Allahummabaarik! Whatever happens because of hardwork or due to mistakes is because of Qadr of Allah. We are bound to make mistakes, and if we worked hard we are not entitled to anything, it is Allah who gives everything out of His mercy not because we deserve.
Jazakallah sir...keep making these kind of informative videos...may Allah SWT bless you with long life and gud health so u can remind us about our Deen...!
Moulana dr.faiz saahab qibla aapke jaisa koi nahi .... MASHALLAH aapki speech aapka bayan ...aapke bayan me dikhawa nahi totaly naturally AAP mere liye please dua karein
Thanks so much hum bhi humare purane yaade leke bhot pareshan the k kash hum ye faisla nhi lete to aur kuch acga hota but apki ye video dakh k aisa laga k chalo jobhi allha kare bhot acha hi kare aur aage bhi allha acha hi kare gi thanks
Sahuliyat thi sab thaa bs bina soche samjhe jaldi shadi krli Or ab past ke regret se depression m hu Shadi shuda zindagi ki kharab h Becheni h, sukoon uda padha h
Uska kahna hai ki maine uske zindagi ke sath khilwad kiya pr mera allah janta hai ki maine uske liye apni Maa or bhai ke samne bhi bol diye usne jo kha maine wo kiya jaisa kha wo kiya ki wo bs khush rhe hai fr bhi aaj wo kahta hai ki maine uski zindagi kharab kr di dil ka haal to Allah pak jante hai na
ये तो बात ठीक है आपकी मगर मे हाथ का जीना करता था जिसकी वजह से मुझे पता नहीं कौन सी बीमारी हो गयी है ना ही तो डॉक्टर के समझ अति है और ना किसी जांचो मे क्या ये अल्लाह का आजाब है? तो अब मे इस बात पर अफ़सोस करू की काश मेने ये नहीं किया होता तो आज मे सही रहता और अब मेरे सहरीर पूरा ख़राब रहता है मगर अब ये डर लगता है की कही कोई लाइलाज बीमारी हो गयी इसकी वजह से और मर गया तो और नींद नहीं अति क्या करू मे निकाह के लायक भी नही रहा और अब बीमारी का डर लग रहा है मौत का भी की कही ऑपरेशन मे मर गया और अल्ल्हा न मुझे क़ब्र मे अजब दिए तो और मेने ये सब नहीं सोचा लेकिन जब मे कुउच्च नहीं सोचूंगा और जब कुशहल रहने लग जाऊंगा और फिर ये बीमारी सामने ा गयी तो और लाइलाज हुई तो इन सब चीजों के लिए क्या करू प्लीज कोई batye
Ajkal work place pe itni tensions h. Aj kal Muslim jagaho pe bhi yhi ho rha h. Bhut politics or partiality h. Logo ko employee nhi chaplus chahie. Hamare yaha ourto ko sirf teacher ki job kr skte h. Lekin yaha to itne zute log h school me. Colleague and principal also
Assalamualikum faiz bhai me bhi syed hon aur mere ghar wale sub barelvi hain aur Allah ki aata se me Toheed per hon ru woh mujh per dabao dalte hain tum bhi humari raho woh bohat c khurfaat karte jab k me aik Allah Pak per yaeen aur tawwakal rakhta hon me apne ahl o aiyal se k se bachon ?
Isse bachne ke liye kiya kare kiyu ki bohot sochti hu ki me na sochu past ke bare me Lekin past ke bare me soch ke aesi bahki bahki soch aati hai ki mujhe lagta hai ki aesa Koi nahi sochta pahle me aesi nahi thi kuch mahino se mere sath aesa ho raha hai isse bachne ke liye kiya karu please Ripley me
Mene apni beti ko bachane ki bohot koshish ki pr wo chali gyi me isi depression m ho ki me use bacha ni payi kisi or Dr. Ko dikha deti to bach jati sabr ni araha h mujhe kya kru
Mere shohar ka bhi intekaal hospital mein huaa ek mahine tak hospital mein Rahe aur phir intekaal ho gaya mujhe abhi tak afsos hein ke mein kuch nahi kar pae 3 saal ho gye mein abhi tak wahi hun wahi khayalat mere dimag mein chalte hai
Assalam walekum 🙁mera ek sawal h please reply meri 2 aulad h dono surgery ke h mere shohar majdoori karte h. maine gov.job ki exam di h. score bhi achha h.job le liye2 bachhe hi allow h. abhi mai ummid se hu bahot pareshan hu hame kya krna chahiye🤔🤔🤔 hame kya krna chahiye? please reply me sir
Job ke liye means, 2 bachcho ki maintenance milega. But 3rd bachche ka ap khud khyal rakh skti he. Don't take tension. Continue your pregnancy and enjoy.
