زبیر بن خریت نے عبداللہ بن شقیق سے روایت کی انھوں نے کہا : ایک دن حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما عصر کے بعد ہمیں خطاب کرنے لگے حتیٰ کہ سورج غروب ہو گیا اور ستارے نمودار ہو گئے اور لوگ کہنے لگے : نماز ، نماز ! پھر ان کے پاس بنو تمیم کا ایک آدمی آیا جو نہ تھکتا تھا اور نہ باز آ رہا تھا نماز ، نماز کہے جا رہا تھا ، حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما نے کہا تیری ماں نہ ہو ! تو مجھے سنت سکھا رہا ہے ؟ پھر کہا : میں نے رسول اللہ ﷺ کو دیکھا آپ نے ظہر و عصر کو اور مغرب و عشاء کو جمع کیا ۔ عبداللہ بن شقیق نے کہا : تو اس سے میرے دل میں کچھ کھٹکنے لگا ، چنانچہ میں حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کی خدمت میں حاضر ہوا اور ان سے پوچھا تو انھوں نے ان ( ابن عباس رضی اللہ عنہما ) کے قول کی تصدیق کی ۔ Sahih Muslim#1636 Status: صحیح
Sahi muslim k 10 hadith hai ki ibni abbas riwayat karte hai ki nabi(saw) ne bagair kisi khof k ur bagair safar k ur bagair barish k nimazu ko jama kiya hai.
😂😂 mirza k bhakt aa gaye .. Tab to tumhare according .. hum aalas k wejeh se v namaz chhod sakte h ..aur puri umr sirf 3 time hi namaz padh sakte h ..?? Kabhi quran v padho ... Sirf imam muslim aur bukhari k muqallid na bano ..
Lol Alas alag cheez hai wo safar ke liye hai Namaz jama karna safar mein hai, engineer Mohammad ali mirza sahab toh ye bhi hadees se kehte hai ki jisne jankr namaz chodi wo kafir hai, alas koi reason toh nahi hua @@Peaceforall-f5o
@@Mohammadamaan9523 wahi to Mirza keh Raha h ki ..BINA REASON k v namaz jama karna sunnat h ..... Dhyan se suno .. Reason ho to ispar sabhi log mutaffik h ..
@@Peaceforall-f5omatlab tum nabi ki baato ke age jaage baat kroge??? Unhone bataya h ki padhsakte to mano usko bs ulti baat mt kro... Likha h saaf saaf
Hanfi maslak bilkul alag hain baqi sare maslak se. Mujy 1 bat ki samj ni ati K jb Islam 1 ha...jb Allah k Nabi 1 ty... to pir aj tak Hamari namaz 1 jesi q ni aj tak hui.
Sabko namaz ek jaisi hi h ... Namaz me jo farz h use har muslim karte h ..even shia v .. Ikhtilafi masla to hamesha rahega ...in sab ka sawal qyamat me nahi hoga ..
Ji nabi eik qutan eik.aur maslak bhi eii hanfi.1400 sal se yahi eik to yehi bat hanet samgh nai ati ke 1400 sal bad angrez ka banaya howa firqa kese aur kaha se agiya
Bro atleast pray, if you can and can’t delay, pray. If u got delayed instead of leaving the prayer, pray it with the next one. Its not only imply on journey, also included if u r busy. Pray to Allah with ur pure heart that all its needed.
is maslak k chakar main umat barbad ho gae hai har masla ikhtilafi hai koe aisa issue nahe jahan ye sab deen k thehkedar mutfiq howay hon....sara kam hi maslak per howa hai deen per koe kam nahe howa .......total karobar
Sura nisa ki ayat 103 main likha hay k namaz ko us k waqt par ada karo.. ap quran k muqablay main hadith la rahay hain.. quran ko manay ya hadith ko??? Hum hadith ko bhe nh jhutlatay is liye hanfio ka moqaf hay k jo hadith jama karnay k hay wo asal main jama e suri hain yani suratan jama ki hay na k jama e haqiqi matlab ye k wo dikhnay main jama lagay gi lakin hogi apnay waqt par yani zohr ki naaz ko asr ki namaz say 5 mint phelay ada kya or phr foram asr hogai or asr parhli.. ab daikhnay wala yehi kahaiga k ye namaz jama hay lakin asal main ye apnay waqto par ada ki gai hain... hadith main jo ap bayan kar rahay hain kahin nhe likha k maghrib ki namaz kaza kardi hay or phr maghrib esha parhi hay...
