Ishan bhai Hajj me Jane k liye jo payment bharte he usme TCS karke kuch pese bharne padte he vo ak sal k bad itr file karne par vapas milte he to usk liye konse nomber ki file kani he aur income ki Max limit kya he jis par koi tax nahi aata ? Aur ham dusro ki itr file kar sakte he aur advertise kar sakte hai ? Please reply ishan sir
Bhiya kya aap mujhe ye bta skte he ki ,,,, 2020-21 & 2021-22 ka purana itr बन skta he ,,,aur kese bnwa skte he ,,,plz mujhe admission me लगाना he ,,,plz 🙏🙏🙏🙏
@@pankajsaini5040 ca के पास काम करने आप सिर्फ ऑडिट करना रिटर्न भरना सिख सकते है बाकी काम CA तोडी सिखाएगा कम्पनी में काम करते करते सीखना पढ़ता है तभी एंट्री या करना सीख पाता है बच्चा और रही बात सैलरी की CA कोई पैसा नही देता है फ्री में काम कराता है पैसे भी नही देता है जब आप को अकाउंट का नालेज आ जाता है तो 2000से 3000rs देता है बस और कुछ नही 👍😭😭😭
ISHAN BHIYA AAPKI VIDEOS BHOUT HELPFUL OR MOTIVATING HOTI HAII PLEASE IS TOPIC PE VIDEO JARUR BANNAE AAPKE SEEKHNE KA TARIKA BHOUT UNDERSTANDABLE HAII 🙏🙏 1. Business start Karne ke liye Kon Kon se legal documentation chahiye(tax,gst) ...or kisko jaruri haii Lena detailed video basics to advance. F&Q • Agar business se koi income nhi hui to gst ya tax ka Kya Hoga • Agar by any chance business band ho gya future me to fir Kya Hoga.... And other important questions . . . Hope aapko Question smaj aaya ho please video bana dijiye
Business ke liye start me to kuch lene ki zarurt nahi hai, 40 lakh turnover hone par GST lena hoga. 1.Income na hone par NIL ki return file hoti hai matlab ZERO income 2.Band ho gya to GST number cancel kar sakte hai
Apki jitni v tareef ki jaye kam hai bhai jan Apki video bhut Ache se samjh Agayi hai bhai Itne ache se to sala Koi bank adhikari v nahi samjhaye ga Slute bro 💪🏻
Ishan bhai aap ki video se mujhe bohot madad milati hai bahut bahut shukriya aapka aisi video banane ke liye Allah aapki umar mein Barkat De aur aapki zehan ko aur tarkki De aamin
NAMASKAR ISHAN LLAB JO HUMNE PAYMENT KIYA HAI USKO CHALAN ME BHI PADTA HAI NA WO STEP NAHI BATAYA AAPNE MAI WAHI DEKHNE KE LIYE AAPKO VIDEO PLAY KIYA THA PLEASE BATAEYE
bhaisab g aapne itna akdm-jhakdm falaan-salaan bta diya mere to sir se upr chala gya... sbse badi pareshani to muje usme dekhne me hui jo 1 sal ka chk krunga kitni income hui h, ab mera kaam Online Service (cyber cafe) dene ka h ab usme to kuch-kuch peso ki kmai hoti h uska income kese nikalu sir drd h ye to...
Mai bus yeh puchhna chah rhi ki itr portal per ek baar profile bana kar usse kai logo ka itr bhar sakte h ya har individual ki alag profile hoti h itr per Please reply me sir its humble request Agar kisi or ka itr file karna ho to uski profile banani hogi yani jitne logo ka itr file karna h hume itr portal per unki profile banani hogi ya agar unki profile bani hogi to usi profile ko login karna hoga
Dear Sir telly Erp 9 pe video bna diye hai aap pehle Ab aap telly prime ka banayea Sir hum student ko kiya sikhna chaiye telly prime yeah fir telly erp9 please suggest me
Sir 🙏🏻 Cryptocurrency mein ITR kaise file Karein. Please 🙏 ek Full video bana dijiyega. Aapke videos ka mujhe beshabri se intezar rehta hai. Please please please 🙏
sir... mai swiggy me as a delivery partner kaam karta hu... or company hmlog ko employee nhi manti hai... but swiggy ne notification through btaya tha ITR filing karne ke liye.. to mai kon sa form select karu? or mai stocks me bhi invest karta hu.. fir mai kon sa File select karu? please help... before 31 july mujhe bhi TDS claim karna hai
GST Return file karne ka process is video me dikhaya gya hai: ua-cam.com/video/Y8Vx8gbi3rI/v-deo.html
Adhar card me beta ka adress change Krna hai us k liyen mother ka adhar card frof sadmit kr sakhtey hai?