Baba k inteqal k baad se mere dimag me bhi yehi soch har waqt rehti hai k agar ammi bhai sab ko kuch hogaya to kya hoga sare log mar jayenge to kya hoga akele main kaise rahungi etc etc pagal hojati hoon aisi soch se kya karu
Assalam alaikum Bhai apse aik masla pochna tha mere shor bht dhoka dete hen jhot bolte hen toh unke Sath rehna kesa he mere swal ka jaldi jawab de den jazak Allah .😢
Assalamualaikum aap ek Amal karle unki ye aadat khtm ho jaengi In shaaa Allah... Aap namaz ki Pabandi kare Astaghfar or Durood shareef bhi pdho or Isha ki namaz ke Baad sure Maida ki ayat no 100 ko 114 baar pani pr dam krke roz pilao husband ko In shaa Allah sb thyk hojaega or ya hameedo 100 baar jb bhi paani maange tb ye pdhkr de
Ek sawaal hai aap se maulvi jii Humari online kisi se chat par baat hoi thi aur woh zina hai aisa apni hadees mein hai ki naa mehram se baat karna toh us ladke ko hum se mohabbat ho gai thi kuch din baat karne se hum ne har waqt un ko yahi bola ki hum un ko bhai maante hai but phir bhi woh bolre the ki mohabbat karte hai hum us gunah se nikalna chahte the toh hum ne un ko block kar diya kya maafi mangne ke baad bhi hum ko us ki saza bhugatni honggi kya yahi pareshani hum ko baar baar sataati hai aur yeh bhi ke Hum ne un ka dil dukhate toh Allah ek din humara bhi dil dukhaye ge karke kya kere kuch samajh mein nahi aaraha hai
Apne waqt ku aur apni sooch ku kuch na kuch constructive learn karne mein lagaye. Deeni and Dunyawi Elm, Skills, Courses ki jye. Yehi wahid tareeqa hai es phase se bahar aane ka. Mein bhi esi tarah se bahar nikla tha apni relationship break hune ke baad eslye mujhe acche se pata hai ke aap kis daur se guzar rahe hu. ALLAH ka hukum se sab behtreen huga, aap apne aap ki busy kar lein jaisa oopar bataya mein ne.
Assalam alikum mera apse sawal or request Bhi hai agar koi Insan kisi Ko Pasand Karta hai or wo aapko chhor diya uski yad bar bar aati hai kya kara or chhor bhi to bin galti ke phone bhi karto hu mera aawaz se nafrat bhi ho gi hai kya karna Chhiya ki wo wapas aaya Jaya puri life ke liy Dua koi wazifa
Bahut depression hai bahut jada sadness sady bahut Kahne bahut musliki ho raha hai har wo kosis ki jis se mera relationship bacha par nahi hua aisa wo Insan mera sath dokha kiya bahut dua kiya kucch nahi bahut parasan hai
Plz koi mujhe ye batao Kya kru mere soher nai jbrdasti divorce Ki EK chota Sa baby ye one year Ki bat hogyi or mujhe AJ bhi us insaan Ki Yad Atti toh bhot roti Hu plz Kya pdhu Jo sukun miljaye plz koi toh batao EK ldki life brbaad hi Hoti talaq Sai Mai foot Mai bhi giri aisa mt krn Bacha brbaad hojyega but Nahi maane ...