@@adeelmazhar9074 or Jo time Mai namaz parhna wo ye hai ke fajr ko time pr .or zhur ko magreb se phle asr ke sath parh sakte hai. Isi trha asr ko magreb se pehle or isi trhaa magteb ko asr ke waqt ke baad magreb ke waqt kr isi trha magreb ko esha ke sath or esah ko magreb ke sath parh sakte hain na ke fajr ke waqt esah or magreb parh rehe hon
@@adeelmazhar9074 Sahi bukhari Mai bhuat c hadeese hain..hum se in molviu ne cheen li hoi asani sirf apne firqe ko bachane ke leae bs bulke tauheen krte hain nabi paak a.s ki sunet ki na parh kr.
Intihiyi motadil aur insaf pasad shaksiyat. Allah apke qabr ko noor se bhar de
Kya bahtreen jawab hai ...warna maslak ke bare me aate hi log apne maslak ko sahi aur indirectly doosro ko galat sabit karke jawab Dene lag jate hai
Allah give you high rank in jannah ❤
Inshallah Bhai I Hope He Will Be Successful In His Second And Last Life❤️❤️❤️🔥🔥🔥🔥🤕🤕🤕🤕🤕😊😊😊
Ameen
Is wajah se hi Hazrat se mohabbat karta hu
MASHALLAH dr sahb ki
Dr Israr Ahmed great teacher
Indeed & Scholar
Masha Allah well explained....with nice way...other wise our Mufti sahiban are ready to fire Fatwa any time on any body...
Allah talah hamin hadyat kamla pr istaqamat atta kre or neak amal krne ki tofiq de ameen ya Rab ul alameen
Allaha.pak.sab.muslmano.ko.jma.hnay.ke.tofeeq.den.......ameen...
अल्लाह इसरार साहब के अमल को क़ुबूल करे, आमीन
Mashallah true
Subhanallh 🔥❤️ kitna behtaren andaaz 🎉hi
Subha Allah.
Ameen suma ameen
Allah israr Sahab ko Jannat me Alla mukam de ameen ameen ameen
زبیر بن خریت نے عبداللہ بن شقیق سے روایت کی انھوں نے کہا : ایک دن حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما عصر کے بعد ہمیں خطاب کرنے لگے حتیٰ کہ سورج غروب ہو گیا اور ستارے نمودار ہو گئے اور لوگ کہنے لگے : نماز ، نماز ! پھر ان کے پاس بنو تمیم کا ایک آدمی آیا جو نہ تھکتا تھا اور نہ باز آ رہا تھا نماز ، نماز کہے جا رہا تھا ، حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما نے کہا تیری ماں نہ ہو ! تو مجھے سنت سکھا رہا ہے ؟ پھر کہا : میں نے رسول اللہ ﷺ کو دیکھا آپ نے ظہر و عصر کو اور مغرب و عشاء کو جمع کیا ۔
عبداللہ بن شقیق نے کہا : تو اس سے میرے دل میں کچھ کھٹکنے لگا ، چنانچہ میں حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کی خدمت میں حاضر ہوا اور ان سے پوچھا تو انھوں نے ان ( ابن عباس رضی اللہ عنہما ) کے قول کی تصدیق کی ۔
Sahih Muslim#1636
Status: صحیح
Wese nabi s.a.w se ye bhi saabit hai namaz e muqtadi ka ada karna yaani zuhr k waqt mai hi zuhr aur asr mila kar parhna
Reference??
Sahi muslim k 10 hadith hai ki ibni abbas riwayat karte hai ki nabi(saw) ne bagair kisi khof k ur bagair safar k ur bagair barish k nimazu ko jama kiya hai.
😂😂 mirza k bhakt aa gaye ..
Tab to tumhare according .. hum aalas k wejeh se v namaz chhod sakte h ..aur puri umr sirf 3 time hi namaz padh sakte h ..??
Kabhi quran v padho ... Sirf imam muslim aur bukhari k muqallid na bano ..
