Main yesa hi kar rahi hun di. Phir bhi saaman bahit kam tha to apna pocket se lana pada. Ab furniture lagakar kagbhag 90 thousand ka investment ho chuka hai par selling bagut hi kam hai. Gali ke log bhi sirf 20 per hi aate hai. Sochatha, school hai, hostel hai to chalegi par muskil ho raha hai. Subha se abhi ta only 150 ki hi sell hui hai. Tension ho rahi hai
@krishnameena6335 haal to kabhi improve huwa jaisa lagta hai kabhi nahi huwa. Wahi hai jitna daily ka sell hona chahiye utna festival ke time hota hai. Gali me dukan kholna matlab apna sar fodna
Madam aap ne bahut achhi video bnaye hai
Thank you aapne sach bataya aa main bhi apni shop m mahanga saman leke aagi thi jo aaha sale hi ni hua fir mene usse khud hi use kiya
🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤👍👍👍
Madam mujhe bhi list bhej dijiye 🙏
Di rant ka kya 😢
Main yesa hi kar rahi hun di. Phir bhi saaman bahit kam tha to apna pocket se lana pada. Ab furniture lagakar kagbhag 90 thousand ka investment ho chuka hai par selling bagut hi kam hai. Gali ke log bhi sirf 20 per hi aate hai. Sochatha, school hai, hostel hai to chalegi par muskil ho raha hai. Subha se abhi ta only 150 ki hi sell hui hai. Tension ho rahi hai
Ab Kya haal he aapke.
@krishnameena6335 haal to kabhi improve huwa jaisa lagta hai kabhi nahi huwa. Wahi hai jitna daily ka sell hona chahiye utna festival ke time hota hai. Gali me dukan kholna matlab apna sar fodna
@krishnameena6335 aap kahan se ho
Kitna time ho gaya aapki shop ko
ऐसा नहीं है गली में दुकान चलने में थोड़ा सा टाइम लगेगा
Mere sath bhi esa hua h ma'am. Ap sahi kah rhi h.
True information 😊
Mujhe bhi shop lagana hai
Ok👍👍
Apko singing me jana chahiye tha .aap bahut sunder gaate ho .apne bahut time bekar kar diya.
Flop business hai
भाई एक किलो अंगूर में दो अंगूर सडे़ निकल भी आए तो पूरे अंगूरों को दोष नहीं दे सकते।