Sir salaried person ka itr file karna btao ,🙏🙏
ITR 1 file करने का भी प्रोसेस वीडियो अपलोड करें । आपकी मेहरबानी होगी ।
Ishan bhai
Hajj me Jane k liye jo payment bharte he usme TCS karke kuch pese bharne padte he vo ak sal k bad itr file karne par vapas milte he to usk liye konse nomber ki file kani he
aur income ki Max limit kya he jis par koi tax nahi aata ?
Aur ham dusro ki itr file kar sakte he aur advertise kar sakte hai ?
Please reply ishan sir
Hi ISHAN SIR ,
TDS site pe account kaise banye ki kon sa option choose krna h . register krne k liye
Jo kaam CA ke pass 5 mhine se nhi sikha tha wo aapne aaj sikha hi dia Thank you Sir
@@चाकूदेवी-तलवारवाली😢😂😂😂😂
@@चाकूदेवी-तलवारवालीright
Bhiya kya aap mujhe ye bta skte he ki ,,,, 2020-21 & 2021-22 ka purana itr बन skta he ,,,aur kese bnwa skte he ,,,plz mujhe admission me लगाना he ,,,plz 🙏🙏🙏🙏
Ho jayega
@@therkmotivation698 bhiya. Kese hoga ,,me apse kese connect kru ,,mujhe help chahiye plz
Thanks
Thanks bhai, Apka video dekhkar life me pahli baar khud se ITR file Kiya hai. Thank you so much
Mje apna no send kar sakte hai
🎉 Trusted And Clearly Explained every step, Thanks Ishan sir, your my Favorite UA-camr.❤
Jo kaam me 2 years se nahi Sikh paaya wo kaam aapne kitni aashani sikha Diya thank you very sir ❤❤❤
Bhai jo bache ca k pass kam krte hai vo unko kitni salary dete hai per month
@@pankajsaini5040 ca के पास काम करने आप सिर्फ ऑडिट करना रिटर्न भरना सिख सकते है बाकी काम CA तोडी सिखाएगा कम्पनी में काम करते करते सीखना पढ़ता है तभी एंट्री या करना सीख पाता है बच्चा और रही बात सैलरी की CA कोई पैसा नही देता है फ्री में काम कराता है पैसे भी नही देता है जब आप को अकाउंट का नालेज आ जाता है तो 2000से 3000rs देता है बस और कुछ नही 👍😭😭😭
2000 month
8000 h mere
Very good explanation sir. Thank you. Mere 500 rupye bach gaye 😊
Bro incometax return money received hua account me kya ?
Your way of explanation is too good 👍👍👍
Aap ki video se bahut kuch sikha hoon
Jis video ka intezar tha wo aaj aa hi gai ❤
Maza aa gaya video dekh ke... bohut kuchh seekhne ko Mila... Thank you so much sir ji 🙏🙏
EXCELLENT, FANTASTIC EXPLANATION, WITH GOOD MIKE VOICE.
Very Informative video of ITR, I try a chance of filling ITR return in this year.
Thanks Ishan Sir
10 video dekh chuka, Lekin finally samjh yaha ayaa ❤
Mene ITR ke 50 Vidio deka lekin ishan bhai ka video dekne ke bad sare problom caleare huye thanks
Dear Ishant ji, perfectly explain in simple way 👍👍
Thank You so much sir aajtak badi confusion thi ab sab clear hai ITR filing ko lekar
Very useful video👍👍Thank you brother ishan🙏🙏
My favorite UA-camr ❤
Aap sach mein Guru ho❤
Very Informative video of ITR 👍
ISHAN BHIYA AAPKI VIDEOS BHOUT HELPFUL OR MOTIVATING HOTI HAII PLEASE IS TOPIC PE VIDEO JARUR BANNAE AAPKE SEEKHNE KA TARIKA BHOUT UNDERSTANDABLE HAII 🙏🙏
1. Business start Karne ke liye Kon Kon se legal documentation chahiye(tax,gst) ...or kisko jaruri haii Lena detailed video basics to advance.