Allah sab ka sahara hai sirf baap aur shaohar k bharose zindagi nahi hoti .Jis ka koi nahi us ka Allah hai .sirf istighfar padho Allah ka zikr karo Allah aap k haq me jo behtar hai wo ata karey
Aap namaz ki pabandi kare or Inna lil lahe wa inna ilehe rajiyoon Allahumma Ajurni fee musibati wakhlufli khairum Minha pdho zyada se zyada In shaa Allah sb behtar hoga
Job karte jaga izzat nhi milti hai or ek ko km ek ko ziyda paise dekar partlity dikhte hain ...or salry ki barme bat bhi krke dekh to nhi milti to kya karen ...kya job churni chahiye yeh karni chahiye
Aj kal Muslim jagaho pe bhi yhi ho rha h. Bhut politics or partiality h. Logo ko employee nhi chaplus chahie. Hamare yaha ourto ko sirf teacher ki job kr skte h. Lekin yaha to itne zute log h school me. Colleague and principal also.
mujhe ek muslim ladke ne dhoka diya wada kiya shaadi karega karke. fir kisi aur ladki k sath ho gaya nikaah kiya kisi aur ke sath hi. ulta juth ilzaa. mere upar daala h usne to.
Learn Quran And Islam Online From Teacher , Flexible Time, Online Separate Classes For Every Student. Free Trial Classes Available, 24/7 Courses 1. Quran For Kids (Nurani Qaida) 2. Quran Reading (Nazra) 3. Quran With Tajweed Course 4. Quran Translation (Tarjuma) 5. Memorizing the Quran (Hifz) 6. Quran Tafseer (Annotation) 7. Islamic Faiths (Aqeedah) 8. Practical Islam Course 9. New Muslim Course 10. Arabic Language Course 11. Life Of Muhammad (Seerat E Mustafa) 12. House Members Of Muhammad (Ahl Al Bayt) Course 13. Islamic Studies Course 14. Islam And Comparative Study Of religions 15. Islamic Scholar Course (Dars E Nizami)
That's called inn Inner critic. Do follow what Dr Faiz had suggested and also see below. Overcoming inner critics can be a challenging but rewarding process. Here are some strategies that can help: 1. Self-awareness: Recognize and acknowledge the presence of your inner critic. Understand that it is a part of you but not the entirety of who you are. 2. Challenge negative thoughts: When your inner critic starts to be harsh or negative, challenge those thoughts with positive and rational ones. Practice self-compassion and remind yourself of your strengths and accomplishments. 3. Practice mindfulness: Be present in the moment and observe your thoughts without judgment. Mindfulness can help you detach from negative thought patterns and create space for more positive thinking. 4. Surround yourself with positive influences: Spend time with supportive and encouraging people who lift you up and believe in your abilities. 5. Set realistic goals: Break your larger goals into smaller, achievable steps. Celebrate your progress along the way, even if it's a small step forward. 6. Focus on self-improvement, not perfection: Recognize that no one is perfect, and mistakes are a part of growth and learning. Embrace the journey of self-improvement. 7. Practice self-care: Take care of yourself physically, emotionally, and mentally. Engage in activities that bring you joy and help you relax. 8. Develop self-compassion: Be kind and gentle with yourself, just as you would be with a friend who is facing challenges. 9. Seek professional help if needed: If your inner critic is causing significant distress and affecting your daily life, consider seeking support from a mental health professional who can guide you through the process of overcoming these challenges. Remember that overcoming inner critics is a gradual process that requires patience and persistence. Be patient with yourself and celebrate your progress along the way. You deserve to be kind and compassionate to yourself as you work towards personal growth and self-acceptance.
Best Motivater ❤❤❤❤of the decade😊
I’m Hanafi Deobandi but still I listen to your speeches !! Keep it up sir!!!
Surah hajj me allah ne muslim nam rakha bhai apne apko muslim kaho ...wo sab log allah k ache bande the
@@hamzaahmed2247 be muslim only 😓
@@GAMINGxBYTES I'm Hanfi Barelvi but firstly a Muslim 😊
Alhamdulillah felling better now❤
Allah ham sab ko past ke waswse se bachaye sab log bolo amin
Allahummabaarik! Whatever happens because of hardwork or due to mistakes is because of Qadr of Allah. We are bound to make mistakes, and if we worked hard we are not entitled to anything, it is Allah who gives everything out of His mercy not because we deserve.
