Mera ye problem aa raha ha Problem while generating LL Test Password. To generate the LL Test Password again Click on Generate LL Test Password button. Please help 😭🙏
@@digaj3143mera fix hogya bro, LL ban bhi gya, mera, isko kuch week wait karna hota ha, mene call kiya tha customer support ko. Aap wait karo phir try karo.
@@digidisha kuch leke bhi Jana hoga kya Or waha jake problem solve ho jayegi kyuki yaha to ye medical certificate for colour blindness upload karne ko keh rahe hai
Face authenticate kar raha hu hone ke baad proceed kar raha hu toh phir se application number dalne bol raha hai wo dal raha hu toh bhi nahi ho raha hai
Same problem mera hai Aur password bhi nhi aaya hai Joki mera scrutiny ho gya 10 bje hi aur abhi rat k 9 baj rhe hai to kb tk aa skta hai. Password reset krne ka option aa raha hai lekin reset bhi nhi ho raha hai Kya kre?? Help me 😢
@India11606 nhi 7 din baad dobara LL test dena hota hai, Password same rahega, but 7 din baad LL test dene par password nhi lega to new password generate ke liye, Reset Password karna hota hai
@@digidisha SIR login karke dekha par kahin bhi option nhi a rha hai pwd reset ka bus refresh karne ka a rha hai aur road safety ke tutorial ka option hai bus plz help
Retest fee payment krne ke baad bhi yhi aa rha hai you have already completed your stall exam Password resend par bhi try kr liya nhi ho rha hai Niche exit ka option aa rha hai bs
@@digidisha bhai ek bar ll online test fail hogaya hai. Woh ek date diya hai 7 days ke bad ka. Retest ka fee bhi pay kardiya hai. Online retest de sakte hain ya nahin?
Ye problem tab show hota hai jab LL test failed hone ke baad phir se payment karne ke baad LL test dene jate hai to ye problem kisi, kisi me show hota hai, Iska solution bataya gya hai
Please wait till scheduled exam time
Ky kru 😭😭😭
Sir mere 2 attempt ho chuke hai kya kru
Mera phle attempt ke baad hi ye aarha hai what to do
Mera ye problem aa raha ha
Problem while generating LL Test Password. To generate the LL Test Password again Click on Generate LL Test Password button.
Please help 😭🙏
Mera same araha hai fir kya kiya apne
@@digaj3143mera fix hogya bro, LL ban bhi gya, mera, isko kuch week wait karna hota ha, mene call kiya tha customer support ko. Aap wait karo phir try karo.
Bahi same problem kya kru help kro
Bhai kya kia isska muje bhi yehi aa rha hai
Facing the same problem koi solution hai ?
LL test password to registered mobile number of the appoitment ka option nahi araha hai bhai😭😭
Han Bhai Mera v 😢
Solution Mila kya aap ko??
Agar aap ka ho Gaya to please inform me 😢 kaise hua kya karna padega
Slot booking dikha raha hey
Fail hone ke baad repayment Kiya sucess bhi huya hai but option aa he nhi raha kitne hrs baad exam try kar sakte
Ho gya aapka bhai ???
You are already logged in please meet the controller likh raha hai ab kya kare bhai plz batao😢
Agar test mai colour blindness test mai fail ho gai to kya kare
Please bataiye 🙏
RTO visit kar lijiye
@@digidisha kuch leke bhi Jana hoga kya
Or waha jake problem solve ho jayegi kyuki yaha to ye medical certificate for colour blindness upload karne ko keh rahe hai
@@surajshahi721 Aadhaar Card, medical certificate jise pta chal Jaye ki colour blindness hai
Medical certificate kaha se lau hospital mai to dete nahi
Please bataiye colour blindness ka medical certificate kaha milega
Retest ka fee bhi pay kr dya but nahain ho raha hain...pls help me...same password hi araha hain
LL bana?
Abhi hua kya bhai
Face authenticate kar raha hu hone ke baad proceed kar raha hu toh phir se application number dalne bol raha hai wo dal raha hu toh bhi nahi ho raha hai
10:00 AM to 3 PM ke bich me kariye ho jayega
Sir mujhe kahe Raha he complete test on sedulded time,,,which time I try??
