Mere pas ek sawal hai, mene abhi kuch bejj kharide hai aapka ratt bhar se kya matlab hai? Thoda time bata dijye ya kitna der rakhna hai wo bata dijye. kyuki mujhe jinta ho rahi hai ke mei zyada ya kam der na rakhdu
Ho sakta hai us pe kisi type ka fungal attack huaa ho ya root wrote ki problem Hui ho aap us me antifungal spray kariya or us ki jado me hydrogen peroxide 3% ka use karo sahi ho jayega
Aap agar video me dekho ke to aap ko pta chal jayega but ha me ese bhi bta deta hu female flower ke piche ek chota sa fruit hota hai or male ke piche nhi hota es tarike se aap aasani se pta kar sakte hai ki kon sa male flower hai or kon sa female 😊
Nhi ye tarika ham log use karte hai jo terrace gardening or home garden karte hai kyo ki hamare yaha pollination ka problem hota hai es tarike se ham 100% pollination kar sakte hai or jada fruit bna sakte hai ha but kisan apne flower ko artificial Poland transfer technique se fertile karte hai
Are bhai itne hi mehnat me 10-15 fal leta hu har ped se har sal ... Wait update bhejta hu.. ache se motivate kro logo ko taki terrace garden jyada kre ...aise results dikhaoge to koi krega hi ni
Sir bahut acha bataya apne maine bhi podha ugaya hai abhi 1 month hua hai.
Khud plant ugane ka mja hi kuch or hota hai.
Bot he vadiya fal ke prapti huye h ye apki he mehnat ka fal h🥰🥰
Thank you bht acha jaankaari di apne
Good information bro.THANKS A LOT.
❤❤❤
बहुत ही अच्छा तरीका बताया आपने बीज लगाने का🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Maine bilkul Aisa he Kiya or watermelon ho rahe hai,❤
Kachha lag raha hai abhi to dekhne me
Very good informative video
Nice efforts par 18 inch grow bag ke size ke hisab se fruit size chota lag raha hy zinc dete toh size aur increase hota but video achi thi.
Bhut hi khoob
awesome, i hope you keep working on this topic
Very nice information sir
Thank you 😊
Beautifull sharing ❤👌👌👌👍👍
Amazing video sir ❤
Thankyou
Wow beautiful watermelon 😋
Thank you
Good efforts bhai.
Dekne mai to ekdum halka ya average sweetness wala lag rha h, but jisne itni mehnat kri ho use taste alag hi aega.
Humlog hai gawar itna gyan nhi hai.. Tarbooz ki biz laga dia or so gaya 2/3 mahine ke liye. Koi dhyan nhi fir v Sekoror tarbooz ugte hai.. 👍👍☺☺
Yum yum😋
Great
Amazing video🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Sach me itna mehnat ke baad ek fal 🥵
अबे हट रीतू की बच्ची...🤮
Itne mehnat sirf 1 fal ke liye
Iam also growing and fruits coming
Congrats
You eat ing or what
Good
Thanks sir ❤
Nice 👍👍
Wow
Sahi baat hai
Super
Mera apne aap ug aaya hai
Bahot badhiya sir
Very good 👍
Accha hai
Bhaiya flower todne se accha ap ek chota sa paint brush lekr use pollinate kre..
Ek faal k liye itna mehnat...kam se 5-6 bhi ho jata to mehnat safal ho jata 😂.
Fir zamin mai Laga pot pe resources kaam Rethe hai es liye ek ya doo fruit atte hai
Hats off your patience bro
Please provide me Amazon link of best seeds
Bahut accha laga....maine v do pauda lagai hai pahili baar....😍 Pots me'....kya hoga result patta nahi😃
I have got flowers in 35 days
I have got flowers from a voluntary plant which came out from compost bin. Can I transplant it to another bin now. Please reply
Ok but make sure that the root ball is not disturb
Wow nice
A lot of information could be given but unfortunately v loggers try to increase length of video with far less informatio.sorry.
Very nice sharing🤝🤝
Thank you 👍
Mere pas ek sawal hai, mene abhi kuch bejj kharide hai aapka ratt bhar se kya matlab hai? Thoda time bata dijye ya kitna der rakhna hai wo bata dijye. kyuki mujhe jinta ho rahi hai ke mei zyada ya kam der na rakhdu
4-5 ghante tak bohut hoga
please mention the size of the grow bag used
18*18 inch
Karam kiye jaa fal ki chinta xod, 😮ye mahan drishya hain chal raha manushya hain
Bhai ham 5 bel laga ke us ki cuting kar ka jyada fal le skte hai kya
Ha
Cocopeat ki jagah par rice husk use kar sakte hai
Ha
Maine Bina pesticides ke 2 fa Liye hai without compost
हड्डियों का चूरा (bone 🦴 meal) डाल दिए अब क्या ये organic हैं 😅😅
Bone meal konsi angle se organic nehi hei ye bata.
What size grow bag
18*18
What is true leaves
Pehli leave jo seed se bhar aati hai
sir, can you please suggest any other option of bone meal powder to use?