Alhamdulillah for everything ❤
😢😢😢😢 jazakallah aj achi baat sunne ko mili
Beshak Alhamdulillah
Agar Magar Shaitan ka Dagar... hai
Beshaq subhanAllah InshaAllah🙌🙌 Ameen ya rab🤲🤲🤲
Mashallah bohot accha explain kiya my same problem se guzarrahi thi apne aapko pareshan karti thi kittna bhi koshish karein samajhneki phir bhi pareshan abb jake sakoon mila 😊bus inshallah aise hi rahoon
Bhai bahut bahut shukriya... Allah apko salamat rakhe ameen
Jazakallah sir...keep making these kind of informative videos...may Allah SWT bless you with long life and gud health so u can remind us about our Deen...!
Beshak Mashallah 💖
Moulana dr.faiz saahab qibla aapke jaisa koi nahi .... MASHALLAH aapki speech aapka bayan ...aapke bayan me dikhawa nahi totaly naturally
AAP mere liye please dua karein
Bohot helpful
Bahut bahot shukriya Faiz bhai
Jazakallh khair mere dil ko tasalli milgayi❤
One of the best video on this issue. MashaAllah .
Thank u so so much....
Thanks so much hum bhi humare purane yaade leke bhot pareshan the k kash hum ye faisla nhi lete to aur kuch acga hota but apki ye video dakh k aisa laga k chalo jobhi allha kare bhot acha hi kare aur aage bhi allha acha hi kare gi thanks
Very easily and in flowing language you always explain Islam ,may Allah give u aafiya with your family here and hereafter ...aameen
Beshaq 💯 sai baat hai 👍❤
Bht shukria ❤ mufti sahab
Subhan Allah Alhamdulillah
Shukriya bahut bahut for this perspective!!
Ameen yaa Allah
Jazakallahu khairan ❤
कर्म करो फल की चिंता मत करो
Shi kaha bhai
Exactly karm achhe kareinge toh dono jahaan mein phal milega
Beshak, JazakAllah khair ✨
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ
Masha Allah
Subhan Allah
Masha allah
I like your speeches and the way you explain very much😊
Jajak allah khair
Jazakallah khair
اس بندے کو جیسا میں نے دس سال پہلے دیکھا آج بھی ویسا ہی ہے
Sahi baat hai ❤
Thanks!
Jazak Allah hu khyran, very very motivational. Dua ki darqast
Sahuliyat thi sab thaa bs bina soche samjhe jaldi shadi krli
Or ab past ke regret se depression m hu
Shadi shuda zindagi ki kharab h
Becheni h, sukoon uda padha h
Allha rehm kar us bhai par
Thank you so much for this video.... ❤
Faiz bhai ab roz b byan uplod kare bahut allah ka khair rakey
Assalamualaikum..
Shukriya
❤❤❤❤❤❤👍👍👍👍👌👌👌👌👌 perfect bayan
Mashallah 😊
Jazak Allah khair
Same to you😮
Jazakallah ❤
Ameen
Jazakallah
Mashallah 🎉🎉🎉
Nice topic
Thank you so much for this beautiful hadees
JazakAllah
Alhamdolillah
Beshaq
Uska kahna hai ki maine uske zindagi ke sath khilwad kiya pr mera allah janta hai ki maine uske liye apni Maa or bhai ke samne bhi bol diye usne jo kha maine wo kiya jaisa kha wo kiya ki wo bs khush rhe hai fr bhi aaj wo kahta hai ki maine uski zindagi kharab kr di dil ka haal to Allah pak jante hai na