Bro where can i get that mess of ll test i have been pass
Bhaiera toh asa dikh bhi nhi raha kuch bhi show nhi ho raha na submit na cancel please help
Ok, kya problem hai Instagram par Application id, Dob send kijiye
@@digidisha okay
Retest Fee payment krne ke baad bhi yhi aa rha hai YOU HAVE ALREADY COMPLETED YOUR STALL EXAM 😢
Password Resend par click kar ke check kijiye
@@digidishanhi ho rha
@@digidishaplease Bhai help kar do es par
Bhai please bata da na fear ap na kya keya
@@Noor_ahmed22Bhai please bata do fear ap na kya keya 😢😢
Payment online kar sakte hai kya??
Same problem mera hai
Aur password bhi nhi aaya hai
Joki mera scrutiny ho gya 10 bje hi aur abhi rat k 9 baj rhe hai to kb tk aa skta hai.
Password reset krne ka option aa raha hai lekin reset bhi nhi ho raha hai
Kya kre??
Help me 😢
Kabhi kabhi server problem hota hai, ek baar aur try reset password par click kare
Agar nhi hoga to kuchh time baad try kijiye, Nhi to rto me customer service number par baat kar lijiye
Mere licence me kuch dikkat ho gya hai
Jaise category me to kya mai dubaara LL online kr sakta hu
Nhi ho rha retest ki fees success bhi ho gyi pehle mei fail ho gya tha lekin second time password nhi aarha 4 days ho gye hai
7 days baad retest hota hai
Password 7 din baad hi aata hai kya bhai @@digidisha
@India11606 nhi 7 din baad dobara LL test dena hota hai, Password same rahega, but 7 din baad LL test dene par password nhi lega to new password generate ke liye, Reset Password karna hota hai
Mere mai password wala option nhi a rha hai resend wala
OK tab application status me Jakar login kare waha par reset password ka option hoga
@@digidisha SIR login karke dekha par kahin bhi option nhi a rha hai pwd reset ka bus refresh karne ka a rha hai aur road safety ke tutorial ka option hai bus plz help
Sir, Mera if ll test password not received wala options nhi AA Raha ..... Plz...... Hlp me
LL test ke liye Password received nhi hua hai
@@digidisha Haan sir
All step clear hai, jaise Documents upload,signature.
application status me jakar check kar lijiye
Uske bad hi Password aata hai
@@digidisha yeh sab pending show kr rha hein
Re payment kar ne ke bad face authenticaton proceed click karne se fir se wohi page ata he kya karu
Din me try kijiye 10AM to 4PM
@@digidisha din me hi kiya tha 4 pm se pahle but sunday ko yaniki aaj ko
@suryasharma6779 ok Monday ko try kijiye 10:00 AM ke bad uske bad problem aayega to bataye
Ok ji thanks
Nahi ho raha hai. Face authenticaton click kar ke proceed click karne par pahle wala page fir se ata hai. Online test nahi aa raha hai
Sir mera your exam is completed show ho ra hai kya karo but first time fail huwa ta aur phir me 50 ruper pay kiya hu
Ok LL Test password forget karke uske baad try kare
@@digidisha problem while generating ll test password show hora hai
Retest fee payment krne ke baad bhi yhi aa rha hai you have already completed your stall exam
Password resend par bhi try kr liya nhi ho rha hai
Niche exit ka option aa rha hai bs
New password received ho gya
@@digidisha hn ho gya password same hi hai purane wala
Lekin vha submit ka option nhi ata only exit ka aa rha hai
Instagram par, application no, dob, state name send kijiye
@@digidisha done bro
@@digidisha kya hua kuch pta chla??
Ll Test Pasword . Problem While generating Pasword
Same bhai
Fix kiya ki nahi, mera bhi nahi ho raha, agar tumara hogya toh bata do mera kaise hoga, please bhai ,😭🙏
Sir mera off line exam slot book dekha rahahe
Kya vai app slot book karke RTO visit kiye ho ??, pls reply I need help
Bhai retest fee not initialised dikha raha hai kya karu kuch batao bhai
Payment ho gya hai
Resend password abhi nenhi dikha raha hai batao pls bro
Repayment complete ho gya apka
@@digidisha yes sir repayment kar diya
Old password se LL test nhi ho rha hai
Instagram par application no. & dob, state name send
@@digidisha option hi nenhi aaraha hai...