F&Q
• Agar business se koi income nhi hui to gst ya tax ka Kya Hoga
• Agar by any chance business band ho gya future me to fir Kya Hoga....
And other important questions
.
.
.
Hope aapko Question smaj aaya ho please video bana dijiye
Business ke liye start me to kuch lene ki zarurt nahi hai, 40 lakh turnover hone par GST lena hoga.
1.Income na hone par NIL ki return file hoti hai matlab ZERO income
2.Band ho gya to GST number cancel kar sakte hai
Bahut acha Maine khud se file Kiya thank you so much
Bahut achhe se bataye hai😅😅😅
Powerful Video For Any People
Apki jitni v tareef ki jaye kam hai bhai jan
Apki video bhut Ache se samjh Agayi hai bhai
Itne ache se to sala Koi bank adhikari v nahi samjhaye ga
Slute bro 💪🏻
THANKS SIR VERY GOOD JOB HUM AAP SE HI KUCH SIKH SAKTE HAI NAHI KOI NAHI SIKHATA THANKS
Video knowledgeable he. But mujhe 5 time more dekhna podega ise , thoda samjeke liye..😂😂
Thanku sir itne acche se gide krne ke liye ap ne video me bahot acche se samjha ya
Wow kya vedio h aaj mai khud se file kr paya ❤
Gajab sikhaya hai ishan bhai ❤❤
Me aapki video regular dekta hu
Thanks Bhaiya Wel Explained 😊❤
Very good information.thank you Ishan ji.🙏❤️🌹
Acche se samjhane ke liye thank you 🙏🙏🙏
Kafi difficult lag raha hai process government ko ishe aur aasan banana chahiye jisse ki log khud se file kar sake itr
Ca chartered accountant kis liye hai
@@ShivamRoy-hi5ux mujhe nahi mil Raha koi ca. kaha se milega?
Kha rhte ho aap uss area m goggle kro mil jayenge bahut CA
Cp chale jao nahi Laxmi nagar chale jao Laxmi nagar mein hajaron ke quantity mein hai
Contact me
Sir, aapke teaching method, explanation aur Voice hi aisi hai ki na Mann chahte hue bhi padhne ka Mann karne lagta hai. THANKS A LOT SIR😊😊😊
खुदा आपके आवाज़ में क्या कशिश दिए हैं❤❤❤❤❤❤❤❤
😂😂😂
Truly appreciate 👏👏👏👏👏 very informative video❤
Ishan bhai aap ki video se mujhe bohot madad milati hai bahut bahut shukriya aapka aisi video banane ke liye Allah aapki umar mein Barkat De aur aapki zehan ko aur tarkki De aamin
Great information Sir Ji !
It's a really informative video without break !!
We need follow you and nnñ
Nice Explanation bro
Thank you
Aap a video bananke liya
Wah sir Maine turant seekha
Perfect Easy and details me information diya hai. Thank you so much 🙏
Very sporting video for income tex purposes
Very good video 📸📸📸📸 banaya
NAMASKAR ISHAN LLAB
JO HUMNE PAYMENT KIYA HAI USKO CHALAN ME BHI PADTA HAI NA WO STEP NAHI BATAYA AAPNE MAI WAHI DEKHNE KE LIYE AAPKO VIDEO PLAY KIYA THA PLEASE BATAEYE
jabardast information aapki
❤ thank you sir bahut hi help kar diya aapne
सर बहुत अच्छा बताया है
Great Ishan Bhai...👍👍👍
Your are awesome sir
You explain it very well thank you sir
Thank you for uploading this video. It helps me a lot.