ये तो बात ठीक है आपकी मगर मे हाथ का जीना करता था जिसकी वजह से मुझे पता नहीं कौन सी बीमारी हो गयी है ना ही तो डॉक्टर के समझ अति है और ना किसी जांचो मे क्या ये अल्लाह का आजाब है? तो अब मे इस बात पर अफ़सोस करू की काश मेने ये नहीं किया होता तो आज मे सही रहता और अब मेरे सहरीर पूरा ख़राब रहता है मगर अब ये डर लगता है की कही कोई लाइलाज बीमारी हो गयी इसकी वजह से और मर गया तो और नींद नहीं अति
क्या करू मे निकाह के लायक भी नही रहा और अब बीमारी का डर लग रहा है मौत का भी की कही ऑपरेशन मे मर गया और अल्ल्हा न मुझे क़ब्र मे अजब दिए तो और मेने ये सब नहीं सोचा लेकिन जब मे कुउच्च नहीं सोचूंगा और जब कुशहल रहने लग जाऊंगा और फिर ये बीमारी सामने ा गयी तो और लाइलाज हुई तो
इन सब चीजों के लिए क्या करू प्लीज कोई batye
Same regret ki zindagi jee rha hu
Meri shadi shuda zindagi ki kharab chal rhi hai
Hr waqt comparison me rehta hu
Nice
Mere bete ka inteqal ho gaya first baby ....7 months before....but sabar nahi aata aj tak
AllAH apko sabar dy Ameen
👍❤️
Sahi bath hi
Subhanallah
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ajkal work place pe itni tensions h. Aj kal Muslim jagaho pe bhi yhi ho rha h. Bhut politics or partiality h. Logo ko employee nhi chaplus chahie. Hamare yaha ourto ko sirf teacher ki job kr skte h. Lekin yaha to itne zute log h school me. Colleague and principal also
Assalamualikum faiz bhai me bhi syed hon aur mere ghar wale sub barelvi hain aur Allah ki aata se me Toheed per hon ru woh mujh per dabao dalte hain tum bhi humari raho woh bohat c khurfaat karte jab k me aik Allah Pak per yaeen aur tawwakal rakhta hon me apne ahl o aiyal se k se bachon ?
Isse bachne ke liye kiya kare kiyu ki bohot sochti hu ki me na sochu past ke bare me Lekin past ke bare me soch ke aesi bahki bahki soch aati hai ki mujhe lagta hai ki aesa Koi nahi sochta pahle me aesi nahi thi kuch mahino se mere sath aesa ho raha hai isse bachne ke liye kiya karu please Ripley me
Duwaaye Ganjul Arsh padhnese faayda ho sakta hai?
Mene apni beti ko bachane ki bohot koshish ki pr wo chali gyi me isi depression m ho ki me use bacha ni payi kisi or Dr. Ko dikha deti to bach jati sabr ni araha h mujhe kya kru
Mere shohar ka bhi intekaal hospital mein huaa ek mahine tak hospital mein Rahe aur phir intekaal ho gaya mujhe abhi tak afsos hein ke mein kuch nahi kar pae 3 saal ho gye mein abhi tak wahi hun wahi khayalat mere dimag mein chalte hai
Bhen Zindagi aap kai hat mai nahi hai jab waqt likha hota hai insan ko jana padta hai Allah ki tarah. Aap apna taluk Allah sai banalo.
😂❤❤❤❤❤❤
Assalam walekum 🙁mera ek sawal h
please reply
meri 2 aulad h dono surgery ke h
mere shohar majdoori karte h.
maine gov.job ki exam di h.
score bhi achha h.job le liye2 bachhe hi allow h.
abhi mai ummid se hu
bahot pareshan hu
hame kya krna chahiye🤔🤔🤔
hame kya krna chahiye? please reply me sir
Allah aasaani kare aameen
Allah dekh rha he apne liye ye Kafi he
Job ke liye means, 2 bachcho ki maintenance milega. But 3rd bachche ka ap khud khyal rakh skti he. Don't take tension. Continue your pregnancy and enjoy.
