m kya dalu to isliye m usme srimati lga di ....sir kya kru ab please btaiye.....
Ek Application likhe beo se forward karake district office bhej dijiye change ho jayega.
I have no middle name and no last name
Only Frist name
My form is not submitted
Last name me apna name bhar den
@@gurujibasic5664 government employee hu to vo bol rhe h bil bnane dikkat aayega
2 bar same name hone pr
Sir only last name me bhar den possible hai submitted ho jayega
Sir mere education doc. Per only first name hai and baki proof like adhaar card pan card bank account mei first name and last name both hai to main kon se name se apply kru
स्टेट गवर्नमेंट एम्पलाई का फॉर्म ही अलग होता है बेवकूफ बना
Very nice Sir