Chawal @@Peaceforall-f5o
Lol
Alas alag cheez hai wo safar ke liye hai
Namaz jama karna safar mein hai, engineer Mohammad ali mirza sahab toh ye bhi hadees se kehte hai ki jisne jankr namaz chodi wo kafir hai, alas koi reason toh nahi hua
@@Peaceforall-f5o
@@Mohammadamaan9523 wahi to Mirza keh Raha h ki ..BINA REASON k v namaz jama karna sunnat h ..... Dhyan se suno ..
Reason ho to ispar sabhi log mutaffik h ..
@@Peaceforall-f5omatlab tum nabi ki baato ke age jaage baat kroge??? Unhone bataya h ki padhsakte to mano usko bs ulti baat mt kro... Likha h saaf saaf
Lekn aap nay fatiha khalf al imam mn apna tarz e amal bataya tha
Yaha b bata dety
Dr Israr ka inteqaal ho gaya hai
Hanfi maslak bilkul alag hain baqi sare maslak se. Mujy 1 bat ki samj ni ati K jb Islam 1 ha...jb Allah k Nabi 1 ty... to pir aj tak Hamari namaz 1 jesi q ni aj tak hui.
Sabko namaz ek jaisi hi h ...
Namaz me jo farz h use har muslim karte h ..even shia v ..
Ikhtilafi masla to hamesha rahega ...in sab ka sawal qyamat me nahi hoga ..
Ji nabi eik qutan eik.aur maslak bhi eii hanfi.1400 sal se yahi eik to yehi bat hanet samgh nai ati ke 1400 sal bad angrez ka banaya howa firqa kese aur kaha se agiya
Kyu tumhari namaz alag he klya
How is it possible while short prayer is allowed in journey?
As he said follow ur maslaq which u feel to accurate....
Bro atleast pray, if you can and can’t delay, pray. If u got delayed instead of leaving the prayer, pray it with the next one. Its not only imply on journey, also included if u r busy. Pray to Allah with ur pure heart that all its needed.
Clear nahi batate hai nabi paak (S) dono time namaz zama karte the
Quraan ki salaat mazhabi ki namaaz nahi😮
is maslak k chakar main umat barbad ho gae hai har masla ikhtilafi hai koe aisa issue nahe jahan ye sab deen k thehkedar mutfiq howay hon....sara kam hi maslak per howa hai deen per koe kam nahe howa .......total karobar
Ap log kiu chuphate ho Sahi bukhari Mai itni ahdees hai. Ke nabi paak a.s begair ksi waja se namaze jama krte the .kiu Haq baat nhi krte molvi hzrat
Sura nisa ki ayat 103 main likha hay k namaz ko us k waqt par ada karo.. ap quran k muqablay main hadith la rahay hain.. quran ko manay ya hadith ko??? Hum hadith ko bhe nh jhutlatay is liye hanfio ka moqaf hay k jo hadith jama karnay k hay wo asal main jama e suri hain yani suratan jama ki hay na k jama e haqiqi matlab ye k wo dikhnay main jama lagay gi lakin hogi apnay waqt par yani zohr ki naaz ko asr ki namaz say 5 mint phelay ada kya or phr foram asr hogai or asr parhli.. ab daikhnay wala yehi kahaiga k ye namaz jama hay lakin asal main ye apnay waqto par ada ki gai hain... hadith main jo ap bayan kar rahay hain kahin nhe likha k maghrib ki namaz kaza kardi hay or phr maghrib esha parhi hay...
@@adeelmazhar9074 or Jo time Mai namaz parhna wo ye hai ke fajr ko time pr .or zhur ko magreb se phle asr ke sath parh sakte hai. Isi trha asr ko magreb se pehle or isi trhaa magteb ko asr ke waqt ke baad magreb ke waqt kr isi trha magreb ko esha ke sath or esah ko magreb ke sath parh sakte hain na ke fajr ke waqt esah or magreb parh rehe hon
@@adeelmazhar9074 Sahi bukhari Mai bhuat c hadeese hain..hum se in molviu ne cheen li hoi asani sirf apne firqe ko bachane ke leae bs bulke tauheen krte hain nabi paak a.s ki sunet ki na parh kr.
@@MohammadAli-fd1rwBhai ap mufti Tariq Masood ki is pr video deklen apko sahi se smj ajaye gi 9 min ki h video probably
@@adeelmazhar9074to pehle Quran se namaz ke 5 waqt sabit Karo Quran me namaz ke aukat sirf 3 aaye hai
Subhanallah