You are already test
2 bar fail hone k baad kitne din me dobara de skte hain test
7 din baad de sakte hai
Nhi ho raha sir
Apka hua kya bhai
Sar AAP Mera test de dijiye
Otp kb tk aya ga
Failed date se 7 din baad same password se try kare nhi hota hai to resend password kar de tab new password se test de sakte hai
Again showing u have already done the stall exam why...?
New password received ho gya
@@digidisha yes Sir..
Instagram par application no., dob, state name send kijiye
@@digidisha Ok Sir wait sir...
@@digidisha aur sir Id digiye
Problem while generating LL Test Password. To generate the LL Test Password again Click on Generate LL Test Password button
Apko new password received hua hai
New password received nhi hua hai to Resend password par click karke new password generate kare
@@digidisha sir new password receive nhi ho rha and yhi same problem likha aa rha h pichle 1 week se
Password ne aya rha
LL test password nahi aara hai bhai kya karna
Ok, all process complete ho gya hai,
Ek baar fail hone ke baad retest dubara kab hota hai
Retest payment turant kar sakte hai, LL test 7 din bad de sakte hai
Online Test Or Offline Test@@digidisha
Nahi ho Raha hai
Instagram par application no. & DoB state name send
Instagram par application no. & DoB state name send
Kitni baar LL test de sakhte hai ?? Me 2 baar deh chuka hu fail hua hu
3 baar hi de sakte hai
@@digidisha agar me 3attempt bi fail ho gaya toh kitne mahine baad deh sakhta hu test
2 mahine baad phir se new form apply karna hoga
@@digidisha thankyou sir.
@@digidisha Sir me ek bar hi diya fail ho gya ab me dubara link open krra hu to you already stall your exam kya kruh ab
Bhai mera fir v nhi ho rha h
Instagram par application no. & dob send kar dijiye
Kya problem show ho rha hai
Ye online test slot book Kai din he hoga ya slot book krne Kai baad kabhi bhi de sakte hai
State name
Mara b ya he masla ha
To sahi nhi ho rha
Kaise hoga Bhai Mera to ho nhi rha hai exam
Abhi hua kya bro
problem not solved
What's show problem, screenshot send Instagram
Bhai mera camera on nahi ho raha he , face authentic nahi ho raha he
Bhai subha 10 se sam 5 bajenke andar kijiye ho jayega
Pahle aap laptop/Computer ka camera check kar lijiye, internet connectivity check uske bad LL test dijiye, timing 10:00AM to 4:00PM
@@digidisha bhai ek bar ll online test fail hogaya hai. Woh ek date diya hai 7 days ke bad ka. Retest ka fee bhi pay kardiya hai. Online retest de sakte hain ya nahin?
@factswithakr2843 repay karke de sakte hai
@@digidisha magar wahan likha araha hai ki you have already give ll stall test . Lagta hai ki 7 days ke bad automatic ho jayega ya kuch karna padega?
Bhai nahi ho raha hai
Kya problem aa rha hai likh kar
@@digidisha application is processing at RTO level aisa batara hai
LL test complete ho gya hai
Par Bhai mene tho test pura Diya nhi sirf ek question aya jisme koi no likne ko kha
Instagram par application no, dob & state name send kijiye check kar batata hu
Totally fake and mangadan video.... aisa kuchh nahi hota
LL test m kitne chance hote h ? Fail hone pr
3
Please
Bna dijiye 😭😭😭
Kya problem aa rha hai
Bhai ky bakwas kar raha hai
Total fake video ,mgh😮
Isme kya apko fake laga, bataye
Ye problem tab show hota hai jab LL test failed hone ke baad phir se payment karne ke baad LL test dene jate hai to ye problem kisi, kisi me show hota hai,
Iska solution bataya gya hai
1st fail hoga ta RTO Jana padega
LL test failed hone par
Yes
Mera v same problem
Problem solve hua
Bhai mera bhi same problem
Slove nhi hua
@@gobindayadav9247 nahi
Nahi ho raha hai
Mera ve same problem
Problem solved hua apka
Nahi
Nahi ho raha h