Mera Bajaj ka touch induction hai, uska fan automatic Ho gya gya hai, off krne ke liye direct bord se switch off krna पड raha hai, kya isme koi kharabi aa gyi hai? Please reply 😢🙏 & help
bhai mere induction me kabhi fan run karta hai kabhi nahi karta. continue run nahi karta hai. induction prestige company ka hai. kya prob ho sakti hai?
Raj Bhai prestige 6.0 v2 induction ka IGBT 2/3 minutes chalne ke bad kharap ho raha hai mai 4 IGBT kharap kar liye, igbt lagane ke pahele Maine gate me 0 voltage deke liye the, pwm ka 8050,8550 check kar liye the Sab thik hai, 1 minutes ya 2 minutes chalne ke bad IGBT kharap ho raha, is board me pwm me ek Chota sa card laga hua hai, jisme ek chota ic hai iske bare main kuch pata nahi please help kariye, please jabab dijiyega.
1850k base pe - 18v aa raha h transister change kiya base per 1k ka resister v change kiya hu transisfor ko nikal kar chek kiya to -ve 18v base per aa raha h kya kare
सर जी नमस्कार आज। मैं एक फाल्ट में फस गया हूं फाल्ट यह है एनडेक्शन चालू करते हैं तो फैन सही चलता है लेकिन जब। हम डिस्प्ले से औफ करते हैं तो फैन तुरन्त बन्द हो जाता है जबकि फैन कुछ देर चलने के बाद बन्द होना चाहिए जिससे एनडेक्शन की हीट ख़त्म हो जाय इस फाल्ट है आप कुछ मदद कीजिए सर
Yah video mujhe bahut achcha Laga bhai aur usse bhi jyada achcha Laga mujhe aapka samjhane ka Tarika
Happy teacher day sir ji....aap se bahut kuch sikhane ko milta hai....aap mera guru hai,,
आपका हर भिडीयो knowledgeable है। बहुत अच्छा ।Thanks.
Bhaut accha video sir
Induction chulha ripeyar karna UA-cam video se sikh sakte hi ya offline hi sikh paenge
Sir you are great very nice video thanks sir
Sir 2000 watt ke induction me 2200 watt ka univarsal bord laga sakte he
Coill चेक कर लेना फिर लगा सकते है
Bhai home theatre ka saman available karao na होम थिएटर का सामान चाहिए भाई
Nice video sir ji
Good informasion sir
BHAI Welding MACIN KA VIDEO AAYEGA KYA
Mera Bajaj ka touch induction hai, uska fan automatic Ho gya gya hai, off krne ke liye direct bord se switch off krna पड raha hai, kya isme koi kharabi aa gyi hai? Please reply 😢🙏 & help
Bhai same induction hai mera.. fan slow chal raha hai. Kya problem ho sakta hai
बहुत अच्छा
Super video
bhai mere induction me kabhi fan run karta hai kabhi nahi karta. continue run nahi karta hai. induction prestige company ka hai. kya prob ho sakti hai?
Sir g panel board ka detail me video bnaye
Sir fan chalte chalte bich bich me ruk jata hai fir apne aap chalu ho jata hai kuchh time bad kya kare bich bich me band ho jata hai fan
Tq sir ji ❤❤❤❤
Thanku sir🙏
Hi
Pigeon 6pin touch panel milega kya price kya hai
Sir philips hd4938/01 me fan chalta hai par rukta hai to kabhi chalta baki sab kam karta hai par fan ruk ruk ke chalta hai to kiya kare sir
Raj Bhai prestige 6.0 v2 induction ka IGBT 2/3 minutes chalne ke bad kharap ho raha hai mai 4 IGBT kharap kar liye, igbt lagane ke pahele Maine gate me 0 voltage deke liye the, pwm ka 8050,8550 check kar liye the Sab thik hai, 1 minutes ya 2 minutes chalne ke bad IGBT kharap ho raha, is board me pwm me ek Chota sa card laga hua hai, jisme ek chota ic hai iske bare main kuch pata nahi please help kariye, please jabab dijiyega.
1850k base pe - 18v aa raha h transister change kiya base per 1k ka resister v change kiya hu transisfor ko nikal kar chek kiya to -ve 18v base per aa raha h kya kare
Mera wala dusra borad mein chalta he lekin apna Ghar ka board pe nhi chalta kya problem h plz bataye
Mera fen nahi chal raha he e7 aa raha 1minit chalne ke baad
Same plbm...ban gya kya ?
+18v mil rah h