😭😭😭
Baba k inteqal k baad se mere dimag me bhi yehi soch har waqt rehti hai k agar ammi bhai sab ko kuch hogaya to kya hoga sare log mar jayenge to kya hoga akele main kaise rahungi etc etc pagal hojati hoon aisi soch se kya karu
Ab kuch Allah paak ke hukm se hota he ... Or Jo Allah paak krta he wo behtar hota he Allah paak behtar raste bnane wala rab he beshaq
Molana g aapke ghar walo ne b yahi soch kar padhne bheja hoga
Beshak
इन से फ़ोन पर बात कैसे कर सकते है
Assalam alaikum Bhai apse aik masla pochna tha mere shor bht dhoka dete hen jhot bolte hen toh unke Sath rehna kesa he mere swal ka jaldi jawab de den jazak Allah .😢
Assalamualaikum aap ek Amal karle unki ye aadat khtm ho jaengi In shaaa Allah... Aap namaz ki Pabandi kare Astaghfar or Durood shareef bhi pdho or Isha ki namaz ke Baad sure Maida ki ayat no 100 ko 114 baar pani pr dam krke roz pilao husband ko In shaa Allah sb thyk hojaega or ya hameedo 100 baar jb bhi paani maange tb ye pdhkr de
Ek sawaal hai aap se maulvi jii
Humari online kisi se chat par baat hoi thi aur woh zina hai aisa apni hadees mein hai ki naa mehram se baat karna toh us ladke ko hum se mohabbat ho gai thi kuch din baat karne se hum ne har waqt un ko yahi bola ki hum un ko bhai maante hai but phir bhi woh bolre the ki mohabbat karte hai hum us gunah se nikalna chahte the toh hum ne un ko block kar diya kya maafi mangne ke baad bhi hum ko us ki saza bhugatni honggi kya yahi pareshani hum ko baar baar sataati hai aur yeh bhi ke
Hum ne un ka dil dukhate toh Allah ek din humara bhi dil dukhaye ge karke kya kere kuch samajh mein nahi aaraha hai
Assalamualaikum
Agar zindagi me nuksan hota hai to kya in sab k liye biwi ko zimmedar tehrana sahi hai
Aagr biwi ka kasur na ho toh bilkul nahiiii
Bhai koi inki office ka adress do
Assalamu ailekum bhai mujhe apse kuch puchna tha plzzz mery bat sunle m bhot preshan hu personally bat krna h plzzz
Agar past bahut dukh se guzra ek insan ke wzh se usko kaise bhule bht preshn hu nh yad krna chahti but kaise ky krun jo n yad aye
Apne waqt ku aur apni sooch ku kuch na kuch constructive learn karne mein lagaye. Deeni and Dunyawi Elm, Skills, Courses ki jye.
Yehi wahid tareeqa hai es phase se bahar aane ka. Mein bhi esi tarah se bahar nikla tha apni relationship break hune ke baad eslye mujhe acche se pata hai ke aap kis daur se guzar rahe hu.
ALLAH ka hukum se sab behtreen huga, aap apne aap ki busy kar lein jaisa oopar bataya mein ne.
@@siddiqueahmad6521 sukariya inshallah kosis krungi
Assalam alikum mera apse sawal or request Bhi hai agar koi Insan kisi Ko Pasand Karta hai or wo aapko chhor diya uski yad bar bar aati hai kya kara or chhor bhi to bin galti ke phone bhi karto hu mera aawaz se nafrat bhi ho gi hai kya karna Chhiya ki wo wapas aaya Jaya puri life ke liy Dua koi wazifa
Bahut depression hai bahut jada sadness sady bahut Kahne bahut musliki ho raha hai har wo kosis ki jis se mera relationship bacha par nahi hua aisa wo Insan mera sath dokha kiya bahut dua kiya kucch nahi bahut parasan hai
Plz koi mujhe ye batao Kya kru mere soher nai jbrdasti divorce Ki EK chota Sa baby ye one year Ki bat hogyi or mujhe AJ bhi us insaan Ki Yad Atti toh bhot roti Hu plz Kya pdhu Jo sukun miljaye plz koi toh batao EK ldki life brbaad hi Hoti talaq Sai Mai foot Mai bhi giri aisa mt krn Bacha brbaad hojyega but Nahi maane ...
Allah sab ka sahara hai sirf baap aur shaohar k bharose zindagi nahi hoti .Jis ka koi nahi us ka Allah hai .sirf istighfar padho Allah ka zikr karo Allah aap k haq me jo behtar hai wo ata karey
Astaghfirullah Rabbi Min Kulli Zambiyon Wa Atubu Ilaih kasrat se padiya Sabar Kariye jazakallahu Khairan
In my view dusra nikha kre r allah p tawakkal rk k
Aap namaz ki pabandi kare or Inna lil lahe wa inna ilehe rajiyoon Allahumma Ajurni fee musibati wakhlufli khairum Minha pdho zyada se zyada In shaa Allah sb behtar hoga
Aap unse dobara nikah krne k liye baat kre or zyada se zyada dua kre
Job karte jaga izzat nhi milti hai or ek ko km ek ko ziyda paise dekar partlity dikhte hain ...or salry ki barme bat bhi krke dekh to nhi milti to kya karen ...kya job churni chahiye yeh karni chahiye
Aap sure YASEEN Shareef ki ayat no 9 ko 12 baar pdhkr dam krte raho in sHAA Allah sb acha behave karenge
@@aafreenjahan1663 nahi mujh oise jaga job continue karna chahiye ya nhi ...
