Agar aap print option ko choose karte hain to jabse nahi hua hai tabse print hogi. Aur agar Reprint ka option choose karte hain to 3 month ke andar jo bhi date se karna chahte hain wahan se hoga.
Maine last 1 year se update nehi Kiya hai...agar maine reprint Kiya to sirf last 3 months ka details print hoga ..to baki months ka details passbook me na rahe to kya koi problem hoga.?
Mai jab passbook print Kara Raha tha tab machine me page fold ho gya aur uss folded page par half print hua hai... To kya mai jaha print error hua hai usse next fresh page pr print kar sakta hu?
@@rkvermaonlinehelpmain agar reprint karya last one month ka uske kuch din bad jab phir se passbook update karu to kaha se update hoga? Last 1 month k baad se update hoga kya?
"Print" option se aapka Passbook update ho jayega jiska video mere channel par iske pahle Wale video me bana hai ya aap is video k description me us video ka link par jakar watch kar le.
Full information diya iske liye dhanyawad
Useful information abt reprint option
Really helpful ❤
reprint right thanks informaton
Sir jb account open kraya th tb ek page kraya th to ab last 3 month ki hi milegi ya fir jbse print nhi hui tbse? Please answer!!! Its urgent
Agar aap print option ko choose karte hain to jabse nahi hua hai tabse print hogi. Aur agar Reprint ka option choose karte hain to 3 month ke andar jo bhi date se karna chahte hain wahan se hoga.
AGR Hum print pe click krke NO select kre to kya hoga
Last updated page enter karne bola jayega
@@rkvermaonlinehelp thnks bro
new blank passbook bhi reprint kar sakte hain kya, purana wala passbook 2 saal se print nahi hua tha.
Yes, 90 day me se kisi bhi date ko select karke aaram se kar sakte hain
Thank you❤
To reprint k baad agar print krrnge to printing vhi se continue hogi ya pehle jidhar chhoda hoga wahan se?
Pahle jidhar chhoda hoga wahan se
Hello sir kya reprint bas 3 months ka hi hota hai ??
Yes
Yes
Thank you bro
Maine last 1 year se update nehi Kiya hai...agar maine reprint Kiya to sirf last 3 months ka details print hoga ..to baki months ka details passbook me na rahe to kya koi problem hoga.?
Koi Problem nahi hai
@@rkvermaonlinehelp thank you
Mai jab passbook print Kara Raha tha tab machine me page fold ho gya aur uss folded page par half print hua hai... To kya mai jaha print error hua hai usse next fresh page pr print kar sakta hu?
Han, jis date se missing hai us date ko select karke fir se Reprint kar sakte Hain.
Reprint option me date shedule wala kuch machine me nhi disply karta to kess manage hoga ?@@rkvermaonlinehelp
Sir online transaction have became more so i want to print only bank balance what should i choose . Please reply sir
Choose Your Last Transaction Date
Sir sirf ek din ke transaction print krbwa skta hai
Nahi, Selected date se current date tak hoga.
Agar reprint k kuch din bad passbook update karaya to kaha se update hoga jahan se reprint ka last hai udhar se?
Nahi
To phir ?@@rkvermaonlinehelp
@@rkvermaonlinehelpmain agar reprint karya last one month ka uske kuch din bad jab phir se passbook update karu to kaha se update hoga? Last 1 month k baad se update hoga kya?
@@arkajeetsarkar9024 nahi hoga, agar aap baad me Print option choose karenge to shuru se hoga Reprint wala bhi hoga.
@@rkvermaonlinehelp yr bich k kuch mahino ka transaction nhi chahiye passbook par isliye puch Raha hu
2020 ka 2 month ka statement nahi aaya hai wo mil jayega kya sir
Nahi
Sir ek doubt h please btaiega
Agr nayi passbook bnate h to usme by default entry kb se start hogi ?
Lagbhag 2 saal ka Exact nahi bata sakta.
@@rkvermaonlinehelp Thanks one more query sir but if we dont want to print old transactions then what should we do?
Aap Reprint option ka upyog karke last 90 days k under date tak ka bhi print kar sakte hain. Jaise ki is video me bhi bataya gya hai.
@@rkvermaonlinehelp bhai 1 month ka print Kar sakte last 1 month ka
Yes
2021 se passbook print nhi kiye hai or ab Naya passbook Mila hai ..plz bataye itne saal ka print kaise hoga
"Print" option se aapka Passbook update ho jayega jiska video mere channel par iske pahle Wale video me bana hai ya aap is video k description me us video ka link par jakar watch kar le.
Hello sir mera passbook page full ho gaya hai kya karna chahiye please tell me
Apne Page full hua passbook & ek pasport size photo k sath apne bank branch me jakar change kar len.
Good morning 🌅🌄🌅🌅🌅🎉
Good morning
Thank you sir😊