Aap ek kam kare chune ka use kare bone meal ki jga but ha chuna choda sa hi use karna hai ek dam thoda sa
Rock phosphate use kar sakte hai aap
Dg
kaccha hi tod liya😆😆
Kya water melon ko hm sab march me grow kr sakte h
Ha
Oh
Isme pani kab kab dena hoga
Jab aap ko lge ki mitti sukh rhi hai mitti ko 1-2 inch hta ke dekha karo agar nami lge to mat Diya Karo Pani ha vese garmiyo me roj hi dena pdega pani
Kis month m lagana chahiye
January February
Ye matira fruit to mitha nahin dikh raha hei
Aap ek bar try Karo or fir es ki mithas ko dekhna
Ye tarbuz ko kya bol rha he?
Vo galti se bol Diya kyo ki es ke pass me hi kharbuja lga hai es liye
Thank you
❤❤😊😊😊😊
Good
Thanks
कम से कम दो पौधे रखने चाहिए।
Sir mere pass hibiscus ka plant he use kaliya yellow hokar gir jati he to mujhe kya karn hoga plant me
Ho sakta hai us pe kisi type ka fungal attack huaa ho ya root wrote ki problem Hui ho aap us me antifungal spray kariya or us ki jado me hydrogen peroxide 3% ka use karo sahi ho jayega
Or male female flower ka kaise pta chlega
Aap agar video me dekho ke to aap ko pta chal jayega but ha me ese bhi bta deta hu female flower ke piche ek chota sa fruit hota hai or male ke piche nhi hota es tarike se aap aasani se pta kar sakte hai ki kon sa male flower hai or kon sa female 😊
Leaf miner hai
Mitha nhi nikla, red niklne se mitha rhta hai
Organic fruits bohut mithe rhte hai dost ye bhi tha
Abhi seed lga de?
February me
@@plantgreen3903Konse week me
Sir mayray plant ko sirf male flower aa rahay hay to kay karu?
Thode din me aa jayege aap us ki tip ko cut kar do agar vo 7-8 ft ka go gya hai to fir new branch niklegi jis se new flower ayege
1 fal ka liye etna mahanat etna kharcha mai to market se la lunga bhi 🤣🤣
जो पौधे अपने ग्रो बैग से निकाले उसका क्या किया
Un ko mene hata diya
सिर्फ एक तरबूज के लिए इतनी मेहनत और पैसा क्या बर्बाद करना
1 तरबूज की कीमत से 10 गुना तो इसमें पैसे लग जाएंगे
Kabhi try kro or fir isko test kar ke dekho aap ko pta chal jayega ki kya ye mehnat sahi jga Kari hai ya nhi ☺️
@@plantgreen3903 आलरेडी कर रहा हु सर,मुझे बहुत शौक है
मैंने तो रूफ पे लगा रखे है
Kya matira laga rakha hai. Tarbuj bolo
Matira hi hota hai bhi ya
Isko kaun se Mausam mein grow karte Hain
January or February
Shaandaar
Are bhaiya my sochha nhi tha ki ek hi fal dega 🥴
Aap fal to bohut sare le sakte ho but acha size lena hai to fir ek hi lo☺️
Hi
Hi
Can u share what's app details
For doing collaboration of unboxing some plants
Nice video
Thanks
Ek fal ke liye Etna mehnat😂 my nhi karta 😅
Ary bhai bazar se 10 rs me le k kha le
😂
१० रू में कहा मिलता है?
@@mayurshah8319 aurangabad me
Kisan ye sab to nhi karte honge apne kheto mai ...
Nhi ye tarika ham log use karte hai jo terrace gardening or home garden karte hai kyo ki hamare yaha pollination ka problem hota hai es tarike se ham 100% pollination kar sakte hai or jada fruit bna sakte hai ha but kisan apne flower ko artificial Poland transfer technique se fertile karte hai
@@plantgreen3903 Maine bhi seeds grow kiye hai , fruit lgega to photo daalta hu , thanks for reply
Give me watermelon
Give me kiss
🤣🤣🤣🤣
Yrr bs ek Fruit dekh kr mujhe bura lga..👎🏻 Agr 5-6 fruit hote to aapki mehnat safal ho jati
3-4 mil jayege
ek fal k liye itne chochle .....
Ha 😉
Jutha kar ke fir se andar daal diya 😂😂😂😂
Ha kyo ki pura mer ko hi khana tha 🤣
हिंदी में समझाइए ना 😊😊😊
Urdu thode hi bol rahe hai.
Ek to kharid sakte hai hum bhai.itna pesa hai humare paas😜😜😜😜
Itna mehnat krk 1 fal 🤣🤣🤣
Es ek fal ka maja hi alag hota hai dost 😊
Bina spray se huya je fruit ka maja Bahut ha
🤣😂
Are bhai itne hi mehnat me 10-15 fal leta hu har ped se har sal ... Wait update bhejta hu.. ache se motivate kro logo ko taki terrace garden jyada kre ...aise results dikhaoge to koi krega hi ni
@@utkarshsharma9403 आपके वीडियो का इन्तेजार रहेगा जनाब
Potty mix😂😂 i heard.
😂😂
Hadd ho gai, aik piece k liye ye sab kia tum ne...
Wow
Very good