Aj kal Muslim jagaho pe bhi yhi ho rha h. Bhut politics or partiality h. Logo ko employee nhi chaplus chahie. Hamare yaha ourto ko sirf teacher ki job kr skte h. Lekin yaha to itne zute log h school me. Colleague and principal also.
@@Rameez9993 hnnn karen to ky kren
Mainay toh mehnat hi nahin ki😂😂 is regret ka kya ilaaj hai
mujhe ek muslim ladke ne dhoka diya wada kiya shaadi karega karke. fir kisi aur ladki k sath ho gaya nikaah kiya kisi aur ke sath hi. ulta juth ilzaa. mere upar daala h usne to.
Cassi baha jada yaar daatu hai ronapatha's channelty , karma chahiye
Agar shadi na kiye hoti toh accha hota
I am Indian Muslim aadami Jay Shri Ram bol sakta hai ya Nahin
Not all, if it's related to religious slogan. Once you know , you are upon Haque, you shall make dua for them and guide them towards truth.
Yeh Kaisa Sawal Hai Bhai 😂😂
Nhi ye kufriya alfaaz hai nhi bol skte aap
Learn Quran And Islam Online From Teacher
, Flexible Time, Online Separate Classes For Every Student. Free Trial Classes Available, 24/7
Courses
1. Quran For Kids (Nurani Qaida)
2. Quran Reading (Nazra)
3. Quran With Tajweed Course
4. Quran Translation (Tarjuma)
5. Memorizing the Quran (Hifz)
6. Quran Tafseer (Annotation)
7. Islamic Faiths (Aqeedah)
8. Practical Islam Course
9. New Muslim Course
10. Arabic Language Course
11. Life Of Muhammad (Seerat E Mustafa)
12. House Members Of Muhammad (Ahl Al Bayt) Course
13. Islamic Studies Course
14. Islam And Comparative Study Of religions
15. Islamic Scholar Course (Dars E Nizami)
That's called inn Inner critic.
Do follow what Dr Faiz had suggested and also see below.
Overcoming inner critics can be a challenging but rewarding process. Here are some strategies that can help:
1. Self-awareness: Recognize and acknowledge the presence of your inner critic. Understand that it is a part of you but not the entirety of who you are.
2. Challenge negative thoughts: When your inner critic starts to be harsh or negative, challenge those thoughts with positive and rational ones. Practice self-compassion and remind yourself of your strengths and accomplishments.
3. Practice mindfulness: Be present in the moment and observe your thoughts without judgment. Mindfulness can help you detach from negative thought patterns and create space for more positive thinking.
4. Surround yourself with positive influences: Spend time with supportive and encouraging people who lift you up and believe in your abilities.
5. Set realistic goals: Break your larger goals into smaller, achievable steps. Celebrate your progress along the way, even if it's a small step forward.
6. Focus on self-improvement, not perfection: Recognize that no one is perfect, and mistakes are a part of growth and learning. Embrace the journey of self-improvement.
7. Practice self-care: Take care of yourself physically, emotionally, and mentally. Engage in activities that bring you joy and help you relax.
8. Develop self-compassion: Be kind and gentle with yourself, just as you would be with a friend who is facing challenges.
9. Seek professional help if needed: If your inner critic is causing significant distress and affecting your daily life, consider seeking support from a mental health professional who can guide you through the process of overcoming these challenges.
Remember that overcoming inner critics is a gradual process that requires patience and persistence. Be patient with yourself and celebrate your progress along the way. You deserve to be kind and compassionate to yourself as you work towards personal growth and self-acceptance.
❤