Ek Tip add krunga ho sakta hai ye kisi ko help kare before any type of processing on your elements and before leveling your faders sabse pehle apko knowledge honi chahiye friends ki What is the difference between gain and volume. Apko sabse pehle apnai saara elements ka gain vu meter ke 0 se -1db ke vich me krna hai aur ye lagbag -18lufs ke equal hota hai par aap prefer kre vu meter ki reading islye vu meter ka use kre. Main point is se help kya hogi toh bhina ek b volume fader ko shede aap saara instruments ko is tarah la gain se level kar loge ki apka ek bhi element distort nahi krega chahe aap apnai volumes fader ko kitna b upward push karo but remeber ye apko bhina kisi processing plugin ke sabse pehle karna hai har element ko sirf vu meter ka use karke. Ye trick apki gain staging ko boht drastically improve karegi Tip no 2 after leveling ek basic master chain bnao jo main plugins aap use karta hi ho apnai master track pe uhne insert karo master track par phir level karna shuru karna is se tum fader les push karoge upward aur loud bhi sunn sakoge aur tumhe pehle se sure ho jayega ki after master tumhara track kaisa sound karna wala hai render ke time master chain ko off kar dhena taki tumhara headroom b rahe aur tum alag se master bhi kar sakoge 😊 hope this helps
Hello sir, superb. Sir aisa same video fl studio me banado to achha rahenga.kyuki usme pick aur RMS ka level kaise set kare pata nahi chal raha. For fl user.😊
bhai kick ke hisab se all arrangment leveling kare sabhi elements ke aur bhai kick -9 rakhe ya -10 kitna rakhna sahi hai aur industry mein kitne - kick rakhi jaati hai
Sir peak Rms Lufs se lekar complete music production aur mastering ka metaring system ke upar ek masterclass lao please ye bohut Cofused karta hai...😊 UA-cam par accha tutorial he nehiii he eske upar
mostly music industry me mix balance ke pink noise ke reference pe mix kiya jata he but sub log ye original technic kabhi nahi batate Pink noise ek simple technic he mix balance ke liye Baki ye bakwas batate rahte he
Ye sab se hatkar kabhi Bollywood mix ki bat kariye EDM to har koi karne me laga hai har koi yahi bata raha ek proper soulfull mix ki bat koi nahi kar raha.
Bahut mast video he🎉
Amazing Sir 👏👏
bhai uttkarsh bhaiya ? 🤧 btw thankyou so much ❤
Thankyou so much sir really needed this video ❤
Thank you so much 💓 ❤....simply amazing 😊😊
Amazing sir!!
Ek Tip add krunga ho sakta hai ye kisi ko help kare before any type of processing on your elements and before leveling your faders sabse pehle apko knowledge honi chahiye friends ki What is the difference between gain and volume. Apko sabse pehle apnai saara elements ka gain vu meter ke 0 se -1db ke vich me krna hai aur ye lagbag -18lufs ke equal hota hai par aap prefer kre vu meter ki reading islye vu meter ka use kre. Main point is se help kya hogi toh bhina ek b volume fader ko shede aap saara instruments ko is tarah la gain se level kar loge ki apka ek bhi element distort nahi krega chahe aap apnai volumes fader ko kitna b upward push karo but remeber ye apko bhina kisi processing plugin ke sabse pehle karna hai har element ko sirf vu meter ka use karke. Ye trick apki gain staging ko boht drastically improve karegi
Tip no 2 after leveling ek basic master chain bnao jo main plugins aap use karta hi ho apnai master track pe uhne insert karo master track par phir level karna shuru karna is se tum fader les push karoge upward aur loud bhi sunn sakoge aur tumhe pehle se sure ho jayega ki after master tumhara track kaisa sound karna wala hai render ke time master chain ko off kar dhena taki tumhara headroom b rahe aur tum alag se master bhi kar sakoge 😊 hope this helps
❤❤❤
Bhai ek tip muje laga 3-4 line ki hogi 😅
Bhai Best Topic 🎉 And Best Explanation ❤
Thanks for another great tutorial guys 👍
Super explained..
Thanks sir
so great thanks
Bhai mene leveling pr isse bahtarin video nhi dekhi❤❤❤❤
Bhaiya hame aise hi videos chaye
Thank you bhaiya
level Sabke nikalenge nikalenge Uske Jo video ko like Karega 😂
Level sabke niklenge 😂
next level😎
Sir are their on spotify
Hello sir, superb. Sir aisa same video fl studio me banado to achha rahenga.kyuki usme pick aur RMS ka level kaise set kare pata nahi chal raha. For fl user.😊
please make another video of same beat with adding effects in mixing (compression , eq , panning ,etc.)...Thanks❤
Very great video sir but plz make a video jisme AAP vocal ke sath leveling sikhao plz abelton me and Ableton me hi mixing sikhao inbuilt plugin se
very helpful, thanks
Good one
bhai kick ke hisab se all arrangment leveling kare sabhi elements ke aur bhai kick -9 rakhe ya -10 kitna rakhna sahi hai aur industry mein kitne - kick rakhi jaati hai
Hello sr ,plz fletcher monsun पर भी video बनाओ
Sir peak Rms Lufs se lekar complete music production aur mastering ka metaring system ke upar ek masterclass lao please ye bohut Cofused karta hai...😊 UA-cam par accha tutorial he nehiii he eske upar
🙏🙏🙏🙏
Mixing,leveling,or gain staging ma kya difference ha ???
Bhai please ye bta do k kis sample rate pe Kaam karna chahiye
Melodic Drill next...
Bhai correlation aur phase issue pe ek video
Sir fabfilter total bundle buy Kiya hai. Lessons unlock kaise karte hai. Sir Ek video Bana do UA-cam.
Thk.sirr
Super bro
❤❤❤
Vu meter ki masterclass
💯🔥👌🏻
❤
Good video 🤎💜
mostly music industry me mix balance ke pink noise ke reference pe mix kiya jata he but sub log ye original technic kabhi nahi batate
Pink noise ek simple technic he mix balance ke liye
Baki ye bakwas batate rahte he
waves like stock market chart🤭
शाहरुख खान = kick
Actress = vocal
Muje sharukh khan acha chahiye😅 toda powerful ban jaye to mja a jaye😊
Or Actress to mere pass h 🐯
Ye sab se hatkar kabhi Bollywood mix ki bat kariye EDM to har koi karne me laga hai har koi yahi bata raha ek proper soulfull mix ki bat koi nahi kar raha.
first comment
❤❤
❤❤