Very nicely explained
bhaisab g aapne itna akdm-jhakdm falaan-salaan bta diya mere to sir se upr chala gya... sbse badi pareshani to muje usme dekhne me hui jo 1 sal ka chk krunga kitni income hui h, ab mera kaam Online Service (cyber cafe) dene ka h ab usme to kuch-kuch peso ki kmai hoti h uska income kese nikalu sir drd h ye to...
Thank you so much aapke samghane ka tarika best
Bahut bahut dhanyawad bahut badiya jaankari di aapne ❤
Mai bus yeh puchhna chah rhi ki itr portal per ek baar profile bana kar usse kai logo ka itr bhar sakte h ya har individual ki alag profile hoti h itr per
Please reply me sir its humble request
Agar kisi or ka itr file karna ho to uski profile banani hogi yani jitne logo ka itr file karna h hume itr portal per unki profile banani hogi ya agar unki profile bani hogi to usi profile ko login karna hoga
Sabka alag I'd password rhega login krke kisi ka bhi bhar sakte ho
Thanks sir for giving me a lot of knowledge ❤❤❤
Sir 80C me sare deduction ko alg alg fill Krna hoga ya sb diduction ko add karke total amount fill Krna h....
Total
Thank You So Much Sir i am big fan u.......😍😍🥰🥰❤❤❤🙏🙏
Bahut hi badiya sir aapne shikhaya 😊
Good explain
Thanks bro very nice vedio
Thankyou sir ji 🙏🏻😊❤️
Nice sir 😊
Sir ji aapne to hume CA bana diya
🤗🤗😊😊
Good information
Bahut achcha samjhaya dhanyawad
Perfect explanation👍
Dear Sir telly Erp 9 pe video bna diye hai aap pehle
Ab aap telly prime ka banayea Sir hum student ko kiya sikhna chaiye telly prime yeah fir telly erp9 please suggest me
Sir Hindi option me filing kar ke ek vedio banaiye please bahut logo ka bhala ho jayega
First time dekh rha ho to bahut lamba process lag rha hai
Thank you sir 🙏
Your video is very useful 👌
Really thanks full for me...
Apne Aadhar Card Mein Kitna bar data change kara sakte hain
Bhaijaan,
Kuch ITR-2 pe bhi Nazre-Enayat karein😊
Meharbani ❤
Thanks for this video 👍👍👍
Bahot badiya sir is me to CA k pass jane ka kaam hi nahi
Aap sabse bharose man UA-cam er hai
Main aapka intezar kar raha
Sir app bhut time baad aye.... One year mai 20 time aya karai
Sir income exemption limit se kam ho to konse regim me select karna hoga please tell 🙏
Sir share market ki basic to advance trading strategy par vdo banaiye
*Fix salry ke liye ITR Filling k process ka ek vedio bn adijie!*
गजब भाई साहब जी 🙏🙏
Good jobs sir
Sir 🙏🏻
Cryptocurrency mein ITR kaise file Karein.
Please 🙏 ek Full video bana dijiyega.
Aapke videos ka mujhe beshabri se intezar rehta hai. Please please please 🙏
@raajaarya4 jb profit hoga tb ITR fill karni ..jb totally loss h tab no ITR
But confusion h abhi
Best video sir 👍❤
Sir dream 11 ka bhi TDS wapas hota kya ITR file krne pr aur agar hota hai toh kon sa form filling Krna padega
sir...
mai swiggy me as a delivery partner kaam karta hu...
or company hmlog ko employee nhi manti hai...
but swiggy ne notification through btaya tha ITR filing karne ke liye..
to mai kon sa form select karu?
or mai stocks me bhi invest karta hu..
fir mai kon sa File select karu?
please help... before 31 july mujhe bhi TDS claim karna hai
❤ you sir, AP ne but a he se itr1 file karna bataya pl, aur bhi itr from file karna ka video banai exp. Itr 2 se itr7
Sir CSC se kaise ITR bhare usaper video banaye plz
Thank you so much Dil se thanks 👍 Ishan sir
Thank you sir 🥰😍🇳🇪🙏🏽
Bahut bahut dhanyabad
God blessed you forever
Maa ka itr file karna hai par unka papa ke sath joint account b hai to us joint account par kuch problem aayega ya nahi
Nhi