@@RideForGuide meri bike ko liye 4 years hogaye bhai aur lagbhag 36,000 km chala li stock tyres pe. Ab tyres me pehle jesi grip nahi lagti hai. Corners pe weak lagti hai aur wet road pe chalane me toh dar lagta hai
Bhai mere pass Avenger 150 CC hai usme ek baar chalu hoti hai tho phir khi rukhegi tho phir chalu nhi hoti ye bahut bda problem hai bhai me bahut pareshan hoon plzzzz bhai iska koi solution bta do plllzzzzzzzzzzzzzzzz🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai itni saari cheeze service centre me chek nahi karte hain yahan kanpur me, baring to aaj tak nahi chek ki 3 saal ho gae bike lie, yahan to bus oil change, break show me sand paper aur air filter clean bus ho gai service, ye to ghar me bhi mai khud kar leta hun
Bro mera recently chain nikal gaya tha tho mechanic ko dikaya tho back weel ka chain spocket pura karab hogaya. Tho pura naya dalwane ka kitna budget hoga ???
Bhai last time jab maine price pata kara tha tab 1700 ya 1800 thi, abhi ka rate confirm nahi
Thank you sir information ke liye ❤️
Welcome
oil filter ?
Bhai kha par he ye sarvesh centar
Indira nagar takrohi petrol pump ke bagal me Aman Motors ke naam se
👌👌👌
Bhai tyres change kroge toh konse dalwaoge?
Wet grip acchi nahi hai inn tyres ki
Han bhai, but ye tyre ki life jada hoti hai aur in ki grip turns par achi hoti hai
@@RideForGuide meri bike ko liye 4 years hogaye bhai aur lagbhag 36,000 km chala li stock tyres pe. Ab tyres me pehle jesi grip nahi lagti hai. Corners pe weak lagti hai aur wet road pe chalane me toh dar lagta hai
Han bhai 4 saal to achi chal gayi apki bike, it's time to change the tyre and wet road par main bhi darta hun.
How many liters of mobile need in 220 street bikes
1.15Ltr
Bhai mere pass Avenger 150 CC hai usme ek baar chalu hoti hai tho phir khi rukhegi tho phir chalu nhi hoti ye bahut bda problem hai bhai me bahut pareshan hoon plzzzz bhai iska koi solution bta do plllzzzzzzzzzzzzzzzz🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai bike ke carburettor Me air aa rahi hai, wo check karwao ap
@@RideForGuide do tin jagah check karaya tho bol rhe hai koiyal kharab hai
Self lene me problem ho rahi hai?
@@RideForGuideself problem nhi hai bhai
Matlab dubara start hone me problrm kar rahi hai?
Bhai meri 220 street heat uoti hai bhai bhut after 10km hi bhut heat ho jati hai..
Or motul engine oil online hi milta hai kya?
Bhai motul engine oil shop par bhi mil jayega,check the chain may be it's tight more than enough, iski wajah se bhi bike me heating issue aata hai.
@@RideForGuide oil level jyada show kar rha h khi uski wjh se to nhi..
Kyuki mene 2nd hand li hai abhi lockdown se 1 din phle
Nahi nahi, engine oil ka level kam hota tab heat jada karti hai.
At which service center?
Indira nagar takrohi market, Lucknow
Tks for more information
bhai kha se karwaya h apne
Aman motors takrohi petrol pump ke bagal me.
1st service mai kitana paisa lagaa
Bhai bus engine oil ka charge lagega.
Bhai itni saari cheeze service centre me chek nahi karte hain yahan kanpur me, baring to aaj tak nahi chek ki 3 saal ho gae bike lie, yahan to bus oil change, break show me sand paper aur air filter clean bus ho gai service, ye to ghar me bhi mai khud kar leta hun
Bhai is wale service centre par kar dete hain, becasue unhe pata hai mai long tour karta hu. Isliye bike ke sare nut bolt tak check kiye jate hain
Very nice informations sir..👍👍
Nice information 😍❤️👍
Nice
Good
♥️♥️
अरे engine oil thodi burn kre ga petrol krega ,,,bike ka piston thodi khrab ha jo engine oil buran kre ग
By mistake bol gaya bhai😁
Nice information ..
Isme toh 1.15 ltr engine oil lagta hai na
Ha bhai correct
@@RideForGuide toh aapne 1 ltr kyu dala ?
@Ashish Moto films bad me 0.15ml bhi daal diya tha
Total price kitnaa lugaa Bhaiya
300 rupees laga service me.
@@RideForGuide kya shirff 300 rupiya..outstanding..
@@KaranKumar-vd2pn ha bhai kyunki engine oil maine khud purchase kiya tha alag se.
Never replace a single sprocket , always replace chain and both sprockets at the same time !
Yes, this lesson was told to me when i just started bike driving. 20 yrs back.
No u r wrong dear
Bhai carboretor tuneing full vdo ka wait karuga...
Ha bhai jaldi he video milega
Motul ka 20w 15 keisa he
20w50 7100 fully synthetic oil bhi acha hai.
@@RideForGuide Avenger 220 ke liye konsa accha he oil bhai
@@jugad6178 20w50 ka motul ka semi synthetic. Costs 450 rs for 1.15 liter.
nice
bhai...laddak ride kb kar rhe ho
15th June ke aas pass
@@RideForGuide solo ya grup..
@@amritmalivlogs7822 bhai 2 se 3 ya 4 log
Bhai 50/50 to recommended nhi h i guess 🤔
50/50?
@@RideForGuide 50 w 50 engine oil avenger ke liye recommended hai kya ?
You can use 20w40 or 20w50 for noise reduction. If on higher altitudes, 10w40 is good.
Doesnt it void warranty to use other brands engine oil ?
After free service you can use any one.
Bhai tune 1 litter hi engine oil dala
Baki ka alag se dala
@@RideForGuide 0.12 litter motul hi dala ya koi bhi
Same grade same motul
Galat grade ka oil use kr ra hai
Aap ke hisab se kya hona chahiye?
@@RideForGuide 20w50
Hi
Hello
Hii
Hello
Avenger 220 steet ka saman chayea bhai..can u share ur number
Kon sa saman bhai